Sir, me mera 16 sal ke bacche ka Birth certificate deke name me kramank (surname pahile lage hai last me lagana hai) change kiya tha, Birth certificate original hai, lakin 2 bar reject hua hai, kya kare, Birth certificate ke nam ke hisab se aadhaar me name update karna hai, kya kare
Sir Mein Adhar Centre me jakar puchha tha ki Me 16 sal ka hu aur mera Name aur DOB correction karna hai 10th Board Certificate ho ya phir kisise bhi ho lekin wo bole ki aapko Apne school se Higher Authority se kuchh lakar aana hai aur correction karna hai par school me bol rahe hain ki uska hamare saath kya relation kya ham uske bina aur kuchh nahi kar sakte please reply 🙏
Sir, birth certificate se under 18, name change 2 bar rejected ho chuka hai, Gujarat board 10th marksheet me father name aur photo nahi hai, name update kaise kare, adhaar me surname first me hai use last me lagane hai, please suggest 🙏
साहब, मैंने अपने 16 साल के बच्चे के जन्म प्रमाण पत्र के आधार पर नाम में क्रमांक (सरनेम पहले लगा है, उसे अंत में लगाना है) बदलने के लिए आवेदन किया था। जन्म प्रमाण पत्र मूल है, लेकिन दो बार अस्वीकृत हो चुका है। अब मुझे जन्म प्रमाण पत्र के नाम के अनुसार आधार में नाम अपडेट करना है। कृपया बताएं कि मुझे क्या करना चाहिए?
Kya document lagega 16 year ke bache ke liye please, mere pas sirf 10 th Gujarat Board ki marksheet hai jisme photo ya father name, date of birth nahi hai
Sach batiyega sir. 5years se uper bacho ka naam correction ho raha hai sir.birth certificate se. Hof base se name correction karunga to ho jayega sir. Photo capture karne ke bad. Relative confirmation main . mata , pita ka hi eye iris lunga na sir. Phir last me thum mata, pita ka hi lunga na sir. Kiyu ki bahut rection aa rah hai sir. Bahut penalty lag ja rah hai sir. Main aadhaar opretor hu. Bank of baroda. Please sir iska reply karke mujhe confirm kare. Main aap ka bahut abhari rahunga
Good morning sir 5years to 17years bacho ka off line document update hota hai sir. Or documents kya lagaiye sir.bacho ka . 10th mark sheet na ho to. Aadress main kya lagaiye sir
Sir meri beti 10 year ki aur uske adharcard me uske mama ka naam h kyu ki Bachpan se mama ke ghar rhti thi is liye unka naam tha but ab uske father ka name adharcard me karna h hum adharcard office se karwaye bhi birth certificate dekar but name change nhi huaa toh kya kare sir plz reply
Father name ke birth ki jarurat nhi , Aadhaar centre pe ek update wala form milta hai jinka naam hai Standard Certificate Usme koi councillor, pradhan, ya mukhiya se sign karwa lijiye ho jyega
Bhai birth certificate ki jagah marksheet kaam karegi 5th ki 8th ki 10th ki Reply jarur krna bro me ek operator hu bahut se logo ke paas birth certificate nhi hota h
Sir plz bataye... Mera bhai 14 sal k hai.. Birth cer. Gazette letter or school I'd card dalne se bhi ni ho rha h..bar bar rejection ho rha h...bank passbook bhi bnwa k dekh liye ho hi ni rha h plz Reply🙏🏻
@@Cybertechindia aadhar centre wala sab bata raha hai ki reject ho jayega. Bol raha hai ki bharat gadget me name update karao uske bad hoga kyonki name change ho raha hai
Mere bache ga age 3 saal ho rha h bacha ka adhar Card banaya h bacha h English name Sahi h Hindi name ka title me mistake hai Correction ho ga Hindi ka title
Screen par relative information likha hua hai but relative ka biometric data capture karne par enrollment reject ho jata hai , biometric mismate ke reason ke sath
Sir, me mera 16 sal ke bacche ka Birth certificate deke name me kramank (surname pahile lage hai last me lagana hai) change kiya tha, Birth certificate original hai, lakin 2 bar reject hua hai, kya kare, Birth certificate ke nam ke hisab se aadhaar me name update karna hai, kya kare
Sir Name ke correction ke liye niwas praman patra se correction ho jaye ga ki nahi under 18 ka
Hof me mother ka aadhar use kar sakte hai
ha kar sakte hain
Website ka nam kya hai
Sir Mein Adhar Centre me jakar puchha tha ki Me 16 sal ka hu aur mera Name aur DOB correction karna hai 10th Board Certificate ho ya phir kisise bhi ho lekin wo bole ki aapko Apne school se Higher Authority se kuchh lakar aana hai aur correction karna hai par school me bol rahe hain ki uska hamare saath kya relation kya ham uske bina aur kuchh nahi kar sakte please reply 🙏
Sir, birth certificate se under 18, name change 2 bar rejected ho chuka hai, Gujarat board 10th marksheet me father name aur photo nahi hai, name update kaise kare, adhaar me surname first me hai use last me lagane hai, please suggest 🙏
Head of family wala option chala gaya hai update k bad yesa bol rhe h
Biometric matching fail rejected aadhar card this process
biomatric ke sath update kijiye
साहब, मैंने अपने 16 साल के बच्चे के जन्म प्रमाण पत्र के आधार पर नाम में क्रमांक (सरनेम पहले लगा है, उसे अंत में लगाना है) बदलने के लिए आवेदन किया था। जन्म प्रमाण पत्र मूल है, लेकिन दो बार अस्वीकृत हो चुका है। अब मुझे जन्म प्रमाण पत्र के नाम के अनुसार आधार में नाम अपडेट करना है। कृपया बताएं कि मुझे क्या करना चाहिए?
naam birth certifiacte se karwa sakte hain 2 baar, Dob 1 ek baar Ussu jada Aapko Regional office contact karna hoga
Sir Aadhaar Centre Kholne Ka Prosess Bataiye
Bhai birth certificate sirf D.O.B ke liye chalega ID proof ke liye document dena padega
Kya document lagega 16 year ke bache ke liye please, mere pas sirf 10 th Gujarat Board ki marksheet hai jisme photo ya father name, date of birth nahi hai
name change ke liye state gazzet chalta hai kya?
