राधावल्लभ श्री हरिवंश, बहुत सुंदर ज्वैलरी बना रहे h beta ap, ab aap back drop bnana sikhaiye, abhi Tak kisi ne nhi sikhaya utube par, Vrindavan me loi bazar me dekha tha Maine, bahut jyada mahanga tha, to nhi liya😊red velvet par tha,
Pyare back drop thakur ji ko nahi dhrate h vo mandir me lgaya jata h thakur ji ke pichhe ki divar do dhakne k liye or us par koi dharmic chinh ya koi bhagvan naam likha hota h 🙏🏻🙂
कलंगी bhi aap samaj sakte ho otherwise Google search bcoz ye sab dikhane k liye ya to video late ho jayegi ya phir jese baki k yt Wale bhagwan ko कष्ट देते है वो काम ये भी करे
@@keshavas right acche vichar varna ti Aaj kal logone bagwan ka majak bana rakha hu koi apni dukan me jada costom k liye डमी k रूप में ठाकुर जी को use kar Raha ab unko kon समझाए की क्या ap esse shree vigrh ka apman nhi kar rahe per hm jese log hi unko es sab k liye badawa de rahe Even ab to logo ne ek dusre k Deka dekhi ek k baad ek lala bhi lane suru kar diye jisse vo acchi achi dress banaye or पहनाए और सबसे जरूरी रील video banaye
Radhe Radhe sakhi ju 🙇🏻 ye kafi halka red fabric hota h jo market m hame carry bag milte h usi type ka ka hota h ye fabric par usse bhi halka aata hai ye
Beautiful Radhe Radhe
Beautiful ❤️
Bhut sunder
In pustimarg it known as tippara ka shringar.....khup sundar siddh kiya hai
Jay shree Krishna ❤️🙏🏻😊
V nice👍👏😊
Thankyou so much 😍🙏🏻
bhut sundr
राधे राधे
Radhe radhe ji 🙏🏻😊
Very beautiful...plz share more videos..so we can learn more nd decorate our thakur jee shree harivansh 🙏🙏
Ji bilkul 🙏🏻 shree hari vansh 🙌🏻😊❤️
Bahut Sundar Banaya Beta Ji Aapne
Aapke Bhav Bhi Bahut Sundar Hai Beta
God bless You
Radhye radhye bhyia ji kuj thakur ji ke keri banana bi sikhye pls🙏🙏
👍
😑👍🏻
Or kuchh bolne m kya problem thi 😬
Hare krishna hamai bhi banakar dijiye
Ji abhi to next month se half yearly exam h to m koi sewa nahi le sakta 🙏🏻🙂 maf kijiyega
राधावल्लभ श्री हरिवंश, बहुत सुंदर ज्वैलरी बना रहे h beta ap, ab aap back drop bnana sikhaiye, abhi Tak kisi ne nhi sikhaya utube par, Vrindavan me loi bazar me dekha tha Maine, bahut jyada mahanga tha, to nhi liya😊red velvet par tha,
Back drop kya hota hai ji🙏 plz bataye kaha per dharan karwate hai
Radha vallabh shree hari vansh ji 😊🙏🏻 ji bilkul jaldi hi aapko video mil jaegi channel par 🥰
Pyare back drop thakur ji ko nahi dhrate h vo mandir me lgaya jata h thakur ji ke pichhe ki divar do dhakne k liye or us par koi dharmic chinh ya koi bhagvan naam likha hota h 🙏🏻🙂
Hari bol prabhu
Please isi pattern me shyam sundar ke mukut and necklace bnaane ka idea bhi den
Bahut hi sundar kalakari ki gyi hai 😊😊😊
Thankyou so much ji 🙏🏻😊 jaroor jaldi hi shyam sundar ji or ladli ji dono ke Mukut ki video aa jaegi
Bhut sundar👍 ✨aap konsi glue use karte h ?
Thankyou so much 😊 m b7000 glue use karta hun apni sabhi jewllerys m
Bhut sunder hai 👌 so Priti sr aa ye kon sa tar use karte hai
Thankyou so much 😊 🙏🏻
Zardoshi
Aap kon c glue use krte h please btaye
B7000
कृपा करके ठाकुर जी को लगा कर दिखा दिया करे हम समझ नहीं पाते पुष्टिमार्ग कतरा। 🙏
कलंगी bhi aap samaj sakte ho otherwise Google search bcoz ye sab dikhane k liye ya to video late ho jayegi ya phir jese baki k yt Wale bhagwan ko कष्ट देते है वो काम ये भी करे
Pyare ham pradarshan k liye prabhu kola shringar nahi kar sakte h bas isi liye m thakur ji ko pehna kar dikhata nahi hun
Pyare ham pradarshan k liye prabhu kola shringar nahi kar sakte h bas isi liye m thakur ji ko pehna kar dikhata nahi hun kuch bhi 🙏🏻🙂
@@keshavas right acche vichar varna ti Aaj kal logone bagwan ka majak bana rakha hu koi apni dukan me jada costom k liye डमी k रूप में ठाकुर जी को use kar Raha ab unko kon समझाए की क्या ap esse shree vigrh ka apman nhi kar rahe per hm jese log hi unko es sab k liye badawa de rahe
Even ab to logo ne ek dusre k Deka dekhi ek k baad ek lala bhi lane suru kar diye jisse vo acchi achi dress banaye or पहनाए और सबसे जरूरी रील video banaye
Reels k liye hi bhakt bante h ese log varna to hmare yha kha jata h ki bhojan or bhajan dono ekant me hi karne chahiye 🙂🙏🏻
Glu kon sa use krte hsi
B7000
Bhaiya ji ye kaha par lagayi jati hai
Aap ise pagdi attachment ki tarah use kar sakte ho
Ye kting kese krte ho.
Next video m pra chal jaega aapko
Ye patli tar jo aap ne use ki h vo kaha milti h
Vani craft store insta page par
Base mei bukram hai kya??? Iski cutting kaise karni hai ye bhi batao pls
Ji bukram hi h cutting k liye pehle peechhe glue lagegi uske bad cut hoga taki dhage na katen
Ap ne glue kon sa use kra h
B7000
Radhe Radhe bhaiya ji bhaiya ji mukut ke back side ye kon sa red paper use krte ho ap
Radhe Radhe sakhi ju 🙇🏻 ye kafi halka red fabric hota h jo market m hame carry bag milte h usi type ka ka hota h ye fabric par usse bhi halka aata hai ye
Vaiya plz morpankh wala attachmant dikhaia, app ko kese pick veju konsa wala attachmant sikhna chatehe mea??
Aap insta pe dm kar dijiyega or na ho to kisi bhi Post par comment kar dijiyega m aapko msg kar dunga 🙏🏻🙂
@keshavbrijwasi
@@keshavas apke insta open nehi ho ra he
Aap apni id bta dijiye m dm kar dunga aapko 🙂
Bhai ye jho gold color ka pipe jaisa thread hai usko kya bolte hai. Market se lenekeliye aasan hoga. Thank u in advance
😊 shri hari vansh pyare 🙏🏻 ye zardoshi h market me shayad aapko na mile aap online dekh lena Amazon ya Flipkart par bhi easily aapko mil jaegi ye
@@keshavas thank u very much
Aapne smooth zardosi ka use Kiya hai kya
Ji
Iske kinare kinare tum ek ek lakan bhi laga dete to bahut sunder aur lagta beta
Ji lgai h latkan 🙏🏻🙂
Aap pasting material konsa use karte ho??
Glue?? B7000 h