Agar hame pura destination station tak nahi jana ho us train me toh luggage bike book ho sakta h r stop sirf 5 min ka ho aur raat ka 4 baje aata ho wo station
Sir apne sab ata diye video me par ek query ye he ki agar train ka destination stop me halt 5 minute ka he to bike ya scooty utaarne me late to nahi hoga unko or wo gaadi aram se utar to denge na as a luggage
Thanks Brother very much collective information Meri 5th aug 2022 ki bandra to delhi A/c ticket he kya me us me meri bike dal sakta hu or usi train me dalna ho to muje kitne time pahle jana hoga N agar nahi to parcel me gadi Sefty he Bandra k jo agent he vo muje 3500 costing bata rahe he jab ki meri Pulsar 220 bike Sirf 150kg ki he so une dena vajib he ya officer se baat karna please reply me asap🙏🙏🙏
Sir mai abhi Rajkot me or jharkhand se bike magwata hun to Jo waha selip milta hai ov resive karne phone me photo dikha k risive kar sakte hai ya original dikhana padega
Sir aapke video dekhe maine Sabhi jankari ekdam sahi se dedi aapne😊 Ek chotasa sawal tha ke kitna time train rukegi utarne ke liye agar ham bike as a luggage hamare sath leke jate hai to, Kahi bike utare bina train next station gai to kya koi charges lagakar vo fir se bhejenge kya? Ya train bike utarkehi aage jayegi Plzz reply😊🙏🏻
Bhaiya plse answer Mein jis gadi se book Kiya tha woh dusra gadi me bhej diye woh bhi dusra destination mein kya mujhe unhe kuch paise deke jaldi load karwau kya
aap ne to information sahi di hai but Ek aur bat bataye ki kis type ke railway station pe ye sabhi suvidhaye yani parsal ya luggage ka subhadra uplabhdhai
Is website me list mil jayegi parcel.indianrail.gov.in/ . Fir bhi smjh naa aaye to 139 me call karein - Rail madad . Highly active staff in Indian Government. ☺️
Original bhejna jaruri hota hai. Generally 90% log gaadi me hi kahi rakh k hi bhej dete hai. Taaki waha pahuch k bta dein ki original bilty bike k is kone me rakhi hai. Ab aap nhi rakh paaye hain to courier kr dijiye. Jldi hi. Kyuki late honge to waha late charge le lenge.
Bike, scooty ya cycle..train ke chalne se ya jhatka lagne se gir jaate honge parcel van ke andar. Kya kbhi aisa hota hai? Toh uss nuksaan ke paise koun dega??
Sir Mai bahut paresaan please reply zroor dijeyega mera bike hai Suzuki Gixxer 155(wight140)almost distance hai2400km Aur Mai ise bhejna chahta but mai Saath mai nahi ja sakta to train Kaise bheje kya bhejna possible bina Saath jaake
Bhai m same day par apni bike ko luggage me lekar jyuga to uske liye muje phale railway walo se baat krni hai ya same day par jis din meri ticket ussi time pe sab ho jyega bhai please reply!!!
Bhai electric scooty ko train me lana he ..pr na to us ki R.C hoti na hi koi scooty ka Number hota. Na hi koi insurance hota kya hm hus ko v leja sakte he...100 k.g scooty ka weight hoga hor 200 K.M tak le jani he hus pr kitna khrcha aaye ga... Btna bhai sb confirm kr k ...
Bro mera ticket kalyan se Gaya station tak ka hey but mujhe pcoi station pe hi uttarna hey bike or mujhe bhi kya keru pnr mey tho aage tak ka hey or NOC required hey kya??🙏
Hii, agar mere pass Maharashtra ke no. ki bike hai or mujhe permanent delhi main shift hona h to, kya koi issue hoga agar me maharastra ki gadi delhi me use kru for long life
Nhi bhai waise to koi dikkat nhi hoti. Car walo ko dikkat hoti hain. Waise ye topic aapka RTO related hai. To exact Information aapko RTO wale bta payenge.
