Bhaiya ji, kal hum apne tamater ke crop ke field ki sichai kiye the, lekin night 12 baje bahut hi jyada Mushladhar barish Hui mere yaha, jiske wajah se mere tamater ke sabhi plant jo flowering stage me the woh sab ukathne lage, aur adhik nami ke karan jad se galne lage, aur aaj Sam ko sabhi plant ki pattiya murjha kar ke Lata gayi thi, aur plants bhi poori tarah se murjhane lage hai, please 🙏 Hame koi upay bataye, jisse mere Tamater ka uktha ka aur jad galan ka problem jald se jad theek ho jaye.
Sb se pehley aap us me Bayer k alieatt ki drenching kre , or fir bavistin ya saaf ka spray kre 2 se 3ghnte k antral me or calcium ka spray ya jado me dale 4 /5 ghnto k gape me
Thankyou for the information.
😊
Perfect solution., u r absolutely right.
bhaiya ye dono wilt ka karan btaiye na please
Sir trichoderma or sodiumnas ko tomater ki plantation ke baad bhi use kr skte hai
Thrips ke liye best insecticide bataye Praveen bhai
Admire, Oberon , Solomon , thiomathaxium , deligate etc
Very nice voice
Good information sir
😊❤️
Sir kya hum drenching ka jgah hum drp ka sa dva dal sakta hi kya
Hmm dal skte h
uka kya doj hoga 1 akad ma
Hum khira ki khate krta hi USA wilt ki problem hote hi 30 sa 45 din ka bad
Me just abhi Google pr search kar hi raha tha
😊
Aap ke cauliflower ke upar video banao
G bhai bhout jald aane wali h
Fusarium fungus in sabhi davayio se bhi nahi kantrol hota to kya kre plz bataye
Thanks
😊
Hm bahut pareshan hai is rog se kya kare
Thankx for making video
😊
Bhai 2853 vrty ka tanna patla hai mota nahi ho raha Kya kru
Carbofuron furadon 3g% bacterial wilt aur fusuraim wilt ko control kar सकता hai kya
Nhi, ye fungus pr control krta h lambe smay tk ,
To इसका कोई solution nahi hai. Mera 50% mar gaya. Ab bacha hua bachega ya sab mar jayega
Sir mera tamatar flowering stage h ,usme greenery nahi to usme kya dale
19-19-19 fertilizer
Use Merivon Fungicide at flowering stage
Bhaiya ji, kal hum apne tamater ke crop ke field ki sichai kiye the, lekin night 12 baje bahut hi jyada Mushladhar barish Hui mere yaha, jiske wajah se mere tamater ke sabhi plant jo flowering stage me the woh sab ukathne lage, aur adhik nami ke karan jad se galne lage, aur aaj Sam ko sabhi plant ki pattiya murjha kar ke Lata gayi thi, aur plants bhi poori tarah se murjhane lage hai, please 🙏 Hame koi upay bataye, jisse mere Tamater ka uktha ka aur jad galan ka problem jald se jad theek ho jaye.
Sb se pehley aap us me Bayer k alieatt ki drenching kre , or fir bavistin ya saaf ka spray kre 2 se 3ghnte k antral me or calcium ka spray ya jado me dale 4 /5 ghnto k gape me
Hii sir
7:1 7:18 3
Mujhe aapka number chahiye
Aapke video dekh kar kheti kar rha hu please contact nu do bhaiya