Mai apko btata nhi sakti jab jab apki recipe se khana bnati hu sab ungliya chat jate hai or har niwale par meri tarif hoti h. Mene apki sari biryani try ki hui h Allah apko bhot kamyabi de ameen.
Mai b aise hi biryani banati hu yakhni wali ....but aapne jo achar bad me dala or bataya k color na aaye isliye bad me dala ye new information mili mujhe aapse thank you..
Lajawab biryani. Baji is tamatar ki chatni aur salad ki receipe share kijiyega please. Agar pehle se uploaded hai tou link share kijiyega please. May Allah SWT always bless you and your family. Khush rahiye.
Asalamualaikum wrwb Huma … very nice recipe … very beautiful… in shaa’Allah I will try …. Definitely all will love it … will see your biryani masala too …
Hello Yasmin Huma Khan ji Assalamualaikum. Me apka bhut purana subscriber hun. Mujhe yeh maloom krna he. Ki paneer banane ka asaan or swadisht tarika konsa he. Me india me nhi hun. Saudi arabia me hu. Ok sister
Hi Mama Khan Mujhe aapki recipe bahut jyada pasand hai mera naam shak hota hai Hamen follow Karti hun Apne kitchen Mein Banta bhi testi khana hai apne hari mirch ki dental Nahin Todi Aisi Dal Diya kyon
Meri mummy is biryani ke sath garlic aur red chilli ki chatni banati thi jo mujhe yaad nahi. Bahot baar try kiya par wo taste nahi aaya chatni ka. Please wo bhi bana kar dikhaye next time

Your welcome dear
Walekum assalam mashallah aapki dish bahut acchi hoti hai main aapko bahut salo se follow kar rahi hun 💓
Sach mein bahut maze ki thi biryani Aaj banai hamne thanks itni achchi batai recipi aapne
So tempting recipe mouthwatering good video huma
سبحان اللہ سبحان اللہ سبحان اللہ
Fan from Pakistan
Aapki sari recipe bahutttttttt hi achhi hoti h me to aapki hi recipe dekh kr khana banati hu ❤
Awesome!
Wow ma'am aapki method biryani banane ki kamal ki hai ,aur khaane main tau lajabaab hi hogi very nice maam thanks
Excellent biryani recipe 😋👍 thanks for sharing dear 😘
Masha Allah Kya bani hai biryani
Super tasty..... Kl mai iftar m ye banayi thi bahut hi tasty bna sbko bahut psnd aya
ماشاء اللہ بہت ہی بہترین
yummy yummy yummy
Wooo very beautiful ❤️ ma ap ki bhot bari fan hu plz reply me 🥺
Bhut testi lag rahi h inshallah m banaungi 😋
Mashallah yummy 😋😋
You are my favorite chef 👍
walaikum Assalam mashallah zabardast recipe looking so yummy and tasty 😊🌹💐
Bhi buhat umdah. Thanks
So testi mai apki sari recipe follow karti hu appi
Excellent, taufic biryani se bhi acchi.
Beautiful biryani recipe
Amazing super recipe sister
Masha Allah
Bohot khubsurat
Anda qeema buhat tasty hota hai ous ki recipe upload kijiye please . Thanks
ماشاءاللہ بہت خوب
I love your all recepies ❤️❤️❤️😘😘😍😍
Maasha Allah
Delicious recipe 😍😋
I like your recipes
Lajawab biryani. Baji is tamatar ki chatni aur salad ki receipe share kijiyega please. Agar pehle se uploaded hai tou link share kijiyega please. May Allah SWT always bless you and your family. Khush rahiye.
