मूर्ति-विसर्जन क्या शास्त्र प्रमाणित हैं? Murti - Visarjan kya Shaastra Pramanit hain ? | Tamasoma
HTML-код
- Опубликовано: 9 фев 2025
- मूर्ति-विसर्जन क्या शास्त्र प्रमाणित हैं? Murti - Visarjan kya Shaastra Pramanit hain ? | Satya Gopinath Das | Tamasoma
#tamasoma #murtivisarajan #shaastra
Great explained prabhuji
First comment
Hare krsna. Dandavat pranam. Very nice presentation
Thank you sir
Beauty at it's peak. Awesome explanation. Superb.
Guruji Hare Krishna
Hare Krishna 🙏🙏🙏🙏🙏
Jai shree Ram 🚩
हरे कृष्णा
Hare Krishna Prabhuji
Jay shri krishna
khndit nhi h murti bt phle vrt rkhti thi ma sntosi k ab nhi krti bt ab khtai ka dhyan b nhi rkhti vehm aata h fr ma naraj n ho esliye visrjit krni h or ek divali tym murti aati vo kis dhatu ki pta ni vo b khndit h use b visrjit krna h plsa reply or plastik ki h andr kagj ki h bahar plastic h
Can I take the Saraswati murti after puja if I do the biswarjan of the ghot( lota) jisko puja kiya jata hai.
Hare Krishna prabhu ji! Mera ek question hai. Ki humne two years back Ganesh ji ki murti li thi but now m realising Ganesh ji ki murti entrance me pass Rakhi hai and I feel aise mein unka niradar ho raha hai. Aisi koi jagha nai jahan main unki purn roop se sthapna kar saku. Man ander se acha feel nai karta feel like disrespecting. To Kya hum unka visarjan kar Sakte hain, ganesh Chaturthi mein? And melting components plants mein daal sakte hain?
Plz batayein 🙏🏻
Ji jaroor visarjan kar sakte hai
Kya Ganesh chaturthi pe gnesh ji ki pooja karke visarjan karna jaruri hai kya hum us Murti ko apne ghar pe rakh ke pooja nahi kar sakte pls baraye guru ji 😊
Ji jaroor..apne ghar par rakh sakte hai. Visarjan avashyak nahi.
Acharya Ji mujhe bohot bura lagta hai jab Bhagwan ki murti kaa visarjan hota.Bhagwan koo ekk baar late hai to unhe hamesha ke liye unki sthapna honi chahiye taki unka ashirwad hamesha ke liye bana rahe.
Thank you @@Tamasoma108
Bhaut achi information diya aapne please batiyega kya pop ki murti mai bhagwan ka awahan nahi hotha please please please please please please please please please please please batiyega mujhe bhut badi help hogi agar iska jawab mil gaya toh please i request you
Aavahan toh Hota hai. Pop avoid karna chahiye kyonki woh pani mein ghul nahi jaati. Visarjan ke baad jo kai Ganesh murti ko toda phoda janeki naubat aana acchi baat nahi hai. Kaisa lagega hume aise treatment ke baad. Mitti ka best hai. Eco friendly best hai
Kya bisharjan se pehle lord ji ka murti madap se hata dena sahi baat hai??
सरस्वती जी का मूर्ति मंगलवार को विसर्जन करना चाहिए कि नहि
Hi
Hello sir...humare yaha 3 murtiya hai jiski.puja 30 saal se ho rahi hai...2 patthar ki aur ek tambe ki ...ye teeno bohot badi badi hai...sab kahte ki badi murti ghar me nhi rakhne ko ...wo mandir ke liye hota.....
Hme kya karna chaiye...kya inn murti ko mandir me rakh de? Aur kis din rkhna sahi hoga? Koi vishesh vidhi hogi kya rakhne ki?
Log isiliye mana krte hai badi murti rakhne ke liye kyunki unki sewa karni anivarya hoti hai agar aap sewa krte ho ache se toh koi bhi dikkat wali baat nhi hai chahe 20feet ki murti ho
Mere yaha ek nadi bahati hai usme sab log pooja ka saman and also ganesh bhagvan moorti aur usss nadi me itni gandgi ki aap pucho hi mat ham log sab dost milke ye sankalp lete hai ham isko saaf karenge aur saaf kiya per visarjan ki hui moortiyo ka apman nahi hai bhagva ka sir kahi pada hai ye sab pakhand hai apne hi gar me pani bharkar unke snan karvao aur hamari rivers ko saaf rakho jay siya ram❤
But these days idols are mostly made up of plastic of Paris... And these idols create a lot pollution... What about it?
Yes they do. Hence go for mud / clay deity
Sahi jawab nahi mila..
Log permanent murti ko hi gandagi me visarjit kar rhe hai
Murti visarjan kyu krte he ??
Ved me to murti puja barjit he to ved me murti puja ka mantra kahase ayage 😅😅
गुरूजी आपके मोबाईल नंबर मिल सकते है कया अरजेंट है।