Maine video ke end me jitna dikhaya utna hi aaya, fark itna hai ke maine jate aate Train 3rd AC liya tha to kharcha badh gaya tha mera travelling ka. Baki same tha
@@tourwithatul6123 hotel बद्दल सांगा थोडे. तुम्ही कुठे थांबले होते? आम्ही 3 दिवसासाठी चाललोय फेब्रुवारी मध्ये. तिथून पुढे बैद्यनाथ धाम ला जाणार आहोत ।
Jai Jagannath. Is it true that the cost of Mahaprasad is not fixed even inside the temple and devotees have to bargain at Anand Bhavan (inside the temple complex) for the cheapest price of Mahaprasad?
@@abhasrivastava9451 muze ye jankari Khushi Hui ki meri video se aapko fayda huwa. Aapki journey acchi jaye. Our kuch jankari chahiye to jarur puche....
Enjoy your Trip. Ho sake to chilka lake avoid Karo. Bohot scam hai wo lake. Na koi dolphin dikhenge, na ho pearls original hai..... Sirf boat ride ke maje lene ho to jao chilka lake.
Aap kaha se Jane Wale hai puri? Waise to wo sea beach PE hai isliye waha pe thand nahi hoti. Par AAP Google pe weather update dekh lijiye us din ka. Hoodies kafi rahegi. Bas aapke Safar me temprature kaisa rahega ye dekh lijiye.
Thanks for the prompt reply really appreciate. I'm planning to go there during the yatra. Was checking for hotels oof prices are like 15k per day. Any recommendations
Puri hotel +91 8280259999. (06752)222114,223809 You will find this hotel easily on beach. This is Highest building on beach. There is other options of hotel is also available .. Happy Journey 👍
@Tour with Atul bhaiya we are planning to go on 8 may i know it would be hot days but can we enjoy there or not as many people are saying dont go but we have decided to go.🙏🙏
Don't hesitate for hot weather. Go for it. Enjoy your trip. Capture memory. If you are worried think still people are living there in that climate. Jay Jagannath 🙏
Go to capital city Bhubaneswar nstay there hire a cab and explore Puri Jagannath temple,konark temple,chandrabhaga beach,santi stupa at dhauli, lingaraj temple and Nandankanan zoo and many more at Bhubaneswar. From Bhubaneswar to Puri is only 60km you will get train,bus,ola,Uber,pvt vehicles all types of facilities. Explore chilika Lake tooasias largest lake
Mostly barish to after 15 June hoti hai. Agar aap usase pehale Jake aaye to behatar hoga. Waise bhi 2nd week of June borderline hai. Kuch confirm nahi bata sakte. But mere khayal se nahi hogi barish. Aap Jake aao. 🙋🏼
Sir video me 15:16 time pe jaiye. Waha par screen pe share Kiya hai. Waise chilka par aapka busvala ya fir cab driver aapko konse boat office pe leke jata hai iske upar price depend hai. Waha par jada tar scam chalta hai... Hame to na koi dolphin nahi dikhai Diya. Total waste of time tha chilka lake.
Aap Holi ke din matlab 24 March ko Sunday ko jaoge. Weekend hai. Saturday Sunday Monday ko bhi chitti hai. Rush to rahegi. Rush ke time sabhi ke rates badh jate hai. Ho sake to avoid Karo long weekend. Baki aapki Yatra Mangalmay ho.... Jay Jagannath 🙏❤️
Jio Atul bhai bhagawan bhala kare aapka was looking for this kind of information kabhi blogs dekhe sab bakwas isse thoda samajh aaya.. par mujhey abhi bhi ek doubt hia ki aap panch tirth par snaan kiye ya nahi ya bus mandir dekha!!!
ok par information kaphi thi aapke pass@@tourwithatul6123 ji accha ek aur baat kya ek hi din mein sirf jaganath darshan & konark temple dono kar sakte hai + samadudra mein snann
Bus ka ticket jis din ghumna ho usi din nhi milega kya.. or agr nhi milega to kya koi number h jisme call kr k pehle se hi book kr sake..?? Please reply 🙏
Sir bus subah subah jaldi nikalti hai. Isliye ek din pehale hi book karke rakhiye. Contact details Maine video me dee hai. Pause karke save kar lijiye.
