@@sayanbhattacharjee1102 Balram ji Shesh naag ke avtar the our Bheeshma aathve vasu, dono daiviya the, lekin Bheeshma astra our shastra se sujajit the, Bheeshma ka palda bhari lagta hai, lekin main jaan ta hu ki main bahot chota hu is comparison ke liye. Dono bahot balshali our ati buddhiman tatha gyan main nipun the. Unki barabari kar ne se pahele voh knowledge chahiye jis ko compare kar sake.
@@puspakpriyadarshandash482 Agar prayag karna hi hota to 11 day me hi Arjun ke upar prayog kar deta - nehi kia. 👈 Day 12 me vi nehi. Or O itna loyal tha ki apna bachan ke khatir khud ka Kabach + Kundal Arjun ke pita ko vik me de dala , Or Arjun ke bap Indra vi apne bachhe ke jiban vik me pakar khusi khusi chala to jata lekin apna samman bachane ke lie Karna ko Vasab shakti dia.🤣🤣. Par jayse Bap Vaysa hi beta - Arjun ka loyalty jara dekho -🤣🤣- Ye jante hue vi ki Karna ne khud ka Kabach + Kundal Indra ko vik me de dala - Arjun hamesha Brambha Kabach, Shib Kabach + 9 others divine advantages le kar Karna ke sath fight me ate the. Jab tak Karna ne khud ka arrow se Arjun ke Shib Kabach + Brambha kabach ko destroy nehi kia tabtak ye chalta raha.🤣🤣
@@Sigma01350 bhagwan parashuram pitamah ko dhanurvidya se to nahi bhed pate kyu ki is gyan me dono ak samaan ho chuke the aur 3 shashtra jo pitamah ko nahi diye the wo chalana allowed nahi tha..na to gada aur na hi bhale se pitamah ko haraya ja sakta tha..kewal parashu se hi bhagwan parashuram pitamah ko maar sakte the lekin unho ne waisa nahi kiya kyu ki mahabharat me arjun ke samne unka ant hona tha.
हेलो दोस्तों आपसे एक सवाल है जब इंद्रदेव ने कर्ण से कवच और कुंडल लिया था तब इंद्रदेव को स्वर्गलोक आने नहीं दिया था तब इंद्रदेव ने कर्ण के कवच और कुंडल को धरती पर छोड़ आये थे कहा जाता है कि कर्ण का कवच और कुंडल आज भी धरती पर है, यह बात कितनी सच है
Yah baat sach hai..koi bhi chhal se prapt cheez swarg me nahi ja sakti isiliye devraj indra ko karna ka kavach aur kundal prithvi par hi chhupana pada. Wah kavach aur kundala aaj bhi prithvi par hai aur tabhi samne aayega jab bhagwan kalki kalyug ke antim yuddha ke liye taiyaar honge. Jai Shree Krishna🙏
arjun kyunki dhanurved ka pura gyan tha usko. jo ki baaki sabhi ko nhi tha.or arjun ne alag alag guru banaye or unse bhut kuch sikha tabhi woh ek kushal yodha ban paye
Arjun ko dhanurved ka pura gyan nehi tha - iska praman hey, Lekin Karna ne aysa kuch kia tha jisse pata chalta hey uska 5 bidhi ke sath pura gyan tha. Isi lie comparatively Karna was better archer than Arjun.
