ट्रेन में बाईक कैसे भेजे | ट्रेन में बाईक पार्सल कैसे करें | Bike Parcel by Train | Luggage Part 2
HTML-код
- Опубликовано: 7 фев 2025
- बाईक को अपने साथ ट्रेन में कैसे ले जाए
ट्रेन में अपने साथ बाईक कैसे ले जाए
बाईक को लगेज के रुप में कैसे ले जाए
Bike parcel in Train
Bike parcel in Indian Railway
Railway Parcel the bike
Send Bike or Active as a luggage in Train
#mridulrgupta
ट्रेन में सामान भेजने का तरीका - Luggage Parcel in Indian Railway. Railway Parcel Processor in Hindi
• ट्रेन में बाईक कैसे भे...
official Website: www.parcel.indi...
Forwarding Note
www.parcel.indi...
Documents Required: Xerox or photocopy
RC, Driving Licence / Aadhar card, Insurance
If commercial - GSTIN certificate xerox, original letterhead with stamp and sign or the owner.
My Main RUclips Channel: Idolpath
/ @theidolpath
Parcel Charges as per Distance and Weight
www.parcel.indi...
Note: Latest Prices are not available on the internet. The last update is for 2006-2007
Or check this too
www.indianrail...
Parcel Form - Forwarding Note from Indian Railway Parcel
www.parcel.indi...
Ok
AAP EK VIDEO US KA BANAO JAB GADI BOOK KAR NE JATE TAB UN KA RUTH VYAVAHR JESE UNE BYKE BOOK NAY KAR NA HE
Very nice
Nice information bro 👍
Tren me bhejne se pele kab jma kare and kab le sakte he
Agar hame pura destination station tak nahi jana ho us train me toh luggage bike book ho sakta h r stop sirf 5 min ka ho aur raat ka 4 baje aata ho wo station
Thank s
Sir apne sab ata diye video me par ek query ye he ki agar train ka destination stop me halt 5 minute ka he to bike ya scooty utaarne me late to nahi hoga unko or wo gaadi aram se utar to denge na as a luggage
Dear Bhai Sahab
Buhat Hi Betreen Video
Buhat Sahi easy perfect Samjhaya Aap ne video me
Aapka dhanyawad ,meherbani,
Shukriya, thank you ,
Bahut bhaut dhanyawad aapne sarahna ki. Aapka aabhar. Subscribe kr k protsahan badhaye rakhe. 🙏
Mujhe gurugram se ballia bhejna hai lekin gurugram me parshal nahi hota
Vehicle Receiving turant hoti hai Kitana time lagata hai
Shukriya bhiya
Kahi aur chala jaye jaise Mumbai se ddu aur chala gaya patna
Sir bike mere son ke naam hai us kais mai kya kare
Ek letter likhwa lijiyega aur sath me uski id proof ki Xerox me sign. Baaki bete ki id me aapka naam to hoga hi. To koi problem nhi hogi.
Thank sir
Thanks sir aapne breefley bataya
Thanks for appreciation. Do subscribe.
Mujhe Chandigarh se Lucknow Le Jaani sath mein train bike
Bike book karaane ka time kab se kab hota hai
Byk jiske name se kya sirf wahi leke ja skta h kya?
Haan. Nhi to aapko gaadi owner se NOC type sign krwana hoga.
मुझे यूपी से बिहार गाड़ी ले जाना है
Sir mai abhi Rajkot me or jharkhand se bike magwata hun to Jo waha selip milta hai ov resive karne phone me photo dikha k risive kar sakte hai ya original dikhana padega
Pata kese kar sakte luggage kis ghadi se arhi h
पूना ते दिल्ली दिल्लीचे डेहराडून गाडी भेज सकते क्या
thank
Thanks Brother very much collective information
Meri 5th aug 2022 ki bandra to delhi A/c ticket he kya me us me meri bike dal sakta hu or usi train me dalna ho to muje kitne time pahle jana hoga
N agar nahi to parcel me gadi Sefty he
Bandra k jo agent he vo muje 3500 costing bata rahe he jab ki meri Pulsar 220 bike Sirf 150kg ki he so une dena vajib he ya officer se baat karna please reply me asap🙏🙏🙏
Shukriya bhai. Aap jaise logo ke vajah se information mil jaati hai.
