Talaq KY baray ma ap nay boht ahwaly dey jas say boht galut famiyan dur honay ma rahnimahi meli ma kud hanfi masluk say Tha abi ahly adees hou hazrut ummer ka ju tahlaq KY baray ma kahna Tha uss per qaran or adees say mazeed logoo ki rahnimahi Karan jazakalla
Hamari kuran aur hamare Nabi paak jo kahte h wahi Sahi h R. T. Umar ne fatwa yese hi diya jesa aaj ke dor me lok dhaun R. T. Umar kuran aur Nabi paak se upar nahi h Jinhone Islam felaya aap unko follow karoge ya r. T. Umar ko Baki aap sab samjdar h Allah Sabhi bahano ka ghar aabat rakhe Allah paak kabhi nahi change ki kisi ka bhi ghar ujade Baki Allah Sabhi pe raham kare.. Ameen
اسلام کی بدنامی کے اسباب میں ایک سبب "تین طلاق کا مسئلہ" بھی ہے.... ایک مجلس میں اکٹھی تین طلاق دینے سے طلاق واقع ہوگی یا نہیں؟... اگر ہوگی تو ایک یا تین؟ بہرحال یہ ایک اختلافی مسئلہ ہے.... اور اس کا حل بظاہر ناممکن ہے... ان تمام اختلاف کے باوجود بہرحال ہر مسلک کے علماء اس بات پر متفق ہیں کہ ایک ساتھ تین طلاق دینا ناجائز ہے، حرام ہے، گناہ ہے... اور اللہ و رسول کی ناراضگی کا سبب ہے..... جب یہ طریقہ صحیح نہیں ہے تو کیا علماء کرام کی ذمہ داری نہیں بنتی کہ امت مسلمہ کو طلاق کے صحیح مسائل سے واقفیت کرائی جائے... اور طلاق دینے کا جائز اور سنت طریقہ لوگوں کو بتایا جائے... تاکہ لوگ اگر بوقت ضرورت طلاق دیں تو سنت کے مطابق طلاق دیں اور اس طرح کے جھمیلے سے بچ جائیں
Mera sawal ye hei ke agar 3 talaaq 3 hein aur husband wife alag ho jaein aur iddat ke baad aurat kahin aur shadi kar ley, ya 3 talaaq 1 shumaar hogi aur wo dono dobara sath reh jaein....in dono mein hamesha se ikhtilaaf hei, ab agar pehli surat follow ki jaey tou kon gunaahgar hoga aur isi tarha agar dusri surat follow ki jaey tou in husband wife gunaahgar hongey ya nahi.
Agr har ek mahine ki quazi k zrye bv k maike teen mahine me teen talaq bheji jaye post se or agr Teesri talaq k waqt bv haiz ki halat me ho to kya teeno talaq ho jaegi ya nhi
Agar koi shart raky aur gussy main bewi ko kahy agar tom father k ghar gye tom moj per talaq hogi ..agar o chali gye to kya talaq waqia hogye? Agar hogye to ab kya krna pary ga
@@Nvm_Sanri0 mohtarma behen baat dil ki nahi hei na.....Islam mein ibhaam nahi hona chahiye, aur Islam is all about submitting your will to Allah, dil aur dimaagh submission mein fail ho jatey hein.
@@MuhammadKhan-pl8je haan aam insaan darta hee rehta hai . Jamhoor ki maanay ghar tooray . Ahle hadees ki maanay tu jamhoor zina ka taana daita hai. Allah sab par reham karay.
Salamwalem.pls help me.Maine phone pe gusse se maine apni bibi 3 bar talak bola .our mai bahar hu mughe kya karana hoga .kya talak HO jati hai.kya name phir nikah karana hoga.pls ans.me .more details.
@@sabaali3830 Sister Saba Ali, if you have an issue of talaq then you can contact me and we can solve for you easily with evidences. We follow the same school of thought as Sh. Kifayatullah.
Bhai sahab hme masle ka hal btaye ki hmne jabarjsti talak manggi thi or vo nai de re the fir meri zid se unho ne phon pe hme 3 talak di alfaz ye the ki ha talak hai talak hai talak hai ek sath thi phon pe thi koi gavah bhi nai tha bhai hal btaye bhai plzz
Mene apni wife ko jhagre ke doran mobile per teen tallaq de di hen but meri wife ka kehna ye he ke unho ne sirf ek suni he to kya hoga ab kindly guide krden ab tallaq huwi ya nahi?