@@skilltopguide9738 bro editing mahabharat jyada nhi dekha karte. Arjun apne arrow se marne wale insan ko zinda kar sakta tha jo ki karn ke pass nhi tha. Or arjun ne virat yudh mein sabko ek sath marke bhagaya tha. Ye sab log apni jaan bacha kar bhagey the. Kai baar luck acha rehta tha toh takkar equal hoti thi. But arjun best tha apni kala mein nipurn tha
@@rohitpal3613arjun apni kala me nipurna hoga, sab ki apni apni kala hoti hai lekin bohot si aur baaton pe bhi dhyaan dena hota hai. 1. Arjun hamesha se gandiv dhanush chalata aaya hai lekin karna ak sadharan dhanush. 2. Mahabharat editing bol rahe ho lekin ye to maante ho na ki yuddha se pehle bhagwan shri krishna ko hanumanji ko arjun ke rath par sawaar karana pada tha. Iska reason pata hai? Koi aur nahi Karna hi iska kaaran tha. 3. Shri krishna aur mahabali hanumanji ke hote huye karna apne teer se arjun ka rath peeche kar dete the jo kisi ke liye bhi possible nahi tha aur us samay karna ka dhanush saadharan tha. 4. Antim samay me rath viheen aur nishastra karna ko maarna pada ye bhi yaad hai? 5. Mahabharat ke pehle karna ke sath chhal hona aur daan me unka kavacha kundal mang lena yaad hai? Wo maharathi sab jante huye bhi dara nahi aur itna bada daan kar diya, arjun kya khada hoga karna ke saamne! 6. Shri Krishna se bada trikaal darshi aur kaun ho sakta hai? Wo sab jaante the ki devraaj indra kya karne wale hai, fir bhi unhe nahi roka, jante ho kyu? Kyunki yuddha bhumi me karna ka koi uttar hi nahi tha! Arjun to eklavya se bhi jeet nahi pata. I have many more things to write. Now also coming to your virat yuddha, do you know who was arjuna disguised as in matsya rajya? It was brihanalla a third gender and hence nobody attacked him considering apmaan of their purashartha aur iska faayda uthate huye arjun ne sammohan astra chalaya jiske kaaran sab behosh ho gaye aur maharaj virat ka beta aur brihanalla ise apni jeet maan kar bohot khush ho gaye. Arjun kabhi Karna se bina bhagwan shree krishna ke jeet hi nahi sakta.
ये किंतु परंतु पे आधारित चर्चा निष्फल ही दीखाई पडती है !!!!!!!!!! सत्य यही है धर्म से श्रेष्ठ कोई नाही है न ही भीष्म,द्रोण और ना कर्ण जो तिनो ही युद्ध मे मारे गये !!!!!!!!
Karna also had Lord Shiva's Vijay Dhanush. No one can defeat someone holding Vijay Dhanush in his hands. So Karna woud've won without using any other divine weapon.
Mujhe nahi pta kaun jeet-ta Par Karan ke paas (1) Amrit kavach tha (2) karan ko bhagwan parshuram ka Vaan ke tez hone ka vardan tha (3) sabse badi baat Bhagwan parshuram ka Diya hua Vijay Dhanush tha...
सब बोल रहे है की पितामा भीसम सबसे ज्यादा ताकतवर थे मगर कृपाचार भी सबसे ज्यादा ताकतवर थे और वो अभी भी जिंदा है और कलि को हरने में भगवान कल्कि की सहायता करेंगे
Patamah bhisma guru drone and arjun teeno ek saath yudh karte to bhi karn ko hara nahi paate kyoki uske paas vijay dhanush aur kavach tha jo amrit se bana tha
सूर्य पुत्र कर्ण इनकी मृत्यु के 3 मुख्य कारण 1- गुरु परशुराम का श्राप 2- इन्द्र को दान दिए कवच कुण्डल 3- विजय धनुष को हाथ से छोड़ दिए रथ का पेया निकलने के लिए
Nehi bhai asal mein parshuram ji chahte to bhishma ko parast kardete...ho to bas pariksha le rehe the...barna parshuram ji kaun hai ye to apko pata hi hoga.
@@prasantabehera9104 bhai me 6 year ka tha jabse Mahabharat dekh rha hu .. Bheshm ne prashu ram ko heraya Puri Mahabharat saakshi h kabhi Puri Mahabharat dekh na free time me ❣️
Nehi bhai Arjun bhi mahadev aur Indra se bardan main divyashtr prapt kiye the isiliye how Shakti sali banpayethe .. aur shee krushna ne apne yudh kala diye the Arjun ko...
आपके अनुसार अर्जुन सबसे कमजोर योद्धा था फिर भी विजय अर्जुन क़ी ही हुई, यही नहीं मूल महाभारत के अनुसार अर्जुन कभी भी किसी भी युद्ध में परास्त नहीं और आपका कर्ण अर्जुन से चार बार परास्त हुआ था
Uske pas dharm tha aur karna adharm ke paksh ne lad raha tha ..bas usike Karan Wo arjun se bar bar harta tha ..Arjun tab bhi karn ko mar shakta tha Lekin nahi mar paya kyunki Har bar uske kavach aur kundal uske bich me aa rahe the ..karn ke pas uske pichhle karm ka fal tha..Lekin Arjun ko to yahi janm dharm ko jitane ke liye mila tha..agar kavach kundal indr ne Na chhine hote to aaj itihas kuch alag hi hota
Jitna me Mahabharata ko smjha hun, padhi aur dekhi hai.. Mera sabse favourite person #PitamahBheeshma the. Dwaparyug me Shri Krishna aur Balram ji ke alawa unhe koi hara nahi sakta tha...... Unhone swayam apne Guru Ajay Bhagwan Parshuram tak ko haraya tha yudh me to socho wo khud kitne shaktishaali honge...... And for your information, Parshuram ji sabse zayda pasand Bheeshma Pitahmah ko hi karte the apne sabhi shishyo me.
