Aj mene apke formule se blouse banai sach me 100%nhi 1000% pasent achhi bani hi,thank u so much,bhagwan apko lambi umar de,ar ap bahut tarakki kare,God bless u dear❤
Shoulder se taks point Jitna hai usse 2 inch ya 2 .1/2 inch add Karke niche belt ke liye marking karna padta hai.. lekin jo log beginners se vah Logon Ko yah taks point abhi Samajh Mein Nahin aaega main aap Logon Ko drafting Karke Uske bad Kaise taks point lete hai ,shoulder,Armhole,Kitna lena hai aur kitne me Katori lena hai Sab kuch grafting ke dwara aap Logon Ke sath shere korungi🙏
Mai same isi method se 44 size ki double ktori ki kting kr sakti hu dii plzz reply mujhe 44 size me blouse stitching krnap hai aap uski ki vedio uplao kro
Maine aunty ko isi size ki nap se blouse sil ke diya to uko itna nikla tuki psnd n aya or front ki neck bhi lambi psnd n aayi to mujhe ap dono ko thik krna ka formula btaye mam..
Fhir bhi tuki me kitna margin lungi jitna apne 2 silai diya h utna me ak silai de du kya....Shoulder ko 1 inch sil diya h fhir bhi unko neck deep lg rha h to apne front neck me 6.5 liya h to me 5.5 le skti hu ya 5 le lu kya di..
Tuki mein bhi problem a rahi hai shoulder mein bhi problem a rahi hai to Shayad uska blouse jo hai 40 size ka hai hi nahin Chhota size ke hoga to Chhota size ke video Dekhkar Uske bad cutting kijiye... aur front neck ka deep ap 5.5 Rakhenge to front side mein Katori Dekhne Mein bahut hi kharab lagega font size ka neck deep kam Lena Chahte Hain To uske liye princess cut boat neck blouse perfect hoga
Didi maine blause bnaya bhut accha silaya but bol rhi hai log ki belt upar chhadh ja rha hai thoda niche cutting kijiye😢 aapne jo 12inch pe mark lgaya kya 12inch1/2 rakhe to parfect hoga blause. Please reply me
Today i stitched my blouse following ur method...turned out perfect...Thanku for such a simple n easy method...
U explained it so well..
Thankyou..
Thank you so much 🙏🙏 apko meri video Pasand aye Hai .
👍 Nice
Thank you ❤️
Apki method bht atsa he mujhe bht atsa se somoj Aiya thank you 😊
Welcome ❤️
आप बहुत अच्छी से बताती हैं 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Thank you
Thank you so much diii finally itne dino se wait Kiya hua vedio aagayi 😊thanku
Welcome 🙏
Mujhe apke samjane tarika bahot achha laga thanku so much❤👌😘
Wow mujhe apka tarika bht achha laga and thank you so much for sharing with us 🥰
Mere video aapko Achcha Laga hai to like share and subscribe bhi kar dena thank you 🙏
Parfect blouse cutting and stitching
Thank you
Amazing sister and tq❤
Welcome ❤️
App ka cutting korney ka poses mujey acchi lagi.thank you very much.
Aapko Meri video Achcha Laga to thank U and most welcome 🙏
Nice video aapka tarika mujhe bahut pasand aaya
Thank you
Mam 34 size ka full sleeve cutting dijiye na plzzz 🙏🙏🙏
Allredy upload hai
Aj mene apke formule se blouse banai sach me 100%nhi 1000% pasent achhi bani hi,thank u so much,bhagwan apko lambi umar de,ar ap bahut tarakki kare,God bless u dear❤
Thank you so much ❤️ apko meri video Pasand aye Hai..
Bohut sundor
Thank you so much 💓
Your blouse cutting and stitching so nice and perfect,,,I love so much your video s,,,love from Chirang ❤️👌🥰
Thank you 😊 🙏
Aap bahut achhe se batayi katori blause sikhne ko mila
Thank you so much aapko Meri video Pasand aye Hai
Beautiful ❤️
Thank you
Vvv Nice 🎉
Thank you
Hlw di ap bhout jadah swt ho
Thank you
Point er sathe koto ad korte hobe size onujayi ektu bujhiye dile onek upokar hoy. Please ektu bujhiye dao .
