Hiba TamleekTo Son Depriving Daughters

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 окт 2024

Комментарии • 36

  • @mujibabbasi
    @mujibabbasi 2 месяца назад +2

    Sir please make correction: High Court overturned the lower court judgments and thus this Supreme Court leave to appeal was filed against the High Court order by the lady appellant.

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад +1

      Thanks for your valuable time brother

  • @lartih
    @lartih 2 месяца назад +3

    وراثت مانگنے کیلئے 'کاز آف ایکشن' شروع ہونے کے بعد چھ سال کی limitation پیریڈ کیا درست ہے؟.

  • @AmirSohail-h9x
    @AmirSohail-h9x 21 день назад

    Sir hiba kia hoa gift agy kisi or ko gift kr skty hn kitny time k bad kt skty hn

  • @englorott5333
    @englorott5333 2 месяца назад +2

    Walayekum Assalaam

  • @waqasghani4369
    @waqasghani4369 19 дней назад +1

    Aoa sir Meri mother 2 sister hain ar aik bhai tha inka jo foot ho chuka nanay ny warasat nae the ki kisi ko bhe ab agr sisters apna hissa laina chahti hain to kya remdy ha Zameen zari ha ar Mamo k byty kasht kr rahy hain

  • @RanaFaisalKhalil-cj6iu
    @RanaFaisalKhalil-cj6iu Месяц назад +1

    Sir mery sosar ny apni beti k naam jo k meri b.v hy sale deed sy preper ki registry or intiqaal karwa diya hy or wasiyat b register karwa di hy to ab bety koi kanoni karwai to nai kar sakty na???????

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  Месяц назад

      If the registered deed is gift or Tamleek then you would be having legal justification to get that property and possession is very important if it is a will then it can be challenged because of a Muslim can only be given up to 1/3 to a legal air

  • @MuhammadUmar-u6z
    @MuhammadUmar-u6z 2 месяца назад +2

    Sir Mera question ha ky ik dada apny potay Yani apnay betay ky betay ko ik property tamleek karta ha os time per pota 2 sall ka ha or wo dada fohot hojay or jab pota Jawan ho to wo os property ko kasay apnay name per Kar askatha ha ..? Property tamleek stamp paper ky zariya ki ha ..?

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад

      Civil suit kar k wo apnay nam kar sakta hai

    • @MuhammadUmar-u6z
      @MuhammadUmar-u6z 2 месяца назад

      ​@@QasimbinSajjadSir ? Wareesen nahi manthay us stamp paper ko ab Kiya karay ?

  • @insharajpoot14
    @insharajpoot14 21 день назад +1

    AoA
    sir humary bhai ny chup k humary abu sy 2 akd zameen apny naam krwa li abu ki death ho gai h wo zameen shrow sy humary qbazy m h isi wja sy bhai ny abu sy chalaki sy apny naam krwa li h abi bi humary qbazy m hn hum 2 behny hn ab humy pta chla h k yeh zameen bhai ny apny naam krwa li h to kia hum apna hisa ly skti hn ya ni?? Tamleek ki h

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  21 день назад +1

      @@insharajpoot14 w salam , ap usko challenge kar saktay qabza ap k pas hai ap ki favor mn hai

    • @insharajpoot14
      @insharajpoot14 21 день назад +1

      @@QasimbinSajjad thanks

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  20 дней назад

      My pleasure

  • @abdulhaqhuq6061
    @abdulhaqhuq6061 Месяц назад +1

    Sir AP se bat ho sakti ha

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  Месяц назад

      Yes, you can call on WhatsApp 0300 876 1995

  • @noormairaji8639
    @noormairaji8639 2 месяца назад +2

    اگر کوئی شخص زمین بیٹوں کو ہبہ یا تملیک کردے اور بیٹی کو نہ دے تو بیٹی عدالت جا سکتی ہے

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад

      Agar beti ko pehlay likh kar nhn di tu unki zindagi mn nhn ja saktay jaein tu wo phir bayan smdey dein gay

  • @muhammadarifriaz8063
    @muhammadarifriaz8063 2 месяца назад +7

    سر جی 1945عیسوی میں نانا نے ماموں کے نام زمین کر دی تھی نانا فوت ہو گیا ہے ماموں بھی فوت ہو گیا ہے میری والدہ حیات ہے تو کیا اب میری والدہ اپنا حصہ لے سکتی ہے پلیز سر جی گائیڈ کر دیں