Karn jesa yodha Mahabharat mein koi nhi tha Karn ne bachpan se hi sankato ka samna kiya Karn ne pandavo ko hara diya Karn chahata to pahale hi endra ki basvik sakti se Arjun ko mar deta lekin korabo ki raksha ke liye gatotkach ko marna pada ... Or. Karn ne nag Astra par ashavsen nag chalaya to Krishna ne rath Jamin me thoda dhasa diya jisse Arjun Bach gya . JAY HO MAHARATHI SURYAPUTRA ANGRAJ KARN.🙏🙏🙏🚩🚩🚩🔱🔱♈♈♈⚜️⚜️🚩🔥🔥🔥💥💥💯💯
Bheesm pitamah ne marne se pahle kaha tha ki mein shree Krishna ka ambra avtar dekhna chahta tha warna ek hi teer se duryodhan karn dushadhan shakuni charo ko mein dudd sabha mein hi maar dalta bheesm pitamah ke samne ye sab bacche thae porushuram ko koi nahi hara sakta magar bheesm pitamah ne haraya tha sakshat maa Ganga ke putra hain bheesm pitamah
@@MahadevShankar-dj4zmparshuram chahte to bhishm ko parast kar dete..ho to bas pariksha le rehe the...barna a mut bhulo ki ho bhagaban bishnu ki Avtar hey au soyam mahadev ki Priya shishya hey...unhe unki guru, adishakti or Shree Ram ke alawa koi Hara Nehi shakta...
Aese guru dron aaj bhi chahiye mere jaise bhot se shishyo ko koi bhi aajkl ki gandi aadat leke nhi aana chahte pura saaf bas puri mehnat pura samay shudh hoke Jo aacharya bole sirf wo hi krna khush gum mehnat khana peena sone jb wo btaye jb but ek chij Jo shishy yani shishya ko chahiye wo hai power Shakti sehat or sampurnta mrutya chahe kbhi bhi ho parwah nhi 😂❤🎉😢😮😅😊😊😊
After lord Krishna the most powerful character of mahabharat is Bhishma Pitamah. 🔥🔥🔥
No. Balaram then bhisma bro.
@@sayanbhattacharjee1102 Balram ji Shesh naag ke avtar the our Bheeshma aathve vasu, dono daiviya the, lekin Bheeshma astra our shastra se sujajit the, Bheeshma ka palda bhari lagta hai, lekin main jaan ta hu ki main bahot chota hu is comparison ke liye. Dono bahot balshali our ati buddhiman tatha gyan main nipun the. Unki barabari kar ne se pahele voh knowledge chahiye jis ko compare kar sake.
@@sayanbhattacharjee1102 You are wrong bro people can defeat parshuram what do you think that balram can defeat it
Nhi bro bhishma ko balram ke pahle rakh skte ho ap@@sayanbhattacharjee1102
Aap log Hanuman ji ko bhool gaye , Woh bhi yudh main Rath ke Dhwaja main virajman they.
निसंदेह ब्रह्मचारी पितामह भीष्म ही मां भारत के सर्वश्रेष्ठ
भीष्म महाभारत में सबसे ज्यादा शक्तिशाली थे
Bhishma.....the great warrior 🔥
कर्ण ही महान थे इतने श्राप लगे थे फिर भी कुशल योद्धा थे कर्ण ❤❤
Mai to pitamah Bhishma ko manta hu,jise sahi lage vo like kare
जय राधे कर्ण ❤
Jai Dada Parshuram, Jai Karna,
Jai Shri Krishna.
