Ye Ghazal Ghalib ke Naam Sey Shaaya Ki Gayi Hai Ye Ghazal Ghalib Ki Nahi Hai Main Khud Bhi Aik Bar gaa chuka Hoon Aur Phir Mere Sir Tariq Farani Ney Isko Search kiya Ye Ghalib Ke Deewan Main Nahi Hai Jabke Tamam Ghazliyaat Deewan e Ghalib Main Mojood Hain Aur Professor Saadat Saeed Government College University lahore sey jo iske sheyr Hamko Faryaad Karni Aati Ki Taseeh Karwa chukey hain mujhe Unheyn bhi deewan main nahi mili Aur kehte ke Humko faryad kerni nahi balke karna aati hai hona chahiye aur yahan sey maaloom hota hai ke ye ghalib ki nahib balke unke naam sey shaaya ki gayi hai
Ye ghazal غالب ki Nhi hai... Balke غالب name se shaaya ki gayi hai.... Is pe Tariq Salman khan Farani shb (nazir ahmad music society) GCU ne bhi research ki thi.... Or ye ghazal dewaan Mein Nhi milli... ! Baki غالب shb ki sab ghazal mojood thein! Ye ghazal Nhi milli Is k ik sheer HUMKO FARYAAD.... mein galti bhi kuch professors ne mark ki hai.... '' HUMKO FARYAAD KARNA ati hai"... Ye sahi istamaal hai wording ka "KARNA ATTI" or ghazal Mein "KARNI ATTI" likha hai...! Or ye battain sab issi taraf eshara karti hain k ye ghazal غالب shb ki Nhi hai! Ustad shafqat salamat ali khan shb ne bohot khubsurat composition ki hai beshak! ❤️
Jnab ma abhi parh raha tha Deewan to mujy b nai mili or yehi cheak karny k liy RUclips py aya Or khushi hui k kisi ko to pata chala k ye Mirza Ghalib ki nahi h
Salam to Ustad Shafqat Ali KHan Sahib
رنج اٹھانے میں بھی خوشی ہو گی،
پہلے دل درد آشنا کیجیے ۔ واہ واہ واہ کمال۔۔۔
Mashallah bohat barey ustaad ho aap mashallah G
Aaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Lovvvvvvvvvvvvvveeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee. Uuuuuuuuuuuuuu❤️❤️
Aise hi late rhe ustad Shafqat shab ki❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Wah khan Saab aapka andaaz bada roohani hai. Love you sir. Bhagwan aapki jindgi hamesha khusiyon se bhare rakhe aur aap khusiyan baantte rahe.🙏
Wah ji wah
Dil hi jab dard ho to kiya ki jiay....SubhanAllah
بہت خوب
Ustaad shafqat salamat Ali khan Mirza ghalib ky alfaaz ky sath insaaf kr Gaye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye 🥺
The meaning of the lyrics by great Ghalib.
Wah wah khan sahb kamal kr dia. 💖💖💖
V good
Ustad slamat ali khan yad aaey waaah
Arshad Naeem
Aaye haye kya krun
Ye awaz QABAR ME BHI SUN NE KO DIL KRTA H
SHAFKAT USTAD
DIL HI NIKAL LOGE KYA AAJ MERA
Kia kehne Ustad Kashif Ali dani bhai (Tabla)MasshAllah buhat ummda sangat hue hy,lots of prayers & blessings Amen
واہ استاد جی۔۔۔کیا کہنے۔۔۔۔ادائیگی بھی کمال کی آپ نے۔۔۔آج اگر مرزا نوشہ بھی محفل میں ہوتے تو اٹھ اٹھ کے داد دیتے۔خوش رہیں ۔
wah 🌸
Subhan Allah Kia kehne Ustad g,,you r only one May God bless you Alot Ustad g,
Love you so much, Allah Tala apko Salamat rakhain Aameen...
Great Lyrics by Mirza Ghalib & kamal Composition by Ustad Shafqat Ali Khan 🌹🌹👌
Tabla player is just nailing it
Beautifully sung
Kiya kahane khan sab
This ghazal is composed in Rag ShivRanjani from Kafi Thaat, accompanies by Tabla beat Dara, 6 beats!
Ye ghazal Ustad Rahat Fateh Ali Khan ne bhi boht achi gae hai
Wah bahut achchi aawaaz hai
Yor are great ustad g
Waah ustaad ji
Subhaan ALLAH ❤️
Khush kar diya
Mashallah Ustad ji
Very nice
Bus sunta javoon
Wha
वेरि nice safkat bhai
SafqAt Ali g Bollywood songs plz gya kr, Muhammad and Lata mangeshker g ke
Wa
Soul Blessing
ISE MOSKI KEHTE H
JO DIL KO RULA DE
AAJ KAL KE log apne aap ko SINGER BaNayE FIRTE H HATT TERE KI
best song sir
👏👏👏
Kya kehne
❤️❤️❤️
Wah kya baat hai jeetey rehiye
2024 👍
Ye Ghazal Ghalib ke Naam Sey Shaaya Ki Gayi Hai
Ye Ghazal Ghalib Ki Nahi Hai
Main Khud Bhi Aik Bar gaa chuka Hoon
Aur Phir Mere Sir Tariq Farani Ney Isko Search kiya Ye Ghalib Ke Deewan Main Nahi Hai Jabke Tamam Ghazliyaat Deewan e Ghalib Main Mojood Hain
Aur Professor Saadat Saeed Government College University lahore sey jo iske sheyr Hamko Faryaad Karni Aati Ki Taseeh Karwa chukey hain mujhe
Unheyn bhi deewan main nahi mili
Aur kehte ke Humko faryad kerni nahi balke karna aati hai hona chahiye aur yahan sey maaloom hota hai ke ye ghalib ki nahib balke unke naam sey shaaya ki gayi hai
Maf kijay ye ghazal Ghalib ki nahin but Manzar Lakhnavi ki hai.
Ye ghazal غالب ki Nhi hai... Balke غالب name se shaaya ki gayi hai....
Is pe Tariq Salman khan Farani shb (nazir ahmad music society) GCU ne bhi research ki thi.... Or ye ghazal dewaan Mein Nhi milli... ! Baki غالب shb ki sab ghazal mojood thein! Ye ghazal Nhi milli
Is k ik sheer HUMKO FARYAAD.... mein galti bhi kuch professors ne mark ki hai....
'' HUMKO FARYAAD KARNA ati hai"... Ye sahi istamaal hai wording ka "KARNA ATTI" or ghazal Mein "KARNI ATTI" likha hai...!
Or ye battain sab issi taraf eshara karti hain k ye ghazal غالب shb ki Nhi hai!
Ustad shafqat salamat ali khan shb ne bohot khubsurat composition ki hai beshak! ❤️
Jnab ma abhi parh raha tha Deewan to mujy b nai mili or yehi cheak karny k liy RUclips py aya
Or khushi hui k kisi ko to pata chala k ye Mirza Ghalib ki nahi h
Gg bilkul
💞💞💞💖💖💘💘💘💘💘💘💘
❤️💞💕💓
NGAMUK NYA KURANG LEPAS
❣️🙏❣️
Gaane/gazal ka maza kharaab ho Natas hai. Baaten sage peeche kar lo. Gaane ke time gayaki par hi dhiyan ho behtar hai.
Gayak beech mein itni bakwas karta hai ki game/gazal ka Max’s hi kharaab ho Natas hai.