Ji dear mai jald hi share karungi
Mashallah Mashallah bahut acche
Asalamualaikum wrwb Huma … very nice recipe … very beautiful… in shaa’Allah I will try …. Definitely all will love it … will see your biryani masala too …
Walaikum Assalam looks so delicious super thanks for sharing👌👌👍🏻👍🏻😋😋😍😍
Wow Looks So Yummy💞
Wow it turned out great❣️Looks just fabulous🤩😊😍fantastic yakhni biryani recipe💥💥💯💥💥💥
Good Recipe 👍🏻
Wow
माशाल्लाह
❤
Humaa aunty love you and thankyouu😘🤗😙
Very delicious
Mashaallah
Masha Allah 🌺
Looks so tasty and yummy
My favorite big____________like
LOOKING SO NICE. SO DELICIOUS. PLEASE REVEAL.... WHICH BASMATI RICE YOU USE... PLEASE...
i tried this recipe really yummy🥰🥰🥰🥰
me to apki fain hu
Owo so delicious recipe 😋
Hello from spain..nice and yummy 😇
Wow nice 😋 yummy yummy yummy yummy 😋 nice beautiful ❤️
Delicious
Very good
delicious 😍
Superb ❤️❤️❤️
Nice maam
Thanks 👍
Valaikumasslam
Can uh pls share the basmati rice link which brand u used
Good
Delicious 😋👌👌
Very nice
So yummy
MashaAllah
I want to try basmati rice in making biryani pls share the brand name or link
Nice 👍
Presuure cooker me b to bna skte h?? Kitni wessle lgani hongi
Super duper
Yummy 😍
Biryani masala konsa lena h kis company ka
Mashallah
Hello Yasmin Huma Khan ji Assalamualaikum. Me apka bhut purana subscriber hun. Mujhe yeh maloom krna he. Ki paneer banane ka asaan or swadisht tarika konsa he. Me india me nhi hun. Saudi arabia me hu. Ok sister
माशा अल्लाह
Baji aap konse rice use krti hai please btaye mujhe
India Gate kachcha Basmati Rice
Zawadast
Nice rasipi
😋😋😋😍👌🏻
Mam plz beans ki fali or alu dalkr sabzi kese bnaye plz beans pr vdo bna dijiye
Ji dear zaror share karungi
,,👍
Aapne yakhni krte tym sabut ddaniya aur saunf nhi dala ?? Phle to aap dalti thi 🙄mene aapki hi videos dekhkr biryani bnans seekha h ..btaona baji plzz
Dear degi yakhni biryani mai saunf dhaniya add nhi hota
Like 👈 👍👍👍
Is chawal ke katte ka kya naam h jis chawal ki aap biryani banati ho
Dear mai India gate kaccha basmati rice use krti hu
Thanks 😊😊 mem
Assalamualaikum. Aapne jaiphal or javitri chawal me kb add Kiya? 🙏 Bataeye
Dear powder banaker last mai sprinkle kra hai aap rice add krne k Baad add kr lijiye mai bhool gye thi isiliye maine last mai sprinkle kra hai
Thanks ma'am ❤
Assalam walekum aap Ramzan ke liye grocery video Sher kijiye please please request hai 🙏🙏🙏🙏??????
Ji bilkul
4gilas cchawal me kitna pani dale
7 glass pani add kr lijiye
Biryani me nimbu dalne se kya fayda hota h please reply me
Hi Mama Khan Mujhe aapki recipe bahut jyada pasand hai mera naam shak hota hai Hamen follow Karti hun Apne kitchen Mein Banta bhi testi khana hai apne hari mirch ki dental Nahin Todi Aisi Dal Diya kyon
👍👍👍👍👍👍👍
Apne Jin masle ko bola tha fod ke dalege vo to dal ni plz btae vo kb add krne h
Ye bartan aap kaha se li please mujhe bhi batayiye.. agar online se liya hua hai to please link share kr lijiye
Dear Yeh mai crockery shop se laye hu
Thank you so much for giving me a reply 😘
अप्पी मुझे आपकी बनाई हुई बिरयानी खानी है😋😋
Good recipe but use wooden spoon to stir
Meri mummy is biryani ke sath garlic aur red chilli ki chatni banati thi jo mujhe yaad nahi. Bahot baar try kiya par wo taste nahi aaya chatni ka. Please wo bhi bana kar dikhaye next time
Okay 😊❤️
Kiya Bana rahe ho ❤
,👌👌👌👌👌👌
Aap kha rehti hai pls btana zaroor
Jafrabad, Delhi
Aunty jo aapne piswaya tha jaifal or javetri , wo daalna bhuul gyi aap
Oh 😅😅
Yakhni me sounf dhaniya nhi daala
Allah hafiz
Hii friend
Abhi aapse baat karne ki meri bahut jyada Chahat hai please apna phone number dijiye