Aadhar card address change online | Aadhar card hof address change online | hof based address change

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 2 окт 2024
  • Aadhar card address change online | Aadhar card hof address change online | hof based address change
    Hi
    I Am Nitin And Welcome to Our Channel Govtmitra
    Your queries :
    Aadhar address change online
    Hof based address update in aadhar
    Hof se aadhar me address kaise change kare
    How to change address in aadhar card online
    aadhar address update
    aadhar card me address kaise change kare
    aadhar card new update
    how to change address in aadhar card online
    how to update aadhar card online
    update address in aadhar card
    Disclaimer :- Some contents are used for educational purpose under fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Nonprofit,educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
    All credit for copyright materiel used in video goes to respected owner.
    Thanks for Watching..🙏
    #Govtmitra #aadharcardaddresschangeonline #aadharcard #hof_aadhar_address_change

Комментарии • 279

  • @sanjayschouhan
    @sanjayschouhan 2 дня назад +1

    Ration card kaise samgra I'd de sakte kya

  • @Amity024
    @Amity024 6 дней назад +1

    bhai Relationship proof toh marriage certificate de duga, lekin address jo husband ke adhar mei h vo chaye toh same process follow krne se vo aa jaega
    Question yeah hai ki wife ke address mei C/O: likh kar aayega ya fir sirf Husband name bina C/O ke , inme se ek toh aayega he lekin, mujhe baad mei W/o add krna hai
    Toh ek baar update hone ke baad mai dubara kis tarah W/o likh skta hu or wife ke pass address proof kuch nhi hai (sirf OBC certificate hai same address ka par usme wife ke father ka name hai ,toh vo husband ke name ko lega nhi)
    plz bataye
    Note: Marriage certificate ka address nhi chaye, Husband ke addar ka address chaye with w/o

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  6 дней назад +1

      Bhai marriage certificate de sakte ho kyuki usme wife aur husband dono ka name mention hoga..second ajkal aadhar par care of hi aata hai w/o nahi.. video me bataye process se husband ke aadhar par jo address hai wahi wife ke aadhar par aa jayega

  • @taniyasingh6310
    @taniyasingh6310 Месяц назад +2

    Very informative vedio, I was searching for child hof option to update address in my parents adhar card. Thank you so much

  • @kamleshrana45
    @kamleshrana45 29 дней назад +1

    i m 14 yr old.... in my adhar S/O RIYA DEVI(mother name) is present.. but i want ONLY my father name as S/O KARAN( Father name) ... Is it change from my mother to father S/Omother name TO S/O father name. Ya mujhe normal address process se krwaana pdega

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  28 дней назад

      Agar apke pass relationship proof hai to hof based se kar sakte ho..aur agar apka khud ka address proof available hai to normal process yani document based se apply kar sakte ho..apke pass dono hi option hai

  • @manojinait8143
    @manojinait8143 Месяц назад +1

    Pancard se hoga

  • @mahendradixit5556
    @mahendradixit5556 29 дней назад +1

    Meri wife ke uid me Mera naam mention hai ,maine abhi wife ka address update file Kiya hai usme self declaration aur electricity bill submit Kiya hai ,address update ho jayega ?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  28 дней назад

      Hof based address update me relationship proof dena hai..yani aisa document jisme hof aur applicant dono ka name likha ho . electricity bill nahi de sakte..video dekhiye detail me sab bataya hai..self declaration ki video bhi channel par available hai playlist me

  • @shwetachoubey9851
    @shwetachoubey9851 4 месяца назад +3

    C/o ki jagah w/o kaise kar sakte hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Nahi hoga ajkal c/o hi aata hai aadhar par

  • @Sonu_computerlearning
    @Sonu_computerlearning Месяц назад +1

    Bhai mere Papa ke adress mein dadaji Ka naam hai phir village House no ward no pin no district ese hai to kya sab likhna hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Video puri dekho detail me sab bataya hai.. address likhne ki jarurat nahi hoti hof based address update me

  • @tulsisarkar630
    @tulsisarkar630 4 месяца назад +1

    Can i give my birth certificate as relationship proof document

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Yes use kar sakte ho..but dhyan rahe jisko bhi aap hof select kar rahe ho uska name bhi birth certificate me mention hona chahiye yani hof aur address badlane Wale dono ka name mention hona chahiye

  • @AskBhupi93
    @AskBhupi93 21 день назад

    Thank u bhai

  • @sugatamunshi7557
    @sugatamunshi7557 Месяц назад +1

    Sir me apne bete ka adress update krwana chatihu.mere bete ka 10th board ka marksheet chalega jisme mera beta aur mera nam mention h?

