गीता से Life बदलो || Session-1 || GITA Made Easy Course || HG Amala Krishna Prabhu || ISKCON Dwarka

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 13 окт 2024
  • #gita
    #geeta
    #course
    #iskcon
    #bhagvadgita
    About ISKCON: The teachings of the International Society for Krishna Consciousness (ISKCON) are based on ancient Vaishnava scriptures: Srimad-Bhagavatam (commentary on the Vedas), Srimad Bhagavad-gita (the personal teachings of Lord Krishna), and Sri Chaitanya-Charitamrta (the teachings of Lord Chaitanya). The basic tenet of these teachings is that each living entity is an eternal spirit soul and has a distinct relationship with God, Krishna.
    L I K E | S H A R E | S U B S C R I B E | C O M M E N T
    _________________
    **Website - iskcondwarka.org/
    **Facebook - / iskcon.dwarka
    **Instagram - / iskcon.dwarka
    **Twitter - / iskcon_dwarka
    **Donate For Sudama Seva - bit.ly/33wPLhs
    Fill out the form to get blessings from Lord Krishna on your birthday and Anniversary-
    docs.google.co...
    If you want to share your heart out, call us - at 9971766666

Комментарии • 81

  • @kunalpradhan__3103
    @kunalpradhan__3103 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna ❤❤❤

  • @komalkohli7331
    @komalkohli7331 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna Bhagavad Gita is spritual science,gita help us in this life and after this life also.
    Result of reading bhagavad Gita is ki insaan bhakth ban jata hai.parbhupada ji ne bhut Tapasya karke ye gita lekhe hai humare liye in easy language jo Hume aashani se samaj aasake
    Books are the basis,purity is the force , preaching is the essence , utility is the principal
    Gita hume padne ke sath sath Jevan mai apply bhi karni cahiye. Bg (6.5, 6.6) The mind is the friend of the conditioned soul, and his enemy as well.For him who has conquered the mind, the mind is the best of friends; but for one who has failed to do so, his mind will remain the greatest enemy. Gita huma self realised karati hai. Jai

  • @shweta550
    @shweta550 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna parbhuji dhandwat pranam, prabhuji thankyou for such a beautiful lecture❤
    What i learned from this lecture are :-
    1.Bhagwatgita is not a religous book it is a spirtual sciene
    2.Bhagwatgita is the summarry of all the scriptures (vedas,upanshid...)
    3.this imperant book is readen by many schoolars such like Albert's Einstein
    4.bhagwatgita give us the ways by which we should live our life...
    5.shri Krishna the Supreme personality of God head for his devotee can also becam the "Pratisarthi"

  • @ag.n.21
    @ag.n.21 6 месяцев назад +2

    Bhagavad Gita should be heard from a self-realised soul. Iskcon has given us the most safest haven to rely for the matter. 🙌
    We go through so many manuals, only if we read the manual for ourselves as well, efficiency of life will be eminent. 💎

  • @omveersingh5062
    @omveersingh5062 6 месяцев назад +1

    हरे कृष्ण🙏🙏🙏🙏🙏 प्रभु जी मैं भी पहली बार

  • @meenu9883
    @meenu9883 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna dandwat pranam
    Prabhuji,
    Bhagwat Geeta is a science which tells us about how to deal with relationships and many more things like time management. Vikram Sarabhai was also inspired by Bhagwat Geeta. Bhagwat Geeta tells us that we are not a body we are a soul .
    Hare Krishna 🙏🙏

  • @Preeti123-v2m
    @Preeti123-v2m 6 месяцев назад +2

    Hare Krishna prabhuji Thanks for give the knowledge of bhagwat Geeta bhagwat Geeta ko simple language m samjhne k liye right bhagwat Geeta spricutal science bhagwat Geeta m hamari har problem ka solution h bus usko samjne ki jarurat h aaj kal har field m bhagwat Geeta study hota h. Bare bare scientist bhi bhagwat Geeta ki help se agee bare Geeta humae sirf darmik to bnati h balki jeewan ko agee barti h priem minister Narendra Modi isase best gift mante h logo ko dene k liye life ki har problem ka hal h isme Thanks to prabhupad ji iskon founder jinhonae humae y aacha book bhagwat Geeta as it's diya

