Bhai mai murga farm start karne ka soch raha hu ...aap ki video youtube par sabse acchi video hai dekh kar accha laga .....50000 invest lagega anda aane tak ...haina ❤
Bhai jaha omlet bante ho waha sale karo waha shi rate milega aur thodi jagah pata karo bhai desi anda itna sasta ni bikta hai main khud 10 me aur 11 me sale kar rha hu
20/30 hoto bahut behtar hai ..qki murge bech doge to murgiya rhengi aur unke liye itni jagah theek hai agar. Jagah ki kami hoto itte me araam se rakh sakte ho
Jaha se Inka feed milta hai waha se ya fir online Flipkart se ya Amazon se manga lo ... antibiotics ke naam hai ..lexin powder. Ya neodox....ya fir inroflaxacin aur bahut se aate hai
Bhai murga ek kilo ka thodi hota hai murga to 1600 garam se 1700 garam tak hota hai ..230 rupee ke hisaab se 391 ka hua aur murga becho sirf murgi rakkho ande ke liye ande lo kamse kam 8 se 10 mahine uske baad murgi 100 rupee ki bhi bech doge tab bhi profit me rhoge
@@arunsharma1104 bhai kabse de rhe ho vaise agar 4 mahine ki jab murgi ho gyi thi tabse agar de rhe ho to fir inhe calcium syrup jise. ( Ostovet kahte hai sath me vimral Mila kar dedo qki 6 mahine me to dena start kar dena chahiye inhe ..bimar to ni hai hai na birds pet ke paas chhu kar dekhna halke to ni hai aur haddi jyada to ni bahar aayi Hui hai
Bahut hi achchhi jankari
Bahut hee accha jankari diya aap ne
@@surinderpaulsingh5809 😁🙌 shukriya bhai
Bahut acche se explain Kiya bhai aapne ❤❤❤❤
@@study6686 🙌🙌
Fast subscribe and fast like bhai. Bahot Sundar 😊
Very nice
Very nice video bhai
Sukriya mere bhai 🙌🙌
ब्रुडीग और टेंपरेचर पर व्हिडिओ बनाओ
Bhai feed खतम हो गया है तो क्या 3 दिन में आ जायेगा तो क्या घर का दाना de सकते हैं जैसे कि गेंहू चावल सोयाबीन मिनरल मिक्सचर ये सब
@@Fitnessboy12374 han bhai de sakte ho jyada din doge to bs thoda sa egg production down hogi par jaldi se jaldi manga kar feed dena suru kar dena
@@FARMINGUNIVERSE69 ok
@@FARMINGUNIVERSE69 अभी अंडा नही देती हैं अभी तो 2 महीने की हुई हैं
@@Fitnessboy12374 han bhai araam se khila sakte ho
Medicine and vaccine का वीडियो बनाए सर
Bhai sonali murgi bachche nikalti hai mean kudak hoti hai...?
Bhai sab nhi hoti par 100 murgiyon me se 2 ..4 ho jati hai
Bhai mere pass murgi hai jo 2 kilo ki lagbhag ho chuki hai lekin abhi Ande nahin de rahi hai mujhe samajh mein nahin a raha hai yah kaun si murgi hai
Bhai sonali me ek complain hai ki thand yani november se lagbhag march tak andaa kam deti hai aur feed jayadaa khati hai sach kia hai batai
@@Gopalganj-n9d ok bro detail me video mil jayegi ispr
Jab season yanee thand me andaa ka production kam hogaa to problem hai
@@Gopalganj-n9d proper video mil jayegi ispr apko jaldi hi
@FARMINGUNIVERSE69 hame intezaar rahigaa
Bhai training lena pdega
Please, Bimari aur dava ke bare me batana.