  • @abhishek00064
    @abhishek00064 2 месяца назад +1

    Bhai mana 25 july ko online update kiya tha proof laga kr aj 3 aug hogi but update ni hua kya kru?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  2 месяца назад

      Status check karo..nahi hua to kuch din wait karo ho jayega

  • @shyammponline8486
    @shyammponline8486 24 дня назад +1

    Bhai k adhar say bhan ka address change ho jayega keya bhaen k m adhar m father ka naam aata hai keya bhai ka naam aayega

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  24 дня назад +1

      Jisko hof select kroge usi ka name ayega .in your condition bhai ka name ayega care of me

  • @akshaybrahman
    @akshaybrahman Месяц назад +3

    Mother ko as hof use kre to kya mother ka naam aayega aadhar card me ya father ka hi rhega

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Mother ka aa jayega

    • @akshaybrahman
      @akshaybrahman Месяц назад

      @@Govtmitra father ka hi rakhna ho to kaise kre

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Normal process se change karwao.. document based

  • @karansamrat7225
    @karansamrat7225 Месяц назад +1

    Sir adhara card pr father ka name nahi hai hof father ko bnaunga tih unka nam or adress aa jyaga adhar card pe

  • @Vickypathak302
    @Vickypathak302 26 дней назад +1

    Hof ma sister ko choose karte hai to father name ki jaghe uska name ayga kya

  • @GulshanKumar-sp1bg
    @GulshanKumar-sp1bg 17 дней назад

    Kitne din me update ho jaata adresss by HOF

  • @MrDhruv-k9z
    @MrDhruv-k9z Месяц назад +1

    12th ki marksheet se ho jayega usme father name hai?

  • @Jiw-m4v
    @Jiw-m4v 29 дней назад

    Hi bro Meri marksheet Mein Mere father ka naam hai sirf Unka ful name nahin hai isase koi problem To Nahin Hogi Kya Mera address change ho jaega

  • @pankitapawar6001
    @pankitapawar6001 4 месяца назад +2

    Very nice info

  • @RazaMd-o8x
    @RazaMd-o8x 20 дней назад +1

    Agar mujhe Delhi ka address karwana hai toh HOF ka bhi address Delhi hi hona chahiye?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  20 дней назад

      Yes..jo address apko apne aadhar par add karwana hai wahi address hof ke aadhar par mention hona chahiye

    • @RazaMd-o8x
      @RazaMd-o8x 20 дней назад +1

      @@Govtmitra agar pariwar pehchan patr hai to ho jayega QK us me Delhi ka address hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  20 дней назад

      Document video me bataya hai dekho.. relationship proof dena hai

  • @Youtubeman24
    @Youtubeman24 2 месяца назад

    For valid supporting document type. Can i submit my husband marksheet?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  2 месяца назад

      Husband ki marksheet me apka name nahi hoga sirf husband ka hoga isliye wo valid nahi hai.. relationship document do jisme dono ka name ho jaise ki Marriage certificate

  • @RazaMd-o8x
    @RazaMd-o8x 20 дней назад

    Mere ko Delhi ka address karwana hai aur mere pass parivar pehchan patr hai Delhi ka toh us ke through ho sakta hai

  • @dhruvsharma5775
    @dhruvsharma5775 2 месяца назад

    Abhi papaa ka naame hai agar me mother se change krlu toh koi problem toh hi aaegi n ??
    CARE OF ME MUMMY KA NAME AAEGA KYA?

