Sir yesa video banao jisme ye janne ko mile ki jiska exam chuta tha ek ya do paper chut gya ho kya usko re exam me firse pura exam dena jaruri h ya fir jo chut gya tha bs usi exam ko dena h. Second chiz ki re examination me bhi agar kisika exam chut jaye halaki vo paper phle de diye h tb kya hoga result kaise ayenge Agar yesa huaa bhi h to kb phirse exam dena hoga🙏🙏 please reply
Jo exam me pass Ho Gaye Hai use exam ko dilane ki jarurat nahi Hai Re Examination me agar aapka exam chhut gaya hai to aapko exam complete hone Tak ka intezar Karna hoga exam complete hone ke bad agar 2 dinon ke liye portal open hota hai to use bich mein aap apna exam dila sakte hain anyatha aapko backlog ka exam dilana hoga
Sir ji mai exam pura diya tha submit bhi gaya tha lekin pura subject me fail hai jabki sak ko submit Kiya tha aur sab me reference number bhi aaya hai 😊
Ho sakta hai technical yishu ke vajah se hua hoga aap 16 August se exam start ho raha hai usmein apna jo bhi subject Hai jismein fail a raha hai use fir se ek bar dila lijiye
Exam complete hone Tak ka intezar kijiye exam complete hone ke bad agar 2 dinon ke liye portal open hota hai to use bich me aap apna exam dila sakte hai 6 month bad backlog ka exam hoga to usmein aap dila sakte hai
@Kanha Repair Sir maine pgdca k saare exams diye thhe fir bhi 9 me se 5 subjects theory me 1-1-1 likha h aur fail bta rha h sir aisa kyu ?? Aur Ab kya kre ... exam de ya ye result update hojeyga?
Online Skills Assessment for January 2024 session has been opened. Please note the following important dates: *Last date for submission of examination form - 15th Oct, 2024* *(Without late fee)* *Last date for submission With Rs. 500/-Late Fee - 31st Oct, 2024* To avoid last minute hassle, kindly pay the fees before the due date. Please note that: 1. For main students - Enroll in January 2024 session fill the examination form selecting *"Main Option"* from student Exam form. 2. For Backlog students - students who are absent or fail in the previous session can fill the examination form by selecting *“Backlog Option”* from student Exam form. For next updates please keep visiting on your
Sir yesa video banao jisme ye janne ko mile ki jiska exam chuta tha ek ya do paper chut gya ho kya usko re exam me firse pura exam dena jaruri h ya fir jo chut gya tha bs usi exam ko dena h.
Second chiz ki re examination me bhi agar kisika exam chut jaye halaki vo paper phle de diye h tb kya hoga result kaise ayenge
Agar yesa huaa bhi h to kb phirse exam dena hoga🙏🙏 please reply
Jo exam me pass Ho Gaye Hai use exam ko dilane ki jarurat nahi Hai
Re Examination me agar aapka exam chhut gaya hai to aapko exam complete hone Tak ka intezar Karna hoga exam complete hone ke bad agar 2 dinon ke liye portal open hota hai to use bich mein aap apna exam dila sakte hain anyatha aapko backlog ka exam dilana hoga
Sir website me error hai jo ki answer ko submit nii hai alag alag interface aata tha exam time pe❤
Sir mai june 2023 me admission li thi aur pgdca me jo admission krwaya tha ow bola h October me exam hogai 2semestr me
Fail huye student ko koi form bharna padega kya sir please bataye
Kisi bhi prakar ka fees nahi lagega aapko user id password Jo purana mila tha usi me login kar sakte hai
Aur apna exam dila sakte hai
thank you sir ji
Most welcome
👌👌👌
Thank you 🙏
thank you sir🙏
Welcome 🙏
Aj k miss exam ko last m de skte h ky plzz btayein plzz 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Tuta hua exam ko dilane ke liye hi portal khula tha
Sir ji mai exam pura diya tha submit bhi gaya tha lekin pura subject me fail hai jabki sak ko submit Kiya tha aur sab me reference number bhi aaya hai 😊
Ho sakta hai technical yishu ke vajah se hua hoga aap 16 August se exam start ho raha hai usmein apna jo bhi subject Hai jismein fail a raha hai use fir se ek bar dila lijiye
🙏🙏🙏
Thank you 🙏
सर जी क्या पेपर फिर से उसी लिंक और id password से खुलेगा क्या
Hw
Sir ji mera pgdca ka 2 अगस्त or 3 अगस्त ka peper chut gya tha ab uska peper kab hoga jo chut gya tha bataye jarur
Naya time table ke hisab se aapka exam hoga
Sir ji mera aaj ka exam chhut gaya h to kya mai january wale exam me chhuta hua subject ka exam form bhar sakta hu
Please sir bataiye 🙏🙏🙏
Exam complete hone Tak ka intezar kijiye exam complete hone ke bad agar 2 dinon ke liye portal open hota hai to use bich me aap apna exam dila sakte hai
6 month bad backlog ka exam hoga to usmein aap dila sakte hai
Sir aj ka hi exam miss hogya ky kre ab usme option ni aara plzz btayein
Exam hone ke bad agar portal open hota hai to aap dila sakte hai
Mera bhi aaj ka exam miss ho gaya yrr 😑😑
Mere ko 23-24 pgdca mai admission lena hai. Le skte hai..
Haa
@@kanharepair sir ji PGDCA ke liye kitna fees hai CV raman ka?
@Kanha Repair
Sir maine pgdca k saare exams diye thhe fir bhi 9 me se 5 subjects theory me 1-1-1 likha h aur fail bta rha h sir aisa kyu ?? Aur Ab kya kre ... exam de ya ye result update hojeyga?
Same result aaya hai Bhai Mera bhi 5 paper me 1 1 number dikha raha hai
technical issue ke vajah se hua hoga Naya time table jari hua hai 16 August se exam Hai usmein apna exam dila lijiye
16 August se exam start Hai Naya time table a chuka hai uske anusar aapka jo bhi subject mein fail a raha hai use aap dila sakte hai
Same problem Mera bhi he pgdca me mai bhi pura paper di thi pr 6 subject me fail dikha rha he jab ki mera pura pepar achhe se bana tha
Same prblm bro 1- 1- 1 hii sb me fail
Sir ek subject ka result aa gya hai tab bhi website me fir se dilane bol rah
Ji han abhi exam chal raha hai aap apna exam ko dila sakte hai user ID or password se login kijiye Jo purana user id password aapko mila tha
@@kanharepair thank you sir but wo subject clear h back nhi lga h fir bhi exam dilau
Sir koi extra fee hai ky iska
Kisi bhi prakar ka fees nahi lagega
Sir please support me 🙏
Online Skills Assessment for January 2024 session has been opened.
Please note the following important dates:
*Last date for submission of examination form - 15th Oct, 2024*
*(Without late fee)*
*Last date for submission With Rs. 500/-Late Fee - 31st Oct, 2024*
To avoid last minute hassle, kindly pay the fees before the due date.
Please note that:
1. For main students - Enroll in January 2024 session fill the examination form selecting *"Main Option"* from student Exam form.
2. For Backlog students - students who are absent or fail in the previous session can fill the examination form by selecting *“Backlog Option”* from student Exam form.
For next updates please keep visiting on your