Abhi sir hotel to offline mil jayega bus aapko waha par jakar 1 ghanta alag alag hotela ko visit kare choice karna hoga. Jaise he aap beach PE jaoge luggage ke sath to waha ke hotel agents aapko hotela dikhane ke liye aapke pas aayenge. Usme se bhi aap le sakte ho. Thoda ghumoge to mil jate hai acche acche hotels. Agar aapka group bohot bada hai to aap pehale he book kar lijiye. Happy journey sir... 🫡
agar aap google pe online check karoge to botot sare hotel walo ne ek hi photos apne apne google account pe add kiye hai, jisme same sea facing view dikhata hai. muze thoda fishy laga. waise bhi mai off season gaya tha to aasani se room offline mil gai.
Go to capital city Bhubaneswar nstay there hire a cab and explore Puri Jagannath temple,konark temple,chandrabhaga beach,santi stupa at dhauli, lingaraj temple and Nandankanan zoo and many more at Bhubaneswar. From Bhubaneswar to Puri is only 60km you will get train,bus,ola,Uber,pvt vehicles all types of facilities. Explore chilika Lake tooasias largest lake
Itne sare bs nam k hi h.... Zoo apne pahale v dekha hoga... Konark temple me puja hoti h bs ek Story k sath parani Temple h waha se surya bhagwan ko puri me hi sthapit kiya gya h.... Sare Beach ek jaisa hi h.. Chilka lake mai gya nhi lekin waha dolphin k famous h dikha to apki Luck nhi dikha to apki Bad Luck lekin paise paid krne hi h
@@rangeshtiwari5908 Bhubaneswar ghumo achi city hai aur aaspaas bahot sare ghumne ki jagah hai like bhitarkanika sanctuary,dhauli santi stupa,simplipal tiger reserve,barehipani,khandadhar waterfalls many more. Logon ko sirf Puri aur konark malum hai lekin aur bhi bahot sari jagah hai
Mam 100% Mai sure nahi hu ladies purse ke bareme, lekin bahar Jo board lagaya hai usle ladies bag ka bhi photo hai, our likha hai leather ki kao bhi chij mana hai.
Lekr ja skti h mandir piche mandir k hi diposit counter h jaha ap apni mrji se kuchh dekhte h wrna Front me to 5 rs each Sleeper ar Mobile ka 10 rs each h
Bina panda me bhi darshan hote hai, par agar aap bahar se hi panda ko leke jate ho to wo aapko andar ki jankari puri tarah se de denge. Aap mandir ke bahar Wale parisar me jaise hi pohocho to waha par panda khupd hi aapko approach karenge. Jai Jagannath 🙏
Accha idea hai. Auto to best hai. Ek din pehale ho auto Wale ko confirm kar ke rakho. Bus koi advance mat dena. 2 se 4 auto vale se bat karke bargain marke final Karo. Chaho to kisi travel office me bhi pucho. Unke bhi contact rehate hai auto vale se
Safe to hai, bas aapko khayal rakhna hai ki kisi bhi lonely jagah par akele nahi Jana hai. Jaise ki chilka lake jab jao to bus ke baki tourist bhi aapke sath ho... Safe rahega. Enjoy your trip 😊
एक बात बताएं -पहले दिन जब नौ- दस बजे पूरी पहुंचेंगे ट्रेन से तो होटल लेते,फ्रेश होते,नास्ता करते बारह-एक बज जाएंगे।फिर मंदिर जाएंगे तो वहां कितने समय में दर्शन हो जाएंगे?उस दिन बाकी बचे समय का सदुपयोग किस काम में किया जाए? यह भी बताएं कि दुसरे दिन साइट सिइंग के लिए बस कितने बजे से शुरू करते हैं ट्रैवेल्स वाले और कितने बजे तक घुमाते हैं?
Nice information sir
I want to travel with my family
@@kumarraviclasses9235 make plan. N go with family. Enjoy
Informative video
. Thank you
Thanks a lot give a all information ☺️
@@rajkhurana-hc8il welcome bro😊
Sch mein aapka video sabse acha explanation superb. I had seen so many videos but your video is best regarding explanation. Fully satisfied.
