dear mera pass yehi geyser hay 3 saal say istaymal kar raho hoon.siway float ki problem kay .woh bhe pani main salts ki wajah say erode or stuck howa. Baqi jo main nay experiance kiya hay jo shaid tamam instant geyser kay sath ho kay water pressure kum ho tou geyser bar bar off hota hay.Dosra yeh kay geyser ki garam line aik bath room main ho yani har bath room kay leay separate geyser ho.or geyser darmiyani capacity kay ho.baqi geyser ki construction/material acha hay.
Hmary isi gyser ko 5 daal ho gye ab start hony py Tack Tack ki awaz to a rahi hy magar gass on nahi ho raha, pani thanda araha hy kion k us ka flame on nahi hota plz help
Boom
Bhai ye practical work hy is ma music ki kia zarort hy
insta geyser ki performance kesi hai. ager dosry gyser jesy Canon ya Golden fuji sy compare krein tu
dear mera pass yehi geyser hay 3 saal say istaymal kar raho hoon.siway float ki problem kay .woh bhe pani main salts ki wajah say erode or stuck howa. Baqi jo main nay experiance kiya hay jo shaid tamam instant geyser kay sath ho kay water pressure kum ho tou geyser bar bar off hota hay.Dosra yeh kay geyser ki garam line aik bath room main ho yani har bath room kay leay separate geyser ho.or geyser darmiyani capacity kay ho.baqi geyser ki construction/material acha hay.
@@250nashtech shukarya janab.
Hmary isi gyser ko 5 daal ho gye ab start hony py Tack Tack ki awaz to a rahi hy magar gass on nahi ho raha, pani thanda araha hy kion k us ka flame on nahi hota plz help
May be problem in wiring of solenoid valve of gas,the valve itself or the circuit.
@@250nashtech thanks