  • @komalbedigupta8391
    @komalbedigupta8391 6 месяцев назад +2

    हरे कृष्णा प्रभुजी 🙏 इस्कॉन द्वारका चैनल के माध्यम से हमे इतने सरलतम भाषा में भागवत गीता और भागवत सुनने को मिल रही है । अन्य विषयों पर भी जो वीडियो बनाए जाते हैं वे भी हमारे जीवन में बहुत लाभकारी सिद्ध हो रहे है। कोटि कोटि नमन और धन्यवाद 🙏

  • @RSahu-v6u
    @RSahu-v6u Месяц назад

    Hare Krishna hare ram ❤❤❤🎉🎉🎉

  • @KrishnaIskcontemplevlog
    @KrishnaIskcontemplevlog 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna prabhuji dandwat pranam 🙏🏻
    Hme roj Bhagwat Gita pdni chaiye...esme hume apne questions ke answers milte h..or bhagwan ke bare me jan skte hai

  • @jyotiyadav881
    @jyotiyadav881 6 месяцев назад +2

    Hare krishna prabhuji dandvat pranam
    भगवत गीता एक विज्ञान है ज्ञान ऑर विज्ञान मे भेद ह ज्ञान व्याख्या है और विज्ञान प्रयोग ह
    गीता सिर्फ़ आध्यात्मिक ग्रंथ नही है आध्यात्मिक विज्ञान है अपने जीवन मे अपना सकते हैंभगवत गीता मूल पर काम करती है. हरे कृष्ण ❤

  • @Priyankakumari-zi6nj
    @Priyankakumari-zi6nj 6 месяцев назад +1

    Hare krishna prabhuji ye sunke mujhe samjh aya ki hume daily routine me 20 minutes bhagwad gita jarur padhna chahiye
    kyunki ye ek aisa science hai jisse hume pta chalta hai ki life ko jina kaise
    Koi person ager bimar hota hai to medicine leta hai waishi koi person ager apne mann se paresan h to use padhke shanti milegi
    Jo soul hai uski medicine yahi hai jaha bhagwaan krishna hai wha vijay nishchit hai
    Jo bhagwaan ko apna mante hai wo gita ko swikar karte hai or bhagwaan uske jiwan me safalta dete hai

  • @deeptigupta252
    @deeptigupta252 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna prabhu ji dandwat pranam🙏Yahan aapne bahut sari important points bataye hai
    Bhagwat Gita(B.G)koi religious book nhi balki universal spiritual science hai jo hum apne day to day life mei problems ko solve krne mei apna sakte hain kyuki ye problems ke roots par work krti hai..
    B. G hame time and leadership management and hum ek acche leader and citizen kaise ban sakte hain, ke bare mei v batati hai.
    B.G logon ke hriday mei bhakti, shanti aur anand lati hai aur sare kasht ko dur krti hai.
    Isse pta chalta hai ki hum ye body nhi balki soul hain aur ye kabhi marti nhi..
    B.G mei btaya gya hai ki mann hamara friend and enemy dono hai to ise kaise control kare.
    B.G work krti hai how to achieve private victory par fir public victory to apne aap mil jati hai..
    Aise bahut sare aapne acche acche points bataye hain aur ise agar hum apne life mei thoda v apna lenge hai to hamare jivan sarthak ho jaegi...
    Thankyou prabhuji for such a beautiful lecture.. Hare Krishna🙏

  • @heenaarora-y2v
    @heenaarora-y2v 6 месяцев назад +1

    The Bhagwat Geeta is the perfect manual for life. It teaches us the perfect way of living life and how to make human life meaningful

  • @prakrutithedivineconnection
    @prakrutithedivineconnection 3 месяца назад

    Hare Krishna Prabhuji.... Dandawat Pranaam.....Thank you very much for uploading this series......Thank you very much ....

