Размер видео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показать панель управления
Автовоспроизведение
Автоповтор
Bahut bahut dhanyavad Bhai ache se samjhane ke liye
Super
बहुत बहुत धन्यवाद जी 😊
Very nice 👍
Good efarmsan ❤❤❤👍👍👍
Heevy
January me kr sakte he kya
Nahi, during rainy season.
Winter mein nhi kr sakte kya?
Winter season sahi time nahi hota air layering ka. Rainy season ki shuruat me hi kren.
January men gauva ki airleyerig hoti hai
No. January me ache results nahi milte. Air layering krne ka sahi time rainy season ka hai. July me kren...
June me air layering kar skte hai kya
Kar skte ho. Barish wese bhi ho rhi hai, ache results milenge....
Ese ped me fal kitne dino me ane lageg
2 saal ka time lag skta hai agar plant ki achi care kren. Root system sahi se develop hona sbse jruri hai.
Sir roots jaldi kisme nikalte hai kampost ya mitti me 😢 please reply
Well, miti or gobar khaad me aapko ache results milenge.
Thenks sir
Airlerin से तैयार किया गया पौधे कि hight अधिक से अधिक कितना हो सकता है
कब करें इ बताओ
Kitne saal ka ped ho to air kar sakte hai
Best hai fruit dene wala plant hona chahiye.. Or rainy season ki shuruaat me krni chahiye layering...
@@seasonnature maine jisme lagaya wo ped 40 sal purana hai sahi hai ki nahi
Chiku main achha results Nahi milta Bhai kyo
July me air layering krni pdegi, isko acha khasa moisture chahiye hota hai, to aapko moss add krke gutti bandhni pdegi.
Ok Bhai thanks
Bhai air layering kon se month main krni hh
Rainy season se about 15 din pehle...july me aap kar skte ho.
Maine Kiya the 40din Tak lekin. Kuch nahi aya
😢😢😢😢😢