Inbuilt Stabilizer agar kharab hota hai to mota kharcha parta hai aur khud se usey sahi bhi nahi kar sakte aur Refrigerator buy karne ke baad inbuilt stablizer ka warranty 1 year ka hota hai aur ek baar wo change huaa to sirf 3 months ki warranty hoti hai us hishab se aap dekh lo kaun saa aapke liye sahi hai
Humare yaha april may n june ye 3 month mai bahot kam voltage rehta hai and dukan mai two fridge hai to two stabilizer le ya main line ka meter ke bad stabilizer ata hai wo liya jaye?
Hello sir mene nya fridge liya hai lekin direct light se Chalane Per 15-20 minute cooling karta Hai fir Apne app band ho jata hai 1-2 ghante baad fir chalu ho jata hai or esa hi din bhar hota hai vand chalu Bataye sir kya kare
Sir meina v guard ka stablizer laya h VG50 woh shop par chalo tha aur par jab fridge sa connect kiya toh fridge n on horahi h stablizer chalo h par fridge n ho raha aap bataya na kya kara
Stablizer me dilly time hoga stablizer me kam se kam 5 minutes ke liye line dekr chor do uske baad line aajana chahiye normali dilly time 3:00 minutes yaa 3:20 ke ye aaspas hota hai uske baad dikkat ho to stablizer ka photo aur Sr No piche side likha hoga uska photo mere Instagram par send kar dena ok
Difference between V-Guard VGSD 50 Smart Stabilizer for Refrigerator up to 300 Litre and V-Guard VSDI 50 Digital Volt. Stab. for Refrigerator (165L to 300L,
@@RoyalElectricGyanAaj aaya online mangaya tha jab input Dene ke 2-3 minutes baad jiase fridge ko output line Diya jata hai to 1-2 second chal ke fir se disconnect ho jata hai problem kisme hai batane ka kasht karenge Stand fan me steblizer thik kaam karta hai lekin fridge me auto disconnect ho jata hai 1-2 second me
kabhi kabhi upar niche hote rehta hai aap kha se ho Instagram pe address bta do agar sambhab huaa to main kharid kar bhej dunga yaa udhar aaunga to main khud leta aaunga
1600 x ya 1800 का padega amojon vgard
आपने बहुत सही बताया ह भाई
Sahi tarikesa Samjaya dhanyavad ❤
Very very nice and humble opinion.......
Bahut hi sundar bat batae Bhai thank you so much 🙏👌🙏
Aacha laga Bhai 🤟❤
Thank you bhai
Amazing video hai bhai
Assalamualaikum sir ji nice information and knowledgeable video, keep it up thanks.
Walekum assalam
Haier 190 ltr refrigerator 130 v to 295 v ke liye perfect stabilizer konsi hai
मैंने आज ही यही वाला स्टेबलाइजर वी-गार्ड का खरीदा है
Very nice video 👌
samsang 183 Single door refrigerator ke liye kaun sa stabilizer lu
Thank you sir
Side by side fridge 630 ltr ke liye kounsa stabilizer liya jay
Sir mre pass bpl 32inch tv he stabilizer lgana hai konsa lgana ..
Voltas double door deep freedger me use Kar sakte hai kya
mera refrigerator me inbuilt stabilizer hai or home inverter par run karta hai... kya yha par bhi mujhe stabilizer lagana padegaa..??
Inbuilt Stabilizer agar kharab hota hai to mota kharcha parta hai aur khud se usey sahi bhi nahi kar sakte aur Refrigerator buy karne ke baad inbuilt stablizer ka warranty 1 year ka hota hai aur ek baar wo change huaa to sirf 3 months ki warranty hoti hai us hishab se aap dekh lo kaun saa aapke liye sahi hai
Very nice 👍👍👍
Thanks
Humare yaha april may n june ye 3 month mai bahot kam voltage rehta hai and dukan mai two fridge hai to two stabilizer le ya main line ka meter ke bad stabilizer ata hai wo liya jaye?
Main Line me lagate hai to fan light sare safe rahenge jada acha rahega ke aap main Line me hi laga lo
@@RoyalElectricGyan thank you 🙏
Kya iss stabilizer se as pas girne wale lightning ⚡ se protection milta hai?
Kya ek hi stabilizer se refrigerator aur LED tv use kr sakte hai
Bilkul kar sakte ho but Stabilizer ka capacity utna hona chahiye
Very nice 👍
Amazing video
Thanks
Humare yha pe voltage 190 ya oss se bhi kam hoti hai toh kya ye vala stablizer thik rhega 260ltr fridge k liye
Han G chalega
फ्रीज कितने वाट का होता है
और स्टेपलाइजर कितने वाट का होता है
Thanks 🙏🙏🙏🙏
I'm using VG 100 for my 440L fridge. Is it good? But it doesn't have a display unit to show the wattage.
ghor ki fan, light,motor ,freezeke liye Konsa stabilizer best he.plz batayye
Ek video maine bana rakha h mere channel par aap jao first me hi video mil jaega
Hamko Lena bataye n
Dhanyawad bhai jan
Mera gao me hamesha low voltage hai 90v kaun sa stabilizer sahi rehega fridge ke liye
Tv wala stabilizer laga sakte h
Fridge ke stabilizer se 1 ton Ac chala sakte hain kya?