Phli bv shoher ko khudkushi ki dhmkiyn de k dara dhmka k kisi bt pe dosri bv ko talaq dene k lye sign krvye stmp papr pr tu kya 1 he mani jygi ya talaq hojygi or shoher ki niyet b ni vo dosri bv ko chorna ni chate plzz guide kr den
Buhuuttt pareshn ho jisko dekho vo yhi bolta ha k hojygi talaq or rujuu b ni halala ha hal sirf jbk dosri bv se sirf nikah hoa ruksti honi ha abi or phli bv zbrdsti kisi week point ko pkr k husbnd ko force krhi ha rep musttt plzzzzzz i request u
Assalamu alaikum maulana sahab Agar koi apni ko zina karne ke lie kahta hai ya aise bure qayalath biwi ke bare me sochta hai to kya unka talaq hojata hai ya biwi wo shohar pe haram hojati hai ya nahi zaroor jawab dijiye kisi ki zindagi ka sawal hai jazak allah qair
Allah k waaste ikhtlafi masail se parheez kare iss daur me jab k har musalmaan yeh Dekh raha hai k ummate muslima kis najuk daur se guzar rahi hai Ese waqt me ummat me jod paida karne wali bate honi chiye na k tor ne wali Kam se kam Alim e deen hazraat ko to iss nazuk daur k takazo ka khayal rakhna chahiye Hum apne ikhtlafi masail baad me bhi te kar sakte Hum sab ikhtlaf k bawajood Musalmaan hai bhai bhai hai Alhumdullilah
@@razamughal9095 tum Nabi pak saww ki dour ko or abu bakar r.a or umer r.a k awal 2 saal k dour e hukumat ma ek majlis ki 3 talaq ko 1 kha jata tha.. dosra har jaga bakwas na kia kro pehla sae trah tehqeeq kr lo or jakar dr tahir ul qadri ki es bary ma video dekho
Abu hanifa ka bara batao Kya likha hai unka imamat k bara mein? Mein batao? Ibn ishaq jis hadith say Hadassna kehta hai woh sahi hai (sanad agr sahi ho) 20 muhadiths are satisfied with this.
Mere husbnd ny larai me mjy kha k agr tm meri ijazat k bagair ghr sy bahir gae tu apko 3 talaken done . Ab bahir jany pr aik talak ho jaegi kya ???? Ab gussa utra h tu bhair jany ki ijzt dy di ha ab agr m bhr gae tu aik talak hogi ,ya nhi plz jwb dy dy sar
Sis os nai AP ko bola hai agur mere ijzat k bagahyr gaye to 3 talak hai ab agur AP os k ijzat k bagahyr gaye to AP ko 3 talkay hojaye ge agur os k ijzat sai jawo ge pair Kuch nhi hoga 😢😢😢afsos aisa mat kia aisay kasam mujhy be husband dayta ta ba toba kie hai
Agar bivi maikay main ho to us ko aik.aik maah ke waqfe se agar talaq di jae to kia bivi ko ruju ke liye shohar keghar jana chahye . Or bivu ke bar bar kehne per shohr sath na la ke jae. Balke chup bhi rahe or chahe bhi ke bivi khud hi ae
Asalamuslikum qari sahab Main pakistan say ho laikin main main apki batoon ko pury dil say manta ho Aj tak jitnay bi alimo say main nay suna hain saray 1 no k jootay hain
Abhi main Ek Mauli sahab ka takrir Sun Raha Tha Nabi Karim sallallaho Tala vasllam Se Lekar Umar Farooq Tak teen Talaq per ek hi Talaq Mana ja raha tha to kya koi Insan Agar Talaq de diya Apne biwi ko to vah Insan Kaise apni biwi se Nikaah Karega Iske bare mein Mujhe Rasta chahie ya kya vah Insan vajud Karke nikal kar lega apni biwi se ya dusre se Nikaah karane ke bad Karega iska jawab Hamen De De Shukriya
Sirf ulma se havala diye hain mgr smjh me ye nhi ata ki agar 3 ek hoti h to bahut se sahaba raziyallahu anhuma ne itni kasrat se fatwa 3ko 3 hone pr kyo diya h
Aik baat to pakki hai jis din 3 talaq ko 1 mana jane lageaga na usi din (Halala yani jina) ka the end ho jayeaga . Aur is tarah mailviyo ki aiyyasi khatam ho jayeagi . Bas sara masaka yahi hai .
