Mam jo aapne polythene ko cut kiya tha aur liquid collect kr liya tha, iske baad jo west bcha tha use rakhna hai ya compost bucket me dalna hai, plz reply
Bilkul kar sakte hai, ho sakta hai ki apko new plant mil jaaye, koshish jarur kare. Plant ki mitti me saaf fungicide thodi matra me dale 5 gm ke karib. Apka purana plant bhi bachaya ja sakta ha
Good work achi jankari di h useful video sharing big like 👍👍👍👍
Beautifull
Both videos r informative. Stay happy love from mrs saeed.
Bahut badhiya jankari di h aapne ma.am😊
Thank you 😊
Really appreciating work mam
It's my pleasure
बहुत फायदे की जानकारी मेम 👍
Thank you 😊
Bahot achchi jaankari 👌🥰
Thank you 😊
Very helpful mam❤
Thanks a lot
❤ حسبِ معمول ،ھر بار کی طرح پہلے سے کہیں زیادہ خوبصورت ترین میزبان ہیں ۔۔۔آپ ریشمی جی۔۔۔❤🎉❤🎉❤🎉
Thank you so much 🙏🏻🙏🏻
Good
Thank you 😊
Nice information 👍👍
Stay connected
Both sunder video sharing ❤❤
Thanks for visiting
Namaste mam bahut jyada badbu aati hai mam yah sab karte Hain to
Aap gud aur chhachh ka use kare ,dhire dhire badboo kam ho jayegi
Mam dono hi yrh ki khaad jo h wo kitne din baad ki sadi hui ho tb hm liquid use kare un dono khad ka
❤😊
😊😊
Mam jo aapne polythene ko cut kiya tha aur liquid collect kr liya tha, iske baad jo west bcha tha use rakhna hai ya compost bucket me dalna hai, plz reply
Isme thodi matra me pani ke shower dalkar chhod de . Ye 2 months me khad bankar taiyar ho jayega
@@RashmisWorldCreatetoDecorate thank you mam
इसमें प्याज भी डालते हैं
Ha. Jo bhi soft peel howo sab dale.
Mera anjeer ka plant sookh raha hai, kya isse bhi airlayering se naya paudha bana sakte hain?, branch abhi green dikh rha hai
आप अपने अंजीर के प्लांट में तीन चार दिन पुराना लस्सी डालना शुरू कर दो हर 8 दिन के अंदर में वही पौधा हरा भरा हो जाएगा सर😊
Podhe ki jad me koi kida laga hoga ... Uska treatment kare..
Bilkul kar sakte hai, ho sakta hai ki apko new plant mil jaaye, koshish jarur kare. Plant ki mitti me saaf fungicide thodi matra me dale 5 gm ke karib. Apka purana plant bhi bachaya ja sakta ha
रश्मि जी कीडे नही पनपते इसमे, और बदबू प्लीज बताए
Shuruaat me kide aur badbu dono ho sakte hai lekin oxygen milte rahane se ek mahine me ye problem khatam ho jaati hai.
मेम. मेरे दो तीन स्टार मोगरा है ग्रोथ और फुल नही आते कब आऐगे
Ab to season khatam ho raha hai. February se flowering shuru hogi, tab tak plant ki achhi care karte rahe. Mature hone pe flowering jarur hogi.
@@RashmisWorldCreatetoDecorate थेन्क यु मेम.👍🙏
मैने कुछ छटाई कर कुछ पत्ते खाली गमले मे डाले और कीडे पनप गए, क्यो
Kide hi decompose karte hai. Isliye kido se na ghabraye. Ye bahut badhiya khad banaye hain.
Hamary yahn TU lizard both ho jati h lizard na ho Kuch batyen
Koi bat nahi. Ye to mere bhi garden me hai. Pareshan na ho ye kido ko control me rakhte hain.
madam aapka number Milega
Ji aap insta aur email pe msg kar sakte hai. Mera insta id rashmishukla4 hai aur email ID rashmishukla1415@gmail.com hai.
Very helpful mam❤❤❤❤