Sir, agar koi employee ke upar DAR lagta hai toh uska Jo DAR proceedings Notice Imposing Penalty(NIP) dene ke date ke baad complete maana jata hai ya phir NIP ka penalty complete hone ke baad DAR proceedings complete maana jata hai...🙏
Sir, kisi retired employee ka DAR mai agar President of India duara 5 saal tak 20% pension cut ka order diya ho aur 3 saal complete hote hi Uss employee ka death ho toh Family Pension mai uska kya prabhav padega...🙏🙏🙏
Sir, SF 5 kya hota hai, kis condition me SF5 diya jata hai, aur ye jo reply regional language me de sakte hai ki nahi, kyoki ek 4th category ka employee English me kaise jawab dega ?
sir agar incharge apni manmani trh se jyada work krwaye to kya kre. jbki apni kshamta anusar work krne ke baad bhi extra work aur bhi krne ko bole to kya krna chahiye . ye sabsebadi samasya hai railway worker me. plz rply me. 🙏
Sir agar koi railway employees leave lekar ghar jata hai aur uska jhagada ho jata hai aur uske khilap fir ho jati hai aur use jhel bhi ho jati hai to use railway job se nikal degi kya.agar bad mai vo nirdosh sabit ho to..
Sir mutual transfer main supervisor release/spare nahi kar raha 20+ day ho gaye hai supervisor bolta hai 2nd candidate ko pahle aane de uske baad 1st /senior candidate ko relive karuna kaya kare sir please reply 😢😢
Niyamanusar leave application priority se leave sanction karna chahiye. Agar aisa nahi hota hai to aap higher authority ko written me with proof complain kijiye. Is video se aapko extra madad milegi - ruclips.net/video/MlxJLr4drAY/видео.html
Sir aap ke subscribers badhane jahiye.... Bahut bdiya explained krte hai aap🥰
Thoda ham mehnat kar rahe hai.thora aap kijiye. Bahut jald ye pariwar birat roop ka hoga.
@@learningpointrailwaysir plz apka no mil skta h
बहुत ही ज्ञानवर्धक इसी तरह वीडियो share करते रहे sir
Sir you are great, please cover establishment other topics for group b
Most welcome.
Very nice and informative video
बहुत ही शानदार सारणी प्रयास है सर आपका
Bahut badhiya sir👌
Thank you
Bahut acchhi prastuti sir ji..
Most welcome
धन्यवाद sir जी
Aapne bhut achhi tarah se explain kiye hai, please upload more videos
Thank you for supporting me.
Very nice video
Lucid explanations sir ji
Good teaching brother ❤❤❤
Most welcome.
Budget per video banaye, good explanation.thank you.
Very nice.sir
I need welfare inspector related questions bank...
Sir track machine ke liye TA rules or duty per ane jane ke law ke bare main kuch video bankr dale
Sir, agar koi employee ke upar DAR lagta hai toh uska Jo DAR proceedings Notice Imposing Penalty(NIP) dene ke date ke baad complete maana jata hai ya phir NIP ka penalty complete hone ke baad DAR proceedings complete maana jata hai...🙏
NIP issue date se complete mana jayega.
Very good sir 👍
Sir, kisi retired employee ka DAR mai agar President of India duara 5 saal tak 20% pension cut ka order diya ho aur 3 saal complete hote hi Uss employee ka death ho toh Family Pension mai uska kya prabhav padega...🙏🙏🙏
All concerned documents ke sath DRM P ke COS se miliye.
Railway establishment pad video banaye
Sajhao to bura nhi hai. Sochenge
Thanks sir
Sir, SF 5 kya hota hai, kis condition me SF5 diya jata hai, aur ye jo reply regional language me de sakte hai ki nahi, kyoki ek 4th category ka employee English me kaise jawab dega ?
SF 5 sahit others par kisi anya video me baat hogi.
Chargesheet ka jawab hindi me bhi de sakte hain.
ये SF 5 सरकारी क्वार्टर से बोरियां बिस्तर बांधकर घर जानें की प्रक्रिया हैं@@learningpointrailway
Sir master circular par bhi ek video bana dijiye
Wait kijiye.
Excellent presentation
Most welcome
Superb
Most welcome
sir agar incharge apni manmani trh se jyada work krwaye to kya kre. jbki apni kshamta anusar work krne ke baad bhi extra work aur bhi krne ko bole to kya krna chahiye .
ye sabsebadi samasya hai railway worker me. plz rply me. 🙏
Railway union aapki madad ke liye hi hai.
Sir agar koi railway employees leave lekar ghar jata hai aur uska jhagada ho jata hai aur uske khilap fir ho jati hai aur use jhel bhi ho jati hai to use railway job se nikal degi kya.agar bad mai vo nirdosh sabit ho to..
Agar minimum 24 hours Jail hua hai to aapka vibhag aapko suspension letter de dega.
Yaad rakhiye suspension period me subsistence allowance milta hai.
Agar chhuti lekar Gaye ho to naukri me koi dekat nahi aaya ga
@natureexplorer9764 chhutti agar sanction hai to fir koi problem nahi.
बिलकुल नहीं
48 hrs .... Deemed suspension
Wagon workshop ke andar welding ka kya rule hai
Wait for video.
Sar hame remove kiya hai 2019 me kiya apple hoga Aaj ke date me please comment me bataye
Ek baar welfare inspector se baat kijiye.
Kis adhar pe remove Kiya hai
S&wi ka question krayena sir
Wait kijiye. Ispar bhi vichar kiya ja raha hai.
Sir mutual transfer main supervisor release/spare nahi kar raha 20+ day ho gaye hai supervisor bolta hai 2nd candidate ko pahle aane de uske baad 1st /senior candidate ko relive karuna kaya kare sir please reply 😢😢
Aisa koi rule nhi hai. Aap written me Sr DPO sir se complain kijiye.
Mera to 2 month ho gaya nahi chor raha hi sr DOM se vi mile lekin kuch nahi huaa
@@ABHISHEKKumar-os9co HRMS nivaran option me complain kijiye.
Nice
Track machine ke tech- III Ke paper ka question banaye sir
agar hm leave online daal kr apne ergencye ghar nikl gye aur incharge ydi leave senction na kre to kya kiya jana chahiye.
incharge bole ki hm chhutti nhi de sakte . apni manmani kre to?
Niyamanusar leave application priority se leave sanction karna chahiye. Agar aisa nahi hota hai to aap higher authority ko written me with proof complain kijiye.
Is video se aapko extra madad milegi -
ruclips.net/video/MlxJLr4drAY/видео.html
Sir pdf if possible ❤
Google search karne se mil jayega
Explanation time 10 days hai
Sawaal likhiye
Miscellaneous