But 1 problem h isme jaise January Month me attendance lagaya to vahi attendance sabhi Month me show kerti h. Or delete krne per sabhi me delete ho jati h.
jai hind sir vande matram 🙏💐 sir jab hum month change krte hai toh data pichle month ka wahi rehta hai ,sun mond change ho jata hai ,agar data bhi change ho jaye month vias , jan month ke bad feb ka open kre toh frsh blank aheet open ho uske liye kya kre
Sir sar jab seat 1 per month type karte Hain uske bad sheet 2 per jakar jab ham manth type kar dete Hain to uske bad jab data validation karte hain to list Ho jata hai jab uske bad jab source mein seat ke upar click karte to hota kyon nahin sar vah baat dobara
SIR attendance per present laga ne per to febaury ke mahine me bhi present araha hain kyu araha hain sir present ke sath video banado automate wali present ke sath sir please sir jabab dena sir
Iska use kya h..jab har month ki copy paste kr k hi bnani h attendance sheet, useful tb hota jab ek hi sheet me sarey months ki attendance show kr skti..😊
Sir Aapne Attendance Sheet Banani Bta Di Lekin Ek Problem Aa Rhi Hai Ki Agar Mai June Month Ki Attendance Mark Kr Rha Hu Aur Uske Baad Month Change Kr Rha Hu to June Waali Attendance Hi Har Month Me Show Ho Rhi Hai
Sir maine automated attendance sheet ko banaya fir usme absent, present or Holiday fill kiya sab thik se ho Gaya but jab next month ka dekh rhi hu to wo bhi fill ho chuka h aisa kyu Maine to January ka fill Kiya tha sabka kyu fill kiya hua show ho rha hai.
Bahut Badhiya
Useful information salute to you ❤️❤️
Thank you sir...
Automated attendance sheet par video banane k liye...
But 1 problem h isme jaise January Month me attendance lagaya to vahi attendance sabhi Month me show kerti h. Or delete krne per sabhi me delete ho jati h.
Sir reply
Sir ager ye problem aari h to to sheet use nhi h
Sir muje be same problem aya solution bolo sir
Hmm right
Bro you r right
Super sir,bus aap data entry se related class dalte rheye ,like karne ki jimmedari hum sabki ki 🥰❤️✨🤞
Nice useful video sir
Super sir
Thank you 👍
Thanks ❤
Good evening sir...
Thank you very much sir 🙂
Sir aap bahut achha padate hai
Sir ji aap bhut ache se padate hai
Accha video h❤❤ holiday v Sunday k jaisa automatic add kar sakte h kya?
Nice videos sir
Very nice
धन्यवाद सर
Thanks sir
Great
सर, कृपया, हॉस्पिटल मेडिसिन स्टॉक सेल, पर्चेस, एक्सेल बेस सॉफ्टवेयर बनाकर दिखाईए प्लीज़ 🙏🙏🙏🙏🙏
Mja aa gya
Nice
F4 key Kam Nehi karrahi sir
Excel sheet 2007 me kam nahi kar raha hai
Same problem bro 😢😢😢😢😢😢
Coaching student fee management's ke bare main bataiye na sir g please
Ban chuka hai fee ke bare me
Thank you sir
सर जी प्रणाम कैसे हैं आप
❤❤❤❤❤❤❤❤
sir Aap ak e-stamping submission ka video bnake bhejiye ga please
Sir aap kis app se editing karte ho place batay sir 😮😮😮
filmora
Ye jo computer me edit karte ho ye sab ho jayega 🤔🤔
jai hind sir vande matram 🙏💐 sir jab hum month change krte hai toh data pichle month ka wahi rehta hai ,sun mond change ho jata hai ,agar data bhi change ho jaye month vias , jan month ke bad feb ka open kre toh frsh blank aheet open ho uske liye kya kre
Formula lagane me problem a rha h sir 2007 version me
Ye attendense me jaise month, date change hote hai paise attendense change bhi hona chahiye
Please iska koi solution nikaliye.🙏🙏🙏🙏
Sir sar jab seat 1 per month type karte Hain uske bad sheet 2 per jakar jab ham manth type kar dete Hain to uske bad jab data validation karte hain to list Ho jata hai jab uske bad jab source mein seat ke upar click karte to hota kyon nahin sar vah baat dobara
Sir jb 01 k baad formula lga kr enter kr rahe h to 2 number ki jagah 45293 aa raha
Mujhe absent or attendance ko. % me v nikal na h to kaise nikal e ??
