Hello Bhaiya , Aap bahut acche hai Jo Junior Engineer exam k Related Post preference ko kaise sahi orders me rakhna hai unke related Sahi information hum logo tak pahuchye. Iske liye Aapko Bahut sara Thank you 😊 Bhaiya aapne jo information post preference k regarding hum logo ko di hai hai vo genuine information hai Kai log is information ko Wrong tareeke se candidate ko bataye hai aur kai influencer aur RUclipsr ise PAID rakhe hai. Bhaiya maine us youtuber ko bhi follow kiya hua tha because vo RRB JE me selected hai kr k pr vo is genuine information ko Form filling k a Date End hone pr bata rahe hai To usme ek Candidate the vo bhi unko follow kiye hue the to bole ki last date end hone k baad batane ka kya faayda kr k To vo RUclipsr bolta hai ki Ye Paid valo k liye hai To candidate reply karta hai ki isme hum logo ka kya faayda kar k Usi k neeche mai ne bhi unke video par comment kiya ki aap ne (ATS CLASSES ) hame Post preference k regarding Genuine Guidance diya hai kar k aur aapko mention bhi kr diya tha aapke channel Ka name bhi us comment pr likha tha to us RUclipsr ne Us Comment ko delete kar diya. Kya Matlab Bhaiya Aise logo ko follow karne ka maine to Unfollow kar liya. Again Thanks Bhaiya Right Information dene k liye .❤
Sare RUclips Wale pagal bana rahe hai, sir ka video logical laga. Baki log ka video dekh ke to us bande ko bhi doubt hoga jisne kabhi wo job nahi ki hai.thank you sir for your true guidance ❤
Bhaiya mai aapke Puraane video ko dekhne k baad apna analysis karke post prefrance Diya hu....No Doubt aapne Bahut hi sahi aur Authentic jaankri di hai . Saath me RUclips pr kai aise leading RUclips Channel hai jo Post preference ko leke baccho ko Misguide kar rahe hai . Thank you ❤ so much bhaiya aapke purane videos se mere ko Post perfrance daale me help mili
Thanks sir mohit sir ne hi banai thi video.... Jissme TRD or track machine ko pahle rakhne ka bolta tha..... Pr apne bta diya ki konsi post ko pahle rakhna... Thank you sir........ ❤❤❤❤ Humko guidance dene ke liye
Bhai main Btech ke baad civils services ke prep me lag gya tha,ab soch raha hu rrb je me apply karu,kyu ki job chahiye lekin maine mechanical branch related kuch nhi padha last 5 saal,upsc/state pcs ka padh raha tha,ab mujhe kya karna chahiye aur konse post ke liye apply karna chahiye ? Plz guide me bro 🙏
Sir " Electrical post preference" wale video me aap bol rahe the ki General Services ki job jyada relaxed hoti h as compared to TRS/EMU...But is video me aap bol rahe ho ki GS jyada hectic h ?
Bhaiya mene electronics and allied engineering rrb je ke andar IT branch se form fill kiya hai please iska syllabus bta dijiye cbt 2 ka smjh nahi aa ra hai kuch
Sir maine pura youtube search krliya lekin kisi ne vi pura rrb je mechanical ka classes complete nhi ha..ye sab distraction hai sirf..aap please rrb je ka complete karwa dijiye
@@ATSCLASSES sir aap suggest kr rhe hai ki Kisi or board se abhi form bhr du or bad me mutual transfer se home state shift kr jau? Thanks for the suggestions
I am btech in electronics & communication. Last rrb je, i also gave but could not get selection. But this time when applied from rrb guwahati, then it is said you are not eligibile for any post. Even there are 58 vacancies in rrb guwahati for electronics general category. Why this problem? Please reply. Is it server issue
Vai electrical walo ko workshop , production unit mein Sunday ya fir nation holiday mein chuti milta hain?? Or ak isme night duty hota hain kya??plz reply
Sir ...jinka technical choot gya hai....wo mechanical me kaun se subject se pehale start karein...taki confidence build up ho jaaye aur asaani se cover ho jaaye ...aur sir mech me btaa dijiye kis sub se que jyada ataa hai.