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад +3

      Allotment tu mamo k mili thi , ab ap ki ami ko kese milay gi

  • @babersarfraz2370
    @babersarfraz2370 2 месяца назад +2

    Aslamualikum bhai aik case ha is ka bhi bata day
    1 baap kay 3 betiyan aur 3 betay ha ye jo 3 batiyan ha ye apas ma mili hui ha aur unhunay baap per roop daal ker ghar aur bank ma jo paisay thay wo apnay name kerleye us ka baap bhi phir razi hugaya aur unhu nay aur baap nay milker 3 betu ko ghar say nikal diya ab iskay wakeel nay kiya chalaki ki bhen 3 thi usnay 2 kay name jaidad likhawai takay baat ma ye sawal na hu tenu beti kay name he q kiya betay bhi tu ha is wajha say chalaki say 2 beti kay name kiya aur qabsah bhi day day Authority bhi day di likin wo us ghar ma bhi reh raha ha
    Hum nay civil case kiya aur kuch din kiya jouge nay kaha walid zindah ha humnay kaha ha tu mana kerdiya jab maray tab ana ye keh ker 5 saal guzar gai
    Hamara wakeel kehta ha baap ki mout ka wait keru zindagi ma kuch nahi huga manay wakeel say kaha kay is ko cancel tu kerwai
    Baap ki age 85 ha aur 7 saal pehlay betiu kay name kerdi us ki halat aisey ha wheel chair per ata ha back bone toot gai bestar ma he huta ha uth nahi sakta
    Aur sab say barey beti 50 saal ki ha dosrey 44 aur teesri 40 kisi ki shadi nahi kerwai
    Kehta ha inki zabannay bhot lambi ha talaq leker ajaigi faidah nahi ha
    Ab aap batain kiya karain is ki zindagi ma dobara karain q kay gaip na ajaai bhot lamba jis tarha aap nay kaha
    Samjh ma nahi arahi kiya karain marnay say pehlay karain tu zindagi ma nahi milta likin cancell tu kerwa sakta ha na aik insaan 78 agae ma bemari ki halat ma apni jaidad apni betiu ko day betu ko na day demaghi tawazun dorust nahi kuch tu case daal saktey ha na kiya karain koi munasib hal batayr bhalay uski zindagi ma milay na likin canecel tu hu jo jaidad betiu kay name ki ussey ko wapis mil jai takay marnay kay baad sab ko shariyat kay mutabik hissa milay
    Aap rehnumai karain kiya kerna chahaye aur is ka faisla kiya aye ga marnay kay baad jaiad sab may shariyat kay mutabik milay gi ya nahi kindly request u answer my question

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад

      Afsos ki story hai lekin zindagi mn file karna kgalti ho gi

    • @babersarfraz2370
      @babersarfraz2370 2 месяца назад +1

      @@QasimbinSajjad thx for reply marnay kay baad karain gay tu mil jaigay q kay name bhi kerwaliya aur authority bhi day di ha ? Un kay haq ma faisla tu nahi ayega?

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад

      @babersarfraz2370 abhi kuch nhn keh saktay evidence par ho ga

    • @maliksafirkhan4633
      @maliksafirkhan4633 2 месяца назад +1

      can a person gift her/his rural property to few children in life and ignore other child due to bad bahavior.?? what is the time limit for lodging a civil case against beneficiaries .

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад +1

      @maliksafirkhan4633 iIn life , the suit will be iseless if donor os against them , may be of some value after death if alleged on the basis of fraud at the time of date of knowledge

  • @abdulshafychoudry3899
    @abdulshafychoudry3899 Месяц назад

    Wakeel hazrat aur judges dajiban koi Kam ne kerty

  • @DeenMuhammad-j8r
    @DeenMuhammad-j8r 2 месяца назад +1

    Sir g pehly he 98 percent betion ko walden ki property sy share nahin milta oper sy SC ny mohar sabat ker de. Sir g haq to haq hy bas lawyers or court ky hath agia masala. Haq to haq hy. Ye tamleek ye hiba. Behn faqoon main rahy bhai 4#4 per udan marin. Chahy to ya tha k haq hamasha qaim hy rehta hy. Aap survey kraen kitny betion ko haq mila hy. Wo bechari marawat main nuqsaan berdast kerti hen un ko dahara to chahy lekin rooti be chahy. Quraan ny haq dia hy kisi ko dabani k ikhtiar na hy. Aap late ho gy ?

    • @QasimbinSajjad
      @QasimbinSajjad  2 месяца назад

      Ziada tar faislay behn k haq mn hoe hn idhar behn ne case ko sabit karnay mn buri tarah fail ho hmgaye thi

  • @shafiqabdulhai1782
    @shafiqabdulhai1782 2 месяца назад +2

    سوال یہ ہے کہ شریعت یعنی قرآن وحدیث سے کیا فتویٰ ہے۔