Thank you 😊. I hope you enjoyed the Video... Enjoy your Journey
Right 👍
Behtreen Video...Really Thanks for sharing ❤❤
Thanks for your love. I hope you have subscribed to my channel.... 💓
Accha banaya vlog aapne.... 👍
@@prateekdongre99 thank you Bro. I hope you like my work
very detailed video. thanks a lot for the effort. This will definitely help me to plan my trip. Appreciated!
Glad it was helpful! ❤️ Please share video with your friends who wants to go puri.
Sir aapke vlog se bahut helf mili thanku so much❤️👍
Enjoy your Trip to Puri... Jai Jagannath 🙏🏼
Thanks sir...very descriptive and nice video...good going
Full information Thanks brother
@@AlokKacher welcome Brother 👏🏼
Bahut accha video hai❤
Thank you Sir 😊
Thanku Bhai aapna problem solved kr dia hum es saal jayga aapki video sa bhut help mil gai jai jagannath 🙏
Thank you for your appreciation. Aapki Yatra Mangalmay ho.
Jai Jagannath 🙏
Jay Jagannath
जय जगन्नाथ🙏
Jay jagannath
Jay Jagannath 🙏
very realistic videos and information @Tour with atul. Good work.
Thank you sir for your appreciation 😊❤️🫡
Good description in detail well done sir.
Thank you. I hope this video will help you 😊
Thanks to telling
Jay jagarnath
Jay Jagannath 🙏
Very informative video.
Thank you Sir.. 🙏🏼
Bahut accha video
Thank you Bhai.. 🫡
बहुत सरल तरीके से explain kiye भैया 🙌🤝tnq information k liye ❤
You are welcome Sourabh. Video banane ka yahi maksad hai ki waha Jane Wale yatriyo ko jankari mile. जय जगन्नाथ 🙏
very great
Thank you 😊
Bahut hi badhiya Explanation apka 🙏👍🙏
Thank you 🙏🏼 Jay Jagannath ji
Jay.. jagnnath
Jay Jagannath 🙏
Very useful video
Your feedback is valuable for me. Thank you 😊
Good video thnk u 😊😊 hum bhi ja rohe hein 18 may ko jagannath ji ke darshan karne ke liye
Packing ho Gaya aapka? Happy Journey
@@tourwithatul6123haa ho gaya.. thnk u 🙏😊
Nice informative video
Thanks Bhai 🙏
Good information
Thank you sir 😊
Jay Jagannath 🙏🙏🙏
Jay Jagannath 🙏❤️
खुप सुंदर. धन्यवाद
आभारी आहे. धन्यवाद मॅडम. 🙏
Battery car ka kitna charge lagega bhiya
@@kashyapsonu2001 Bhai abhi itna yad nahi. Par waha pe counter pe jaoge to likha hai. Agent piche padenge par tum sidha counter pe jake enquiry karna
Your contact no@@tourwithatul6123
Excellent cover up ❤❤
Dada khup mast mahiti dili dhanyawad 🎉
Akash thakur याच चॅनल वर हा video मराठी मध्ये पण आहे. त्या मध्ये महाराष्ट्र मधून कोणत्या ट्रेन ने जाता येईल त्याची डिटेल माहिती दिली आहे. नक्की पहा.
Bhaht achaa❤ bhaya
Thank you Bhaya❤️👏
Bhai video pura end tak dekha bahat achha laga ❤
Muze bohot Khushi hai aapne pura video dekha our aapko pasand aaya... जय जगन्नाथ 🙏
Jai jagganath ji ki Jai shree Krishna Jai Balram Jai Maa subhadra Rani ji jai jagganath
Maine video ke end me jitna dikhaya utna hi aaya, fark itna hai ke maine jate aate Train 3rd AC liya tha to kharcha badh gaya tha mera travelling ka. Baki same tha
April me AC room ka charges kya hai
Bhai abhi ka nahi bata sakta mai. Ek bar aap online contact karke price confirm karva lo.