Bhai ye RTO related question hai. Karnataka state me iska tax pay krna hota hai. Police pakdi to challan ho skta hai. For more information please contact your nearest RTO agent or office. Before taking up your vehicle to bangalore. Thanks
Bhai meri ko bike vagne he to me parsel office giya tha usne bola dairet train nahe he us rutme usne bola Lt prosses me bike pathana parege ya Lt prosses ka he please expanded
brother jammu se delhi train hai phir delhi se guwathi hai 2 alag alag train hai to language main book ho jyegi ya direct train hona zaruri hai kya... plz clear krna
First of all thank you, your video was very informative.I have royal Enfield bike..I want to send my bike Mumbai to Lucknow ... I want to go with luggage becouse I want my bike with me on same when I reached ....so Do I need to remove the side guard of the bike?
Gaadi owner abhi bhi wahi hai . Isliye uski sign aur uska aadhar card lagega. Nhi to uska aadhar card aur aapka aadhar card aur ek letter jisme owner likh k de ki meri gaadi train me bhejwne k liye mai anumati deta hu. Parantu kai office me ye bhi nhi chalata. Depend upon mood of officer
Agr usi gaadi me jagah rahi to aapke sath hi chale jayegi. Aur destination me pahuch k 30 min me le skte ho. Kyuki aapke sath sath gaadi bhi luggage wale dabbe se utarti hai. Fir parcel office me jaati hai aur waha entry hoti hai fir aapKo milti hai. Kabhi kabhi 1 hr bhi lg jaate hain. Pr usse late hua to smjho sarkari aadmi abhi bhi dhila hai.
Sir what was the condition of the bike...... Sahi se pahuch to jaati hai na Aur bike luggage ki tarah le Jana k liye kitne hr pehle bike le ker luggage office me pahuchna hoga
Hii ...meri bike finance ki hai...or uska rc book abhitak nahi aya hai...or muze wo gadi as a luggage le jani hai...nanded se pune 600 kms ...kya le ja sakte hai? Please bata dijiye...kyu ki aap ne jo documents bataye hai wo pure nhi hai isiliye.... confused hu??
Sir ji agar scooty mere kaka ke name per hai and mere paas hai for used and all... to agar mujhe as a luggage send krni hai to documents mein Jinke name ki gaadi hai unke name ka adhar card ki xerox copy..... or rc book ki xerox copy and mein travell krunga to woh ticket ki copy ok na?
Jinke naam ki gaadi hai unke hath ka letter with sign bhi mangte hai. Rule k according to gaadi wahi le jaa skta hai jiske naam pr hai. Pr kaka ki hai to aap letter likhwa lijiye
@@mridulrgupta haanji but i talked to all the mostly mumbai city stations they said in these documents modtly. Jinki gaadi hai bus unka adhar card or any id card ki copy lelo then its fine😄.. kyunki sir ji india mein aese kitne bikes hai jo chalata koi or hai and name per kisi or ke hai so😄
bhai ek doubt parcel se agar veja to kitna time baad tak collect kar sakte hai..matlab 20 apr ko parcel kiya,21 ko mera train hai ,23 ko howrah pahunchayega.. 48 hrs tak free hai suna hai mene parcel ka parcel supervisor bola shalimar k lie special parcel train chalti hai daily usme vej dene..howrah k liye fully loaded trains hai 3,4 din v lag sakta hai depending on space khaali in train isliye luggage booking karne k bajaye parcel booking sahi rahega bola.. shalimar to howrah bike se 15 min lagta hai
Next day se extra charge lene lgte hai. Bhale vo aapko inform na karein ki parcel aa gya hai. Pr fil bhi apni or se extra charge laga dete hai. Overall sarkarkari kaam me hume hi puri tarah se sawdhan hona pdta hai. Isliye jis din parcel pahuche usi din uthwa lijiyega. Aur agr parcel kaha hai puchna ho to. Rail Madad me call kr k puch skte hai. Waha service acchi hai. kyuki vo kisi private ko theka diye hai. Isliye yahi accha hoga ki sb private ho jaaye. Km se km kaam samay pe aur acche se to hoga.