    • @uhuhuhu8
      @uhuhuhu8 Месяц назад

      @@dhruvsharma5775 ha bhai

  • @anilkumarverma6834
    @anilkumarverma6834 20 дней назад

    Bhaiya esme post office automatic le leta hai jo ki sahi nahi hai post office change bhi nahi hota hai fir kaise hoga

  • @annukumari7237
    @annukumari7237 Месяц назад +1

    Thank u aapne achhe se banaya

  • @MemesHereSir
    @MemesHereSir 2 месяца назад

    If HoF not accept this request in 30 days can i get refund my amount please reply

  • @MeenakshiBeauty
    @MeenakshiBeauty Месяц назад +1

    Sir husband ka w/o kr ke aayega kya

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Ab sabhi aadhar par c/o hi likha aata hai

  • @Akamal946
    @Akamal946 3 месяца назад +1

    Husband k liye kya kare

    • @parvezm95
      @parvezm95 2 месяца назад

      @@Akamal946 Spouse

  • @BhaiSahab-s5z
    @BhaiSahab-s5z 4 месяца назад +1

    Sir isme adhar card kitne din mai mil jata hai ??

  • @stringvibes2735
    @stringvibes2735 4 месяца назад +1

    Bro HOF m father ke Aadhar card se apna address kr sakte hai ? , esa kuch option nhi dikh rha?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад +2

      Aa to rahe hai sab option..video dekho bataya hai sab

  • @karansdutt5815
    @karansdutt5815 Месяц назад +1

    Bhaiya ji
    Care of likha
    Wife of karwana ha
    Yahin se hoga kya HOF se ?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Ab sabhi aadhar par C/O hi likha aata hai..purane aadhar par s/o w/o d/o is tarah se likha hota tha..

    • @SrithikMaurya
      @SrithikMaurya Месяц назад +1

      @@Govtmitra sir mai -apne wife ke adhar update me Apna Name Likhege To... C/O Par mera name aayega ki W/O Par Ayga...... Agar Care Of par name Mera Aa jayega To Kuch Problem Hogi Kya...

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Jisko hof select kroge usi ka name care of me khud aa jayega..isme koi bhi issue nahi hai..wife ke aadhar par care of me husband name ho sakta hai no issue

  • @dsambuddha
    @dsambuddha 3 месяца назад

    Can I upload my father's Aadhar card as a document of relationship? In my Aadhar card my father's name is clearly mentioned

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  3 месяца назад +1

      No .. aadhar card update karne ke liye aadhar card hi doge ye kya baat hui..list me jo documents mentioned hai unme se hi ek document select karke usi ko upload karna hai

    • @dsambuddha
      @dsambuddha 3 месяца назад

      @@Govtmitra thanks bhai

  • @nagarjun684
    @nagarjun684 5 месяцев назад +2

    12:27 Bhaiya is step mein jab srn number fill karte hain uske baad accept aur decline ka option open nahin hota. Kya karein?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      SRN number thik se fill Karo jarur option ayega..

    • @nagarjun684
      @nagarjun684 5 месяцев назад

      @@Govtmitra "Your request has been reviewed by our backend operators and is currently being processed by our back-end systems."
      Bhaiya yeh aa raha hai ab kya karein?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Accept ho Gaya ? Agar ho Gaya to wait Karo kuch tym address update ho jayega

    • @shyammponline8486
      @shyammponline8486 2 месяца назад

      Sir 5 saal k boys ka ho jayga kya please reply me mother k hof say

    • @Mrfacto888
      @Mrfacto888 Месяц назад

      @@Govtmitra bhai nhi ho rha hai hajar baar daal ke dekh liye srn number ko fir v except ho hi nhi rha hai no request found on above srn

  • @rupeshpatil6957
    @rupeshpatil6957 2 месяца назад

    Sir, I have attached pdf file containing marriage certificate, HUF member aadhar card and electricity bill as proof but still my request got rejected. WHat could be a rejection reason? pls help Our marriage certificate has mentioned HUF's old address will that create a problem?

  • @littlestepSKA
    @littlestepSKA 2 месяца назад

    Bhai hof se kiya mark sheet upload kiya verification stage pe hai payment Ho gai per hof ka permission lene bol rha hai kese le

  • @nds1550
    @nds1550 4 месяца назад +1

    Self declaration hof ka upload hoga ya applicant ka

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Is par video channel par available hai

  • @pappuhalder5596
    @pappuhalder5596 Месяц назад +1

    Sir kis ka document upload karna hai mera ya Mera father ka hof update option mein.