  • @komalbedigupta8391
    @komalbedigupta8391 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna Prabhuji 🙏

  • @anujrohal5166
    @anujrohal5166 14 дней назад

    Hare Krishna Prabhu Ji Thanks for Sharing

  • @ravalvinod7836
    @ravalvinod7836 6 месяцев назад +1

    🌹🌹🌹Hare Krishna🌹🌹🌹

  • @avantika-abhi
    @avantika-abhi 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna Hare Rama

  • @Aarifkha-os4vf
    @Aarifkha-os4vf 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna

  • @avantika-abhi
    @avantika-abhi 6 месяцев назад +1

    13:55 Hari bol

  • @akshitadhyani03
    @akshitadhyani03 6 месяцев назад +1

    The Bhagavad Gita is like our life manual. Just as Prabhu ji used to explain in his lectures, when we purchase electronic items, we typically read their manuals to understand how to use them. Similarly, the Bhagavad Gita serves as our guidebook for life. We can learn valuable lessons from the Gita on how to live well. It helps us understand our purpose and deal with life's ups and downs.

  • @KiranKumari-sx1jy
    @KiranKumari-sx1jy 5 месяцев назад

    Hare Krishna prabhuji shree charno ma bramber koti koti dandvat pranam hari bool Jay shrel Prabhu pad ki Jay bauth accha laga prachvan sub

  • @Rakshita23
    @Rakshita23 6 месяцев назад +1

    Bhagwat Geeta hum agyani badh jivon ko aatm sakshatkar karne me help karti hai, humare life ke day to day problem ko solve karne me help karti, bhautik jagat ke Moh Maya se nikalne me help karti hai, Hume apna jivan kaise jeena chahiye Bhagwat Geeta se pata chalta hai, isliye Hume daily Bhagwat Geeta jarur padhna chahiye. Hare Krishna, Hari bol

  • @UchihaBish
    @UchihaBish 6 месяцев назад +1

    Srila Prabhupada wrote Geeta for us low life's for our deliverance 🙏 Jaya Jaya🙌
    Hare Krishna 🙏

  • @manoranjansamal8017
    @manoranjansamal8017 6 месяцев назад +1

    Harekrishna🌸🌸🌸 GaurHaribol🙏

  • @thakurdassuryawanshi8615
    @thakurdassuryawanshi8615 6 месяцев назад +1

    Harekrishna dandvatpranam Maharaj

  • @tarunsharma5762
    @tarunsharma5762 6 месяцев назад +2

    Hare Krishna sangat ji

  • @HKHT
    @HKHT 5 месяцев назад

    HG AMALA KRISHAN Prabhu ji is a scientist in material world & very realized soul.

  • @NirmalSharmaLko
    @NirmalSharmaLko 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna hare Krishna Krishna hare hare ❤

  • @ganeshgaikwad2219
    @ganeshgaikwad2219 6 месяцев назад +1

    Hare krishna Dandvat pranam prabhuji

  • @MahyavanshiHetal
    @MahyavanshiHetal 6 месяцев назад +1

    HARE KRISHNA

  • @Harykrishna108
    @Harykrishna108 6 месяцев назад

    Hare krishna Prabhu jee

  • @shobhakumari34
    @shobhakumari34 6 месяцев назад +1

    Hare krishn hare krishn krishn krishn hare hare

  • @rakeshgoel6878
    @rakeshgoel6878 6 месяцев назад +1

    Hare krishn Prab ji dandwat pranam

  • @SoniaNegi-i7b
    @SoniaNegi-i7b 6 месяцев назад

    Hare Krishna prabhuji 🙏 Panchang pranam. A very knowledgeable lecture about Bhagwat Gita Your powerful examples really make Gita easy to understand. Koti koti pranam...🙏🙏

  • @indarsinghrajpurohit631
    @indarsinghrajpurohit631 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna pabuji

  • @yogenderkumar6546
    @yogenderkumar6546 6 месяцев назад +1

    Hare krsna❤

  • @todayisagift2458
    @todayisagift2458 6 месяцев назад +1

    Panchang pranaam

  • @sabujdebsharma5980
    @sabujdebsharma5980 16 дней назад

    Haribol ❤❤❤❤

  • @tarunsharma5762
    @tarunsharma5762 6 месяцев назад +1

    Jai Shri Krishna

  • @ganeshgaikwad2219
    @ganeshgaikwad2219 6 месяцев назад +1

    Bhagvat gita is manual book for living beings

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 6 месяцев назад +1

    Pranaam Prabhuji🙏🙏🙏🙏🙏

  • @BinaShrivastava-d1i
    @BinaShrivastava-d1i 6 месяцев назад

    Hare krishan prabhu ji❤❤

  • @laddugopal2021
    @laddugopal2021 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna prabhuji 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @SougataSyonku
    @SougataSyonku 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna prabhuji. Dandawat pranam.

