Dear sir /mam It is believed that instant geysers range from 25 to 3000 watts and they also consume more light but there is no need for a stabilizer in the geyser
Aj mere yaha Godrej smart care k taraf se refrigerator check krne k liye ek technician aye the (maine service request register kiya tha call centre me isliye, mere fridge me compressor chalu hote waqt ek truck k chalu hone k jaisa awaz aa rha tha) Mujhe technician ne kaha k apko stabilizer lagwa lena chahiye, jisse ye awaz ana band ho jayega. Maine pucha k aj kal k inverter technology wale refrigerator me to stabilizer lagane ka jarurat ni hota to unhone kaha k aisa kuch ni h , voltage fluctuation hone k karan ye truck k jaisa awaz ata h, jo k stabilizer lagane k bad ni ayega. Kya ye bat sahi h ? Mujhe to thik ni laga technician ka jawab
Sir stabilizer sirf volt ke fluctuation mein hi Kam karta hai Uska awaaz se koi Lena Dena nahin Hai Aur Rahi baat light kam jyada hone ki jab aapke ghar mein light Sahi a Rahi hogi tab kya yah awaaz karta hai ? Aur Rahi thodi si nois aana yah normal Hai Magar aap ek bar yah pata kar Lijiye aapane Jo refrigerator Liya Hai vah inverter hai ki non inverter agar aap stabilizer Laga bhi lenge to bahut jyada fark nahin padega Bus Mera last paraamarsh yah hai ki agar aapke yahan fluctuation jyada hai to stabilizer Laga sakte hain
@@allinformationh.g7796 thanks for going thru my comment and taking time to reply to my query Mai ek society me rehta hu and hamare society k liye ek alag se transformer unit h state electric distribution company k taraf se And maine kabhi notice ni kia mere yha voltage fluctuations hote hai ya ni. ghar pr light circuit k liye inverter lagaya h inline and power circuit direct h. Voltage fluctuation observe karne ka kya tareeka ho skta h ?
Mera lg double door hai..usme likha hai stabilizer ki zarurat nahi hai kyunki 100v-310v taak power control kal lega.. inverter tech hai..toh kya stabilizer ki zarurat hai??
Sir whirlpool 183L fridge abhi repair karaya hai gas bhi refil kiya hai tabse compressor me kut ki aawaz ke sath band ho jata hai Cooling wagera ho rahi hai barf bhi jam raha hai lekin din bhar me kuch time ke liye kut kut ki aawaz ke sath band hota hai or barf apne aap phigal jata hai Cooling To kya kare?
@ sir plz rly karna aap Agar koi prob nahi hai to barf apne ap kyu melt ho raha? Technician pata nai kitna kharcha bataega isliye aapse puchh rahi hu Kyuki kut wali aawaz ice khud se melt hone wala prob gas dalne ke baad hua hai
@poojamahato5719 agar ye problem hai to aap doba a company se bulaye or bole aap isme is model ka relay lagye usne dusre model ka relay laga diya hai ye ek part hota hai jo fridge ko off on karta hai issme se hi noise a rahi hai jab same model ka lag jayega to noise nahi aayegi
@ sir maine usse baat ki to wo bolta hai main abhi kuch din ke liye bahar hu nai aa sakta To main technician ko bulaungi gas kam karne plz mujhe bataiye ki kitna charge lagta hai ye kaam karne me🙏🏻
Hai ek aap stabilizer laga lijiye Wese agar refrigerator ka bulb baar baar kharab ho raha hai to koi jaruri nahi hai use lagana isse aap ki light ki bhi bachat hogi kyoki jab aap door kholte hai to bulb on hota hai or refrigerator ke bulb ka 15W ka hota hai filhal company bolti hai ki wo 0W ka hota hai magar aaj tak koi bhi bulb 0W nahi leta hai
Verry nice video sir .❤ Bahut achhe se smjaya apne aur muje smj bi aya
Thank you sir 🙏
Samsung ka 322L ka 2door fridge hai kaun sa or kitna kv ka Stabilizer le please reply
Aap refrigerator ke liye 0.5 KV ka laga sakte hai koi problem nahi hogi
Sir Mera bpl 45litter mini fridge hai hamare yaha light thodi kam jyada hoti rehti Hai to kya hame lagwana chahiyye steplizer
@@Chouhan-o6r bahut zada zaruri hai plz aap lagwa le
Thankyou so much sir for providing valuable information 😊
Thank you sir
Superb video ❤❤❤❤❤
samsung 322 l frost free double door 3 star refrigerator rt37c4523b1/hl lowest
Mere ko is model ko stabilizer lagane kii jarurat hai kya pl suggest me
No stabilizer required
Agar light bahut zada aati or jati hai to laga sakte hai
Aap laga lijiye bhai q ki ek baar pcb jal gaya to 4000 ka kharch aayega.
Jabki aapka steplizer 2000 main 5 yrs warranty dega v gaurd ka
@@vijaysoni-ty3dx laga lijiye koi problem nahi hai
Do we need to install stabilizer with instant geyser.