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Applicant

    • @pappuhalder5596
      @pappuhalder5596 Месяц назад

      @@Govtmitra bhaiya Maine uidai helpline number par call kiya tha woh bol applicant ka nahin father ka lagega.❤️❤️❤️❤️❤️

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      Document aisa dena hai jisme apke father aur apka dono ka name mention ho ..for example Marksheet

  • @vinodtomar8053
    @vinodtomar8053 Месяц назад

    Upload wala documents Kitana kb hona chiya

  • @techkrishnauk06
    @techkrishnauk06 3 месяца назад

    Bhaiya ji mujhe nahin pata tha ki 30 dinon se andar yah dusre Aadhar card mein kholkar accept karna hota hai main Abhi Tak yahi soch raha tha ki kab accept hoga Mera verification stage per tha Aaj 1 sal Ho Gaya to kya main iska refund mil payega ya kya hoga

    • @AnujKumar-dr8wi
      @AnujKumar-dr8wi 3 месяца назад +1

      Nhi refund kaise bhi nhi milta hai isme

  • @gowalavai9358
    @gowalavai9358 4 месяца назад +1

    Sar agar others state se sadi hokar aye hi to kon sa document upload karna hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Relationship document

  • @akshatavispute3861
    @akshatavispute3861 2 месяца назад

    Sir.. humne abhi new ration card banvaya h..
    Aur usme HoF meri mother h..
    Aur grandfather ka update karte waqt "HoF's relation with applicant" mein kyaa dalna hoga?

  • @shivamkumarrai9809
    @shivamkumarrai9809 6 месяцев назад +2

    C/O ki Jagah pr W/O kaise sudhar hoga.
    Kya a jaruri h .

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  6 месяцев назад +2

      Ajkal care of hi likha aata hai aadhar me..w/o nahi

    • @Prakashpateer
      @Prakashpateer 5 месяцев назад

      @@Govtmitra update कर सकते है

    • @ankitmanjhu9940
      @ankitmanjhu9940 4 месяца назад

      @@Prakashpateerkaise hoga

    • @Prakashpateer
      @Prakashpateer 3 месяца назад

      @@ankitmanjhu9940 w/o likh कर हिन्दी में अर्धांगिनी लिखो फिर हो जाएगा

  • @JatinHr123
    @JatinHr123 Месяц назад

    Sir isme me married certificate laga skta hu plz reply

  • @Atulkumae7291
    @Atulkumae7291 3 месяца назад +1

    Maine ek video dekhi usmein kehta hai hof vale methoda se self declaration vala form hai vo bhi bhrna pdta hai? Btao aap

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  3 месяца назад

      Relationship document nahi ho tab self declaration form use karte hai.. otherwise relationship document hi Dena hota hai..

    • @Atulkumae7291
      @Atulkumae7291 3 месяца назад

      @@Govtmitra acha

  • @YashGurjar_
    @YashGurjar_ 2 месяца назад

    Bro agar mai mummy ka address papa ke aadhar card se change karau. self declaration form k through toh vha pr w/o likha ayga ya c/o plz btao

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  2 месяца назад

      Aajkal aadhar par care of yani c/o hi likha aata hai

  • @HarshShah-to7gj
    @HarshShah-to7gj 2 месяца назад

    Bhai Ye 2nd stage ka approve karne ke bad kab tak update hota he because Mera almost 10 days hogy

  • @dipalimaske9522
    @dipalimaske9522 5 месяцев назад +1

    C/O name adhar card mai likhkr kya

  • @tahleelscakery
    @tahleelscakery 4 месяца назад +1

    Hello sir great video thanks a lot Mera ek sawal hai agar HOF brother hai to sister ko reletion ship document me kya Dena hoga passport chalega dono siblings ka jisme father mother name dono ke common honge plzz answer thank you

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад +1

      Relationship document means jisme hof aur address badlane Wale ka name mention ho..aur isse care of bhi change hoga dhyan rahe

    • @tahleelscakery
      @tahleelscakery 4 месяца назад

      @@Govtmitra passport chalega dono siblings ka?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад +1

      Bhai agar sister ko brother ke aadhar se change karna hai to Aisa document lagega jisme dono ka name mention ho samjho is baat ko.. passport me kaha hota hai brother sister ka name..

