Satya Narayan ji aapke terrace garden ki kuch baate mujhe bahut achchhi lagi jaise pot ka size and length jyada nahi hai dusri plant ki greenry mast hai mujhe aapke garden ke tips jaanna hai
Kya janana chahte hai aap., check your water quality, hard water is not good for plants, aur gamle ki upri satah jitna chauda hoga paudha utna achchha grow karega, mitti me ret (Balu) mix kijiye kam se kam 40%, pani gamle me rukna nhi chahiye, watering ke kuchh der baad nikal jana chahiye. kichen waste ka use kijiye
super Sir ji aapka Garden to ekadam beautiful hai pot Itna Chhote Hai tab bhi plant kitne healthy hai abhi tak Ham Yahi sochte the ki pot bahut bada hoga tabhi plant Bada aur Sundar hoga please Ham sab Ko Bhi Kuchh tips de

i dont use special soil, I mix sand atleast 40% and in the month of february when I prun roots, i keep out soil from all pots and mix them and after that i fill all pots after root pruning.
Garmi me 2 baar morning and evening/ other season me 1 baar morning me/ winter me agar doop hai mitti dry ho rhi hai to 3-4 din me otherwise mitti ki stithi dekhkar watering karta hu, sath hi agar mitti dry ho rhi hai winter me to 8 din me sarso ki khali ka pani deta hu leking mitti sukhi honi chahiye
3:39 ye nakli shami ka podha hai ye shami nahi Veer Taru ka podha hai jo same shami jaise hota hai iske flower starting me purple hai jo ko Veer Taru ka hota hai Shami ka phool pura yellow hota hai
@@DelhiDudes thank you. Sir shortcut bhi hai jab aap hamare terrace ka video 📷 शूट करेंगे मुझे लगता है उसी दिन मेरा चैनल भी ग्रो करेगा साथ ही subscriber भी...आपसे अच्छा कुछ और नहीं हो सकता मेरे चैनल ग्रो करने के लिए. मेरे शब्द अच्छे नहीं लगे तो माफ कीजिएगा please..
Beautiful 🎉🎉🎉🎉
Bhut hi sundar
Sir please aap pot kese banate hain please us pr ek video banane

@@satyanarainmaurya4881 bahut bahut dhanyvad aapka itni acchi Jankari dene ke liye
thanks
Sl kaise prepare kare ish pe bhi video banaye plz.
i dont use special soil, I mix sand atleast 40% and in the month of february when I prun roots, i keep out soil from all pots and mix them and after that i fill all pots after root pruning.
Soil km hy amaizing.but pani kitni bar dalty hyn ye bhi bta dyn.very informative.thanks again
Garmi me 2 baar morning and evening/ other season me 1 baar morning me/ winter me agar doop hai mitti dry ho rhi hai to 3-4 din me otherwise mitti ki stithi dekhkar watering karta hu, sath hi agar mitti dry ho rhi hai winter me to 8 din me sarso ki khali ka pani deta hu leking mitti sukhi honi chahiye
श्री मान जी आपके हर वीडियो में भजन गाने की आवाज आ रही है
3:39 ye nakli shami ka podha hai ye shami nahi Veer Taru ka podha hai jo same shami jaise hota hai iske flower starting me purple hai jo ko Veer Taru ka hota hai Shami ka phool pura yellow hota hai
Ek or reason hai plants ki growth ka k dhoop direct nhi h podho par
ये पीछे से गीत गाने की साउंड क्यू आ रही है?
Kafi der se mai bhi Yahi Soch rahi thi Shayad pados Mei Kahi shaadi Hogi 😅
bagal me bhajan ka program the us din
Sir मेरे भी terrace gardening start ki hai चैनल को कैसे ग्रो करे और subsciber कैसे बढ़ाए
make lots of video