Sir form me to (PU, Design and drawing and workshop) ek sath diya hai je mechanical design and workshop ke naam se hai to isiko top me rakhne par bhi workshop mil jayega kya sir?
Sir electrical me kewal UR me one post (Design & Drawing, Production Unit and R & D ) ki h aur mere category me es post par Zero vacancy h....hum soch rahe esko 1 st preference me daale aur 2nd 3rd 4th preference me apne category wale post ko bhar denge toh kaam chal jayega na... koi dikkat nahi hogi na
Sir mechanical ke liye TRS & EMU dept kaisa rehega ? Isko 2nd yah fir 3rd choice mein rakh sakte hai kya C&W se pehele Age jake koi problem ho sakta hai kya?
EMU&TRS , TRD ye sab electrical brance ka department hai jisme electric Passengers trains ki maitenance Kara jata hai , Aap mechanical ka hoke agar electrical ka kaam karna chahte ho to bhariye it depends on you..🤷🏻♂️
@@anupkumarsarkar5486 EMU workshop mein bhi mechanical components reheta hai sir je jaise bola peheli video per Mechanical equipment ke maintain karne keliye mechanical required to reheta hai yah per .
@@rahulmandal9084 Yess rehta hai but limited ..but C&W pure mechanical hai toh C&W hi pehle rakhna chahiye as a mechanical student...In my opinion General service, EMU&TRS se pehle Diesel mechanical, Diesel electrical ko rakhna chahiye.. Then EMU&TRS aur last me TRD...
Sir maine Chemical engineering se Diploma kiya hai or DSM post k liya apply karna chata hoo, Decipline mai toh Other engineering dalna padega or Sub stream mai kya dalu?
@@ATSCLASSES Thank sir sir zone select karne me bahot problem ho rhi hai kis zone me mere category ka jyada vacancy h ye nhi smjh aa rha h sir sab yahi bol rha h Mumbai me jyada h Kolkata me h but category wise dekhna jaruri h na sir Category wise kaise dekhu sir
Sir mere paas ssc je 2024 Centra ke format wala ST ka cast certificate hai to wo chalega ya fir rrb je wale format mein hi banwana padega sir reply please 🙏🙏
Bhai mujhe thodi se voice ki problem hai ( thodi se stammering h zyada nhi hai bilkul halki se) Mujhe koun se post preference bharni chaiye branch - electronic Reply kardo bhai
Sir mai Mechanical Engineering ( Automobile) se deploma kiya hu to mai treads me kya bharu Mechanical Engineering ya automobile bharu please reply me N
Sir diesel locomotives ka preference kya de. Or mechanical and electrical ki combined post prefer kaise rakhe . Kya mechanical Wale electrical ka koi bhi job(general services) ko Top ya phir 2nd or 3 rd preference de sakte hai please tell.
Sir mai apna signature sbhi marksheet(school,college) me hindi me hi kiya. To kya mujhe form fillup krte समय signature abhi bhi hindi me hi krna chahiye. Ya english me krna chahiye. Please reply sir 🙏🙏🙏🙏
Production unit aur workshop duty shift wise hoti hai, to kya production unit night shift me bhi hoti hai??aur workshop night shift me bhi hoti hai kyon ki shiftwise job hai?? Please reply kya night duty karna hoga??
Sir agar koi medical standard ke hisab se form bhare to koi problem nahi hogi na First EE c1 medical standard then mechanical c1 ,ec C1 ,s&T C1, store then ee,me,ec,S&T- B1,B2 continue.....
Agar first post prefrense ka medical standard clear nhi kr paye. To kya nikal diya jayega. Agar bad wali post ka medical clear kr liya to uske liye eligible honge...ya bhar, sir pls reply me...
Sir regarding category certificate...kaun se format mein dena parega.....the format given in the online pdf or the one which i have issued from my state.