    • @tahleelscakery
      @tahleelscakery 4 месяца назад

      @@Govtmitra to iske liye kaunsa document Dena hoga plzz suggest self declaration ya kuchh aur ratio Card nahi hai mere pass

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад +1

      @tahleelscakery normal process yani document based address update se apply Karo..uidai standard certificate form use karke agar koi proof nahi hai..hof se mat karo

  • @funwithsanskruti1536
    @funwithsanskruti1536 5 месяцев назад +1

    Sir maze payment zalay pan acknowledge download hot nahi

  • @IndiatheGreat-mj1ct
    @IndiatheGreat-mj1ct 2 месяца назад

    Papa ka address kaise update hoga , hof agr mmy ho to , relationship spouse select karenge?

  • @studiomixinglifestyle4781
    @studiomixinglifestyle4781 3 месяца назад

    Bhai Mera family hi other state me ho or m kisi or State me hu to m kaise current state City ka address kaise aayega

  • @maheshkatoch7363
    @maheshkatoch7363 5 месяцев назад +3

    Pls kitna samay lagta hai ismein, 20 days se completed red main aa raha hai, hof method se wife ke aadhar se change karvana hai, customer care wale bolte hain reject aur accept dono nahin hua hai kya karein

    • @puremeteor
      @puremeteor 5 месяцев назад

      bhai same issue for me.

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Is par video available hai channel par

  • @aakash6688
    @aakash6688 2 месяца назад

    Kitna din lgata hai address update hone me

  • @harsh4125
    @harsh4125 4 месяца назад

    Ration card me agar address change ho or applicant or uske father ka name mention hai but ration card me hof me grandfather ka name hai to kya ho sakta hai 😊

  • @mrsghosh2218
    @mrsghosh2218 4 месяца назад +1

    Supporting documents me aadhar card deneme kon sa option choose karenge

  • @travelwdus4
    @travelwdus4 5 месяцев назад

    In my adhaar c/o is my father's name , when i will update address of my wife through hof based , after that c/o mein mera naam ayega yah mera father name jo pehle se tha

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Jo bhi hof hoga uska hi name care of me ayega..

  • @sonumaharaj769
    @sonumaharaj769 5 месяцев назад +1

    sir wife ka karna h to kya select kre

  • @AbhishekSharma-ml2dj
    @AbhishekSharma-ml2dj 5 месяцев назад

    "Your request has been rejected due to data/process error. If you do not already have an Aadhaar number from any prior enrolment, please re-enrol at an authorized enrolment center. List of enrolment centers available on official website"
    Kya karu ab????

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Kya update karwaya tha ?

    • @AbhishekSharma-ml2dj
      @AbhishekSharma-ml2dj 5 месяцев назад

      @@Govtmitra address

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Dobara se correction karwana padega.. reject ho gaya hai data process error ki wajah se..is baar document bilkul sahi se Dena ho jayega

  • @shyamsundarsaha-f5q
    @shyamsundarsaha-f5q Месяц назад

    Marriage certificate se address change hoga

  • @r_ockergolu_j_2828
    @r_ockergolu_j_2828 5 месяцев назад

    Sir jese papa ke adhar card me unke papa ka naam h to hmare adhar card me hmare papa ka naam aayega ya papa ke papa ka naam aayega pls reply sir kyuki bo bhi address me aata h
    Sir please 🙏🙏🙏🥺🥺🥺 reply...

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Jisko bhi hof select karoge usi ka name apke aadhar ke care of me ayega..

  • @tulikasaemon8427
    @tulikasaemon8427 3 месяца назад

    Self declaration wala document kaise download hoga ya print krege

  • @SKY00009
    @SKY00009 4 месяца назад

    Bacche ka naam kaise change kare

  • @maheshwari5007
    @maheshwari5007 3 месяца назад

    Legal guardian se kya matlab hai

  • @manivarshney4753
    @manivarshney4753 21 день назад

    Bhai agar Adhaar link hi na ho mobile number se to log in kaise karenge ??

  • @simranjeetsingh709
    @simranjeetsingh709 2 месяца назад

    Thanks sir ji

  • @MayurJoshi-gk6br
    @MayurJoshi-gk6br 6 месяцев назад +1

    Thank

  • @МяАміт
    @МяАміт 5 месяцев назад

    Address update krne ke bad ab completed dikha rha hai but wo red color me likha hai aur address bhi change nhi huaa hai...... Ye kaise ??