Apne sath lejana ho to luggage. Agr bhejwana ho to parcel. Process aur train ka dibba sb same hota hai. Luggage jldi jayega. Parcel der se. Luggage mehanga hoga parcel sasta. Urgent na ho to parcel me bhej dijiye. Aap nhi jaa rahein hai to.
Pura video dekhenge to maine btaya hai. Saman me hi ek jagah stick kr dijiye. Aur uski photo click kr dijiye. Aur lene wale ko bta dijiye ki is parcel me yaha pr builty rakhi hai. Ya to courier karwaiye. Kyuki parcel to original bilty se hi milega.
Dear Bhai Sahab
Buhat Hi Betreen Video
Buhat Sahi easy perfect Samjhaya Aap ne video me
Aapka dhanyawad ,meherbani,
Shukriya, thank you ,
Bahut bhaut dhanyawad aapne sarahna ki. Aapka aabhar. Subscribe kr k protsahan badhaye rakhe. 🙏
Shukriya bhai. Aap jaise logo ke vajah se information mil jaati hai.
Agar hame pura destination station tak nahi jana ho us train me toh luggage bike book ho sakta h r stop sirf 5 min ka ho aur raat ka 4 baje aata ho wo station
Sir apne sab ata diye video me par ek query ye he ki agar train ka destination stop me halt 5 minute ka he to bike ya scooty utaarne me late to nahi hoga unko or wo gaadi aram se utar to denge na as a luggage
Thanks Brother very much collective information
Meri 5th aug 2022 ki bandra to delhi A/c ticket he kya me us me meri bike dal sakta hu or usi train me dalna ho to muje kitne time pahle jana hoga
N agar nahi to parcel me gadi Sefty he
Bandra k jo agent he vo muje 3500 costing bata rahe he jab ki meri Pulsar 220 bike Sirf 150kg ki he so une dena vajib he ya officer se baat karna please reply me asap🙏🙏🙏
Tren me bhejne se pele kab jma kare and kab le sakte he
Boss bike ka jo value likhni hai..Vo jis mrp pe kharidi thi vo likhi hai ya current value ?How will i calculate current price?
Sir mai abhi Rajkot me or jharkhand se bike magwata hun to Jo waha selip milta hai ov resive karne phone me photo dikha k risive kar sakte hai ya original dikhana padega
Bhaiya better kon sa hai phir parcel ya luggage. Jaise mujhe lko se bhopal le ke jana hai aur mai bhi train me jaunga.
Sir aapke video dekhe maine
Sabhi jankari ekdam sahi se dedi aapne😊
Ek chotasa sawal tha ke kitna time train rukegi utarne ke liye agar ham bike as a luggage hamare sath leke jate hai to,
Kahi bike utare bina train next station gai to kya koi charges lagakar vo fir se bhejenge kya? Ya train bike utarkehi aage jayegi
Plzz reply😊🙏🏻
Kitney der pehle jaana padega station bike leke ??.like meri train raat 10 baje ki hai !!
AAP EK VIDEO US KA BANAO JAB GADI BOOK KAR NE JATE TAB UN KA RUTH VYAVAHR JESE UNE BYKE BOOK NAY KAR NA HE
Bhaiya plse answer Mein jis gadi se book Kiya tha woh dusra gadi me bhej diye woh bhi dusra destination mein kya mujhe unhe kuch paise deke jaldi load karwau kya
RAC ticket per bike luggege leke ja skte hai?
Ghar se book kr skte h ya booking office jana pdega
Sir jo train mai book kiye bike o khali tha kya dusre train se vaj sakte hai
aap ne to information sahi di hai but
Ek aur bat bataye ki kis type ke railway station pe ye sabhi suvidhaye yani parsal ya luggage ka subhadra uplabhdhai
Is website me list mil jayegi parcel.indianrail.gov.in/ . Fir bhi smjh naa aaye to 139 me call karein - Rail madad . Highly active staff in Indian Government. ☺️
Thanks sir aapne breefley bataya
Thanks for appreciation. Do subscribe.