Nahi chal paega sir main AC ke Stabilizer se related video bana rakha hun bo video aap dekh lo mere channel par aapko mil jaegi
Short time video banaya karo bro...
❤❤❤
Mai bhi apne Ghar me lagaunga sir
Ok
195 litre fridge ke liye kaun sa stabilizer lagega kitne kilowatt ka
Ye wala bhi aap laga sakte ho
सर्च स्टेबलाइजर जो आप बता रहे थे मिलेगा कहां ऑनलाइन पर कौन सा ऐपपर मिलेगा
Aap kisi shop se bhi le sakte ho aur yaha link se bhi le sakte ho
@@RoyalElectricGyan i
IP 350 aa jaye to khrab nahi hoga double face line me
Sir washing machine aur smart tv ka video banaiye
Ok bhai washing machine aur smart tv se related kya jaan naa chahte ho aap
Sir isko hum ola scooter charger keliye use kar sakte hai kya
Charger input 5A hai
Please reply
Kar sakte hai but uske hishab se daily time kuch jada hai agar daily time me aap comparmise kar sakte ho to le sakte hai
@@RoyalElectricGyan apka wp number mil sakta hai kya
@@rushikeshkokade5742 aap Instagram par aao
Hello sir mene nya fridge liya hai lekin direct light se Chalane Per 15-20 minute cooling karta Hai fir Apne app band ho jata hai 1-2 ghante baad fir chalu ho jata hai or esa hi din bhar hota hai vand chalu
Bataye sir kya kare
Sir meina v guard ka stablizer laya h VG50 woh shop par chalo tha aur par jab fridge sa connect kiya toh fridge n on horahi h stablizer chalo h par fridge n ho raha aap bataya na kya kara
Stablizer me dilly time hoga stablizer me kam se kam 5 minutes ke liye line dekr chor do uske baad line aajana chahiye normali dilly time 3:00 minutes yaa 3:20 ke ye aaspas hota hai uske baad dikkat ho to stablizer ka photo aur Sr No piche side likha hoga uska photo mere Instagram par send kar dena ok
👍👍👍👍
Thanks
Maine bhi vguard with dLy time lagaya tha to 500rs extra electric bill aane laga ..
120 volt se niche ko fridge chalega nhi par mere yaha 70volt 80volt dikhata hai garmi me kaise karu
Sir mai bhi apne ghar me stablizer laga luga
Ok
K.V.A iska kitna hai bhai
0.5
ऑनलाइन इसकी प्राईज ज्यादा है
Aluminum binding rahti h vguard may
Nice video
Thanks
Sirf cooler chal skta h es stabilizer
Difference between V-Guard VGSD 50 Smart Stabilizer for Refrigerator up to 300 Litre and V-Guard VSDI 50 Digital Volt. Stab. for Refrigerator (165L to 300L,
Ap hi bhijwa do sir ,, ya us shop ke number dedo jha se ap kharid ke laye the
Bhaiya distribution me link hai waha se aap kharid lo
सर हमारे फ्रिज़ मैं आउट पुट 200 नहीं दे रहा है
Input Voltage kitna hai
Deep freezer 209 litre ke liye laga sakte hau ye
Han G
@@RoyalElectricGyan apka Jo link no. 2 me hai use le sakta hu deep freezer ke liye 209 ltr
@@afzaleducation1 han g le sakti ho
@@RoyalElectricGyanthanks sir
@@RoyalElectricGyanAaj aaya online mangaya tha jab input Dene ke 2-3 minutes baad jiase fridge ko output line Diya jata hai to 1-2 second chal ke fir se disconnect ho jata hai problem kisme hai batane ka kasht karenge
Stand fan me steblizer thik kaam karta hai lekin fridge me auto disconnect ho jata hai 1-2 second me
Kitne ka hai
Link Discribution me hai wala se aap check kar lo waise 2,000, 2,200 ke aaspass hoga
Samsung 301liter double door k liye kinsa sahi rahega please batay bhai
Ye bhi lag jaega aur ek video main bana rakha hun wo video aap dekh lo jo samjh aaye wo aap lelena
@@RoyalElectricGyan batana mjh ap bana k video ok
Hamko Lena hai bhaiya
5 star rating stabilizer aata hai fridge ke liye
Online to mahnga h sir
kabhi kabhi upar niche hote rehta hai aap kha se ho Instagram pe address bta do agar sambhab huaa to main kharid kar bhej dunga yaa udhar aaunga to main khud leta aaunga
Bhai sahab 300 extra lai liya apsai ..1500 ka hai
Kaha se milega?
Computer ke liye kesa rahega
#stabilizer is not required for a #computer. we use #ups for it
Rs 2300
Mai stabilizer vsd 50 liya hu working range 135-280 liya hu fir bhi mera frizz band ho jaata g fir chalu ho jaata h
Kitna der chalne ke baad band hota h
Sir apna no send karo
Aap Instagram pr message karo
Bhai Samsung ka service center wala bulwana h ...kaise bulaye
Google par jaiye Samsung company me complain lijiyega to Samsung service centre wale aapko khud call kar lenge
Ye Automatic h ya manual
Automatic h bhai
ऑनलाइन इसकी प्राईज ज्यादा है
Offline kisi shop se lelo aap