  • @roshniraiwar7460
    @roshniraiwar7460 6 месяцев назад +1

    Bhagavad geeta se mujhe ye pata chala hai ki life me hume kya karna h Or kese karna humare karmo Or darm ke baare me khud shree krishna h hume bataya h

  • @SudhaSaini-ml9rq
    @SudhaSaini-ml9rq 6 месяцев назад +1

    Hare. Krishna ..Prabhu ji. 🙏 dandvat pranam ..🙏

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna🙏🙏 Prabhuji🙏 Dandwat🙏 Pranaam

  • @MukeshSharma-sc4pe
    @MukeshSharma-sc4pe 6 месяцев назад

    Radhey Radhey ji 🙏♥️

  • @kunalpradhan__3103
    @kunalpradhan__3103 6 месяцев назад

    hare Krishna ❤❤❤

  • @savitakhullar329
    @savitakhullar329 6 месяцев назад

    Vry TRUE

  • @NishaKumari-ce4uy
    @NishaKumari-ce4uy 5 месяцев назад

    First radhe radhe

  • @ginnibhawaria2001
    @ginnibhawaria2001 6 месяцев назад

    First time

  • @SudhaSaini-ml9rq
    @SudhaSaini-ml9rq 6 месяцев назад

    First.

  • @PoojaShigam-z2k
    @PoojaShigam-z2k 22 дня назад

    1st

  • @kiranpatil24
    @kiranpatil24 5 месяцев назад

    First

  • @sachinsharma9746
    @sachinsharma9746 6 месяцев назад

    SIR GEETAJI KA GYAAN KISNE DIYA HAI ,HARE RAAM HARE KRISHNA GEETAJI MEIN KAHI BHI BHAGWAAN NE JAAP KRNE KE LIYE NAHI KAHA

    • @RiyaMishra-gj3to
      @RiyaMishra-gj3to 6 месяцев назад

      Bhagvan ne geeta ji me om .. nam ka jap karne ko kaha he...or kyunki hare Krishn maha mantra me om ke sare dwani he isliye hame Jo guru ke dwara mantra milta he uska jap karna chahiye...hop your doubt is clear now...hare Krishn 🙏🚩

    • @sachinsharma9746
      @sachinsharma9746 6 месяцев назад

      Kya bhai krdina baccho wali baat silavous mein likha hai 2-2=0 ,or aapka teache padha Raha hai 2-2=1 .to kese pass honge .result fail hoga na

    • @sachinsharma9746
      @sachinsharma9746 6 месяцев назад

      Kaha hai isme om.bhagwaan ne sirf om jaap ke liye kaha hai.or kuch nahi nothing.ye unka adesh hai or aap adesh Maan nahi rahe.krishna ko mante ho pr krishna ki nahi mante to vyartha hua na or paana krishna ko hai to kese milenge

