Mene 3,4 bar city mileage kya hai mujhe 47,48 mila.. Lekin ek bar 63kmpl bhi mila tha. Fir bhi bolta hu scooty mat kharido bhai o.. Build quality bekar hai.. Engine se noise aa raha hai.. 4 bar showroom lee liya mene
Krish ji aap ek baar Xoom City Mileage Test Video dekhe. Usme kafi acha Mileage Mila hai City ride me. link isi video ke description box me aapko mil jayega 🙏
After 3rd service mileage acha milega. Aap Xoom city mileage test video dekhe. Economy speed me kafi acha mileage mil tha. Link isi video ke description box me aapko mil jayega🙏
Mene 3,4 bar city mileage kya hai mujhe 47,48 mila.. Lekin ek bar 63kmpl bhi mila tha. Fir bhi bolta hu scooty mat kharido bhai o.. Build quality bekar hai.. Engine se noise aa raha hai.. 4 bar showroom lee liya mene
Bhai hero xoom 110 cc acha rahega ya honda dio 110cc acha rehegaa.... please reply
Xoom 110 ke handlebar mein halka vibration mahsus hota Hai
Acha hoga aap Dio 110 ya Avenis 125 le 🙏
@GEARUPDATE dio 125 lunga bhai thik rahegaa kyaa....
@@Omnamah157 Bilkul Thik Rahega 👍
Sir 35 to 40 kmpl speed please make a milage test on same scooter.
Hope it will give very nice milage.
City mileage test video aapko isi video ke description box me mil jayega 🙏
@@GEARUPDATE sir, city mileage test already seen. Very nice video.
Also bike givened 56 KMPL MILAGE.
MAIN aap ka har ek video dekhata huin sir.
53 diya he mujhe
Still Y hero didn't bring silent start ??? 😡😡
Bahut kam h...kam se kam 50 to milna hi chahiye
It improves after 2nd service.
New gadi main kabhi itna nahi aata hai 😅
Jake tourq lelo 😂
@@AbdullahMusheerpetrol bahot kahyega bhai😅😅😅
@@dillipnayak6187 company ne kya khake bnaya tourq 😂😂😂
Bro pls say when Honda Dio 2023 model is coming
Mileage keliye konsa scooter best hai. Please reply sir
Xoom me bhi aapko acha mileage mil jayega
Ya phir Access 125 le mileage ke liye 🙏
Isme ladies footrest laga sakte hai ya nahi?
Nahi
Sir honda dio mileage test plz kijiye .. zoom ki competitor
Ok Koshish karunga 🙏
@@GEARUPDATE hello sir konsa scotter shi rhega for city ride & budget is under 1lakh 🙏
Bahut hi achchi he Xoom scooter
Bahut sari facility bhi diya he
Feature bol
@@nobita9951 is maintera kya probem
Bahut accha video banaya aapne, Mileage bahut kam h,
Krish ji aap ek baar Xoom City Mileage Test Video dekhe.
Usme kafi acha Mileage Mila hai City ride me.
link isi video ke description box me aapko mil jayega 🙏
Nice Vlog.
Thank you 😊
125 cc ki scooter bhi 55+ mileage de rahi hai
Wow 😲👍
Which company 🤔
Honda shine 2023 modal video plzz
Ok 👍
According yo you which scooter should I buy in 2023? 110 & 125?
Access 125 👍
👌👏
piche ka to background nahi pata but frontground ka pata hai aapka muchh
😃👍
Mere ne 400 leter m 52 km diya h
Bhai mere hero xoom me average nahi dikha raha hai woh kaise thik kare
Bhai waha PE batan hoga
My favourite
Bhai motar nahi jala tanki ka
Nahi
Is se accha milege assess actiwa 125 cc ka hai
Very nice millage 👌👌
Thanks ✌️
Plzz ntorq XT at 70 km/h milage🙏🙏
Koshish karunga bhai 🙏
@@GEARUPDATE 🙏🙏😊
Hi bro,
I am from Jamshedpur. Please suggest me a good scooter with a good mileage of 60kmpl approx. Planning to shift from bike to scooter.
Daily City Ride me 50-55 kmpl hi mil payega.
Access 125 le 🙏
@@GEARUPDATE What about Activa & Jupiter?
@@GEARUPDATE what about jupiter and fascino??
@@spicyzone6187Yamaha Fascino
bahat kam hay milage. itna kam may market nahi milega. Yamaha Ray zr 125 50 km/ l normal deti hay. milage barao hero barna nahi bikega .
Service ke bad milega bar jayega
Are bhai mileage to Hind me btao ?kya hai
Bhai price kitna hai
92,360/-
@@GEARUPDATE zx ki price nehi 92,360
Too much vibration
Maestro acha mileage deti hai
Abhi mileage Xoom me acha milega aapko
Mujhe 51kmpl de raha he... 1st service nahi hua abhi
Acha mileage mil rah raha hai aapko 👍
Bhai tumne purchase kar liya kya
@@ghgamingost6403yes xoom ZX
@@ghgamingost6403 zoom ka sab scooty me age thora vibration ho raha he at the speed of 20km/hr... But e slove ho jayega shayed
@@chiranjitdas6460 bro tumne ladies footrest lagwa hai kyaa ismee
Bhai mera to 33 de rha h
Itna Kum mileage nahi hoga.
Aap sahi se ride kare 🙏
Meri burgman 55 - 60 deti hai
Wow 😲
Meri burgman 54 deti hai.. After 1 year
Bekar hai
Bhai bahut kam mileage ha
After 3rd service mileage acha milega.
Aap Xoom city mileage test video dekhe.
Economy speed me kafi acha mileage mil tha.
Link isi video ke description box me aapko mil jayega🙏
हीराे ज़ूम 125 सीसी है
Nahi abhi nahi aaya hai 🙏🏻