Teen teen hoti hain, saf nazar bhi ata hain Quran se, aur jo teen ko ek samjh k zina karta hain woh haram ki ulad pal rahy hain aur haram ki ulad ko bap se virasat nai milti,
@@razamughal4582 tmri maa lgta hai r😢 n dii hai kyoki sunnah Abu Dawood padhke 2185 aur 3 talaq 1 hoti hai aur bina gawah ke to talaaq sunnat ke khilaf hai
Mrs. Khaledd 1 talak hui lykin agr idit puri hony sy pehly ruju kr liya to fr nikah nh krna . pary ga lykin agr idit guzar gai hy to nikah krna pary ga
سلام مفتی صاحب۔ ۔ ! جناب جب بیوی کو طلاق دے دی جاتی ھے تو اسکی عدت شروع ھو جاتی ھے ۔ جو کہ تین حیض کے مکمل ھونے تک ھے۔ اگر بندہ پہلی طلاق دینے کے بعد دوران عدت دو دن بعد دوبارہ دس بارہ بار طلاق دیدے اور اسی طرح سات دن بعد پھر ایک طلاق دیدے۔۔ تو کیا عدت کے دوران دی گئی طلاقیں شمار ھوں گی ۔ ۔ ؟ یا کہ ایک ھی شمار ھو گی جب تک کہ رجوع نہ ھو جائے یا عدت ختم نہ ھو جائے۔ ۔ ۔ ؟
informative video hai lekin 1 baat jo bht ehem hai wo aap ne miss kardi k jb Hazrat Umar R.A ne hi 3 talaq ko 3 k equal kardia tha or is par kisi bhi sahaba ka ikhtilaf nahi milta. or agar milta hai to wo bhi pesh karen. aese bht s waqiyat hain jb sahaba n khd HAzrat Umar R.A ki mukhalifat ki kisi masle to aap ne apna faisla wapas liya. to phr itne ehem masle pe koi sahaba q ni bole. Hazrat Umar khulfae rashideen mein s hain unki sunnat rasool ki sunnat hai. to phr baad mein jo bhi imam ae agar wo Hazrat Umar R.A k ijtihadi faisle ki mukhalifat kar rahe hain to ye unki apni rae hai. na k jamhoor ki rae hai.
Shahar keh raha maine kaha kahate Khamosh ho ja nahin to ek do teen talaq de dunga aur Biwi Ka Rahi hai ki aapane yah kaha hai ek do teen main tujhe talaq deta Who meherbani kar is masale Ka hal bataen
Bhai meri problem b isi tarah h, mere shauher kaherahe the k mai apne parents k liye kuch b karsakta hu apni jaan b de sakta hu to maine kaha to kya ap Mujhe divorce dedege to unhone gusse me kahe diya k chal dedeta divorce baad me rone lage k maine kuch nahi kaha meri niyyat nahi thi,
humera shaikh g esy b divorce ho jati hy... ap hbi dobara ruju kr lyan to ap ka masla khtm ho jaye ga idat k time period man ap dono ruju kr skty Han or pehly jesy life guzar sakty han...
@@zunairaali6547 mujhe to yakin nahi ho raha bhai k aise b divorce ho jati h meri shadi ko abi sirf ak saal huwa or mere sath ye sab kuch ho gaya, 😭😭😭😭😭😭
حضرات: یہ شخص کفایت اللہ سنابلی ایک نئے "اہلِ حدیث" نامی فرقے سے تعلق رکھتا ھے، جو مسلمانوں سے بہت مختلف ھے۔ اِس نام نہاد "اہلِ حدیث" نئے فرقے کا دعوی ھے کہ 1400 سال سے امتِ اسلامیہ اور اس کے علماء قرآن و حدیث کو نہیں سمجھے؛ آج پندرھویں صدی میں ہمارے فرقے نے قرآن و حدیث کو سمجھا ھے، لہذا جو ہم سمجھے ہیں صرف وہی درست ھے اور 1400 سال کی پوری امت اور 1400 سال کے علمائے اسلام سب غلط ہیں۔ مثال کے طور پر دیکھیں کہ برِصغیر میں اسلام ہزار سال سے موجود ھے اور ہزار سال سے یہاں مسلمان موجود ہیں؛ لیکن آج پندرھویں صدی میں یہ "اہلِ حدیث" نامی نیا فرقہ برِصغیر کے سارے مسلمانوں کو کہتا ھے کہ آپ کی نمازیں نہیں ہوتیں اور آپ جو ہزار سال سے نمازیں پڑھتے آ رہے ہیں، وہ غلط ہیں۔ ایسا ہی ھے نا؟ کیا ایسا ہو سکتا ھے کہ ہزار سال سے زیادہ عرصے پہلے سے یعنی تقریباً شروع اسلام سے مسلمانوں کو نماز پڑھنا نہیں آتی تھی اور مسلمان غلط نماز پڑھتے چلے آ رہے ہیں؟ یہ تو اسلام پر حملہ ھے کہ اسلام کی بنیادی اور اہم ترین عبادت (نماز) شروع اسلام سے ہی ٹھیک نہیں تھی (نعوذ باللہ) ! ۔ اور یہ تو (نعوذ باللہ) رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم پر حملہ ھے کہ وہ جن کو اللہ تعالی نے خاتم الانبیاء بنایا تھا، آخری نبی بنا کر بھیجا تھا، آخری دین دے کے بھیجا تھا، وہ (نعوذ باللہ نعوذ باللہ) دین پہچانے میں ناکام ہو گئے، کیونکہ دین کی سب سے بڑی اور بنیادی عبادت نماز شروع اسلام سے ہی بگڑ گئی۔ اور صدیوں کی امتِ اسلامیہ اور مسلمانوں پر تو حملہ ھے ہی۔ یہ تو اسلام کی صرف ایک چیز پر "فرقہ اہلِ حدیث" کے حملے کی مثال ھے (اور وہ بھی اسلام کی بنیادی اور اہم ترین عبادت (نماز) پر حملہ !)