Very good video Thank you so much dada ❤️
Bahut acchi video banayi hai bhai ❤
Thank you for your appreciation 😇
Helpful video👍
Jay Jagannath 🙏
Jay jagannath🙏
Thank you sir me suddha punya mdun Feb ending la jagganathpuri la jatoy tr tumchya vdo chi khup madat zali mala planning sathi khup khup dhanayad 😃😃
Thank you. Happy Journey. Kahi madat lagali tar insta la dm kara.
@@tourwithatul6123 hoo sir nakki 😃
@@tourwithatul6123 hotel बद्दल सांगा थोडे. तुम्ही कुठे थांबले होते?
आम्ही 3 दिवसासाठी चाललोय फेब्रुवारी मध्ये. तिथून पुढे बैद्यनाथ धाम ला जाणार आहोत ।
Jai hind Jay Bharat Jai jagganath ji
@@MukeshChandrakar-pt3sg Thank you for watching complete Video... 🫡
Chilka Lake 2nd day or 3rd day bhubaneswar janu chugi to ya possible hy asa tour
Otdc mein seven seater car milega kiya... Aur guid bhi rehta he kiya
Jai Jagannath. Is it true that the cost of Mahaprasad is not fixed even inside the temple and devotees have to bargain at Anand Bhavan (inside the temple complex) for the cheapest price of Mahaprasad?
Nice video 🎉
Thank you 😊
@@tourwithatul6123 hm log bhi jane wale h.. aapki video se bht jaruri information mil gya.. bht achhi video bnate h
@@abhasrivastava9451 muze ye jankari Khushi Hui ki meri video se aapko fayda huwa. Aapki journey acchi jaye. Our kuch jankari chahiye to jarur puche....
अच्छी AC होटल का नंबर एवम एड्रेस का कृपया सुझाव दें। आपने पूरी की यात्रा को सुविधाजनक बना दिया है। असीम आभार एवम साधुवाद।
मेरा नाम नयनेश जानी है।
Very nice hum bhi ja rhe 10 jan ko
Enjoy your Trip. Ho sake to chilka lake avoid Karo. Bohot scam hai wo lake. Na koi dolphin dikhenge, na ho pearls original hai..... Sirf boat ride ke maje lene ho to jao chilka lake.
Hmara 3 days 2 night ka plan hai ..... And 13 sham 7 bje ki train hain.... Plz thoda acha sa plan btaiye taki hum ache se enjoy kr ske
@@smartychandra7098konsa hotel liye ho
21 April ko puri ja rahe hai, AC room ka charges kya hai
konark temple guide ka number 11 digits bola wo... please provide it.
8926237322 Mohan Guide Konark Temple
Aap kon sa month ma gaya ji
Sir, New sea pearl hotel ke room ka video daaliye.
Bhai Video to nahi bana paye us waqt. Average room tha 4 bed ka. Ac. Tv. Bathroom toilet attached.
Bhubaneshwar tour kara ke bhubaneshwar station kitne bje pahunchati hai ???
Sham ke 7 baj jate hai kam se kam.
Sight seeing
Saakshi Gopal Mandir k darshan k bina Jagannath ji ka darshan adhura rhta hai
April me kaisa whether hota h puri ka bhai
Garmi to rahegi April me... 🥵
Hi
Hum 8 jan mai ja rahe kya woolen leker jaye ya cotton clothes
Aap kaha se Jane Wale hai puri? Waise to wo sea beach PE hai isliye waha pe thand nahi hoti. Par AAP Google pe weather update dekh lijiye us din ka. Hoodies kafi rahegi. Bas aapke Safar me temprature kaisa rahega ye dekh lijiye.
Is there any Puja that can be done in the temple
There are Pandits available inside the temple. They will perform Puja if you asked them
Thanks for the prompt reply really appreciate. I'm planning to go there during the yatra. Was checking for hotels oof prices are like 15k per day. Any recommendations
@@mithilanadkarni4040 are you asking 15,000 per day room or 1.5 thousands per day?
Any best hotel please suggest
Puri hotel +91 8280259999. (06752)222114,223809
You will find this hotel easily on beach. This is Highest building on beach. There is other options of hotel is also available .. Happy Journey 👍
@Tour with Atul bhaiya we are planning to go on 8 may i know it would be hot days but can we enjoy there or not as many people are saying dont go but we have decided to go.🙏🙏
Don't hesitate for hot weather. Go for it. Enjoy your trip. Capture memory. If you are worried think still people are living there in that climate. Jay Jagannath 🙏
Thanks bro 🙏
Only 1st day non ac bus mein kaha kaha ghumayenge ?