Bhism🚩🚩🚩
Dada parshuram haar gye the 😂
@@Thakur-x9f 🙏🏻😊JAI SHRIRAM🚩 MAANYAWAR 🙏🏻 SHRI PARSHURAM Ji Ko Haarte Dikhaaya Gaya Ttha Ramananda Sagar Ji ki Production waale Mahabharata Serial me Asali MAHABHARATA to
8 Chiranjeevi Mahapurusha Hi Jaante Hai, Ashwathtthaama, Balirvyaaso, Hanumaanscha, Vibheeshanaha, Kripaha PARSHURAMASCHA, Saptaite Chiranjeevinaha Saptaitaan sansmare nityam markandeyam ashtthamam, Jeeved Varsha Shatam Pragnah Apamrityu Vivarjitaha 🚩🙏🏻😊.
Bhismh❤❤
Most powerful loyal and favourite character of mahabharat maharathi angraaj karn❤😊
Itna loyal tha😂, yudh me uska entry hota hai, devraj ke dwara diya hua amogh Astra payog karta . Arjun khatam😂😂😂😂😂 loyal.....☕
Sakti bacha ke rakhi thi arjun ke liye, Bahadur tha waise hi ladta, ghatotkach se to jeet nhi paya.
@@puspakpriyadarshandash482 Agar prayag karna hi hota to 11 day me hi Arjun ke upar prayog kar deta - nehi kia. 👈 Day 12 me vi nehi. Or O itna loyal tha ki apna bachan ke khatir khud ka Kabach + Kundal Arjun ke pita ko vik me de dala , Or Arjun ke bap Indra vi apne bachhe ke jiban vik me pakar khusi khusi chala to jata lekin apna samman bachane ke lie Karna ko Vasab shakti dia.🤣🤣. Par jayse Bap Vaysa hi beta - Arjun ka loyalty jara dekho -🤣🤣- Ye jante hue vi ki Karna ne khud ka Kabach + Kundal Indra ko vik me de dala - Arjun hamesha Brambha Kabach, Shib Kabach + 9 others divine advantages le kar Karna ke sath fight me ate the. Jab tak Karna ne khud ka arrow se Arjun ke Shib Kabach + Brambha kabach ko destroy nehi kia tabtak ye chalta raha.🤣🤣
@@skilltopguide9738 daan de ya thik .Karn Arjun ko Marne ke liye capable tha to mara kyu nehi
@@skilltopguide9738 prav , adhaya batana
Arjun always used gandiv all the time, but Karna used his vijay dhanush only once on 17th day of Mahabharat 💔
गांडीव नाम का धनुष खांडवप्रस्थ के वन से मिला था। महाभारत की कहानी के अनुसार अर्जुन के अलावा इस गांडीव को कोई भी उठा नहीं सकता था।
Bas tod sakta tha😂😂
Karna😍
जय हो मेरे गुरु राधे अंगराज कर्ण की 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 जय हो मृत्युंजय कर्ण 🔱♈⚜️⚜️🔥💯💥🏋️🏇🏇🔥🌅🌄☀️🐍🐎🐎🏹⛳🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹🏹
Karn 🏹🔥🔥👌👌
Karn is most powerfully warrior 🔥🔥🔥🔥🔥🔥💥💥💥💥
भीष्म से बड़ा योद्धा कोई नही था उन्होंने तो अपने गुरु परशुराम को भी हरा दिया था
Pitamah ne bhagwan parashuram ko kabhi nahi haraya, unki ladai me koi faisla nahi aaya tha. Matlab koi haara nahi tha.
@@nirajmishra594Parshuram chahte to unke sharir ko bhed sakta the lekin ye pure Kayarta hoti😂
@@Sigma01350 bhagwan parashuram pitamah ko dhanurvidya se to nahi bhed pate kyu ki is gyan me dono ak samaan ho chuke the aur 3 shashtra jo pitamah ko nahi diye the wo chalana allowed nahi tha..na to gada aur na hi bhale se pitamah ko haraya ja sakta tha..kewal parashu se hi bhagwan parashuram pitamah ko maar sakte the lekin unho ne waisa nahi kiya kyu ki mahabharat me arjun ke samne unka ant hona tha.
Kewal vagwan krishna he Hara sakthe tha or parsuram ji
Mahamiyam Bheeshma Bhagwan Parsuram ko Hara, nahin paithe balki Bhagwan, Shivu. Ne youth, ko beach, Mahin Rock diya tha.