Hamare liye hamare nabi salalaho alaihi wasalam Charo imam or hazrat omer razi alaaho taala SE ahem h
ماشاء اللہ زبردست سنابلی صاحب
اللہ تعالیٰ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
*جَزَا کَ اللّٰهُ خَیْرًا*
Allah aapke ilm me izaafa kre
Allah aaoko sehat tandrusti khair wa aafiyat k sath lambi hayat ata kare
Aameen
ماشاءاللہ بہت خوب اللہ تعالی آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
Beshak Sahi Kaha aapane aapane Ham musalmanon Ko Sahi Hidayat Di
Mashallah aap jo bhi kuch kaha hai durust mere dil ki boj kam ho gai
Allah apki Naik koshish ku Allah pasand frmain or hum sbku hidayat dai or dusroun k liya bhi hidayat ka zrya bnay ameen
aameen
Talaq KY baray ma ap nay boht ahwaly dey jas say boht galut famiyan dur honay ma rahnimahi meli ma kud hanfi masluk say Tha abi ahly adees hou hazrut ummer ka ju tahlaq KY baray ma kahna Tha uss per qaran or adees say mazeed logoo ki rahnimahi Karan jazakalla
Hamari kuran aur hamare Nabi paak jo kahte h wahi Sahi h
R. T. Umar ne fatwa yese hi diya jesa aaj ke dor me lok dhaun
R. T. Umar kuran aur Nabi paak se upar nahi h
Jinhone Islam felaya aap unko follow karoge ya r. T. Umar ko
Baki aap sab samjdar h Allah
Sabhi bahano ka ghar aabat rakhe
Allah paak kabhi nahi change ki kisi ka bhi ghar ujade
Baki Allah Sabhi pe raham kare.. Ameen
3 tallaq ek shth bene ka hukum to R.T Umar ne nhi diya tha
Ye to unone isliye khatha take log dar jae or 3 time tallaq ek shth na de
Log to unki bhi baat nhi man rahe
Masha Allah ap nay Talaq KY baray ma boht mufasil bahtaya jazakulla
Mashallah kitny reference diye hain apny... 😍😍 imam to bht saarey guzrey hain to sirf 4 ki pervi q kia jaaye
Maa shaa allah sheikh jazak allahu khairan
Allah sahi deen pr chlny ki tofeq dai ameen
aameen
اسلام کی بدنامی کے اسباب میں ایک سبب "تین طلاق کا مسئلہ" بھی ہے.... ایک مجلس میں اکٹھی تین طلاق دینے سے طلاق واقع ہوگی یا نہیں؟... اگر ہوگی تو ایک یا تین؟ بہرحال یہ ایک اختلافی مسئلہ ہے.... اور اس کا حل بظاہر ناممکن ہے...
ان تمام اختلاف کے باوجود بہرحال ہر مسلک کے علماء اس بات پر متفق ہیں کہ ایک ساتھ تین طلاق دینا ناجائز ہے، حرام ہے، گناہ ہے... اور اللہ و رسول کی ناراضگی کا سبب ہے..... جب یہ طریقہ صحیح نہیں ہے تو کیا علماء کرام کی ذمہ داری نہیں بنتی کہ امت مسلمہ کو طلاق کے صحیح مسائل سے واقفیت کرائی جائے... اور طلاق دینے کا جائز اور سنت طریقہ لوگوں کو بتایا جائے... تاکہ لوگ اگر بوقت ضرورت طلاق دیں تو سنت کے مطابق طلاق دیں اور اس طرح کے جھمیلے سے بچ جائیں
Tausif Ayyubi Qasmi k
aslam o alikum mjhe fatwa tahriri chahye ma Pakistan se hu Lahore
Sahi kaha
Aap ne sahi kaha ye hmary ihnaf jo hian ye ise trha zalel hoty rahyn gy or apne behn betoin ko zalel karwaty rehngy
बेशक भाई
جزاک اللّہ خیرا
Masaallah 💞
ماشاءاللہ
Ma Sha Allah zbrdast
Mashallah ❤❤
Jazak Allah khair
بہت خوب
یہ پروپیگنڈہ علماء احناف کی طرف سے حد درجہ کیا جاتا ہے، لہذا وقت کی ضرورت تھی اس پر حوالے دکھانے کی۔
Masa Allah bahut khoob
Alhamdulillah truth 💙❤
Mera sawal ye hei ke agar 3 talaaq 3 hein aur husband wife alag ho jaein aur iddat ke baad aurat kahin aur shadi kar ley, ya 3 talaaq 1 shumaar hogi aur wo dono dobara sath reh jaein....in dono mein hamesha se ikhtilaaf hei, ab agar pehli surat follow ki jaey tou kon gunaahgar hoga aur isi tarha agar dusri surat follow ki jaey tou in husband wife gunaahgar hongey ya nahi.