आपने बिलकुल सही analysis किया।ये कोचिंग वाले सिर्फ student को पागल बनाते हैं
Yeh testbook wale hume pagal bana rahe hai😂
Aap ne jaise bataya tha pehle post preference wali vdo me waise hi bharunga..👍🏼👍🏼
Hello Bhaiya ,
Aap bahut acche hai Jo Junior Engineer exam k Related Post preference ko kaise sahi orders me rakhna hai unke related Sahi information hum logo tak pahuchye. Iske liye Aapko Bahut sara Thank you 😊
Bhaiya aapne jo information post preference k regarding hum logo ko di hai hai vo genuine information hai
Kai log is information ko Wrong tareeke se candidate ko bataye hai aur kai influencer aur RUclipsr ise PAID rakhe hai.
Bhaiya maine us youtuber ko bhi follow kiya hua tha because vo RRB JE me selected hai kr k pr vo is genuine information ko Form filling k a Date End hone pr bata rahe hai
To usme ek Candidate the vo bhi unko follow kiye hue the to bole ki last date end hone k baad batane ka kya faayda kr k
To vo RUclipsr bolta hai ki Ye Paid valo k liye hai
To candidate reply karta hai ki isme hum logo ka kya faayda kar k
Usi k neeche mai ne bhi unke video par comment kiya ki aap ne (ATS CLASSES ) hame Post preference k regarding Genuine Guidance diya hai kar k aur aapko mention bhi kr diya tha aapke channel Ka name bhi us comment pr likha tha to us RUclipsr ne Us Comment ko delete kar diya.
Kya Matlab Bhaiya Aise logo ko follow karne ka maine to Unfollow kar liya.
Again Thanks Bhaiya Right Information dene k liye .❤
Thankyou ❤️
Akdom sahi bole vaiya❤
Thank u dada
i filled the post preference after watched your videos ...keep guiding us thank you ❤
Superb sir,
Aisa video k liye.
Thankyou for correct information brother
Sir,SC Category walon ke liye Central caste certificate dena jaruri hai ya fir State wala hi caste certificate chalega😢😢😢😢😢😢😢
abhi jo hai usi se form fill kare
Sare RUclips Wale pagal bana rahe hai, sir ka video logical laga. Baki log ka video dekh ke to us bande ko bhi doubt hoga jisne kabhi wo job nahi ki hai.thank you sir for your true guidance ❤
What about Diesel Electrical and Deisel mechanical?
Post Preference ( Electrical)
1) Design nd Drawing Dept
2) Store
3) Workshop
4) General Service Department
5) TRS
6) TRD
Bhai production Unit ko koni prefrence me rkhe
For mechanical btado
Design me salary km hota hai bro
Bhut achha video Sir 🎉🎉
sir electronics trade bale kon c trade preference dale .... for girls
Bhaiya mai aapke Puraane video ko dekhne k baad apna analysis karke post prefrance Diya hu....No Doubt aapne Bahut hi sahi aur Authentic jaankri di hai .
Saath me RUclips pr kai aise leading RUclips Channel hai jo Post preference ko leke baccho ko Misguide kar rahe hai .
Thank you ❤ so much bhaiya aapke purane videos se mere ko Post perfrance daale me help mili
Kya misguide kiye btaiye
Thanks sir mohit sir ne hi banai thi video.... Jissme TRD or track machine ko pahle rakhne ka bolta tha..... Pr apne bta diya ki konsi post ko pahle rakhna...
Thank you sir........ ❤❤❤❤
Humko guidance dene ke liye
Thankyou sir ❤❤
Mai electronic se degree kiya hun..but
1- machenical
2- electrical
3-electronics
Preference dunga..✅
Bhai electronic brach ki post ko tik se explain q nhi kerte tum please explain it mire details post of prepration.,.
Bhai main Btech ke baad civils services ke prep me lag gya tha,ab soch raha hu rrb je me apply karu,kyu ki job chahiye lekin maine mechanical branch related kuch nhi padha last 5 saal,upsc/state pcs ka padh raha tha,ab mujhe kya karna chahiye aur konse post ke liye apply karna chahiye ? Plz guide me bro 🙏
Sir kindly suggest some resources...how to prepare for Technical portions... I'm from mechanical engineering branch....
Thanks you bro 🎉
Sir please ap electrical ka best post ka video bnaye ki medical ke according ya branch and number of vacancy dekh kr bhare ???