RAC ticket per bike luggege leke ja skte hai?
Thanks for your valuable information
Agar bilty khojaye to Kia karma h
Bahut achcha samjhaya
Boss bike ka jo value likhni hai..Vo jis mrp pe kharidi thi vo likhi hai ya current value ?How will i calculate current price?
Railway ke regarding kisi bhi query ke liye 139 par call kare ,rail madad se pakka issue resolve ho jayega
Bike, scooty ya cycle..train ke chalne se ya jhatka lagne se gir jaate honge parcel van ke andar. Kya kbhi aisa hota hai? Toh uss nuksaan ke paise koun dega??
Kitna din phle tiket biking Karna Hoga aur Kya documents chahiye
Kitney der pehle jaana padega station bike leke ??.like meri train raat 10 baje ki hai !!
Bhaiya better kon sa hai phir parcel ya luggage. Jaise mujhe lko se bhopal le ke jana hai aur mai bhi train me jaunga.
Sir agar maine meri gadi ka insurance bahot salo se nahi nikala hain to koi dikkat ayegi
Tickets kisa class ki hogi
Bhai hamare bike ka insurance fail hai to kiya parsel ho payega
Mujhe electric scooter bhejna hai banglore se patna
Rail madad ki toll free number ???
Bhai insurance na ho to
Very good vai
Bhai electric scooty chali jayegi ki nhi
Bro gadi bhejena to kya kya proof lagta he bro
Sir Mai bahut paresaan please reply zroor dijeyega mera bike hai Suzuki Gixxer 155(wight140)almost distance hai2400km Aur Mai ise bhejna chahta but mai Saath mai nahi ja sakta to train Kaise bheje kya bhejna possible bina Saath jaake
Brother ka bike me lagged me le ja sakta hu
Train ke time se kitni der pahle tak book kar sakte h
2 hr.
Hyderabad se sitamarhi ko gadi lejana hai
Sir.. visakhapatnam to pune jhana..hai...pune stn may train 05 minute rukatey bike.ko.luggage.may karnaey say ..05 minute may uttaregaey.. khaya
2 min bhi rukti hogi to bhi utarte hai. Vo unki duty hai. Don't worry.
Kay NOC kata ke gadi railway me book kara ke la sakate hay
Bataiye sir dilli se banda lana hay bullet gadi
Ajayegi
Owner k naam ki RC aur gaadi ka insurance hona chahiye.
Bhai maine apni bike ko 5 January ko parcel me book kiya to vo kitne dino me load hota hai??
Meri bike Dad ke naam registered hai to koi problem hogi ky
Sarkari chijo se lagata hai allergy hai bhayi ko private pasand adami lagata hai
Sir ambala se goa bike parcel karna ho kitna kharcha aa sakta hai?
Bhaiya....jaise main kl apna bullet ahmedabad bheja..parcel mein ....toh ek slip diya gya mujhe...toh puchna yeh hai ki woh slip mujhe courier Krna padega kya ahmedabad kyunki waha mere bhai receive krenge ....original bhejna zaroori hai kya...bhai ko mail mein bhej nhi skta kya...waha printout nikalwa lega
Original bhejna jaruri hota hai. Generally 90% log gaadi me hi kahi rakh k hi bhej dete hai. Taaki waha pahuch k bta dein ki original bilty bike k is kone me rakhi hai. Ab aap nhi rakh paaye hain to courier kr dijiye. Jldi hi. Kyuki late honge to waha late charge le lenge.
Ghar se book kr skte h ya booking office jana pdega
aap ne to information sahi di hai but
Ek aur bat bataye ki kis type ke railway station pe ye sabhi suvidhaye yani parsal ya luggage ka subhadra uplabhdhai
Is website me list mil jayegi parcel.indianrail.gov.in/ . Fir bhi smjh naa aaye to 139 me call karein - Rail madad . Highly active staff in Indian Government. ☺️
Sir kitne minut ka stop hona chahiye jaha pe hum bike receive karenge
It doesnt matter. Vo utarte hai. Chale 2 min. Ka stop kyu na ho
@@mridulrgupta thanks 😀
Maine 27 ko book Kiya tha but abhi Tak loading nhi hua hai kya kre ???