Karna is mine favorate person in histry 🥰🥰
Jai hoo sut Putra Karn ki 🔥
Danver karan ko jai 🙏🙏
Most powerful warriors in history,,,,
1. PITAMAH BHISHMA,,
2. MEGHNAD,,
3. ARJUN
जय श्री राम🚩🚩
Suryaputra Karna devo Kavach kundal is most powerfully ☀️☀️🛡️🛡️🛡️🛡️🛡️ and Karn is greatest most powerfully warrior 🏹🏹🏹🏹🏹🔥🔥🔥🔥💥💥💥
I like danbeear karna
हेलो दोस्तों आपसे एक सवाल है जब इंद्रदेव ने कर्ण से कवच और कुंडल लिया था तब इंद्रदेव को स्वर्गलोक आने नहीं दिया था तब इंद्रदेव ने कर्ण के कवच और कुंडल को धरती पर छोड़ आये थे कहा जाता है कि कर्ण का कवच और कुंडल आज भी धरती पर है, यह बात कितनी सच है
Yah baat sach hai..koi bhi chhal se prapt cheez swarg me nahi ja sakti isiliye devraj indra ko karna ka kavach aur kundal prithvi par hi chhupana pada.
Wah kavach aur kundala aaj bhi prithvi par hai aur tabhi samne aayega jab bhagwan kalki kalyug ke antim yuddha ke liye taiyaar honge.
Jai Shree Krishna🙏
100%
Karan
Radhe Krishna 💙😊
Superb informative
हमेशा धर्म की जीत होती है सामने कोई भी हो
Karn
Karna is real hero of Mahabharata
Shrikrishna and parshuram
Only legend yoddha karn
arjun kyunki dhanurved ka pura gyan tha usko. jo ki baaki sabhi ko nhi tha.or arjun ne alag alag guru banaye or unse bhut kuch sikha tabhi woh ek kushal yodha ban paye
Arjun ko dhanurved ka pura gyan nehi tha - iska praman hey, Lekin Karna ne aysa kuch kia tha jisse pata chalta hey uska 5 bidhi ke sath pura gyan tha. Isi lie comparatively Karna was better archer than Arjun.
@@skilltopguide9738 bro editing mahabharat jyada nhi dekha karte. Arjun apne arrow se marne wale insan ko zinda kar sakta tha jo ki karn ke pass nhi tha. Or arjun ne virat yudh mein sabko ek sath marke bhagaya tha. Ye sab log apni jaan bacha kar bhagey the. Kai baar luck acha rehta tha toh takkar equal hoti thi. But arjun best tha apni kala mein nipurn tha
Bhisma 😂ko bhul gya bhai jisne bagvan parshuram ko takar de ti
Virat yudh me Arjun nari rup me aya tha isliye karn ,dron, bhism koi yodh nehi kar paya.@@rohitpal3613
@@rohitpal3613arjun apni kala me nipurna hoga, sab ki apni apni kala hoti hai lekin bohot si aur baaton pe bhi dhyaan dena hota hai.
1. Arjun hamesha se gandiv dhanush chalata aaya hai lekin karna ak sadharan dhanush.
2. Mahabharat editing bol rahe ho lekin ye to maante ho na ki yuddha se pehle bhagwan shri krishna ko hanumanji ko arjun ke rath par sawaar karana pada tha. Iska reason pata hai? Koi aur nahi Karna hi iska kaaran tha.
3. Shri krishna aur mahabali hanumanji ke hote huye karna apne teer se arjun ka rath peeche kar dete the jo kisi ke liye bhi possible nahi tha aur us samay karna ka dhanush saadharan tha.
4. Antim samay me rath viheen aur nishastra karna ko maarna pada ye bhi yaad hai?
5. Mahabharat ke pehle karna ke sath chhal hona aur daan me unka kavacha kundal mang lena yaad hai? Wo maharathi sab jante huye bhi dara nahi aur itna bada daan kar diya, arjun kya khada hoga karna ke saamne!
6. Shri Krishna se bada trikaal darshi aur kaun ho sakta hai? Wo sab jaante the ki devraaj indra kya karne wale hai, fir bhi unhe nahi roka, jante ho kyu? Kyunki yuddha bhumi me karna ka koi uttar hi nahi tha!
Arjun to eklavya se bhi jeet nahi pata.
I have many more things to write.