Bhai videos me thoda neeche jao waha bahut si bimariyon ki videos padi hai check karo🤞
Bhai ye 300 murgi hh apki yy plot KKK ky size hh lenge or height
@@amityadav3135 bhai 20×22 hai bs
Bhai app egg kha sale karte ho or kitna rupya
@@sumansingh4421 bhai paas me hai shops unme aur filhal garmi thi 10 me jata tha ab October me dashra baad 11 ..12 me pahuch jayega
Kushinagar jile me haikya khi ...is time
Chhusa ?? ( Chicks )
Bhai mai murga farm start karne ka soch raha hu ...aap ki video youtube par sabse acchi video hai dekh kar accha laga .....50000 invest lagega anda aane tak ...haina ❤
Bhai depende aap par karta hai kaise rakhte hai green feed bhi doge to aur kam cost ayega aur free range bhi khologe aur thoda kam
@@FARMINGUNIVERSE69 Bhai 15×50 ka plat pada hua hai kuch ho sakta hai
❤❤❤
Bhai andaa kaha sale kartey ho aap
@@AkAk-d6w bhai jaha omlet vagira banta ho waha sale kro araam se bikega
Bhai ji aapka farm kis jagha he
Jila raebareli Dalmau me farm hai
Kitne sal tak anda deti hai
@@SunilKumar-ei7it kamse kam 10 mahine tak lagatar ande deti hai mtlb jaise 100 murgi dalte hoto 70 se 75 % ande roj aur kamse kam 10 mahine tak
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Bhai aap apna shed ka size kya hai
20×22
भाई मैं छत्तीसगढ़ से हूं मेरे को सौ मुर्गी से काम करना है पर बच्चा कहां से मिलेगा
@@AbhishekKumar-ym7qk unique poultry farm raebareli search Karo ..unke short videos me number hoga apko baccha mil jayega
Bhaii ande ko kaha bechne ka rhega apne taraf dukan me to 5 se 6 rs tak ka ande late h to ande kaha suply krne se behtar rhega
Bhai jaha omlet bante ho waha sale karo waha shi rate milega aur thodi jagah pata karo bhai desi anda itna sasta ni bikta hai main khud 10 me aur 11 me sale kar rha hu
भाई 300 मुर्गी के लिए कितनी जगह चाहिए
और आप का फार्म कितने फीट का है
20/30 hoto bahut behtar hai ..qki murge bech doge to murgiya rhengi aur unke liye itni jagah theek hai agar. Jagah ki kami hoto itte me araam se rakh sakte ho
Bhai...sonali chicks, ka accha dealer kaha par h....hm kanpur se h
Bhai kitne pees chahiye
Naya faram khol rahi hai Kaun se mutgi proper ande Dene me Mast rahti hai
@@Avneesh-m5i rir aur sonali ye dono badhiya hai bhai
Sonali murgi continue kitne dino tk Ande deti hai...
Kamse kam 12 se 14 mahine tak milta rahega bs feed vagira mentain rakhna
Sonali ki life kitne saal ki hoti hai aur ye pure life me kitne eggs deti hai ?
Sari. Bimari.ka.dawai.kahan.milega.awor.dawai.ke.nam.bataye
Jaha se Inka feed milta hai waha se ya fir online Flipkart se ya Amazon se manga lo ... antibiotics ke naam hai
..lexin powder. Ya neodox....ya fir inroflaxacin aur bahut se aate hai
AP batao 3 rupya ka khana kha gata hai or 50 rupya ka chhuga or Dabai ho gaya or 270 ka khana ho gaya to bikri 230 me hota hai to fayda knha hai btae
Bhai murga ek kilo ka thodi hota hai murga to 1600 garam se 1700 garam tak hota hai ..230 rupee ke hisaab se 391 ka hua aur murga becho sirf murgi rakkho ande ke liye ande lo kamse kam 8 se 10 mahine uske baad murgi 100 rupee ki bhi bech doge tab bhi profit me rhoge
300 bird ka
Form size kiya h
@@naturelover9466 mera to 22/20 ka hai jagah to thi bahut par starting karni thi to isko Chhota hi banaya
Mere pass 600 Kadaknath murga hai kha pr sell hogi
Aanda tak kitna pasa kharch hoga
Aapki voice kamal ki hai ❤❤ waise aap kha se ho???
@@study6686 bro up me raebareli jila aur farm hai dalmau town me✌️
@@FARMINGUNIVERSE69 😃
Kaha se h bhai
Abhi sonali murgi chuja kya price h
My kunkuri jashpur se hu
Mare Murgi 6 month ke hoge ha anda nhi da rhe ha Sonali aur Rir ha
@@arunsharma1104 bhai kya khilate ho unhe
@@FARMINGUNIVERSE69 layer feed
@@arunsharma1104 bhai kabse de rhe ho vaise agar 4 mahine ki jab murgi ho gyi thi tabse agar de rhe ho to fir inhe calcium syrup jise. ( Ostovet kahte hai sath me vimral Mila kar dedo qki 6 mahine me to dena start kar dena chahiye inhe
..bimar to ni hai hai na birds pet ke paas chhu kar dekhna halke to ni hai aur haddi jyada to ni bahar aayi Hui hai
Mukesh Kumar Ahirwar gram बिरू सोनाली फॉर्म मुरगे
Me rajsthan se hu
Consultancy service chahiye
Bhai Tera farm visit karna hai adress
Jila raebareli farm hai dalmau town me
Kushinagar jile me hai kya koi is time...?
aapka shad ka size kya hai
Mere ko 100pcs chuje chahiye kaha milege
People no
Hi
Nakol karta hai
Nakol kya hota hai bhai ??
आपका मो. न. देना भाईजीl🎉❤❤❤❤❤❤ दिल बाग बाग हो गया भाईजी, हिम्मत आ गयी l अपना तो 100 मुर्गी के साथ नया काम है l
@@krushnabahekar9209 🙌💞
Bhai apna number dal Dena adhik jankari lene ke liye
Bhai apna number dijiye
Bhai apna number sand kro please 🙏
Anna MO. No. Do
Aap ki baat 💯 parsent Sahi hai your WhatsApp please