@@Nvm_Sanri0 Bilkul sahi farmaya
Agr har ek mahine ki quazi k zrye bv k maike teen mahine me teen talaq bheji jaye post se or agr Teesri talaq k waqt bv haiz ki halat me ho to kya teeno talaq ho jaegi ya nhi
Jazaak Allah khair
Agar koi shart raky aur gussy main bewi ko kahy agar tom father k ghar gye tom moj per talaq hogi ..agar o chali gye to kya talaq waqia hogye? Agar hogye to ab kya krna pary ga
jajakallahu Khair
slam..please ap sahee muslim ki hadees pe bat kren detail se or ye btayen k kb tk detail mein btayen gay..
اسلام وعلیکم سر کیا آپ طلاق کے متعلق میری رہنمائی فرمائیں گے سر
و علیکم السلام۔۔۔ اپنے کسی بھی سوال کے لیے اس نمبر پر کال یا میسیج کریں۔ 8080807836
If triple talaaq is given in writing at once will this be counted as 1 please answer.
Yes
Yes
@@flsknasarullaap ahle haddis se ho ya deobndi
Quran hadees is k bary Mai plz send kr de k 3 talaq 1 hoti
Asslam Alekum shaik sahab rukana wali hadees ko zaeef kyu kahte he pls clarify
I mean awam kisko follow karen 3 ko 3 maan lein aur alaihdaho jaein ya 3 ko 1 maan kar dobara sath rahen
@@Nvm_Sanri0 mohtarma behen baat dil ki nahi hei na.....Islam mein ibhaam nahi hona chahiye, aur Islam is all about submitting your will to Allah, dil aur dimaagh submission mein fail ho jatey hein.
@@samimshaikh6288 bhai ye mera ya aapka muaamla nahi, auk debate hei aur iss per aaj tak koi ittefaaqi baat samney nahi aai.
@@MuhammadKhan-pl8je haan aam insaan darta hee rehta hai . Jamhoor ki maanay ghar tooray .
Ahle hadees ki maanay tu jamhoor zina ka taana daita hai.
Allah sab par reham karay.
Sr agaer gusse me phn Ager talq de. Di to kya ho gyii ya nhi plzz btaiye muje
Jazak Allah kher
MASA ALLAH SHEIKH ....
Kya writing me fatwa mil jayega
Salamwalem.pls help me.Maine phone pe gusse se maine apni bibi 3 bar talak bola .our mai bahar hu mughe kya karana hoga .kya talak HO jati hai.kya name phir nikah karana hoga.pls ans.me .more details.
No. Ye aik talaq hai.
نبی کے بعد نبی کے بعد لیکن بغیر درود
Salalaho alaihi wasalam
Plz tell me yh ahl e ahadees hain ??
Yes. He is my teacher.
Yes
@@saminashaikh4577I want to contact kafyaafulla I'm from America
@@sabaali3830 Sister Saba Ali, if you have an issue of talaq then you can contact me and we can solve for you easily with evidences. We follow the same school of thought as Sh. Kifayatullah.
@@MWA1407 I want to talk you regarding my masla
Mai abhi Mumbai mein rahata hu
Bhai sahab hme masle ka hal btaye ki hmne jabarjsti talak manggi thi or vo nai de re the fir meri zid se unho ne phon pe hme 3 talak di alfaz ye the ki ha talak hai talak hai talak hai ek sath thi phon pe thi koi gavah bhi nai tha bhai hal btaye bhai plzz
منھ توڑ جواب
Mujy inka number yan addres mil skta h?
Mel gea kea
Plz inka num or adres
ap sy sawal krna hai plz reply
Fiqah ke 4 lmamon ka koi fatwa ho to bataye aur dikhaye
कया उमत में चार ही ईमाम है दुसरे सब जाहील है कया अपना नजरीया सुदारो
Aapka nambar mel sakta h
call on this number for islamic help.
8080807836
Mene apni wife ko jhagre ke doran mobile per teen tallaq de di hen but meri wife ka kehna ye he ke unho ne sirf ek suni he to kya hoga ab kindly guide krden ab tallaq huwi ya nahi?
Ek sath 2 talaq ko bhi 1 hi talaq mani jaygi??
ji han ek majlis me ek se zyada kitni bar bhi kah de to wo ek hi maani jayegi
Phli bv shoher ko khudkushi ki dhmkiyn de k dara dhmka k kisi bt pe dosri bv ko talaq dene k lye sign krvye stmp papr pr tu kya 1 he mani jygi ya talaq hojygi or shoher ki niyet b ni vo dosri bv ko chorna ni chate plzz guide kr den
Buhuuttt pareshn ho jisko dekho vo yhi bolta ha k hojygi talaq or rujuu b ni halala ha hal sirf jbk dosri bv se sirf nikah hoa ruksti honi ha abi or phli bv zbrdsti kisi week point ko pkr k husbnd ko force krhi ha rep musttt plzzzzzz i request u
@@nadiahussain5089
Bihin apki talaq nahin hoi hain ap log ruju ker saktay h
Mujhe samajh nahi a raha hai ki agar Hazrat Ibne abbas ka yahi fatwa tha toh charo imma iske khilaf kaise ho gae
Please iska jawab de
Assalamu alaikum maulana sahab
Agar koi apni ko zina karne ke lie kahta hai ya aise bure qayalath biwi ke bare me sochta hai to kya unka talaq hojata hai ya biwi wo shohar pe haram hojati hai ya nahi zaroor jawab dijiye kisi ki zindagi ka sawal hai jazak allah qair
Assalamualaikum.. If a husband give 3 talak by text.. And the next day he again give talak by text.. Is It counted as one or two???