Ha ji chalta hai
Sach batiyega sir. 5years se uper bacho ka naam correction ho raha hai sir.birth certificate se. Hof base se name correction karunga to ho jayega sir. Photo capture karne ke bad. Relative confirmation main . mata , pita ka hi eye iris lunga na sir. Phir last me thum mata, pita ka hi lunga na sir. Kiyu ki bahut rection aa rah hai sir. Bahut penalty lag ja rah hai sir. Main aadhaar opretor hu. Bank of baroda. Please sir iska reply karke mujhe confirm kare. Main aap ka bahut abhari rahunga
Ji Aap Original birth se kar sakte hain
Thanku sir @@Cybertechindia
Good morning sir 5years to 17years bacho ka off line document update hota hai sir. Or documents kya lagaiye sir.bacho ka . 10th mark sheet na ho to. Aadress main kya lagaiye sir
Pahle check kijiye Required hai ki nahi
Yes it is required sir
Sir meri beti 10 year ki aur uske adharcard me uske mama ka naam h kyu ki Bachpan se mama ke ghar rhti thi is liye unka naam tha but ab uske father ka name adharcard me karna h hum adharcard office se karwaye bhi birth certificate dekar but name change nhi huaa toh kya kare sir plz reply
Father name ke birth ki jarurat nhi , Aadhaar centre pe ek update wala form milta hai jinka naam hai Standard Certificate Usme koi councillor, pradhan, ya mukhiya se sign karwa lijiye ho jyega
Bhai birth certificate ki jagah marksheet kaam karegi 5th ki 8th ki 10th ki
Reply jarur krna bro me ek operator hu bahut se logo ke paas birth certificate nhi hota h
10th ka marksheet
Website link?
Sir adhar card ki I'd kaise milega
Birth certificate kiska lgega bche ka ya father ka
Bache ka
Photo kiski lena hai Sir
Customer ki ya Father ki
photo to customer ka ho hoga
Sir plz bataye...
Mera bhai 14 sal k hai..
Birth cer. Gazette letter or school I'd card dalne se bhi ni ho rha h..bar bar rejection ho rha h...bank passbook bhi bnwa k dekh liye ho hi ni rha h plz
Reply🙏🏻
Head of family wala option chala gya h uidai update k bad yesa bol rhe h
Abhi bhi hai Mai roj kaam karta hu
Bhaya mujhe apne bete ka naam change krana h uske liye kya Krna pdega apse contact kaise kre
@ new video me Contact no. Hai
@@Cybertechindia konsi video me h contact no
Mera aadhar card me Dharam Kaji hai jo galat hai . Sahi name "Gharam Kaji"hai.
Mera voter id me Gharam Kaji hai.kya isase sudhar ho skata hai?
Ho jyega
@@Cybertechindia aadhar centre wala sab bata raha hai ki reject ho jayega. Bol raha hai ki bharat gadget me name update karao uske bad hoga kyonki name change ho raha hai
@@ShambhuKumar-d5c8u Reject to nhi hoga lakin rules ke hisab se Gazette notification dena hota hai
Shambu bhai kya kiya hua
Hua update mera bhi surname me chaudhary se Choudhary karna hai
4 bar correction kr chuka hu birth certificate se kuch nhi ho rha
Enrolment slip Instagram pe dm kijiye
Website link?
@@sniperAditya11 originalprintportal
60 varsh ke Aadhar card banane ki jankari Den jinke birth certificate nahin hai
Unke pass voter card, ya pan card, ya Koi id Proof Wala Documents hai
Bhai aadhar cancel ho gya hai iska koi solution hai kya
Ek baar Biomatric Update karke dekhiye 90% ho jana agar nahi hota hai to Aap Apne Regional Office Me Confact karein
Mere bache ga age 3 saal ho rha h bacha ka adhar Card banaya h bacha h English name Sahi h Hindi name ka title me mistake hai Correction ho ga Hindi ka title
Koi dusre centre se sirf address fir se change karwa lijiye sahi ho jyega
@@Cybertechindia Sir Name ka Title me galti hai Hindi mee galti hua h name title mee
@@Rahul_Das02 ji isi ka solution bataya hu har state ka regional Language hota hai Aap Address update fir se kijiye sahi ho jyega
आपने प्रोसेस गलत बताया है , फोटो लेने के साथ में फिंगर भी बच्चे का ही आएगा , HOf का फिंगर last me aaega
Screen pe thik se dekh lijoye Relative Information likha hua hai New update hai ye
Screen par relative information likha hua hai but relative ka biometric data capture karne par enrollment reject ho jata hai , biometric mismate ke reason ke sath
Sahi kaha bhai
Sir aap galat bataye ye maine Kiya mismatch biometric rejected hua
Correct sir
Hamko bhi chahiye
Aap dila dijiye sir
Bhai contact number milega kya ❤
Sir insta pe dm kijiye