Sir pranam.aap ne psorinum ke video me MISTAKE....LOCALITIES ka example bataya tha.isi me MISTAKE...LOCALIZATION OF BODY PART me single remedy PYROGINUM.hai.isako kaise d/d karenge.please
Aapke interesting Sawaal ke liye Shukriya. Kisi rubric ko select karte samay, humein yeh dhyaan rakhna chaahiye ki us rubric mein sirf 1 dawa hai ya kaafi medicines hain. Zyaada medicine waale rubrics totality banaate samay kaam aate hain. ‘MISTAKES; making - localities, in’ waale rubric mein patient kisi jagah ko pehchaane mein galti karta hai. Yeh jagah actual mohalla ya ilaaka ho sakta hai ya phir patient ke apne body parts bhi. Lekin is rubric mein Psorinum mawjood hai aur Totality banaate samay, yadi kisi ek rubric ko most indicated medicine cover nahin karti hai, tab humein similar rubrics ko consider karna chaahiye. Jabki ‘MISTAKES; making - localization of parts of body’ jismein sirf Pyrogen dawa hai, usmein patient apne shareer ya apne parivaar yaani ek organized unit ke hisson ko pehchanne mein galti karta hai. Is rubric ko connect waale rubric hai: ‘DELUSIONS body - scattered about; body was - tossed about to get the pieces together; he’ Matlab jab Pyrogenum patient ko body parts ke scattered hone ki galat fehmi hoti hai, tab mumkin hai ki wo apne body parts ke localization mein galti karta hai. Ummeed hai, meri is jaankaari ke zariye, aapko aapke sawaal ka jawaab mil gaya hai.
Maine apne part 1 waale video ke second rubric list onwards mein bataaya tha ki Kali sulph patient Quarrelling nahin chaahta hai aur isliye use apne aas paas Harmony chaahiye. Aise mein jab ghar ki sukh shanti Quarrels ke kaaran khatam ho jaati hai, tab Kali sulph patient bimaar ho jaata hai.
All biochem tissue salt are very effective to all types of characters of people in different ways. It has no specific way. It needs more research only through use. There's no other way.
I want to make it clear that my Kali Sulphuricum video is about the Homoeopathic Medicine and NOT the Biochemic one. Also, the Rubrics explained in the video have been derived from Additions made in the Repertory based on Newer Understanding of the aforesaid medicine.
Great sir👍
Vvgood method to teach
Excellent discussion
Thanks a lot sir very nice explanation.
Top sir ..You are perfect
Thankful 🥰🥰💝
Kali brom par bhi video banayen pls
Thanks 🙏
Sir pranam.aap ne psorinum ke video me MISTAKE....LOCALITIES ka example bataya tha.isi me MISTAKE...LOCALIZATION OF BODY PART me single remedy PYROGINUM.hai.isako kaise d/d karenge.please
Aapke interesting Sawaal ke liye Shukriya.
Kisi rubric ko select karte samay, humein yeh dhyaan rakhna chaahiye ki us rubric mein sirf 1 dawa hai ya kaafi medicines hain. Zyaada medicine waale rubrics totality banaate samay kaam aate hain.
‘MISTAKES; making - localities, in’ waale rubric mein patient kisi jagah ko pehchaane mein galti karta hai. Yeh jagah actual mohalla ya ilaaka ho sakta hai ya phir patient ke apne body parts bhi. Lekin is rubric mein Psorinum mawjood hai aur Totality banaate samay, yadi kisi ek rubric ko most indicated medicine cover nahin karti hai, tab humein similar rubrics ko consider karna chaahiye.
Jabki ‘MISTAKES; making - localization of parts of body’ jismein sirf Pyrogen dawa hai, usmein patient apne shareer ya apne parivaar yaani ek organized unit ke hisson ko pehchanne mein galti karta hai. Is rubric ko connect waale rubric hai:
‘DELUSIONS body - scattered about; body was - tossed about to get the pieces together; he’
Matlab jab Pyrogenum patient ko body parts ke scattered hone ki galat fehmi hoti hai, tab mumkin hai ki wo apne body parts ke localization mein galti karta hai.
Ummeed hai, meri is jaankaari ke zariye, aapko aapke sawaal ka jawaab mil gaya hai.
@@dr.sameenmansuri_homoeopathy thanks a lot sir.again and again
Very nice sir
But Kali Sulph ka WHY nahi samjha
Harmony desire he par kyu?
Maine apne part 1 waale video ke second rubric list onwards mein bataaya tha ki Kali sulph patient Quarrelling nahin chaahta hai aur isliye use apne aas paas Harmony chaahiye. Aise mein jab ghar ki sukh shanti Quarrels ke kaaran khatam ho jaati hai, tab Kali sulph patient bimaar ho jaata hai.
@@dr.sameenmansuri_homoeopathy thank you so much sir for your reply.
All biochem tissue salt are very effective to all types of characters of people in different ways. It has no specific way. It needs more research only through use. There's no other way.
I want to make it clear that my Kali Sulphuricum video is about the Homoeopathic Medicine and NOT the Biochemic one.
Also, the Rubrics explained in the video have been derived from Additions made in the Repertory based on Newer Understanding of the aforesaid medicine.