mohammad rafi film chaudvin ka chand
HTML-код
- Опубликовано: 4 ноя 2016
- film chaudvin ka chand 1960
singer mohammad rafi
music ravi
lyrics shakeel badayuni
starring guru dutt & waheeda rehman
chaudvin ka chaand ho
ya aftaab ho
jo bhi ho tum Khuda ki kaam
laa javaab ho
chaudvin ka chaand ho
zulfe hain jaese kandho pe badal jhuke huve ..
aanken hain jaese maey ke pyale bhare huve
masti hai jesme pyaar ki tum
wu sharaab ho
chaudvin ka chaand ho
yea aaftaab ho
jo bhi ho tum Khuda ki kassa
laa javaab ho
chaudvin ka chaand ho
chehra hai jese jheel me hansta huva kanval ..
ya zindagi ke saaz pe chedhi huvi ghazal
jaan-e bahaar tum kesi shayer ka khwaab ho
chaudvin ka chaand ho
yaa aftaab ho
jo bhi ho tum Khuda ki kassa
laa javaab ho
chaudvin ka chaand ho
hounton pe khelthi hain tabassum ki bejhliyaan ..
sajde tumhari raaah me kerti hain kehkishaan
duniyay-e husn-o-ishq ka tum hi shabaab ho
chaudvin ka chaand ho
yaa aaftaab ho
jo bhi ho tum Khuda ki kassa
laa javaab ho
chaudvin ka chaand ho
evergreen song partap Jain hansi hisar haryana
very lovely sir
Zalim maar diya