What is Angiography | Angiography kab karwayen? | Dr Pravir Jha

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 ноя 2024

Комментарии • 37

  • @vijayatiwari457
    @vijayatiwari457 2 года назад

    👏🥰👌🌹Thank s from bottom of my heart for useful information sir😍.

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      So nice of you

    • @kholi1240
      @kholi1240 Год назад

      @@DrPravirJha how much % blockage require stenting???

  • @Radiant-Rudranshi
    @Radiant-Rudranshi Год назад

    Thanks a lot to u sir.....meri age 37 years hai aur mujhe chest me halka sa pain hua to delhi ke chanan devi hospital me gyi unhone mujhe admit kr liya. ECG blood test sab thik aaya lekin fir bhi doctor ne mujhe CAG krwane ke liye bol dia. Mujhe OT ke kapde pehenne ko de diye lekin maine pehle jaankari lena sahi samjha aur aapka video dekha aur maine aur mere husband ne turant doctor ko mana kr dia angiography krne ko. Thank you so much

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  Год назад

      Agar apka TMT positive aya ho to CAG karwa lijiyega. Aap chahen to CT angiography bhi karwa sakti hain agar chest pain heart ki vajah se hone ka sandeh jyada hai to.

  • @AjayKumar27911
    @AjayKumar27911 2 года назад

    Thanks for the best knowlege doctor ♥️

  • @Rashmisharma-rb1vb
    @Rashmisharma-rb1vb 2 года назад

    Useful information about Angiography ...tysm sir 🙏🏻🙏🏻

  • @ratneshpatel8395
    @ratneshpatel8395 2 года назад

    Superb sir

  • @navitaparashar3671
    @navitaparashar3671 2 года назад

    Right sir very useful information sir thanks sir 🙏

  • @premballabh8706
    @premballabh8706 Месяц назад

    Good evening Doctor Sahab🙏. Mere father in law ki report me estimated left ventricular ejection fraction is 47% dikha, raha hai. Pls suggest kya ye riskfull hai. Aur hame kya karna chahiye.

  • @rajkumartripathi9867
    @rajkumartripathi9867 2 года назад

    Sir mere hart m dard hota hai pr main samjh nhi pa rha. ki ye hota kya hai...💐🌹🙏🙏🙏

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      To aap ek baar poora cardiac check up karwa lijiye

  • @parthasadhu2429
    @parthasadhu2429 Год назад

    Sir 1.5 saal ki bachhi ka kiya city brain angiography with dye ke saath karana thik hoga? Uski Moya moya disease hai our brain ke ek side bypass surgery hua hai.. pichhle September ko.. wo meri Beti hai sir.

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  Год назад

      iska decision radiologist aur treating neurosurgeon hi bata sakte hain.

  • @अजहरुद्दीनअंसारी-ङ5म

    Sir heart me phle se hlaka dard rhna aur achanak dil chtkne jaisa dard hona chmkne jaisa dard hona 5seconds ke liye body me jhanjhnat ana uskebad bp kam jyada hona pet fulna body me wikness hona baithe baite saa fuln heart slow pumping lgna kya ye heart problum hai
    Jab ki echo, ecg, tmt normal hai to kya blokes ho skti hai

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  Год назад

      Anxiety hone ke chances jyada hain

  • @jajdhhanijajdhhanisaho1594
    @jajdhhanijajdhhanisaho1594 11 месяцев назад

    सर जी मेरे शरीर के हाथ पैर और गर्दन का नाश ब्लॉक हो गया है और और पैर 15% सूझ भी गया है शरीर के कई जगह का कपता भी है मुझे क्या हुआ है help me 😢😢😢 and my az 20eyar 😢

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  11 месяцев назад

      iske liye check up karna hoga hoga aur reports bhi dekhni hongi. Itne vague information se nahi bata sakte.

  • @myhobbies6604
    @myhobbies6604 2 года назад +1

    Sir angiography krte time patient ko behosh kiya jata h kiya please reply

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      nahi, detail knowledge ke liya aap is playlist ka aaj post kiya video dekh sakte hain

  • @Sobiariaz-ml5hf
    @Sobiariaz-ml5hf Год назад

    Hello Dr.
    Mry papa ko bypass ka bola ha .. unki 3 vains block hain ... Please Kuch suggest krain

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  Год назад

      Do se jyada veins me blockage hai to bypass surgery best option hai

  • @caprikhan6261
    @caprikhan6261 2 года назад

    Sir ef 20% se improve ho kar 40/45% lv dilated se normal ho gaya hai arotic stenosis bhi madorate ppg 45mmhg mpg 35 mmhg hai mgr heart beat sunai deti hai pet par vibratiob hoti hai jis se mien buhat preshan hon blood pressur 100/60 hai eletro light bhi normal hai ct angio bhi normal hai plz sugest me ayaz ahmed jacob abad sindh pakistan

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      keep showing your heart physician regularly, your moderate aortic stenosis can progress over period of time. next time aap apne doctor ke paas jaye,to dhadkan aur vibration ki problem discuss kare, wo zaruri check up karke,aapko solution batayenge

    • @Azeem3693
      @Azeem3693 2 года назад

      Khan bhai ef Badnay k liye aur Dilated say narmol honay k liea Kesa Treatment karvaya please bataye mere ko same problem hi

  • @indiasbestinspiredman1621
    @indiasbestinspiredman1621 2 года назад

    Sir mujhe jha sir se papa ji ki surgery krbana hai to kese contact hoga

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      video ke bilkul end me contact number diya hua hai, uspe call kare. Google pe bhi dr. pravir jha search kar ke contact number le sakte hain

    • @ishanshrivastava5374
      @ishanshrivastava5374 2 года назад

      Kya ho gaya hai apke papa ko

    • @IrfanKhan-eq3kh
      @IrfanKhan-eq3kh 2 года назад

      @@DrPravirJha
      In

  • @CartooNation7
    @CartooNation7 2 года назад

    Sir me badi dubidha me faas gaya hu... mera maa ka AVR,3 month pehle hua hai aur abhi mitral valve me rheumatic heart disease hai ( moderate) ab kya karu ?

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      Apki mother ki age kitni hai?

  • @aniruddhyadav9344
    @aniruddhyadav9344 2 года назад

    Sir angiography huaa h pitaji ka mere... doctor stent daalne ko bol rhaa hai...2 blockage h....stent ka sir long term koi problem to nhi hota... plz reply sir

    • @DrPravirJha
      @DrPravirJha  2 года назад

      ye depend karta hai, ki blockages kitne lambe hain, aur patient ka baaki profile kaisa hai, sabse acchha hoga,agar aap do teen alag alag heart specialist se salaah lekar nirnay kare