Sir " Electrical post preference" wale video me aap bol rahe the ki General Services ki job jyada relaxed hoti h as compared to TRS/EMU...But is video me aap bol rahe ho ki GS jyada hectic h ?
Sir civil engineering ke bare mein thoda batayein toh acha hoga .
मैं तो जिस दिन rrb je का फार्म भरना शुरू हुआ....उसी time, उसी दिन...फार्म भर दिया..post preference डाल दिया.... किस्मत ठोक के👍🙏🙏🙏🙏🙏
Kise zone se ....??
@@RohitSingh-bk1oi Mumbai
Good
tere jese ka selection hone ka bhi nhi hai
😂@@mohitkalyane4565
Sir please ek video permotion se related banai ki mechanical Kai kis department me permotion jaldi hota hai
Please sir
Sir colour vision hai post preference kaise kare mechanical se plz reply 👃👃
Thanks 🎉🎉🎉
nice mentor ❤
Thank you sir
Thanks alot brother
bhut achhi analysis ha sir
Mein automobile engineering se hu .... Par post code 5,4,7,8,16 yehi sirf 5 hi show ho Raha hai
Workshop aur production me shift duty hoti he kya bhai mechanical and electrical dono branch ke liye
Bhaiya koi application par बैच है क्या हिंदी me mechanical engineering
BHAIYA HAR BRANCH KE LIYE IK TABLET BNA KAR BTA DIJIYE PLEASE 🙏
Bhaiya mene electronics and allied engineering rrb je ke andar IT branch se form fill kiya hai please iska syllabus bta dijiye cbt 2 ka smjh nahi aa ra hai kuch
Sir Thermodynamics ke notes open nahi ho rahe, please send me.
Sir maine pura youtube search krliya lekin kisi ne vi pura rrb je mechanical ka classes complete nhi ha..ye sab distraction hai sirf..aap please rrb je ka complete karwa dijiye
secunderabad zone
1. design and drawing and production
2. stores
3. works and r@d
4. bridge and pwi
One of the best quality video....
mechanical patna me 99% to sirf track machine ki hi post hai...
Isme kya kre?
other board choose
@@ATSCLASSES sir mai home state me hi job Krna chahta hu lekin ye post pasand ki nhi hai
Ab smjh nhi aa rha hai kya kru
baad mein mutual transfer bhi hota hai
@@ATSCLASSES sir aap suggest kr rhe hai ki
Kisi or board se abhi form bhr du or bad me mutual transfer se home state shift kr jau?
Thanks for the suggestions
Sir obc NCL certificate central format and railway format dono me nikalna hai kya ??
Yadi main hometown se dur ka RRB select karenge to exam usi RRB me dene jana hoga ya hometown me?
Hi, Love uour videos, also wanna ask which dept will be suitable if I don't want to much transfer ?
Thanks
I am btech in electronics & communication. Last rrb je, i also gave but could not get selection. But this time when applied from rrb guwahati, then it is said you are not eligibile for any post. Even there are 58 vacancies in rrb guwahati for electronics general category. Why this problem? Please reply. Is it server issue
check your qualification details in the application form and add btech
Bhai Mera Mechanical Engineering hai .........
JE Workshop aur mechanical C & W me kya difference hai Puri video banao sir plz
Sir should we consider medical standards, while filling post preference.
Vai electrical walo ko workshop , production unit mein Sunday ya fir nation holiday mein chuti milta hain?? Or ak isme night duty hota hain kya??plz reply
Sir c&w aur r&d dono post ek hi m merge h isko workshop k baad prefer kr sakte h
Ya dms k baad rakhe?
Mechanical mera trade hai lekin electrical vala post preference show nahi kar raha hai, please help me 🙏🙏 koi iska solution bataye
Sir ...jinka technical choot gya hai....wo mechanical me kaun se subject se pehale start karein...taki confidence build up ho jaaye aur asaani se cover ho jaaye ...aur sir mech me btaa dijiye kis sub se que jyada ataa hai.
Engineering mechanics & SOM
Industrial Engineering
rdso mein jo mechanical and design hai mechanical ka uska batao ek baar
Sir, kya girls ke liye bhi isi sequence me bharna shi rhega, ya d&d and store ko phle dalna chahiye...
