Chamakte Chand Ko (चमकते चाँद को) Song by Manjari | Awaargi Ghazal song

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 окт 2024
  • Chamakte Chand Ko (चमकते चाँद को) Song by Manjari | Ghazal song #Awaargi Best #ghazal songs of all time Hits, #manjari #manjarisong #manjari_ghazal
    Romantic ghazal playlist, #മഞ്ജരി മഞ്ജരി ഗസൽ മഞ്ജരി ഗാനം
    Classicalghazal,
    ghazalsingers,
    New ghazal releases,
    Soulful ghazal melodies,
    Ghazal bollywood ,
    Traditional ghazal,
    ghazal artists,
    ghazal songs,
    #manjarighazalsong
    Tumhare Khat Mein
    orignak credit Song by #ghulamali
    Lyrics Chamakte chand ko toota hua tara bana dala
    singer (Ghulam Ali)
    huuun huuuum aaaa aaa
    chamakte chand ko
    chamakte chand ko tuta hua tara bana dala -2
    meri aawargi ne mujhko aawara bana dala
    chamakte chand ko -2
    huuun huuuum aaaa aaa-
    bara dilkash bara rangeen hai yeh shehar kehte hain
    yahan par hain hazaron ghar gharon mein log rehte hain
    mujhe is shehar ne galiyon ka banjara bana dala
    chamakte chand...
    main is duniya ko aksar dekh kar hairaan hota hoon
    na mujhse ban saka chhota sa ghar,din raat rota hoon
    khudaya tune kaise ye jahan sara bana dala
    chamakte chand...
    mere malik, mera dil kyun tadapta hai, sulagta hai
    teri marzi , teri marzi pe kiska zor chalta hai
    kisi ko gul, kisi ko tune angara bana dala
    chamakte chand...
    yehi aagaz tha mera, yehi anjam hona tha
    mujhe barbaad hona tha, mujhe nakaam hona tha
    mujhe taqdeer ne taqdeer ka mara bana dala
    chamakte chand..

Комментарии • 3