Now also coming to your virat yuddha, do you know who was arjuna disguised as in matsya rajya? It was brihanalla a third gender and hence nobody attacked him considering apmaan of their purashartha aur iska faayda uthate huye arjun ne sammohan astra chalaya jiske kaaran sab behosh ho gaye aur maharaj virat ka beta aur brihanalla ise apni jeet maan kar bohot khush ho gaye.
Arjun kabhi Karna se bina bhagwan shree krishna ke jeet hi nahi sakta.
❤❤Danveer Karan ❤❤
Adharm ka sath dene Bala karn
इतनी शक्तिशाली योद्धा विराट युद्ध मे कैसे हरे? इतनी शक्तिशाली योद्धा गंधर्व के साथ कैसे हरे?
Krishna tha bhai unke sath
Nice content bro
thanks bro
कर्ण महान के साथ -साथ महाभारत के सबसे बड़े योद्धा थे🏹🚩
Aacha ji 😂😂 too sabse chota kon tha 😅😅
Bhagne me
Adharmi tha karn, karn n draupdi ka cheerharan nhi roka tha. Usne draupdi ko vaisya bhi kha tha. Apne Guru Parashuram tk ko dhoka diya tha
साबित करो ज़रा, कैसे
Fhir bhi aabhimanu ko milkar mara
Karna
कर्ण के कवच कुंडल अम्रत से बने थे पितामह भीष्म के पास ऐसी कोई ढाल नहीं थी इसलिए भीष्म की के सारे अस्त्र खतम हो जाते और कर्ण विजय होते ❤❤❤❤
कर्ण vs बर्बरीक युद्ध में कौन सफल होगा ❤❤❤❤इसका उत्तर हम जान्ने को बहुत से उत्कुस है जी❤❤❤
ये किंतु परंतु पे आधारित चर्चा निष्फल ही दीखाई पडती है !!!!!!!!!! सत्य यही है धर्म से श्रेष्ठ कोई नाही है न ही भीष्म,द्रोण और ना कर्ण जो तिनो ही युद्ध मे मारे गये !!!!!!!!
Karna also had Lord Shiva's Vijay Dhanush. No one can defeat someone holding Vijay Dhanush in his hands. So Karna woud've won without using any other divine weapon.
अधर्म से अभिमन्यु की मृत्यु में भाग लेने वाला, नारी को अपशब्द बोलने वाला, भीष्म जैसे शुद्ध ब्रह्मचारी और सत्य आचरण करने वाले से महान कैसे हो गया
Karna ne adhrm ka sath diya pr adharm nhi Kiya Jai ho karn
भीष्म
Bheeshm ❤❤❤❤❤
Radhe Radhe ji Jai shree Krishna, krishna, krishna hare hare 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Karan hi hai sabse bada yodha ❤❤❤
bilkul sahi bro
Mujhe nahi pta kaun jeet-ta
Par
Karan ke paas
(1) Amrit kavach tha
(2) karan ko bhagwan parshuram ka Vaan ke tez hone ka vardan tha
(3) sabse badi baat Bhagwan parshuram ka Diya hua Vijay Dhanush tha...
Jay shree ram 🙏🙏🙏
सबसे महान योद्धा अर्जुन है । मैं अर्जुन को नमन करता हूं
Karn se Sakti sali koi nahi tha kyu ki ye baat khud shree Krishna ji Bhole the
Jay shree Karn 🙏
Jay shree parshuram bhagwan 🙏
सब बोल रहे है की पितामा भीसम सबसे ज्यादा ताकतवर थे मगर कृपाचार भी सबसे ज्यादा ताकतवर थे और वो अभी भी जिंदा है और कलि को हरने में भगवान कल्कि की सहायता करेंगे
Pitamah Jaisa koi nahi tha jinone pashuram bhagwan ko hara ya tha aur krishn bhagwan Se shastra uthava diye the
Maharathi Karn ❤❤❤
karn is brave and bhisma is also great
Karan best
Angraaj karn in my fevret
Rahde karn❤
Patamah bhisma guru drone and arjun teeno ek saath yudh karte to bhi karn ko hara nahi paate kyoki uske paas vijay dhanush aur kavach tha jo amrit se bana tha
सूर्य पुत्र kran महान योद्धा के साथ साथ एक दानवीर थे नमन हैं उस माता कुंती कों जों kran जैसा पुत्र प्राप्त हुआ
Mrityunjay karn❤
सूर्य पुत्र कर्ण
इनकी मृत्यु के 3 मुख्य कारण
1- गुरु परशुराम का श्राप
2- इन्द्र को दान दिए कवच कुण्डल
3- विजय धनुष को हाथ से छोड़ दिए रथ का पेया निकलने के लिए
Bhishma pitamah was a strong and oldest character from Mahabharat but Karna wins easily over pitamah and guru dronacharya.