Chilka lake chod ke baki ke side scene ho jayenge. Jaise konark temple, lingraj temple, dhaulgiri, Nandan Kanan zoo park, Uday giri khand giri.
Bhaiya horse ride ka facility hai kya?
Go to capital city Bhubaneswar nstay there hire a cab and explore Puri Jagannath temple,konark temple,chandrabhaga beach,santi stupa at dhauli, lingaraj temple and Nandankanan zoo and many more at Bhubaneswar. From Bhubaneswar to Puri is only 60km you will get train,bus,ola,Uber,pvt vehicles all types of facilities. Explore chilika Lake tooasias largest lake
Very very informative video...ek baat puchu-----June 2 nd week me jane ka plan hai, to garmi hota hai ya baarish?
Same question.. please reply
Mostly barish to after 15 June hoti hai. Agar aap usase pehale Jake aaye to behatar hoga. Waise bhi 2nd week of June borderline hai. Kuch confirm nahi bata sakte. But mere khayal se nahi hogi barish. Aap Jake aao. 🙋🏼
🎉❤
Thank you 😊
Boat per person ticket nahi rehta kya
@@sumedh6192 sir per person Aisa nahi rehta. Wo group boat ke hisab se dete hai. Sharing is not allowed likha tha waha.
You explained it in a simple way.Very nice presentation ❤
Thank a lot sir. Jay Jagannath 🙏
19 may ko Sunday ko pahuchege to darsan kb kre Sunday ko ya Monday ko
Sunday ko agar jaldi pohoche our time hai to kar lijiye darshan. Monday aapka side scene ke liye free rahega.
Chilka lake me boating k liy kitna charge dena hota h
Sir video me 15:16 time pe jaiye. Waha par screen pe share Kiya hai. Waise chilka par aapka busvala ya fir cab driver aapko konse boat office pe leke jata hai iske upar price depend hai. Waha par jada tar scam chalta hai... Hame to na koi dolphin nahi dikhai Diya. Total waste of time tha chilka lake.
@@tourwithatul6123 ohhhh
Private car for 4 passenger book kar k Lingaraj temple or v Bhubaneswar me temple hum skate hai kiya? Or uss me kharcha kitna hoga ?
Bhai Maine Jo tour agent ka contact details video me Diya hai AAP unko direct call karke price puch lijiye. Mai exactly nahi bata sakta
Agr tm h to ap train se puri se bhubneshwar jaye ar waha se Auto lekr lingraja Temple jaye km khrch wrna 3-4 thousand dena padega ar afsos v hoga
Chilka men bus tour Kitne time ka hota hai pls reply
So beautiful video 😍😍😍
Thank you 😊
13 may ko pahuchege to darshan kab kare or hotel kaha par le plz reply
Us Din hi darshan kijiye. Our hotel beach ke pas lijiye...
Zoo park se accha he cave jana
22 may ki ticket book ki hai Delhi se... Garmi kaisi rahegi?
Summer season hai. Garmi to rahegi...
Bahut garmi rahegi bhai
March me holi time ja skte h sir
Jada rush hour me nhi jana h isliye
Please bataye
Aap Holi ke din matlab 24 March ko Sunday ko jaoge. Weekend hai. Saturday Sunday Monday ko bhi chitti hai. Rush to rahegi. Rush ke time sabhi ke rates badh jate hai. Ho sake to avoid Karo long weekend. Baki aapki Yatra Mangalmay ho.... Jay Jagannath 🙏❤️
Jio Atul bhai bhagawan bhala kare aapka was looking for this kind of information kabhi blogs dekhe sab bakwas isse thoda samajh aaya..
par mujhey abhi bhi ek doubt hia ki aap panch tirth par snaan kiye ya nahi ya bus mandir dekha!!!
Nahi kiye snan panch tirth par. Hame kuch jankari nahi thi uske bareme.
ok par information kaphi thi aapke pass@@tourwithatul6123 ji
accha ek aur baat kya ek hi din mein sirf jaganath darshan & konark temple dono kar sakte hai + samadudra mein snann
Hotel 1k tak mil jayega kya for 2 person off season me??