It was three the day he sent three
Assalam walekum Mujhe aapki number chahie please main bahut Pareshan hun ine teen Talaq ke bare mein baat karni hai
Hame sare quran aur hades she sabut beje
Sir ap se conect ho skta ha
Aap sy baat Karni h
Mashallah
Allah k waaste ikhtlafi masail se parheez kare iss daur me jab k har musalmaan yeh Dekh raha hai k ummate muslima kis najuk daur se guzar rahi hai
Ese waqt me ummat me jod paida karne wali bate honi chiye na k tor ne wali
Kam se kam Alim e deen hazraat ko to iss nazuk daur k takazo ka khayal rakhna chahiye
Hum apne ikhtlafi masail baad me bhi te kar sakte
Hum sab ikhtlaf k bawajood Musalmaan hai bhai bhai hai
Alhumdullilah
Agar kisi bande ne apni bibi ko ek majlish me 3 talaq de di to kya wo 3 hogi ya ek hogi is pe jawab de
Teen
@@razamughal9095 tum Nabi pak saww ki dour ko or abu bakar r.a or umer r.a k awal 2 saal k dour e hukumat ma ek majlis ki 3 talaq ko 1 kha jata tha.. dosra har jaga bakwas na kia kro pehla sae trah tehqeeq kr lo or jakar dr tahir ul qadri ki es bary ma video dekho
آپ رسول اللہ صلی اللّٰہ علیہ وسلم کے نام پہ درود کیوں نہیں پڑتے
Salalaho alaihi wasalam
Subhanallah Allah aap ko jazaie khar de Ameen
hadees e rukana main ibn e ishaq madni mudalis hain is ka kia jawab ha shaikh mutaram
Abu hanifa ka bara batao Kya likha hai unka imamat k bara mein? Mein batao?
Ibn ishaq jis hadith say Hadassna kehta hai woh sahi hai (sanad agr sahi ho)
20 muhadiths are satisfied with this.
सेख आपने तारीफ मासुद का मुबनद कर दिया है
iska dusra hiss vejo pls pls
mashaallah
ABUL BAYAN Salafi 3 talak ek majles mn ab 8 month guzar gy hn an Es k Kuch hy?? Solution??
Mere husbnd ny larai me mjy kha k agr tm meri ijazat k bagair ghr sy bahir gae tu apko 3 talaken done . Ab bahir jany pr aik talak ho jaegi kya ???? Ab gussa utra h tu bhair jany ki ijzt dy di ha ab agr m bhr gae tu aik talak hogi ,ya nhi plz jwb dy dy sar
Nahi hoga In Sha Allah...Waise hum sabhi ko chahiye k Sahih Deen SIkhe...OR Sahih Khalis Kitab aur Sunnat hai.
Sis os nai AP ko bola hai agur mere ijzat k bagahyr gaye to 3 talak hai ab agur AP os k ijzat k bagahyr gaye to AP ko 3 talkay hojaye ge agur os k ijzat sai jawo ge pair Kuch nhi hoga 😢😢😢afsos aisa mat kia aisay kasam mujhy be husband dayta ta ba toba kie hai
Agar bivi maikay main ho to us ko aik.aik maah ke waqfe se agar talaq di jae to kia bivi ko ruju ke liye shohar keghar jana chahye . Or bivu ke bar bar kehne per shohr sath na la ke jae. Balke chup bhi rahe or chahe bhi ke bivi khud hi ae
Masha Allah
Hazrat mai aap se Milana chahta hun kya aap ka contact number mil sakta hai
Moja mara shohor na talak satm paper par 3 bar di ha ho gi ha
mofti tarq masood kahty hain go meya bvi 3talq k bad ak sath rathy hin on ko nafrat ki nazr sy dakho mara dil mar jany ko kar raha ha
@@MWA1407 Baat kisi had Tak theek h Tariq Masood ki per harami tu h or khud 3 shadiyaa ki h
Asalamuslikum qari sahab
Main pakistan say ho laikin main main apki batoon ko pury dil say manta ho
Aj tak jitnay bi alimo say main nay suna hain saray 1 no k jootay hain
Abhi main Ek Mauli sahab ka takrir Sun Raha Tha Nabi Karim sallallaho Tala vasllam Se Lekar Umar Farooq Tak teen Talaq per ek hi Talaq Mana ja raha tha to kya koi Insan Agar Talaq de diya Apne biwi ko to vah Insan Kaise apni biwi se Nikaah Karega Iske bare mein Mujhe Rasta chahie ya kya vah Insan vajud Karke nikal kar lega apni biwi se ya dusre se Nikaah karane ke bad Karega iska jawab Hamen De De Shukriya
Qari sahab aik msla h plz reply
BATAYE..