Bhai legged ka tkt kab book hota he appna tkt ke sat ya fir usi din ho jaye 3-4hr me ho jayega plz
Luggage ka ticket 3 ghante phle book krwaye to accha kyuki waha se platform me le jaane me bhi time lagta hai.
Bro mere papa k nam pe bike hai parcel kar skta hu naa
Bhai electric scooty ko train me lana he ..pr na to us ki R.C hoti na hi koi scooty ka Number hota. Na hi koi insurance hota kya hm hus ko v leja sakte he...100 k.g scooty ka weight hoga hor 200 K.M tak le jani he hus pr kitna khrcha aaye ga... Btna bhai sb confirm kr k ...
Thank you so much sir. Information. ❤️
Sir jo train mai book kiye bike o khali tha kya dusre train se vaj sakte hai
Bhai ye btao yaha se jab oil tank khali kar diya...aur hum same train se ja rahe h to oil ka kya karege...waha pahuch kar tank to khali h...
Sir mera train 9:30 morning me hai kab lagged office visit karu
4 ghante phle visit karo. Safe side k liye. 24 hr open rhta hai.
Subscribe to my channel
Rail madat oh app he kya bro
अगर मैं गाडी का मालिक नहीं हूं तो क्या मैं गाडी as लगेज बुक कर सकता हूं क्या ?
Bhaiya plse answer Mein jis gadi se book Kiya tha woh dusra gadi me bhej diye woh bhi dusra destination mein kya mujhe unhe kuch paise deke jaldi load karwau kya
Sr mai jammu se jharkhand activa le jana chahta kitna lgega 1900 km hai
2500 to 3000/- k andr ho jayega bhai. Exact figure wahi jaa k pta chalega. Pr sbse sasta train me hi jayega. To yahi better hai.
2500 to 3000/- k andr ho jayega bhai. Exact figure wahi jaa k pta chalega. Pr sbse sasta train me hi jayega. To yahi better hai.
Sr mai f dived krwa k chla rha hu to le ja skta hou
Agar ham Allahabad ki Bick ko lagage me le jakakr Bangalore me chalate hy to esase koi problem .waha ki police to preshan nhi kregi na hmko
Bhai ye RTO related question hai. Karnataka state me iska tax pay krna hota hai. Police pakdi to challan ho skta hai. For more information please contact your nearest RTO agent or office. Before taking up your vehicle to bangalore.
Thanks
Bhai honda cd 110 delax hai Barauni to Lokmanya Tilak tak kitna charge lagega
अगर गाडी भेजने वाला बंदा एक है और रिसीव करने वाला दुसरा है तो पार्सल तिकीट का क्या scene होगा ...
Hii, agar mere pass Maharashtra ke no. ki bike hai or mujhe permanent delhi main shift hona h to, kya koi issue hoga agar me maharastra ki gadi delhi me use kru for long life
Nhi bhai waise to koi dikkat nhi hoti. Car walo ko dikkat hoti hain. Waise ye topic aapka RTO related hai. To exact Information aapko RTO wale bta payenge.
Agar train bich me change hoti ho to
Kya hmm bike bhej skte h
Haan bhej skte hai. UsKi jimmedar railway deta hai.
Third party insurance hai to chalega
Haan 99% to chl jata hai.
Sir mujhe new bike bhejna he bina number wali
Sir mera bike mera friend ki nam par hai but mera pass rc and adhaar card bi hai parcel kar sak tha kya
Rc ka xerox hai
Nhi lenge vo log. Owner ki gaadi hi lete hai. Bus se bhejwa lijiyega.
लगेज से घर का समान ले जा सकते है
Agar train change karna hai to kya karna hai
Sir mujhe apni Jupiter Delhi se se Bareilly bhejni h kaise jaygi ... parcel ya luggage
Dono me jaa skti hai.
Konsa best rhega sir ap btao
Bhai meri ko bike vagne he to me parsel office giya tha usne bola dairet train nahe he us rutme usne bola Lt prosses me bike pathana parege ya Lt prosses ka he please expanded
Aaj jaipur se Indore pulser 150 parcel kr rh hun..... Par uska form ek bar pehle pta chl jata kaise bharna h to or aasan hoto....
Sir agar 2 ya 3 station badlna pade to kya karna hai
Aapko kuch nhi krna. Train wale khud hi transfer krte hain.