Karn tha veer yodha
NOT HE IS SUPREM GOD
महाभारत का महानायक अर्जुन था और कोई नहीं।
Pitamaha bheshma na Bhagwan parshuram ko bhi hara dhiya that ❤❤❤❤❤
Aacha ji 😂😂 Mahabharat dekhi h kabhi 😅😅
Nehi bhai asal mein parshuram ji chahte to bhishma ko parast kardete...ho to bas pariksha le rehe the...barna parshuram ji kaun hai ye to apko pata hi hoga.
@@prasantabehera9104 bhai me 6 year ka tha jabse Mahabharat dekh rha hu ..
Bheshm ne prashu ram ko heraya Puri Mahabharat saakshi h kabhi Puri Mahabharat dekh na free time me ❣️
@prasantabehera9104 Sahi kaha aapne
Sabse Jyada Sakti shali yodha to Arjun tha
1.Na to koi bardan tha
2.na koi kavach tha
3.sri krishna unke saath the.
Great bhai reality h 💯🥰❣️
Nehi bhai Arjun bhi mahadev aur Indra se bardan main divyashtr prapt kiye the isiliye how Shakti sali banpayethe .. aur shee krushna ne apne yudh kala diye the Arjun ko...
@@prasantabehera9104 h too bhai
Arjun is nothing without Sri Krishna
DEFEATS OF ARJUNA
Saved By Krishna
1.Against Karna's Nagastra.
2.Against Karna's Brahmastra.
3.Against Karna's Vasavi
4.Against Karna's Bhargavastra.
5.Against Samshaptakas
6.Against Ashvatthama's Narayanastra.
7.Against Bhagadatta's Vaishnavastra.
8.Against Bhagadatta's
Supratika elephant.
9.Against Shrutayudha's celestial mace
दानवीर कर्ण को रणभुमि मै कोई भी परास्त नही कर सकता
Mahabharat pdo bhai jakr kitni baar hara h yudh tk chod kr baga h😂😂😂
अगर कर्ण सर्वश्रेष्ठ योद्धा थे तो वो विराट युद्ध में अर्जुन से क्यों हार गए थे
Suryasth ho gya tha is liye har gya
@@harshadahir7223suryaast se pahele 3 baar haar gayaa thaa😂
Angraj karn🙏👊😈
Always Pitamah Bhishma
Bheeshma
भीष्म पितामह से महान योद्धा कोई नहीं था
Karn.❤❤❤❤❤💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻
Number 1::::: bhishm pitama
Number 2:::: angraj Karan
Number 3:::: Guru Dronacharya
Karan is best
Karna ❤❤❤
Maharathi Karna 🔥🔥🔥
Bhishm
आपके अनुसार अर्जुन सबसे कमजोर योद्धा था फिर भी विजय अर्जुन क़ी ही हुई, यही नहीं मूल महाभारत के अनुसार अर्जुन कभी भी किसी भी युद्ध में परास्त नहीं और आपका कर्ण अर्जुन से चार बार परास्त हुआ था
Jisko parast karane k liye chal ka sahara lena pade.... Eska matlab hi yhi hai usko harane ka dusra koi vikalp nhi bachta
विजय सत्य की होती है
Uske pas dharm tha aur karna adharm ke paksh ne lad raha tha ..bas usike Karan Wo arjun se bar bar harta tha ..Arjun tab bhi karn ko mar shakta tha Lekin nahi mar paya kyunki Har bar uske kavach aur kundal uske bich me aa rahe the ..karn ke pas uske pichhle karm ka fal tha..Lekin Arjun ko to yahi janm dharm ko jitane ke liye mila tha..agar kavach kundal indr ne Na chhine hote to aaj itihas kuch alag hi hota
Jitna me Mahabharata ko smjha hun, padhi aur dekhi hai.. Mera sabse favourite person #PitamahBheeshma the.