Good
Teen talaq Qur'an me nahi, Fatwa jhoota hai Sure talaq kyun nahi parhte?
muje shaikh kafayatullah ka nuber chaie
Sirf ulma se havala diye hain mgr smjh me ye nhi ata ki agar 3 ek hoti h to bahut se sahaba raziyallahu anhuma ne itni kasrat se fatwa 3ko 3 hone pr kyo diya h
Aik baat to pakki hai jis din 3 talaq ko 1 mana jane lageaga na usi din (Halala yani jina) ka the end ho jayeaga . Aur is tarah mailviyo ki aiyyasi khatam ho jayeagi .
Bas sara masaka yahi hai .
Teen teen hoti hain, saf nazar bhi ata hain Quran se, aur jo teen ko ek samjh k zina karta hain woh haram ki ulad pal rahy hain aur haram ki ulad ko bap se virasat nai milti,
@@razamughal4582 tmri maa lgta hai r😢 n dii hai kyoki sunnah Abu Dawood padhke 2185 aur 3 talaq 1 hoti hai aur bina gawah ke to talaaq sunnat ke khilaf hai
@@MohammedFaizan-on4kh tu ghar meh rundiya aur haram ki ulad paal
Help me
SALAMONALAYKUM
TIN TALAK NO ANCER
ONE TALAK RIGHTE ANCER
THENKS YOU
Er porerta sonaben bollen ota diye din plssssssssssss
????
Teen mahine me talaq ek Majlis ki hogi ya teen Majlis me ye ek talaq hogi ya teen
ap ki bat clear nahi hai, plz zara detail me batayen fir ap ke masle ka hal diya jayega in sha allah
@@iicmumbaiofficial aslkm bhai sahab mre shohar ne bhttt zyda gusse mein ek waqt mein 3 bar talaq talaq talaq kaha h kya hamra talaq hgya ? Jawab dijiye bhai plzzz agr nh hua hbto ab hume phr nikkah krna hoga ?
Mrs. Khaledd
1 talak hui lykin agr idit puri hony sy pehly ruju kr liya to fr nikah nh krna . pary ga
lykin agr idit guzar gai hy to nikah krna pary ga
@@iicmumbaiofficiala.o.a contact number plz
Sr contect no mil skta h sr plzz.
Brother, what is the issue? Maybe I can help
Msg pr likhne s talak ho jati h kya.plzz btaiye.
@@mpmir1097 yes but 1
Ap ahle sunnat s h ya.
@@mpmir1097 yes
سلام مفتی صاحب۔ ۔ !
جناب جب بیوی کو طلاق دے دی جاتی ھے تو اسکی عدت شروع ھو جاتی ھے ۔ جو کہ تین حیض کے مکمل ھونے تک ھے۔ اگر بندہ پہلی طلاق دینے کے بعد دوران عدت دو دن بعد دوبارہ دس بارہ بار طلاق دیدے اور اسی طرح سات دن بعد پھر ایک طلاق دیدے۔۔ تو کیا عدت کے دوران دی گئی طلاقیں شمار ھوں گی ۔ ۔ ؟ یا کہ ایک ھی شمار ھو گی جب تک کہ رجوع نہ ھو جائے یا عدت ختم نہ ھو جائے۔ ۔ ۔ ؟
informative video hai lekin 1 baat jo bht ehem hai wo aap ne miss kardi k jb Hazrat Umar R.A ne hi 3 talaq ko 3 k equal kardia tha or is par kisi bhi sahaba ka ikhtilaf nahi milta. or agar milta hai to wo bhi pesh karen. aese bht s waqiyat hain jb sahaba n khd HAzrat Umar R.A ki mukhalifat ki kisi masle to aap ne apna faisla wapas liya. to phr itne ehem masle pe koi sahaba q ni bole.
Hazrat Umar khulfae rashideen mein s hain unki sunnat rasool ki sunnat hai. to phr baad mein jo bhi imam ae agar wo Hazrat Umar R.A k ijtihadi faisle ki mukhalifat kar rahe hain to ye unki apni rae hai. na k jamhoor ki rae hai.
Mein samaj Nani paya
Hazrat Usman aor hazrat Ali ke daor me tin aik ka bato to log tin ko aik lazime man le gy
Haji Hamadullah Wahga Hamadullah
bhai hazrat umar r.a k daur k pehly 3 Sal 3 talak 1 e mani jati thi
Shahar keh raha maine kaha kahate Khamosh ho ja nahin to ek do teen talaq de dunga aur Biwi Ka Rahi hai ki aapane yah kaha hai ek do teen main tujhe talaq deta Who meherbani kar is masale Ka hal bataen
Imam sahib plz ans me agr aorut guse m akay 3 dfa talaq ka keh dy tu Kia talaq ho jati hai
Malik Moeez aurat k kehny py ya mangny py talak nh hoti
Bhai meri problem b isi tarah h, mere shauher kaherahe the k mai apne parents k liye kuch b karsakta hu apni jaan b de sakta hu to maine kaha to kya ap Mujhe divorce dedege to unhone gusse me kahe diya k chal dedeta divorce baad me rone lage k maine kuch nahi kaha meri niyyat nahi thi,
@@zunairaali6547 plz jawab do mujhe to kya divorce ho jayegi meri shadi ko sirf ak sawal huwa h, bahot preshan hu mai,
humera shaikh g esy b divorce ho jati hy...
ap hbi dobara ruju kr lyan to ap ka masla khtm ho jaye ga
idat k time period man ap dono ruju kr skty Han or pehly jesy life guzar sakty han...