Yar isme formula lgate lgate hi bhul jayega .lendi ho rha h
But sir isme hum jan month me jo attendance lagte wahi attendance auto fill ho jati hai all month me sir plz solve this query 🥲
Sir pin kardo
Sir phone mein Excel kaise chalega esh ke liye ek video banane ki krapa karna sir
is ke upar pahle se hi video hai aap channel par check karo
🌹🙏🏿सर मी आपले एक्सलचे व्हीडिओ सोप्या भाषेत पाहून बरेच शिकलो,आपली अशीच प्रगती होवो... पाठक(सबक्रायबर)
ये जो शीट बनी हैं ओ अटेण्डंस जनवरी की लगाई फिर फरवरी की लगाने के लिए जनवरी की मिटती नही हैं। उसके लिए क्या करे
Sir attendance lagane me problem hai jab January me attendance lagate hai toh sabhi wo hi attendance aa jaataa h plz solve it sir
SIR AI IN EXCEL KA EK VIDEO BANADO
SIR attendance per present laga ne per to febaury ke mahine me bhi present araha hain kyu araha hain sir present ke sath video banado automate wali present ke sath sir please sir jabab dena sir
Iska use kya h..jab har month ki copy paste kr k hi bnani h attendance sheet, useful tb hota jab ek hi sheet me sarey months ki attendance show kr skti..😊
Sir Aapne Attendance Sheet Banani Bta Di Lekin Ek Problem Aa Rhi Hai Ki Agar Mai June Month Ki Attendance Mark Kr Rha Hu Aur Uske Baad Month Change Kr Rha Hu to June Waali Attendance Hi Har Month Me Show Ho Rhi Hai
attendance sheet banane ke baad ise alag alag month me save karo fir attendance lagao
Isme month switch karne ke baad pehle wala data likha rehta h A,B
Sir do alg alg sheet pr data validation kaam nhi kr rha to kyakru sir plz btqae
Sir agar bich me cell ko merge and center kiya gya ho to present kaise gine ..kis formula se count kare
Hallo, sir sir plz is ki pdf send kr do attendance sheet ki
Sir month ke hisab se present ko nhi change ho raha hai
Sar Facebook page kaise banaye is ke upar video banakar dalo
Bhai agar week off alag alag day ka hoga our week of ke din work kiye hot to ot lagta hai wo kaise add kare
जैसे कि हमने यह सीट तैयार कर ली और फिर एक महा कि हाजरी के बाद दूसरे महा में सीट बलेनक नहीं होती तो क्या करे
इसी शीट को पहले अलग अलग माह से सेव कर लो
sir mere attendence sheet me sunday or monday dono highlight ho rahe hai
Attendance 21to20 count hoti uska formula kya rhega
Sir 2024 to 2027 Tak banahe to kese kare
Sir A aur P lagane me problem aa rhi hai har mahine wahi rhata hai
Class waise Attendancs chahiye
Attendance sheet me 2year ka kese banaya jayega
Bhai saab 1tarik ke bad jo batya =if wala formula 2 tarik k liye o aa he nhi raha 2 ke bad drag kar Raha hu to 00 aa raha hai
2 tareekh aane ke bad drag nhi ho rha h blank aata drag krne pr
Attedance 2 ya 3 months May laga ka dekho Change nahi Hoga Same hi rehaga
Isme year bhi add karna chahiye tha sir 😢
Jan ka sheet 2par nhi ja rha hai
Sir maine automated attendance sheet ko banaya fir usme absent, present or Holiday fill kiya sab thik se ho Gaya but jab next month ka dekh rhi hu to wo bhi fill ho chuka h aisa kyu Maine to January ka fill Kiya tha sabka kyu fill kiya hua show ho rha hai.
next month ka fill karne ke liye ise template me save kar ke karo tab sahi hoga
@@gulabgurucomputer sir ek question or h ki agar hame present or absent dekhna ho to usko automatic karne ke liye kya karna hoga.
@@gulabgurucomputer Templates me bhi ker Liya vaise he h
@@gulabgurucomputersir nhi Solve ho rhi h ye problem.
F4 NOT WORK FOR LOCK
Mera bhi
Aisa kyu
Pls sir reply
बकाया वेतन का अन्तर राशि कैसे करें
How to lock F4
Ky Excel shikhna bhot kathin h ?
nahi bahut aasan hai aap channel par jao playlist check karo sab milega
@@gulabgurucomputer farmola yaad rakhna jaruri h job me ?
Please sir bta dijiye
please give me the excel file plz sir,,,
Sir sunday highlight ni ho rha h
video ko dhyan se nahi dekha aap ne sahi se dekho
attandance lagane par all month me attandance kyo laga jata h
attendance lagane se pahle is workbook ko template me save karo lo fir alag alag moth ka save kar fi attendance lagao
Plz ek video bana dijiye sir @@gulabgurucomputer
Video. is not. Clear
F4 not work
Sir ye sheet description me de do
telegram pe hai
Sir reply please
Sir f4 kaam nahi kar raha hai laptop mai to kya karu
Meri bhi same problem
Meri bhi
bhai ye nahi ho raha hai . pl sent your phon number
Thanks sir
Nice