Naat | Neamaten Baat ta Jis Samt | Mufti Bilal Khan

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 7 ноя 2024
  • lyrics
    Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya,
    Saath Hi Munshiaey Rehmat Ka Qalam Daan Gaya
    Le Khabar Jald Ke Ghairon Ki Taraf Dhiyaan Gaya
    Mere Maula Mere Aqa Tere Qurbaan Gaya
    Dil Hai Woh Dil Jo Teri Yaad Se Ma’moor Raha
    Sar Hai Woh Sar Jo Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya
    Unhein Jana Unhein Mana Na Rakhha Ghair Se Kaam
    Lillah Al Hamd Main Duniya Se Musalmaan Gaya
    Jaan O Dil Hosh Wa Khirad Sab To Madine Pahonche
    Tum Nahi Chalte Raza Sara To Samaan Gaya
    Aah Woh Aankh Ke Nakaame Tamanna Hi Rahi
    Hai Woh Dil Jo Tere Dar Se Pur Arman Gaya
    Aur Tum Par Mere Aqa Ki Ineat Na Sahi
    Najdiyo! Kalmah Padhane Ka Bhi Ehsaan Gaya
    Aaj Le Unki Panah Aaj Madad Maang Unse
    Phir Na Maanege Qeamat Mein Agar Maan Gaya
    Uff Re Munkar Yeh Badha Joshe Ta’assub Akhir
    Bheed Me Haath Se Kam Bakht Ke Imaan Gaya
    naat,nemate banta jis simt naat download,naimatain banta jis simt woh zeeshan gaya,nemate banta jis simt wo zeeshan gaya naat sharif,naats,nemate banta naat mp3,naimatain banta jis simt wo zeeshan gaya,naimatain banta jis simt mp3 free download,nemate banta jis simt wo zeeshan gaya,namate banta,new naat,nemate banta naat mp3 download,nemate banta jis simt wo zeeshan gaya shadab raza,naat sharif,naimatain banta

Комментарии • 5