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Is par video hai channel par

  • @shyammponline8486
    @shyammponline8486 3 месяца назад

    I am subscriber your

  • @sherkhan3559
    @sherkhan3559 27 дней назад +1

    Bhai shetu wale bol rahe hai mobile se ni hota site band hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  26 дней назад

      Hota hai bhai..khud check krke dekhlo my aadhar portal se hoga address update..portal chal raha hai

  • @Innocentboyy99
    @Innocentboyy99 5 месяцев назад

    Ward ka kya matlb hai bhai aapne to bola hi nhi

  • @V_S_GYAN
    @V_S_GYAN 4 месяца назад

    Relationship doc. Me Votercard chal jayega kya

  • @namanverm4426
    @namanverm4426 Месяц назад

    Hello Sir.. Mujhe meri mother ka aadhar mai address change krna hai .. Papa k aadhar mai address shi hai . Kaise hoga please suggest?kyuki meri mother k naam pr koi bhi updated address nhi hai ID

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад

      You mean husband ke aadhar se wife ko address change karna hai right ? Iska process simple hai hof husband (spouse) honge document me marriage certificate use kar sakte hain baki video me bataya tarika follow kro.. husband ke aadhar par jo bhi address hoga wo wife ke aadhar par aa jayega

    • @namanverm4426
      @namanverm4426 Месяц назад

      @@Govtmitra marriage certificate nhi hai sir.. Koi document nhi which define any relation between mummy papa.. Except aadhaar bus.. Or should I go with self declaration?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад +1

      You can try self declaration form..video available on playlist for self declaration based address change in aadhar

    • @namanverm4426
      @namanverm4426 Месяц назад

      @@Govtmitra thanks sir hogya self declaration form se.. But sir W/O ki jagah C/O likha aarha hai aadhaar mai.. Is this correct? Please help 🙏

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад +1

      Aajkal sab aadhar par c/o hi likha aata hai don't worry

  • @littlestepSKA
    @littlestepSKA 2 месяца назад

    SRN no. Acknowledge receipt pe hoti hai?Kese request accept Kare hof

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  2 месяца назад +1

      Brother agar apne mother ko hof banakar apna address change Kiya hai to Aisa document dena hoga jo portal par list me mention bhi ho aur sath hi jisme hof aur apka dono ka name likha ho...second agar itna process apne sahi kiya hai to submit karne ke baad request ko hof se accept karwo srn daalkar..receipt check kro for srn no.. request hof accept karenge tab jaaker final submit hoga

    • @littlestepSKA
      @littlestepSKA 2 месяца назад

      @@Govtmitra thank you brother 🙏

    • @littlestepSKA
      @littlestepSKA 2 месяца назад

      Dob ka kaise kare?
      Option nhi hai ab show nhi kar raha update online adhaar

    • @littlestepSKA
      @littlestepSKA Месяц назад

      ​@@Govtmitrathank you Bhai mera hof se address update Ho gaya per 50 rupees return nhi kiye unlog ne free of cost hai fir bhi
      Aur ek question tha mera dob options hai nahi to adhar kendra pe jake dob k liye birth certificate magte hai nahi hai to mark sheet nahi chalegi kya kyuki documents me to etne options hote hai jese address ME hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  Месяц назад +1

      Phli baat ye ke address update free nahi hai uske liye 50Rs lagte hai .. document update free hai abhi..aur dob sahi karni hai to aadhar center se hogi document kon se lagaenge ye aap uidai ke portal se download karke check kar sakte ho

  • @manuprajapati7099
    @manuprajapati7099 5 месяцев назад

    Spouse me Adhar card kis option par lagaye

  • @R2chouhan
    @R2chouhan 6 месяцев назад

    Kya 5 saal ke bache ke lie birth certificate laga skte hai. Plz reply

  • @pathansafakat1346
    @pathansafakat1346 5 месяцев назад

    Voter card se husband name kaise chage kare

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Voter card me ya aadhar card me ?

  • @rk-ch5ng
    @rk-ch5ng 5 месяцев назад

    1. Relationship document me apna document dalna hai ya HOF ka?
    2. C/O me HOF ka naam atha hai.
    How to change only C/O me naam after address change?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Document Aisa Dena hai jisme hof aur apka dono ka name mention ho..and second care of hof ka name ayega..agar care of change karna hai to normal process se address change kijiye

    • @BPofficial156
      @BPofficial156 5 месяцев назад

      Sir, document me HOF ki jagah mein NAME OF FATHER likha rahega to hoga sir?