Non ac hotel ka kitna rs lagega
Waha par 1000 se hotel suru hote hai. Non AC bhi. Humne ac 4bed ka 1500 me liya tha room.
@@tourwithatul6123 okay & thank u
1000 rs k niche v achha mil jata h.. Bs apko thoda enquiry krni padegi... Mai 700 me hi raha tha 3 log...
Aap konse month me Gaye the ....Jo aapko rush mila nahi
@@Sarvesh_vlogs24 last year ganesh visarjan ke 2 din bad. Navratri se pehale 10 din
Singal person ka poora waha ghumane khane travel room ka kitna kharcha aa jayega sir bataye
Video ke end me dekhiye aap. Maine details dikhaya hai last me.
Bus ka ticket jis din ghumna ho usi din nhi milega kya.. or agr nhi milega to kya koi number h jisme call kr k pehle se hi book kr sake..??
Please reply 🙏
Sir bus subah subah jaldi nikalti hai. Isliye ek din pehale hi book karke rakhiye. Contact details Maine video me dee hai. Pause karke save kar lijiye.
Offline hotel jane par mil jata hai ya online karwa le for next week. Pls recommend
Abhi sir hotel to offline mil jayega bus aapko waha par jakar 1 ghanta alag alag hotela ko visit kare choice karna hoga. Jaise he aap beach PE jaoge luggage ke sath to waha ke hotel agents aapko hotela dikhane ke liye aapke pas aayenge. Usme se bhi aap le sakte ho. Thoda ghumoge to mil jate hai acche acche hotels.
Agar aapka group bohot bada hai to aap pehale he book kar lijiye.
Happy journey sir... 🫡
agar aap google pe online check karoge to botot sare hotel walo ne ek hi photos apne apne google account pe add kiye hai, jisme same sea facing view dikhata hai. muze thoda fishy laga. waise bhi mai off season gaya tha to aasani se room offline mil gai.
Agar pura pariwar jaise 4 -5 person room le to 2 din ka kharza kitana aayega
Aapko kamse kam rs 2500 me ek room milegi 4 bed + 1 extra matress or bed ke sath
Do din ka 5000 jayenge kam se kam AC room ka
Go to capital city Bhubaneswar nstay there hire a cab and explore Puri Jagannath temple,konark temple,chandrabhaga beach,santi stupa at dhauli, lingaraj temple and Nandankanan zoo and many more at Bhubaneswar. From Bhubaneswar to Puri is only 60km you will get train,bus,ola,Uber,pvt vehicles all types of facilities. Explore chilika Lake tooasias largest lake
Itne sare bs nam k hi h.... Zoo apne pahale v dekha hoga... Konark temple me puja hoti h bs ek Story k sath parani Temple h waha se surya bhagwan ko puri me hi sthapit kiya gya h.... Sare Beach ek jaisa hi h.. Chilka lake mai gya nhi lekin waha dolphin k famous h dikha to apki Luck nhi dikha to apki Bad Luck lekin paise paid krne hi h
@@rangeshtiwari5908 Bhubaneswar ghumo achi city hai aur aaspaas bahot sare ghumne ki jagah hai like bhitarkanika sanctuary,dhauli santi stupa,simplipal tiger reserve,barehipani,khandadhar waterfalls many more. Logon ko sirf Puri aur konark malum hai lekin aur bhi bahot sari jagah hai
लेडीज पर्से लेके जा सकते हैं क्या मंदिर मे , एलेट्रिक,बेल्ट,मोबाईल ये चीजे मना है .
Mam 100% Mai sure nahi hu ladies purse ke bareme, lekin bahar Jo board lagaya hai usle ladies bag ka bhi photo hai, our likha hai leather ki kao bhi chij mana hai.
Lekr ja skti h mandir piche mandir k hi diposit counter h jaha ap apni mrji se kuchh dekhte h wrna Front me to 5 rs each Sleeper ar Mobile ka 10 rs each h
Mandir me panda ko book karna padta hai kya ya us ke bina bhi darshan hota hai?