Vehicle Receiving turant hoti hai Kitana time lagata hai
Thank s
Bhaiya....jaise main kl apna bullet ahmedabad bheja..parcel mein ....toh ek slip diya gya mujhe...toh puchna yeh hai ki woh slip mujhe courier Krna padega kya ahmedabad kyunki waha mere bhai receive krenge ....original bhejna zaroori hai kya...bhai ko mail mein bhej nhi skta kya...waha printout nikalwa lega
Original bhejna jaruri hota hai. Generally 90% log gaadi me hi kahi rakh k hi bhej dete hai. Taaki waha pahuch k bta dein ki original bilty bike k is kone me rakhi hai. Ab aap nhi rakh paaye hain to courier kr dijiye. Jldi hi. Kyuki late honge to waha late charge le lenge.
Bhai maine apni bike ko 5 January ko parcel me book kiya to vo kitne dino me load hota hai??
Nice information bro 👍
Kitna din phle tiket biking Karna Hoga aur Kya documents chahiye
Sir.. visakhapatnam to pune jhana..hai...pune stn may train 05 minute rukatey bike.ko.luggage.may karnaey say ..05 minute may uttaregaey.. khaya
2 min bhi rukti hogi to bhi utarte hai. Vo unki duty hai. Don't worry.
Bike, scooty ya cycle..train ke chalne se ya jhatka lagne se gir jaate honge parcel van ke andar. Kya kbhi aisa hota hai? Toh uss nuksaan ke paise koun dega??
Bahut achcha samjhaya
Thanks for your valuable information
Bhai legged ka tkt kab book hota he appna tkt ke sat ya fir usi din ho jaye 3-4hr me ho jayega plz
Luggage ka ticket 3 ghante phle book krwaye to accha kyuki waha se platform me le jaane me bhi time lagta hai.
Bhai honda cd 110 delax hai Barauni to Lokmanya Tilak tak kitna charge lagega
Sir Mai bahut paresaan please reply zroor dijeyega mera bike hai Suzuki Gixxer 155(wight140)almost distance hai2400km Aur Mai ise bhejna chahta but mai Saath mai nahi ja sakta to train Kaise bheje kya bhejna possible bina Saath jaake
Sir agar maine meri gadi ka insurance bahot salo se nahi nikala hain to koi dikkat ayegi
Bhai electric scooty chali jayegi ki nhi
Hi
Acchi information diya Apne
Par
Agar week me Ek hi train ho
And luggage me jagah na ho to Kya journey Cancel kare?
Bhai m same day par apni bike ko luggage me lekar jyuga to uske liye muje phale railway walo se baat krni hai ya same day par jis din meri ticket ussi time pe sab ho jyega bhai please reply!!!
Sir ambala se goa bike parcel karna ho kitna kharcha aa sakta hai?
Meri bike Dad ke naam registered hai to koi problem hogi ky
Bhai ye btao yaha se jab oil tank khali kar diya...aur hum same train se ja rahe h to oil ka kya karege...waha pahuch kar tank to khali h...
अगर गाडी भेजने वाला बंदा एक है और रिसीव करने वाला दुसरा है तो पार्सल तिकीट का क्या scene होगा ...
Very nice
Byk jiske name se kya sirf wahi leke ja skta h kya?
Haan. Nhi to aapko gaadi owner se NOC type sign krwana hoga.
Do all stations have parcel office and all train have luggage coach? If not is there any way to find out without actually going to railway station.