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Dono ka name mention hona chahiye..hof ka bhi aur jisko address change karna hai uska bhi

  • @ankithedau1137
    @ankithedau1137 5 месяцев назад

    Sir aager request reject hote hai to fees return milege ya nahi😅
    Aur paise kab aur kaise milenge thankyou.

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад +1

      Nahi milega

    • @shikhargupta5868
      @shikhargupta5868 4 месяца назад +1

      @@Govtmitra sir hof sab sahi dala tha pahle ho jata tha ab reject ho jaatey h bhai. Hof form ke saath aur kya lga de takki reject na ho adhar dono ke upload kr de kya

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Document sahi doge tabhi hoga..aur aadhar kyu upload kroge..list me jo document hai unhi me se ek dena hai relationship document

  • @AslamSheikh
    @AslamSheikh 5 месяцев назад

    Meri mother in law Saath Mein rehti hain to unka address kaise change Karun…meine do baar apply kiya but reject ho gaya

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Bhai reject hi hoga na..mother in law ka update nahi hoga only family members ke liye hai ye facility

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Normal process se apply karo

    • @chanderpaswan1305
      @chanderpaswan1305 5 месяцев назад

      MLA se likhwA lo ho jayega aaram se,MLA v likh dega easily bus electricity bill leke Jana kisi k naam ka v wHi k address ka

  • @amanrazz5336
    @amanrazz5336 4 месяца назад

    HOF se kitna din lagta h, 45 days ho gaya Avi tak completed red main aa raha h

  • @HK-uc8nq
    @HK-uc8nq 4 месяца назад +2

    Relationship document applicant ka hona chahiye ya phir HOF ka???

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Applicant

    • @VinodChavan-vlog
      @VinodChavan-vlog 19 дней назад

      ​@@HK-uc8nq hof ka hona chahiye bhai tabhi to unke adrees se apna adress change kr sakte hai

  • @R58862
    @R58862 5 месяцев назад +1

    Rent House ka address kese update kar skte hai

    • @R58862
      @R58862 4 месяца назад

      @@sohanyadav4992ok please share make it video

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Brother aadhar center se hi update karwao kuch bhi karwana ho to..kisi bhi aise msg par dhyan naa den jisme apko whatsApp ya email service provide ki baat kahi gayi ho..fraud se bache

  • @motivational_video1972
    @motivational_video1972 5 месяцев назад

    Bhai jaise Sibling k addhar se agr change karwana hai to kon sa Documents lagega

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Relationship document

  • @ashishrathore8294
    @ashishrathore8294 2 месяца назад

    Srn no. Not found dikha raha hai

  • @allauddinansari6268
    @allauddinansari6268 5 месяцев назад

    C/O nahi aa raha hai

  • @SumitThakur-d8n
    @SumitThakur-d8n 4 месяца назад

    How much time it takes to update after the Hof accept the request?

    • @aasif_0928
      @aasif_0928 4 месяца назад

      Mera to 1 din me hi hogyaa

    • @ashishh._.710
      @ashishh._.710 4 месяца назад

      @@aasif_0928 bhai agar papa ke voter id par gaon ma address hain aur aadhar card par same address hain jo mera hain to kya main papa ke voter id wale address ke behalf par change karwa sakta hu

    • @aasif_0928
      @aasif_0928 4 месяца назад

      @@ashishh._.710 bhai iske bare me me sure nhi hu pr or agar unke Adhaar card pe same adress hai to usee se krwa lo

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      List me jo document portal par diye gaye hai unme se hi koi ek document dena hoga relationship document ke taur par.. aur hof ke aadhar par wahi address hona chahiye Jo apko apne aadhar par add karwana hai

  • @yusufshah007
    @yusufshah007 5 месяцев назад

    SIr ji Sara process kar diya hai maine ab Mera Aadhar Card kab tak aaega hof

  • @SonuBaghel-zf5zh
    @SonuBaghel-zf5zh 4 месяца назад

    Super bhai

  • @shyammponline8486
    @shyammponline8486 3 месяца назад

    Super sir I like you video ❤❤❤😂

  • @atharvathorat9072
    @atharvathorat9072 4 месяца назад +1

    Sir mere mother ka address change karna hai to mere adhar me S/o hai to mother ke adhar me bhi S/O of hi ayega kya