@@zunairaali6547 mujhe to yakin nahi ho raha bhai k aise b divorce ho jati h meri shadi ko abi sirf ak saal huwa or mere sath ye sab kuch ho gaya, 😭😭😭😭😭😭
حضرات: یہ شخص کفایت اللہ سنابلی ایک نئے "اہلِ حدیث" نامی فرقے سے تعلق رکھتا ھے، جو مسلمانوں سے بہت مختلف ھے۔ اِس نام نہاد "اہلِ حدیث" نئے فرقے کا دعوی ھے کہ 1400 سال سے امتِ اسلامیہ اور اس کے علماء قرآن و حدیث کو نہیں سمجھے؛ آج پندرھویں صدی میں ہمارے فرقے نے قرآن و حدیث کو سمجھا ھے، لہذا جو ہم سمجھے ہیں صرف وہی درست ھے اور 1400 سال کی پوری امت اور 1400 سال کے علمائے اسلام سب غلط ہیں۔ مثال کے طور پر دیکھیں کہ برِصغیر میں اسلام ہزار سال سے موجود ھے اور ہزار سال سے یہاں مسلمان موجود ہیں؛ لیکن آج پندرھویں صدی میں یہ "اہلِ حدیث" نامی نیا فرقہ برِصغیر کے سارے مسلمانوں کو کہتا ھے کہ آپ کی نمازیں نہیں ہوتیں اور آپ جو ہزار سال سے نمازیں پڑھتے آ رہے ہیں، وہ غلط ہیں۔ ایسا ہی ھے نا؟ کیا ایسا ہو سکتا ھے کہ ہزار سال سے زیادہ عرصے پہلے سے یعنی تقریباً شروع اسلام سے مسلمانوں کو نماز پڑھنا نہیں آتی تھی اور مسلمان غلط نماز پڑھتے چلے آ رہے ہیں؟ یہ تو اسلام پر حملہ ھے کہ اسلام کی بنیادی اور اہم ترین عبادت (نماز) شروع اسلام سے ہی ٹھیک نہیں تھی (نعوذ باللہ) ! ۔ اور یہ تو (نعوذ باللہ) رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم پر حملہ ھے کہ وہ جن کو اللہ تعالی نے خاتم الانبیاء بنایا تھا، آخری نبی بنا کر بھیجا تھا، آخری دین دے کے بھیجا تھا، وہ (نعوذ باللہ نعوذ باللہ) دین پہچانے میں ناکام ہو گئے، کیونکہ دین کی سب سے بڑی اور بنیادی عبادت نماز شروع اسلام سے ہی بگڑ گئی۔ اور صدیوں کی امتِ اسلامیہ اور مسلمانوں پر تو حملہ ھے ہی۔ یہ تو اسلام کی صرف ایک چیز پر "فرقہ اہلِ حدیث" کے حملے کی مثال ھے (اور وہ بھی اسلام کی بنیادی اور اہم ترین عبادت (نماز) پر حملہ !)
Ye jamath ahle hadhis aap ki nazar 15 sadi ki hai imamtaimia rahimullah kis sadi ke maloom
نبی کے دور میں آیک مجلس می تین طلاق کیتنی شمار ھوتئ تھی
Ek
nabi k daur me ek majlis ki 3 talaq ek hi maani jati thi
@@iicmumbaiofficial hayez ki halat main eksath 3 talaq bolegah to talaq ho jatihy kia
محترم آپ ایک ھی بات کو بار بار دھرا رھے ھیں جو کہ ٹھیک نہیں ہے ۔۔ ویڈیو لمبی ھوتی ھے ۔۔ بوریت ھوتی ھے
Please reply
sr aap apn no de do plz
Ku ap ka bi masla ha kya
Hamal ki halat 3 talaq diya huwa yah na
Hua aur teen hue
Ruju nikha ho shakta
Is mamle me ahle hadis apne maslak ki andhi taklid karte hai
GALAT KAHA AAPNE
Allah barbad kare deobandyon Ko yahi Sabse ziyada khatra hain ahle hadees ulama ke liye
Paani pi lo halaq sookh jayega
brothers and sisters in islam if you want to know the truth about Quran and ahadees please go to RUclips and type Engineer Mohammed Ali mirza
Shut up 🙄🙄