Bhai hamare bike ka insurance fail hai to kiya parsel ho payega
Aaj jaipur se Indore pulser 150 parcel kr rh hun..... Par uska form ek bar pehle pta chl jata kaise bharna h to or aasan hoto....
thank
Bhai electric scooty ko train me lana he ..pr na to us ki R.C hoti na hi koi scooty ka Number hota. Na hi koi insurance hota kya hm hus ko v leja sakte he...100 k.g scooty ka weight hoga hor 200 K.M tak le jani he hus pr kitna khrcha aaye ga... Btna bhai sb confirm kr k ...
Bike book karaane ka time kab se kab hota hai
Bro mera ticket kalyan se Gaya station tak ka hey but mujhe pcoi station pe hi uttarna hey bike or mujhe bhi kya keru pnr mey tho aage tak ka hey or NOC required hey kya??🙏
Bich me nhi utarte. Kyuki luggage box me seal laga hota hai. Destination me hi open hogi.
Simple and casual presentation 👍 cleared all my doubts with additional information. Thank you 😊
Thanks brother
दूसरी स्टेशन पर गाड़ी लेने वाले आदमी के पास रिसीविंग पेपर क कैसे पहुंचाये?
Bhai agar rc father ke naam pr ho nd recive muje karna ho to ho shkta hai kya please rply
Thank you so much sir. Information. ❤️
Hii, agar mere pass Maharashtra ke no. ki bike hai or mujhe permanent delhi main shift hona h to, kya koi issue hoga agar me maharastra ki gadi delhi me use kru for long life
Nhi bhai waise to koi dikkat nhi hoti. Car walo ko dikkat hoti hain. Waise ye topic aapka RTO related hai. To exact Information aapko RTO wale bta payenge.
Pata kese kar sakte luggage kis ghadi se arhi h
Box, trolley bag etc sath me lejane keliye permission chahiye?ya luggage karke sath me load karake Jaana padega
3-4 luggage to sath le jana. Ektra heavy saman k liye book krwa lena.
Very good vai
Agar ham Allahabad ki Bick ko lagage me le jakakr Bangalore me chalate hy to esase koi problem .waha ki police to preshan nhi kregi na hmko
Bhai ye RTO related question hai. Karnataka state me iska tax pay krna hota hai. Police pakdi to challan ho skta hai. For more information please contact your nearest RTO agent or office. Before taking up your vehicle to bangalore.
Thanks
Bhai meri ko bike vagne he to me parsel office giya tha usne bola dairet train nahe he us rutme usne bola Lt prosses me bike pathana parege ya Lt prosses ka he please expanded
brother jammu se delhi train hai phir delhi se guwathi hai 2 alag alag train hai to language main book ho jyegi ya direct train hona zaruri hai kya... plz clear krna
पूना ते दिल्ली दिल्लीचे डेहराडून गाडी भेज सकते क्या
Vehicle ki NOC bhi nikalni padti hai RTO office se?
Sir kitne minut ka stop hona chahiye jaha pe hum bike receive karenge
It doesnt matter. Vo utarte hai. Chale 2 min. Ka stop kyu na ho
@@mridulrgupta thanks 😀
अगर मैं गाडी का मालिक नहीं हूं तो क्या मैं गाडी as लगेज बुक कर सकता हूं क्या ?
First of all thank you, your video was very informative.I have royal Enfield bike..I want to send my bike Mumbai to Lucknow ... I want to go with luggage becouse I want my bike with me on same when I reached ....so Do I need to remove the side guard of the bike?
Station me minimum train kitna der rukna chahiye,bike luggage k liye??
10min☺️
Ak root me 2 train kese parsal kre
@@Uppc_solution a
@@RakeshKumar-wi1jy ki$191
L
Agar train bich me change hoti ho to
Kya hmm bike bhej skte h
Haan bhej skte hai. UsKi jimmedar railway deta hai.
Bro gadi bhejena to kya kya proof lagta he bro
bhai meri train ghaziabad station pe 2 min rukti hai . so is it possible for to unload please reply?
Train ke time se kitni der pahle tak book kar sakte h
2 hr.