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад +2

      First ajkal aadhar card par care of likha aata hai.. second is process se agar aap address change kroge mother ka to hof ka yani apka name mother ke aadhar ke care of me aa jayega..so better hai normal process se address change karwao

  • @manuprajapati7099
    @manuprajapati7099 5 месяцев назад

    Spouse me adhar card upload ka option nhi aa raha hai

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад +1

      Aadhar card upload nahi karna hai..video dekho Sara process bataya hai detail me

    • @manuprajapati7099
      @manuprajapati7099 5 месяцев назад

      @@Govtmitra ok

  • @AshwaniKumar-ki1vu
    @AshwaniKumar-ki1vu 5 месяцев назад

    Bro, relationship document me jisko apna address change krna hogaa wo apna doc's degaa ya fr HOF ka

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Jisko address change karna hai

    • @lkmehta823
      @lkmehta823 4 месяца назад

      @@Govtmitra sir abhi to free me bola gya hai .aap bol rahe ho payment karna hai

    • @lkmehta823
      @lkmehta823 4 месяца назад

      Reply plz sir

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Address free me update nahi hota.. document update free hai abhi 14 June Tak..dono me fark hai samjho

  • @samuraigaming2825
    @samuraigaming2825 3 месяца назад

    HOF me relationship me husband ka otion nhi aa raha hai kya kare .

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  3 месяца назад

      Spouse select karo

    • @samuraigaming2825
      @samuraigaming2825 3 месяца назад

      @@Govtmitra bhaiya ration card me address change kaise kare online se ?

  • @vishalsinghrajpoot5743
    @vishalsinghrajpoot5743 5 месяцев назад

    How to download self declaration from ??

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Uidai portal se karlo

  • @mousumidutta6520
    @mousumidutta6520 5 месяцев назад +1

    Cancel karene ke bad paise return kyu nehi dete

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Application reject ho jaane ke baad refund nahi milta

  • @sonumaharaj769
    @sonumaharaj769 5 месяцев назад

    Spouse select karna h kya

  • @ajaygora6698
    @ajaygora6698 5 месяцев назад

    Aadhar me address update krne pr aadhar me address update ho gya lekin address me father k name se phale F/O lga huva nhi aaya Q

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      Ab c/o hi likha aata hai aadhar me

    • @manishbaghel9611
      @manishbaghel9611 5 месяцев назад

      kitna time lga update hone me

    • @KS20087
      @KS20087 5 месяцев назад

      Bhaiya online update Kiya ya centre p Jake adress bataye

    • @ajaygora6698
      @ajaygora6698 5 месяцев назад +1

      @@KS20087 mobile se online keya tha 3days m sai ho gya or 10days me Aadhaar address pr aa gya

    • @priyankasingh3248
      @priyankasingh3248 5 месяцев назад

      @@ajaygora6698 agar hof ki ID pr purana address h tb kaise update hoga

  • @Bhojpurisaran-Sargam
    @Bhojpurisaran-Sargam 4 месяца назад

    Bhai brother se ho jayega kya

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  4 месяца назад

      Brother ke aadhar se ho jayega agar brother ki age 18 saal se upar hai ..aur dhyan rahe apke aadhar ke care of me brother ka name hi print hokar ayega kyuki hof brother hai

    • @Bhojpurisaran-Sargam
      @Bhojpurisaran-Sargam 4 месяца назад

      @@Govtmitra agr change hoga to co me papa ka name ayega na

    • @Bhojpurisaran-Sargam
      @Bhojpurisaran-Sargam 4 месяца назад

      @@Govtmitra thank you Bhai samjh gaya

  • @btwitskriishh
    @btwitskriishh 5 месяцев назад

    Sir pls help me 12/4/2024 ko mene HOF se address update krwaya mere father card se mere me sirf validation stage pr aa gyaa he but jab me father ke card se login krke hof request me jaake srn number dalke enter kr raha toh sir accept nai ho raha he "record not found for given request" aesa likha hua aa raha pls sir help me

    • @Govtmitra
      @Govtmitra  5 месяцев назад

      SRN number pura enter enter karo..S se start hota hai number..fhir accept karo jarur hoga