Please reply 🙏🙏🙏🙏
d&d
store
Maine ayse hi rakhha 😊
Sir ji please reply
Dms aur rdso me se kaun acha hai
Mechanical waalo ke liye??
RDSO technical job and DMS railway parts procurement.
Both post are official job.
RDSO posting in Lucknow.
@ATSCLASSES mechanical degree holder ke liye kya shi rahega sir ji
Rdso ya dms ?
Please reply
Sir form me to (PU, Design and drawing and workshop) ek sath diya hai je mechanical design and workshop ke naam se hai to isiko top me rakhne par bhi workshop mil jayega kya sir?
Sir mera diploma and btech h mechanical se. Post prefrerence kaise de rrb banglore se
Sir jo already job me h uske liye form fill karne ke time me kya dhyan dena hoga. Pls reply
Sir aapne trade ki taiyari knha se ki thi plz batye
Post preference par works ❤ zindabaad
Sir electrical me kewal UR me one post (Design & Drawing, Production Unit and R & D ) ki h aur mere category me es post par Zero vacancy h....hum soch rahe esko 1 st preference me daale aur 2nd 3rd 4th preference me apne category wale post ko bhar denge toh kaam chal jayega na... koi dikkat nahi hogi na
Kaun sa zone?
Sir mechanical ke liye
TRS & EMU dept kaisa rehega ?
Isko 2nd yah fir 3rd choice mein rakh sakte hai kya
C&W se pehele
Age jake koi problem ho sakta hai kya?
EMU&TRS , TRD ye sab electrical brance ka department hai jisme electric Passengers trains ki maitenance Kara jata hai , Aap mechanical ka hoke agar electrical ka kaam karna chahte ho to bhariye it depends on you..🤷🏻♂️
@@anupkumarsarkar5486 EMU workshop mein bhi mechanical components reheta hai sir je jaise bola peheli video per
Mechanical equipment ke maintain karne keliye mechanical required to reheta hai yah per .
@@rahulmandal9084
Yess rehta hai but limited ..but C&W pure mechanical hai toh C&W hi pehle rakhna chahiye as a mechanical student...In my opinion General service, EMU&TRS se pehle Diesel mechanical, Diesel electrical ko rakhna chahiye..
Then EMU&TRS aur last me TRD...
uppar ki kamai kisme h
😂😂
Nhi h
Mera colour vision hai kaun se board dale
Sir RRB JE CBT-2 Me scientific calculator allow karega kya?
Production unit or workshop mai shift konsi hoti hai ? National holiday hota h kya? Ya national holiday k naam par duty krke allowance milta hai
Sir Mumbai zone m
C&w r&d
Dms
Dono m pehle kaun prefer kare
dms
Iska mtlb dms sabse pahle rakh sakte h
@@nasreenkhan4691 dms,trs,then c and w
Sir post prefference galat ho gaya hai sir correction ho jayega
Sir maine Chemical engineering se Diploma kiya hai or DSM post k liya apply karna chata hoo, Decipline mai toh Other engineering dalna padega or Sub stream mai kya dalu?
Sir Form bharne me sub stream bharne bol raha hai usme kya bharu 😢😢😢😢😢 Electrical se hun
wo compulsory unhi ka hai jo sub group waale hai. core waale only apna discipline select kare
@@ATSCLASSES Thank sir sir zone select karne me bahot problem ho rhi hai kis zone me mere category ka jyada vacancy h ye nhi smjh aa rha h sir sab yahi bol rha h Mumbai me jyada h Kolkata me h but category wise dekhna jaruri h na sir Category wise kaise dekhu sir
Sir caste certificate for OBC
NCL kya format rhega ak ish pr vidio banaye
Sir BCA students k liye kon sa post bharna sahi hoga. Please suggest
Je Diesel mechanical aur je Diesel electrical me kya fark hai dono mechanical department me hai
Bhaiya kis zone se bhare kuch smajh me nai aa rha.. I m from bihar
Sir mere paas ssc je 2024 Centra ke format wala ST ka cast certificate hai to wo chalega ya fir rrb je wale format mein hi banwana padega sir reply please 🙏🙏
RRB JE wala DV ke time chhaiye.