Hyderabad se sitamarhi ko gadi lejana hai
Mai secoun hand bike kharida hu gadi wale se gadi ka RC mere paas hai bt usake naam se hai , train se parsal ho jayega kya sir
Gaadi owner abhi bhi wahi hai . Isliye uski sign aur uska aadhar card lagega. Nhi to uska aadhar card aur aapka aadhar card aur ek letter jisme owner likh k de ki meri gaadi train me bhejwne k liye mai anumati deta hu. Parantu kai office me ye bhi nhi chalata. Depend upon mood of officer
Shukriya bhiya
Kay NOC kata ke gadi railway me book kara ke la sakate hay
Bataiye sir dilli se banda lana hay bullet gadi
Ajayegi
Owner k naam ki RC aur gaadi ka insurance hona chahiye.
Kya bike luggage se bejne ke liye 1, 2 din phle book karana pdta h ya same day bhi ho jata h
Agr luggage ke trh bike le jaa rhe hh to destination pe phuchne ke kitne der baad bike mil jaegi..?
Agr usi gaadi me jagah rahi to aapke sath hi chale jayegi. Aur destination me pahuch k 30 min me le skte ho. Kyuki aapke sath sath gaadi bhi luggage wale dabbe se utarti hai. Fir parcel office me jaati hai aur waha entry hoti hai fir aapKo milti hai. Kabhi kabhi 1 hr bhi lg jaate hain. Pr usse late hua to smjho sarkari aadmi abhi bhi dhila hai.
Sir what was the condition of the bike......
Sahi se pahuch to jaati hai na
Aur bike luggage ki tarah le Jana k liye kitne hr pehle bike le ker luggage office me pahuchna hoga
Agar mera train Direct nahi hai to luggage kra sakte hai kya
Mujhe gurugram se ballia bhejna hai lekin gurugram me parshal nahi hota
Sir 1700so kilo meter ka kitna lage ga kiraya
New delhi to samastipur 1135 kilomitar hai असकुटी ले जाना है कितना किराया लग सकता है मार्च 2021 में बुकिंग+ पैकिंग टोटल...
Approx price link me diya hua hai. Government ki website ka. Pr prices 40% jyada calculate kariyega. Kyuki vo price list old years ki hai.
Sr mai jammu se jharkhand activa le jana chahta kitna lgega 1900 km hai
2500 to 3000/- k andr ho jayega bhai. Exact figure wahi jaa k pta chalega. Pr sbse sasta train me hi jayega. To yahi better hai.
2500 to 3000/- k andr ho jayega bhai. Exact figure wahi jaa k pta chalega. Pr sbse sasta train me hi jayega. To yahi better hai.
Sr mai f dived krwa k chla rha hu to le ja skta hou
Hii ...meri bike finance ki hai...or uska rc book abhitak nahi aya hai...or muze wo gadi as a luggage le jani hai...nanded se pune 600 kms ...kya le ja sakte hai? Please bata dijiye...kyu ki aap ne jo documents bataye hai wo pure nhi hai isiliye.... confused hu??
Bina RC k nhi leja skte. Better you will go with BUS or local truck transport. On indian railway it is not possible.
Sir ji agar scooty mere kaka ke name per hai and mere paas hai for used and all... to agar mujhe as a luggage send krni hai to documents mein
Jinke name ki gaadi hai unke name ka adhar card ki xerox copy..... or rc book ki xerox copy and mein travell krunga to woh ticket ki copy ok na?
Jinke naam ki gaadi hai unke hath ka letter with sign bhi mangte hai. Rule k according to gaadi wahi le jaa skta hai jiske naam pr hai. Pr kaka ki hai to aap letter likhwa lijiye
@@mridulrgupta k.. but iasked ab aesa nhi hai kuch😊only jo documents hai woh usper hojayega
Nhi sir. Rules and regulations sbke liye barabar hai sivaye officero k phchan walo ko chhod kr.