Bina panda me bhi darshan hote hai, par agar aap bahar se hi panda ko leke jate ho to wo aapko andar ki jankari puri tarah se de denge. Aap mandir ke bahar Wale parisar me jaise hi pohocho to waha par panda khupd hi aapko approach karenge. Jai Jagannath 🙏
Panda ka charge kitta lgta h
@@Shinuu27 hamare sath Jo the panda unhone 200 liye the. Depend on your bargaining
15 to 30 march jane garmi kaisa rahta hai ya jana sahi rahega
Summer season hai. Garmi to rehegi jor se. AC room Lena. Pani pite rehna. White kapade pehenana. 🧢 Dalke ghumo... Enjoy journey 😊
2 march ko niklne ka socha hai means 3 ko puri me 4am pe aa jaunga
then return tkt 5 ko after 8pm krwa lu? kahan se thik rhega bbs ya puri se?
bhai kaisa tha tour aapka hotel kaisa tha mai bhi jane wala hoon 28th april ko
❤
Auto se ghumne ka option kaisa h
Bus and car meri beti ko ulti hota h
Accha idea hai. Auto to best hai. Ek din pehale ho auto Wale ko confirm kar ke rakho. Bus koi advance mat dena. 2 se 4 auto vale se bat karke bargain marke final Karo. Chaho to kisi travel office me bhi pucho. Unke bhi contact rehate hai auto vale se
Hotel 4 person ka 2 thousand ya 1 person ka, please reply me
4 person ka 2000/-
Matlab ek room ka rent 2000 tha jisme 4 bed tha. 4 log so sakte the.
5 June ko jaaye kya?
Ha ja sakte ho. Bas barish kab start hoti hai June me waha ek bar pata karwa lo... Warna chata leke ghumna padega.
Nahi katai mat jana June me pura trip bekar ho jayega jana to January -Feb me hi maza aayega
Hum December me Puri gaya tha hotel nahi Mila
To kaha rahe😢
25 April ko jana thik rhega kya
Please reply sir
Bheed to nhi hogi jyda or grmi
Ha sahi rahega. Thursday hai. Odd day hai. Koi sarkari chutti nahi koi tyohar nahi. Rush kam rahegi... Happy Journey. Jai Jagannath 🙏
Thank you sir 🙏
April mat jao humidity boht rhta hai Feb ya March mai chle jao
Is it safe for solo women trip/?
Safe to hai, bas aapko khayal rakhna hai ki kisi bhi lonely jagah par akele nahi Jana hai. Jaise ki chilka lake jab jao to bus ke baki tourist bhi aapke sath ho... Safe rahega. Enjoy your trip 😊
dhyan rkho to har jagah safe Hai .or dhyan na rkho to aap apne ghar pe bhi safe ni
Valsad to puri
Train 4000 3Ac
Hotel 3000 3 day
City Tour 600 One Day Tour
एक बात बताएं -पहले दिन जब नौ- दस बजे पूरी पहुंचेंगे ट्रेन से तो होटल लेते,फ्रेश होते,नास्ता करते बारह-एक बज जाएंगे।फिर मंदिर जाएंगे तो वहां कितने समय में दर्शन हो जाएंगे?उस दिन बाकी बचे समय का सदुपयोग किस काम में किया जाए?
यह भी बताएं कि दुसरे दिन साइट सिइंग के लिए बस कितने बजे से शुरू करते हैं ट्रैवेल्स वाले और कितने बजे तक घुमाते हैं?
Hello sir nice information provided by u one last question can we can rent a bike like how much its cost a day ?
Actually i really don't know the rent, but you will get a rented bike.
Golden beach alga hai bhai confuse mat karo. Golden beach tum ko VIR road pe milega , swargadwar beach wahan se 1 km hai.
Swargadwar beach ka naam kiya he
Kam price Mein sabse Sasta non AC hotel Puri mein kaun sa hai
Hotel Garuda
Ramkrishna Math ke aaspas jao... Sahi hotels milega. Swargdwar me bahut rush hota hai
@@ASHISHKUMAR-15195ye kon se location me hai batao
Debi doot
Kam price me, wo bhi AC wala room mila tha mere friend ko kyonki us time season nahi chal raha tha
😂😂
Roof Fan wala room lelo, wahi best rahega