bhai central ka format ek hi hota hai ssc ho ya railway smjhe
@@ATSCLASSES Thank you sir🙏
@@makeiteasy29 thanks bhai 👍
Bhai mujhe thodi se voice ki problem hai ( thodi se stammering h zyada nhi hai bilkul halki se)
Mujhe koun se post preference bharni chaiye branch - electronic
Reply kardo bhai
Sir mai Mechanical Engineering ( Automobile) se deploma kiya hu to mai treads me kya bharu Mechanical Engineering ya automobile bharu please reply me
N
mene jis Zone se form bhra hai vha sirf 2 EMU CAR SHED hai, jinme se 1 mere ghr k pass hai.. to kya me EMU TRS ko 1st pr rakh du ????
OBC ke liye jo NCL banana hoga woh kab banana hai abhi yah DV ke time plz bataiye??
Sir diesel locomotives ka preference kya de. Or mechanical and electrical ki combined post prefer kaise rakhe .
Kya mechanical Wale electrical ka koi bhi job(general services) ko Top ya phir 2nd or 3 rd preference de sakte hai please tell.
Bahiya maine 2018 bad technical nhu pda to kya muje rrb je ki tyari krni chiye kya ya muje chsl mts cgl ki trf jana chiye
Sir please ek help kr dijye mera result aa gya last semester ka par meri dgree nahi aayi toh us me passing date konsi barna hai ab..
Other zone se apne zone me aana ho to kya transfer possible ho jata hain kya railway me
After 10 years
@@mdmerajulhaque4008 or Narendra Modi ji ke kehne par kitne din me transfer ho sakta apne zone me
Civil ke bare me bhi bata dijiye sir
Rrb technician signal mei apply Kiya grade 1 . change kar sakte kya
Dear production unit me shift duty hoti h ya general shift
Plz answer jarur karna
Sir jis post me combine post hai usme pta kaise chlega ki kis post ke liye kitni vecancy hai
✌️✌️✌️
If eye sight not corrected mechanical post preference kaise denge....
Sir mai apna signature sbhi marksheet(school,college) me hindi me hi kiya.
To kya mujhe form fillup krte समय signature abhi bhi hindi me hi krna chahiye.
Ya english me krna chahiye.
Please reply sir 🙏🙏🙏🙏
Document verification me dikkat thodi hogi
aisa koi compulsory nhi hai. abhi jo sign update kariyega usko aage bhi use krna hai.
ha
Jounier engineer (ser) isko kaha rakhna hai?
Production unit aur workshop duty shift wise hoti hai, to kya production unit night shift me bhi hoti hai??aur workshop night shift me bhi hoti hai kyon ki shiftwise job hai?? Please reply kya night duty karna hoga??
Sir please list bana kar de di kiye
Sir me bahut pehle ka subscriber huu
Mera comment ka reply dena please
Works m 24/7 nhi hota evn night duty v nhi hota(excpt emergency)....I'm talking about civil department....
Sir agar koi medical standard ke hisab se form bhare to koi problem nahi hogi na
First EE c1 medical standard then mechanical c1 ,ec C1 ,s&T C1, store then ee,me,ec,S&T- B1,B2 continue.....
Agar first post prefrense ka medical standard clear nhi kr paye. To kya nikal diya jayega. Agar bad wali post ka medical clear kr liya to uske liye eligible honge...ya bhar, sir pls reply me...
Bhaiya mere paas provisional certificate hai usse form apply kr sakte hai na.. Av degree nai mila hai.. Plz response
kar sakte hai
@@ATSCLASSES thnx❣️
Electrical general vs S&T Telecomm konsa better hai? kisme work pressure kam ho and work life balance ho. Please tell
Promotion kis department me jaldi hota hai
Sir regarding category certificate...kaun se format mein dena parega.....the format given in the online pdf or the one which i have issued from my state.
Railway format will require at the time of DV.
इस format को अभी बनाना जरूरी ह या जब dv होगा तब banye । अभी circle officer वाला से चल जायेगा
@sanjeevtiwari1623 DV time