    • @Jayprabhupad300
      @Jayprabhupad300 6 месяцев назад

      Hare Krishna prabhuji
      Dandwat pranaam 🙏
      Prasna puchne ke liye aapka bahut bahut dhanyawad
      Aapke pahle prasna ka uttar
      Geeta ji ka gyaan Kisne Diya hai ?
      Bhagwan Sri Krishna ne Apne bhakta Arjuna ko tatha ek guru ne Apne shisya ko.
      Proof - śiṣyas te ’haṁ śādhi māṁ tvāṁ prapannam - (2.7)
      Question - bhagwan ne Arjuna ko hi yah gyaan kyu Diya ?
      Kyuki Arjuna unke bhakt the tatha sakhya bhava me seva kar rahe the.
      Proof - bhakto ’si me sakhā ceti
      rahasyaṁ hy etad uttamam - (4.3)
      Question - ye Geeta ji ka gyaan kon, kyu aur kaise samajh sakta hai aur kaise?
      Is Gyan ko Bhakta samjh sakta hai kyuki bhagwan bhakt ko is gyaan ko samjhne ke liye buddhi pradaan karte hai.
      Proof - teṣāṁ satata-yuktānāṁ bhajatāṁ prīti-pūrvakam
      dadāmi buddhi-yogaṁ taṁ yena mām upayānti te - (10.10)
      Aapke dusre prasna ka uttar
      Bhagwan ne hare Krishna hare Ram ka Jap karne ke liye Geeta mein kahin bhi nahin kaha?
      Bhagwan ne hame bhakti karne ke liye Geeta ji me baar baar kaha hai aur bhagwan ke pavitra namo ka jap karna bhakti ke 64 ango me se 1 hai.
      In 64 ango me kuch Anga bhagwan ne Geeta ji me bataye hai
      man-manā bhava mad-bhakto mad-yājī māṁ namaskuru - (9.34)
      Isi ko bhagwaan dobara bolte hai jisse hame iska importance samajh aaye
      man-manā bhava mad-bhakto mad-yājī māṁ namaskuru - (18.65)
      Bahut se Anya saastra hai jaha pe bhajwan ne apne pavitra namo ke jap ki mahima bataai hai
      Aur Geeta ji me bhi unhone bhagwan ke naam ka jap karne ko sarvasrestha bataya hai
      Proof - yajñānāṁ japa-yajño ’smi - (10.25)
      Jap karne ka artha hai bhagwaan ke pavitra namo ka jap karna
      satataṁ kīrtayanto māṁ - (9.14)
      Kirtan ka artha hai samuh me baith ke bhagwan ke pavitra namo ka jab karna.
      Aur yadi hame janana hi hai ki bhagwaan ne hame kya kaha hai toh iske liye bhagwaan hame pramanik guru ki sharan me jaane ke liye kahte hai
      Proof - tad viddhi praṇipātena paripraśnena sevayā - (4.34)
      Example - yadi koi aapko padhaai karne ke liye bole to iska arth hai vo aapko likhne,padhne aur yaad karne ke liye bol Rahe rahe hai kyuki ye tino padhaai ki ang hai usi prakaar bhagwaan hame bhakti karne ke liye bol rahe hai iska matlab bhakti ke 64 ango ka palan karne ke liye bol rahe hai.
      Yadi aapko aapke prasn ka uttar nahi Mila to mujhe maaf kare.
      Hare Krishna
      Jay srila Prabhupada

  • @ganeshgaikwad2219
    @ganeshgaikwad2219 6 месяцев назад

    Gauranga

  • @JoySingh-y6b
    @JoySingh-y6b 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna 🙏 🙏
    Hari Bol 🙏 🙏

  • @avantika-abhi
    @avantika-abhi 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna Prabhu Ji

  • @subhraankur8607
    @subhraankur8607 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna pravu ji pranam

  • @SOMI-y2w
    @SOMI-y2w 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna prabhu ji dandwat parnam

  • @anjubiradar7534
    @anjubiradar7534 4 месяца назад

    Hare Krishna

  • @noopamgoyal8624
    @noopamgoyal8624 3 месяца назад

    1st

  • @himanshukanojia8011
    @himanshukanojia8011 6 месяцев назад

    First

  • @VarunPant
    @VarunPant 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna 🙏

  • @priyarana7707
    @priyarana7707 6 месяцев назад +1

    Hare Krishna 🙏🏻

  • @RoonamYadav-q3n
    @RoonamYadav-q3n 6 месяцев назад +1

    Hare krishna prabhuji
    Dandavat pranam

  • @ChandniGehlot-j8f
    @ChandniGehlot-j8f 6 месяцев назад

    Hare Krishna

  • @HareKrishna-wo2kp
    @HareKrishna-wo2kp 6 месяцев назад

    First

  • @anitagupta9039
    @anitagupta9039 6 месяцев назад

    First

  • @reenakarn1661
    @reenakarn1661 6 месяцев назад

    First

  • @annu7857
    @annu7857 6 месяцев назад

    First

  • @smrutiprangyachhotaray
    @smrutiprangyachhotaray 6 месяцев назад

    First

  • @rohtashsingh5576
    @rohtashsingh5576 6 месяцев назад

    First

  • @Alone_Somen
    @Alone_Somen 6 месяцев назад

    First