Mujhe activa bhejna hai mein kitne din pahle book kar sakta hun mujhe iski jankari do
As a luggage 4 hr phle. Train niklne se phle. As a parcel 2-3 phle. Ho skta hai next day bhi bhej dein. As per availability in the parcel box.
Bro mera ticket kalyan se Gaya station tak ka hey but mujhe pcoi station pe hi uttarna hey bike or mujhe bhi kya keru pnr mey tho aage tak ka hey or NOC required hey kya??🙏
Bich me nhi utarte. Kyuki luggage box me seal laga hota hai. Destination me hi open hogi.
Sir ji agar scooty mere kaka ke name per hai and mere paas hai for used and all... to agar mujhe as a luggage send krni hai to documents mein
Jinke name ki gaadi hai unke name ka adhar card ki xerox copy..... or rc book ki xerox copy and mein travell krunga to woh ticket ki copy ok na?
Jinke naam ki gaadi hai unke hath ka letter with sign bhi mangte hai. Rule k according to gaadi wahi le jaa skta hai jiske naam pr hai. Pr kaka ki hai to aap letter likhwa lijiye
@@mridulrgupta k.. but iasked ab aesa nhi hai kuch😊only jo documents hai woh usper hojayega
Nhi sir. Rules and regulations sbke liye barabar hai sivaye officero k phchan walo ko chhod kr.
@@mridulrgupta haanji but i talked to all the mostly mumbai city stations they said in these documents modtly. Jinki gaadi hai bus unka adhar card or any id card ki copy lelo then its fine😄.. kyunki sir ji india mein aese kitne bikes hai jo chalata koi or hai and name per kisi or ke hai so😄
Vai konsa achha hoga parcel ya luggage
Apne sath lejana ho to luggage. Agr bhejwana ho to parcel. Process aur train ka dibba sb same hota hai. Luggage jldi jayega. Parcel der se. Luggage mehanga hoga parcel sasta.
Urgent na ho to parcel me bhej dijiye. Aap nhi jaa rahein hai to.
Luggage sasta hota h sir aap bol rhe ki parcel sasta h samjh nhi m
Mai secoun hand bike kharida hu gadi wale se gadi ka RC mere paas hai bt usake naam se hai , train se parsal ho jayega kya sir
Gaadi owner abhi bhi wahi hai . Isliye uski sign aur uska aadhar card lagega. Nhi to uska aadhar card aur aapka aadhar card aur ek letter jisme owner likh k de ki meri gaadi train me bhejwne k liye mai anumati deta hu. Parantu kai office me ye bhi nhi chalata. Depend upon mood of officer
Sir mera rc card nehi aya kise veju bike
Nhi lenge vo aapki bike. Wait till RC.
Station me minimum train kitna der rukna chahiye,bike luggage k liye??
10min☺️
Ak root me 2 train kese parsal kre
@@Uppc_solution a
@@RakeshKumar-wi1jy ki$191
L
Agr Parcel kar rahe hai ham aur receive koi aur karega to kya process hai , bilty kise bheje
Pura video dekhenge to maine btaya hai. Saman me hi ek jagah stick kr dijiye. Aur uski photo click kr dijiye. Aur lene wale ko bta dijiye ki is parcel me yaha pr builty rakhi hai. Ya to courier karwaiye. Kyuki parcel to original bilty se hi milega.
मेरी गाड़ी का इंश्योरेंस नहीं है तो कैसे जाएगा
Nhi lete hai bina insurance k paper k.
Sar mara jo bike ha wo mara name nahi ha to kasa laja sakta ha
Sir aapka insta I'd kya hh mujhe ek do chiz clear krni hh
Bike aapke naam par agar na ho to
Bhai agar rc father ke naam pr ho nd recive muje karna ho to ho shkta hai kya please rply
Sir jis train ka TKT hii to usme bike le jana hii to kitne ghante pahle station jana padta hii
2-4 ghante. As a luggage jayega is case me. Parcel office me nhi jayega.
If we have only rc transfer paper.
Sir ji bike ka insurance nahi ho to kya kare
Karwana padega sir. Rule k according to lagta hi hai. Pr agr officer maan gya to kismat. Waise insurance krwaye to jyada accha. Future k liye bhi kaam hi aayega.
@@mridulrgupta dear mera kaam to bn gaya tha sirf bike ki registry se hi