Masha Allah Masha Allah jitni khoobsurat awaaz hai utni hi piyari adaigi hai or Dil ki gehrai or emandari o khuloos se parha bhi hai rooh ko chhu jany wali awaaz hai ye awaz mere bachpan se ab Tak pasand hai. Allah Pak Zia Bhai k is khuloos bhare purse ko kubool farmay aameen
Lyrics: Mayray ghareeb ko lakho nay 1) Damishk may jo ghareebo ka kariwa pohacha Yazeeday Nehes nay darbar may bula bhayja Behen say Sheh ki shahadat ka waqayya poocha Tarapkay Bint-e-Ali nay Yazeed say yay kaha Zami ki god may Islam ka sitara hay Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay Haey Hussain pyasay Hussain 2) Kaha Yazeed say Zainab nay sitam aara Ghazab kiya tayray lashkar nay rozay Ashura Mayray Hussain ko jungle may ghair kar mara Ali ka kardiya barbad ghar ka ghar sara Jo baykafan hay abhi tak Nabi pyara hay Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay Haey Hussain pyasay Hussain 3) Soohag ujara kisi ka kisi ki kokh jali Kisi ka jalgaya daman rida kisi ki chini Kisi ki mang may Karbobala ki khak pari Nabi ki aal hay zinda may ya Ali madadi Jaha may Zainab-e-Dilgeer baysahara hay Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay Haey Hussain pyasay Hussain 4) Yay ranjo gham yay sitam jor aur jafa kab tak Rasool zadiya balway may bayrida kab tak Rahaygi qaid may awlad-e-Murtooza kab tak Nabi ki aal par yay zulma nariwa kab tak Mujhay to maut hi aalam may aab gawara hay Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay Haey Hussain pyasay Hussain
Click on "SHOW MORE' to see complete wording of this Old Nauha from Lucknow. Please like / comment / share / subscribe For more old nauhey from Lucknow, please visit www.WirasatAli.com
Jazak allah
Iltemase dua
Haiy hussain bekus hussaìn.
Masha Allah Masha Allah jitni khoobsurat awaaz hai utni hi piyari adaigi hai or Dil ki gehrai or emandari o khuloos se parha bhi hai rooh ko chhu jany wali awaaz hai ye awaz mere bachpan se ab Tak pasand hai. Allah Pak Zia Bhai k is khuloos bhare purse ko kubool farmay aameen
Illahi Aameen
Lyrics: Mayray ghareeb ko lakho nay
1) Damishk may jo ghareebo ka kariwa pohacha
Yazeeday Nehes nay darbar may bula bhayja
Behen say Sheh ki shahadat ka waqayya poocha
Tarapkay Bint-e-Ali nay Yazeed say yay kaha
Zami ki god may Islam ka sitara hay
Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay
Haey Hussain pyasay Hussain
2) Kaha Yazeed say Zainab nay sitam aara
Ghazab kiya tayray lashkar nay rozay Ashura
Mayray Hussain ko jungle may ghair kar mara
Ali ka kardiya barbad ghar ka ghar sara
Jo baykafan hay abhi tak Nabi pyara hay
Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay
Haey Hussain pyasay Hussain
3) Soohag ujara kisi ka kisi ki kokh jali
Kisi ka jalgaya daman rida kisi ki chini
Kisi ki mang may Karbobala ki khak pari
Nabi ki aal hay zinda may ya Ali madadi
Jaha may Zainab-e-Dilgeer baysahara hay
Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay
Haey Hussain pyasay Hussain
4) Yay ranjo gham yay sitam jor aur jafa kab tak
Rasool zadiya balway may bayrida kab tak
Rahaygi qaid may awlad-e-Murtooza kab tak
Nabi ki aal par yay zulma nariwa kab tak
Mujhay to maut hi aalam may aab gawara hay
Mayray ghareeb ko lakho nay milkay mara hay
Haey Hussain pyasay Hussain
Jazakallah.
Is channel par sabhi nauhoN ke bol description mein likheN haiN.
Mashaallah jio G.G
Jazakalla. Iltemase dua
@@OldNohay mola salamt rakhe aapko sab Azadaaro ko Ameen LABAICK YA HUSAIN G.G
Gio hussaino gio
Jazakallah. Iltemase dua
Click on "SHOW MORE' to see complete wording of this Old Nauha from Lucknow.
Please like / comment / share / subscribe
For more old nauhey from Lucknow, please visit www.WirasatAli.com
Mara Mazloom Emam
I sunani Shah ki Jis Dam Madina mein yah Marsiya Mujhe chahie upload kar dijiye please Shukriya
SA, Yeh marsiya mere paas nahin hai.
Rijwan