Ok next video te
Nice video❤
Thank you ❤️
Beautiful
Thank you
Cute voice
Thank you
Very nice
Thank you so much 💓
👌👌👌👌
🙏🙏
Simple Sada blouse dikhaye isi size ka
Ok
front back dono me chota neck btayega lenth uski lambi hone chahiye 16 ya 17
@@purnimashaw2086 ok
Isi size ki front back dono chote neck ki video h
Yah blouse ke Jo Nek Hai vah Chhota Hai Jyada Bada Nahin Hai
@@priyabiswaspriyabiswas-uk4zj ok thanks di
Kya aap 4 tucks belt blause ko bhi batayengi mai jab bhi 4 tucks blause banati hu achhe se puff nahi banta
Okay next video mein dikhaungi
Agr me back ki lambai jyada krungi 17 to front 18 ho gya to front me tuck point 12 hi lena h ya usse jyda
12 hi dena hai
@@priyabiswaspriyabiswas-uk4zj ok thanku di
Pepar cutting me blause kemiti katiba
30 saej ka ktori balauj bata dijye
Already 30 size blouse cutting and stitching upload hair
👌👍👍
🙏🙏
Front part me jo apne 12inch liye iska formula kya he plz bataiye🙏🙏🙏🙏 aur kis kis size ke liye kitna lena chahiye plz reply dijiye
Shoulder se taks point Jitna hai usse 2 inch ya 2 .1/2 inch add Karke niche belt ke liye marking karna padta hai.. lekin jo log beginners se vah Logon Ko yah taks point abhi Samajh Mein Nahin aaega main aap Logon Ko drafting Karke Uske bad Kaise taks point lete hai ,shoulder,Armhole,Kitna lena hai aur kitne me Katori lena hai Sab kuch grafting ke dwara aap Logon Ke sath shere korungi🙏
❤❤
❤️
Baju cut samjh me nai aata hai thoda achhe se samjha sakte hai kya di.....!!!
Mai same isi method se 44 size ki double ktori ki kting kr sakti hu dii plzz reply mujhe 44 size me blouse stitching krnap hai aap uski ki vedio uplao kro
Aap isi method se 44 size ka blouse cutting kar sakti hai
Maine aunty ko isi size ki nap se blouse sil ke diya to uko itna nikla tuki psnd n aya or front ki neck bhi lambi psnd n aayi to mujhe ap dono ko thik krna ka formula btaye mam..
Tuki ko Thora jada margin rakhkar Silai kar lena aur shoulder thoda sa aur Silai kar lena to front side Ke Jo Neck Hai vah Upar uth Jayegi
Fhir bhi tuki me kitna margin lungi jitna apne 2 silai diya h utna me ak silai de du kya....Shoulder ko 1 inch sil diya h fhir bhi unko neck deep lg rha h to apne front neck me 6.5 liya h to me 5.5 le skti hu ya 5 le lu kya di..
Tuki mein bhi problem a rahi hai shoulder mein bhi problem a rahi hai to Shayad uska blouse jo hai 40 size ka hai hi nahin Chhota size ke hoga to Chhota size ke video Dekhkar Uske bad cutting kijiye... aur front neck ka deep ap 5.5 Rakhenge to front side mein Katori Dekhne Mein bahut hi kharab lagega font size ka neck deep kam Lena Chahte Hain To uske liye princess cut boat neck blouse perfect hoga
@@priyabiswaspriyabiswas-uk4zj ok thanku di
Thanku
Mam niche ka tuki katte time 9 inch kaha se liya
Jitna Hamara chest hota hai ..chest ko 6 se divide Karke Jitna nikalta Hai Vahi Katori ke liye margin lena padta hai
Bahut saral Tarika bataen didi
Thank you ❤️
Aap bahut acha sam jhati ho didi
Thankyou
Welcome
Ye ktori ka luch smjh nhi aaya didi ki ye do baar q bnate h
Kya aapne purana blouse ka map le kar blouse video upload Karo
Already video upload kiya hai aap jakor check kijiye
Naice
Thank you
Aapne waist ka measurement nhi liya ...
Maine Kamar ka measurement Nahin Liya Hai Jab Silai karungi tabhi measurement Lekar fitting ka Silai kar Dungi
40 size single katori blouse cutting and stitching please
Mere blause silne par armhole pe silai uper niche kyo hoti hai...
Kabhi Kabhi Ho Jaate hain lekin fitting to acchi aati hai to koi pblm nhi
Didi maine blause bnaya bhut accha silaya but bol rhi hai log ki belt upar chhadh ja rha hai thoda niche cutting kijiye😢 aapne jo 12inch pe mark lgaya kya 12inch1/2 rakhe to parfect hoga blause. Please reply me
12 inch rakhne se bhi blouse fitting asche Aati Hai, Agar hight thoda sa jyada hai to 12 .1/2" Le sakti hai koi baat nahin
Aap msg reply nahi ki 4 tucks belt blause ka vedio banane wala
Ha jorur bonaugi
Thank you 😊 aur usme front gala round shape me kaise aayega ye bhi bataiyega please 🙏🏻
Hi ..Ap kaha sa ho.
Assam ki Nagaon district hu
Apnr kotha sune bujhte parchi j apni akjon bangali,,
Ami ki thik bujhechi ?
He
बॅक लांबई 13/5 हे तो कितनी लेनी हे शिलाई मार्जेन लेनी कि नाही 🙏🏻🙏🏻
Aap to 14.5 inch lambai Le lena
Please
Aap ka fita halka tadha q rahta hai
বগলের কাছে ফুলে থাকছে কেন একটু বলবে
Valo kore sleeve cutting koren and fitting ta valo kore korben fule thakbena