@@mridulrgupta haanji but i talked to all the mostly mumbai city stations they said in these documents modtly. Jinki gaadi hai bus unka adhar card or any id card ki copy lelo then its fine😄.. kyunki sir ji india mein aese kitne bikes hai jo chalata koi or hai and name per kisi or ke hai so😄
How many hours prior bike needs to report for luggage.
लगेज से घर का समान ले जा सकते है
bhai ek doubt parcel se agar veja to kitna time baad tak collect kar sakte hai..matlab 20 apr ko parcel kiya,21 ko mera train hai ,23 ko howrah pahunchayega.. 48 hrs tak free hai suna hai mene parcel ka
parcel supervisor bola shalimar k lie special parcel train chalti hai daily usme vej dene..howrah k liye fully loaded trains hai 3,4 din v lag sakta hai depending on space khaali in train
isliye luggage booking karne k bajaye parcel booking sahi rahega bola..
shalimar to howrah bike se 15 min lagta hai
Next day se extra charge lene lgte hai. Bhale vo aapko inform na karein ki parcel aa gya hai. Pr fil bhi apni or se extra charge laga dete hai. Overall sarkarkari kaam me hume hi puri tarah se sawdhan hona pdta hai. Isliye jis din parcel pahuche usi din uthwa lijiyega. Aur agr parcel kaha hai puchna ho to. Rail Madad me call kr k puch skte hai. Waha service acchi hai. kyuki vo kisi private ko theka diye hai. Isliye yahi accha hoga ki sb private ho jaaye. Km se km kaam samay pe aur acche se to hoga.
Bro mere papa k nam pe bike hai parcel kar skta hu naa
Vai konsa achha hoga parcel ya luggage
Apne sath lejana ho to luggage. Agr bhejwana ho to parcel. Process aur train ka dibba sb same hota hai. Luggage jldi jayega. Parcel der se. Luggage mehanga hoga parcel sasta.
Urgent na ho to parcel me bhej dijiye. Aap nhi jaa rahein hai to.
Luggage sasta hota h sir aap bol rhe ki parcel sasta h samjh nhi m
Sir mera bike mera friend ki nam par hai but mera pass rc and adhaar card bi hai parcel kar sak tha kya
Rc ka xerox hai
Nhi lenge vo log. Owner ki gaadi hi lete hai. Bus se bhejwa lijiyega.
Agar bilty khojaye to Kia karma h
Jiske nam pr RC h , use jana compulsory h kya . Please tell me
Maine 27 ko book Kiya tha but abhi Tak loading nhi hua hai kya kre ???
Agr Parcel kar rahe hai ham aur receive koi aur karega to kya process hai , bilty kise bheje
Pura video dekhenge to maine btaya hai. Saman me hi ek jagah stick kr dijiye. Aur uski photo click kr dijiye. Aur lene wale ko bta dijiye ki is parcel me yaha pr builty rakhi hai. Ya to courier karwaiye. Kyuki parcel to original bilty se hi milega.
I want to sent my Jupiter as language from Dadar to Sawantwadi distance 500km how much price they will take ? And it is safe? Pls reply
Yes definitely safe. It will cost your max. 1000 in luggage. and packing charges 350 to 700 as per broker will charge.
Mujhe bike le jani hai apne sath, as a luggage Delhi to Ahmedabad, my ticket is confirmed, to mujhe railway station kitni pehle pahuchna hoga
If we have only rc transfer paper.
Sir jis train ka TKT hii to usme bike le jana hii to kitne ghante pahle station jana padta hii
2-4 ghante. As a luggage jayega is case me. Parcel office me nhi jayega.
Sir meri gadi ka 5 year wala insurance haii kya valide rahega
Sir how many take days by parcel a bike around 1100 km
Sir mujhe apni Jupiter Delhi se se Bareilly bhejni h kaise jaygi ... parcel ya luggage
Dono me jaa skti hai.
Konsa best rhega sir ap btao
Kya receive karte time original receipt jaruri hai?
Bahut jaruri. Aur id proof ki xerox bhi.
@@mridulrgupta thank you brother 👍