Dwaparyug me Shri Krishna aur Balram ji ke alawa unhe koi hara nahi sakta tha...... Unhone swayam apne Guru Ajay Bhagwan Parshuram tak ko haraya tha yudh me to socho wo khud kitne shaktishaali honge......
And for your information, Parshuram ji sabse zayda pasand Bheeshma Pitahmah ko hi karte the apne sabhi shishyo me.
Karn jesa yodha Mahabharat mein koi nhi tha Karn ne bachpan se hi sankato ka samna kiya Karn ne pandavo ko hara diya Karn chahata to pahale hi endra ki basvik sakti se Arjun ko mar deta lekin korabo ki raksha ke liye gatotkach ko marna pada ... Or. Karn ne nag Astra par ashavsen nag chalaya to Krishna ne rath Jamin me thoda dhasa diya jisse Arjun Bach gya . JAY HO MAHARATHI SURYAPUTRA ANGRAJ KARN.🙏🙏🙏🚩🚩🚩🔱🔱♈♈♈⚜️⚜️🚩🔥🔥🔥💥💥💯💯
Pandav ke saman dukh kisi ne nahi saha karn ki zindagi koi dukh mein nahi beeti uske maa baap bhi sampann thae
Bheesm pitamah ne marne se pahle kaha tha ki mein shree Krishna ka ambra avtar dekhna chahta tha warna ek hi teer se duryodhan karn dushadhan shakuni charo ko mein dudd sabha mein hi maar dalta bheesm pitamah ke samne ye sab bacche thae porushuram ko koi nahi hara sakta magar bheesm pitamah ne haraya tha sakshat maa Ganga ke putra hain bheesm pitamah
@@MahadevShankar-dj4zmparshuram chahte to bhishm ko parast kar dete..ho to bas pariksha le rehe the...barna a mut bhulo ki ho bhagaban bishnu ki Avtar hey au soyam mahadev ki Priya shishya hey...unhe unki guru, adishakti or Shree Ram ke alawa koi Hara Nehi shakta...
जय श्री अर्जुन...♥️♥️🙏
Aese guru dron aaj bhi chahiye mere jaise bhot se shishyo ko koi bhi aajkl ki gandi aadat leke nhi aana chahte pura saaf bas puri mehnat pura samay shudh hoke Jo aacharya bole sirf wo hi krna khush gum mehnat khana peena sone jb wo btaye jb but ek chij Jo shishy yani shishya ko chahiye wo hai power Shakti sehat or sampurnta mrutya chahe kbhi bhi ho parwah nhi 😂❤🎉😢😮😅😊😊😊
Karna ki jay Jay ho
Karan jaisa na koi tha aur na hi koi hoga o ek mahan yodha ke sath mahan vyakti bhi tha.
भगवान सबसे सक्ति सली थी. क्यूंकि सारे दिए हुए उन्हीं के थे.
Marathi karn baap tha Sabka ❤❤❤
Ki jay ho
कवच और कुंडल उसे जन्म से मिले थे, उससे वो महान कैसे हुआ, कोई महान अपने कर्मो से बनता है वरदानों से नही, और भीष्म को उस समय के सभी अस्त्रओ का ज्ञान था
karan is great ❤❤
Karna
पासुपतास्त्र अर्जुन के पास ही था.. जो सिर्फ भगवान शंकर प्रत्यक्ष रूप में प्रदान कर सकते थे..
Arjun ❤❤
भीष्म पितामह को किसी कवच ऑर कुंडल की जरूरत नहीं अताह शक्ति के स्वामी ! भगवान कृष्ण को shatr उठाना पड़ गया था उनके विरूद्ध पर अर्जुन ने उनको रोक दिया
Har Har Mahadev 🙏🙏
कर्ण एक महान यौद्धा के साथ साथ सच्चा तथा महान मित्र भी था ।
Mein homeisa karna ka acting korta hun 🙂🙂🙂🙂🙂
दानवीर कर्ण ❤❤❤⚘️🕉⚘️✨️👑✨️
विराट युद्ध में कर्ण भीष्म द्रोण तीनो अर्जुन से क्यों हरे
Bhai Jinko andha gyan aur jo serial dekh kar aate hai ye bo karna bhakt hai jinhone Mahabharat toh kabhi padi nhi hai bas serial dekh kar aa jate hai