Dear sir /mam It is believed that instant geysers range from 25 to 3000 watts and they also consume more light but there is no need for a stabilizer in the geyser
Sir ager gavo me raht ho or ugvcl electricity he to setbileger lag chiey के nahi
Agar inverter technology ka refrigerator hai to koi zarurat nahi hai or light baar baar jati hai to laga sakte hai
i have a Samsung refrigerator bought 15 year back @ 10k , nvr used stabilizer.. jst a cabinet bulb chnged till now.. nothng else.. wrkng like new
@@Aadi_the_stellar sir
You used your refrigerator very well
I want a user like you
@@allinformationh.g7796 evn my 15 yr old FZS bike look & prfrms like new.. jst things need a bit care nd cleaning
Aj mere yaha Godrej smart care k taraf se refrigerator check krne k liye ek technician aye the (maine service request register kiya tha call centre me isliye, mere fridge me compressor chalu hote waqt ek truck k chalu hone k jaisa awaz aa rha tha)
Mujhe technician ne kaha k apko stabilizer lagwa lena chahiye, jisse ye awaz ana band ho jayega. Maine pucha k aj kal k inverter technology wale refrigerator me to stabilizer lagane ka jarurat ni hota to unhone kaha k aisa kuch ni h , voltage fluctuation hone k karan ye truck k jaisa awaz ata h, jo k stabilizer lagane k bad ni ayega. Kya ye bat sahi h ? Mujhe to thik ni laga technician ka jawab
Sir stabilizer sirf volt ke fluctuation mein hi Kam karta hai
Uska awaaz se koi Lena Dena nahin Hai
Aur Rahi baat light kam jyada hone ki jab aapke ghar mein light Sahi a Rahi hogi tab kya yah awaaz karta hai ?
Aur Rahi thodi si nois aana yah normal Hai Magar aap ek bar yah pata kar Lijiye aapane Jo refrigerator Liya Hai vah inverter hai ki non inverter agar aap stabilizer Laga bhi lenge to bahut jyada fark nahin padega
Bus Mera last paraamarsh yah hai ki agar aapke yahan fluctuation jyada hai to stabilizer Laga sakte hain
@@allinformationh.g7796 thanks for going thru my comment and taking time to reply to my query
Mai ek society me rehta hu and hamare society k liye ek alag se transformer unit h state electric distribution company k taraf se
And maine kabhi notice ni kia mere yha voltage fluctuations hote hai ya ni. ghar pr light circuit k liye inverter lagaya h inline and power circuit direct h. Voltage fluctuation observe karne ka kya tareeka ho skta h ?
Tata Voltas beko/Kenstar ka fridge lena thik rahega ya nahi.
LG ya samsung ka lo
Samsung is very best 183 liter 4 star best hoga
Mera lg double door hai..usme likha hai stabilizer ki zarurat nahi hai kyunki 100v-310v taak power control kal lega.. inverter tech hai..toh kya stabilizer ki zarurat hai??
No sir wese bhi inverter technology me stabilizer ki koi zarurat nahi
@@allinformationh.g7796 thanks 🙂
Mera Whirlpool ka double door fridge hai ₹30000. Wala usme stabilizer ki jarurat hai ya nahi
Koi zada zarurat nahi hai agar light delay aati hai or zati hai to zarur laga le
Kon si company ka steplaizer lena chahiye
V-Guard or dhyaan rakhiyega ki wo 100% copper hona chahie
@@allinformationh.g7796 pta kise chalega ki copper ka hai
Samsung 184 ke liye kaun sa stabilizer lu
1KVA single face volte stabilizer 50Hz 220V 110V
Brand - v guard
Sir whirlpool 183L fridge abhi repair karaya hai gas bhi refil kiya hai tabse compressor me kut ki aawaz ke sath band ho jata hai
Cooling wagera ho rahi hai barf bhi jam raha hai lekin din bhar me kuch time ke liye kut kut ki aawaz ke sath band hota hai or barf apne aap phigal jata hai Cooling
To kya kare?
@@poojamahato5719 wo relay hai jo comprosser ko off karta hai use se kut ki noise aati hai wo koi problem nahi hai
@ sir plz rly karna aap
Agar koi prob nahi hai to barf apne ap kyu melt ho raha?
Technician pata nai kitna kharcha bataega isliye aapse puchh rahi hu
Kyuki kut wali aawaz ice khud se melt hone wala prob gas dalne ke baad hua hai
@poojamahato5719 agar ye problem hai to aap doba a company se bulaye or bole aap isme is model ka relay lagye usne dusre model ka relay laga diya hai ye ek part hota hai jo fridge ko off on karta hai issme se hi noise a rahi hai jab same model ka lag jayega to noise nahi aayegi
@ okay sir thank you 🙏🏻
@ sir maine usse baat ki to wo bolta hai main abhi kuch din ke liye bahar hu nai aa sakta
To main technician ko bulaungi gas kam karne plz mujhe bataiye ki kitna charge lagta hai ye kaam karne me🙏🏻
Sir
Tata voltas beco 185 litet fridge me stabilizer lagana hai ki nanhi
@@ramprasadbaghel4316 tata voltas bahut kam log lete hai aap lg ya Samsung and whirlpool me se lijiye best rahega
fridge ki vajah se led bulbs 2 fuz ho gaye he.... To stabilize lagana jaruri he ky
Hai ek aap stabilizer laga lijiye
Wese agar refrigerator ka bulb baar baar kharab ho raha hai to koi jaruri nahi hai use lagana isse aap ki light ki bhi bachat hogi kyoki jab aap door kholte hai to bulb on hota hai or refrigerator ke bulb ka 15W ka hota hai filhal company bolti hai ki wo 0W ka hota hai magar aaj tak koi bhi bulb 0W nahi leta hai