@ashokkumarashokkumar9322 100 WATT ka transformer me 20 0 20 laga tha bhai .. chota tha ..ye transformer 40 0 40 ka hai Pehle hi transformer laga diya hun isliye sayad aapko Aisa lag raha hoga .ki wahi transformer hai but jo pehle laga tha usko nikalke ye wala lagaya hun..
Iss output transformer se 500 watt kya 5000w nikaljayega, hum pagal he kya ek 100 watt ka lagaya aur 500watt niklega, pahle bato wo jo power supply transformer he wo kitne voltage aur kitne amper ka he.....itna mat feko,fecku maharaj ji
@Dodindian local made 40-0- 40 wo fir 20 amp ka itna Chhota nahi ban pata he ,, Ahuja ka 500w me jo size laga he us se bhi Chhota wah bhai kya baat he to fir ek kam karo na Ahuja se tai-up hojawo malamal banjaoge
@@PramodKumar-e5x4w mouka milega to jaroor tie-up ho jaunga bhai .... Apna knowledge me pura bharosa hai ... Aur kisi ko galat information deke mujhe aage nahi badna hai.......
Very very nice work ❤❤bhai bahut acha banaya hai Amplifier 🥰👌👌👌👌👌
Super bhie mujhe v ye sab bana na pasand hai
Great job 😊
🙏👌👌
Is board mein jo naya banaa rahe hain ismein 808 ka Apne board lagaya hai ismein song output Transformer lagaiye bahut acchi awaaz aaega gaa
@@mannuprasad5417 cabinet me space ka Kami tha bhai mein v lagana chah raha tha .. space kami ke wajah se nahi laga payen.
Superb great job dada 👌 ❤
Thanks a lot 😊 Babu
100 watt ke tarsfamar se 500 watt kaise dega bhai
@ashokkumarashokkumar9322 100 WATT ka transformer me 20 0 20 laga tha bhai .. chota tha ..ye transformer 40 0 40 ka hai Pehle hi transformer laga diya hun isliye sayad aapko Aisa lag raha hoga .ki wahi transformer hai but jo pehle laga tha usko nikalke ye wala lagaya hun..
Kithna kharcha aaya bhai total
Mera v ek 100 wat ka amplifier old wala hai me v 500 wat banana chahta hu
Market me Cabinet bhi mil jata hai pa amplifier bhi kam aa jata.
Ye video unke liye hai jo khud banane ka ichhuk rakhte hai ।।।ya un Bhai ke liye bhi hai jo kam paise me Amplifire banana चाहते ho
@Dodindian bhai Esme kam kharcha nhi hai
सेकंड हैंड पार्ट रहेगा तो 4000।में कंप्लीट हो जाएगा और नया में 7000 भाई ।।।।।
Bhai soldering iron kitna watt ki hai 😊😊😊
Bahat accha wireing hai
@@SuvadipKuila 20 wattt ka hai bhai 😀😀 60 rupya me liya hua hai paisa Kami😀😀😀🤗
𝐁𝐚𝐡𝐮𝐭 𝐆𝐚𝐧𝐝𝐡𝐚 😅😅😅
@@nnewsonchannel994 agle baar saaf sudhrta banane ka kosis karunga 🤗🤗 thanks for the visiting..
Bhai pant bhi kar do
Thik hai bhai ❤
Iss output transformer se 500 watt kya 5000w nikaljayega, hum pagal he kya ek 100 watt ka lagaya aur 500watt niklega, pahle bato wo jo power supply transformer he wo kitne voltage aur kitne amper ka he.....itna mat feko,fecku maharaj ji
@@PramodKumar-e5x4w 40 0 40
20 ampere
@Dodindian local made 40-0- 40 wo fir 20 amp ka itna Chhota nahi ban pata he ,, Ahuja ka 500w me jo size laga he us se bhi Chhota wah bhai kya baat he to fir ek kam karo na Ahuja se tai-up hojawo malamal banjaoge
@@PramodKumar-e5x4w chota nahi hai bhai mobile me aisa lag raha hai ...
@@PramodKumar-e5x4w mouka milega to jaroor tie-up ho jaunga bhai .... Apna knowledge me pura bharosa hai ... Aur kisi ko galat information deke mujhe aage nahi badna hai.......