@@gaurishankarbhaithanki648 Koi dikkat nahi hogi...Urea ke sath..! Company ne saaf saaf likha keval Fungicide ko chodd ke sabb ke sath chlega...Or humne use bhi kiya Result pura milla hai.. Fungicide ke sath bhi Trail lagaya vha bhi Result pura mila... Company ko bhi bataya Company ne bola hai ki humne Jivano ki matra itni jyda dali hai ki Fungicide ke sath dalne pr kuch jivano mar jate hai magar jo bacche hote hai utne hi zamin ko chaiye hote hai...So, Don't Worry...
Nahi bhai, Koi bhi Mycorrhiza ko fungicide ke sath nahi dalna chaiye kyoki dono me fungus hoti hai vo apas me lad jynegi.. Result bahut kam milega… So aap Mycore ke sath iron daal sakte ho magar magnesium me bhi sulphur hoti hai Or sulphur bhi fungicide hoti hai… Aap you isse hamesha shuru me buwai ke sath DAP ya NPK ke sath dedo uske bad tension free raho Jabardast growth dekhne ko milegi
Hanji suvidha ho to buwai ke time daal dijiye Nahi to pahela pani dene ke bad to Urea+ zinc+ Sulphur dalna hi hota uske sath + Mycore bhi daal denge...
Bhai Maine (HURL ka apna power)Mycorrhiza + ferterra ko mix karke dhan ki fasal main prayog kar diya hai. Mujhe dono ka achcha result mil payega ya nahi
@@AgricultureFarmingRanjeet sir kya tricoderma or mycore ko mitti me milla kr ikthha daal skte h kya......tricoderma k bacteria mrrr to nhi jaayenge iske saath milla kr daalne se
@@AgricultureFarmingRanjeet ये भाई सून मेने प्याज के फसल मे 12 32 16 खत ओर अगर उसके साथ यह mycoriza लिया ओर डाला और उसके बाद अगर मेने पाणी दिया फिर अगले दिन प्याज मे खरपतवार नियंत्रक herbiside याने जो आता है Dow का गोल और Dhanuka का targa स्प्रे किया तो क्या वह mycoriza मर जयेगा
जी आप इसे सभी प्रकार की सब्ज़ियाँ में प्रियोग कर सकते है और इसे आप डीएपी और यूरिया में वी मिला कर डाल सकते है, और इसे आप पानी में घोल बना कर ना डाले और पानी घोल बनाने के लिए आप मेरे हर विडीओ के नीचे लिंक दिए गए है आप वह से वी ऑर्डर कर सकते हो जो तरल उर्वरक के रूप में मिलते है घोल बनाने के लिए ।
Bro bhout kisaan bol rahe hai yeh university se 50 rs mil taa hai aur kisaan bol rahe is kaa faida only gobar me milaane se hotaa hai pls btaaoo kya yeh true hai
Nahi brother essa kuch nahi hai.... Isko mene detailed me bataya hai aap ek baar video pura dekhe apke sare dought clear ho jyenge....mycore ke bare me...else you can ask me again
Esi koi baat nahi brother agar apko or acche se jankari chaiye to mai apko dhanuka company ka number send krta hoon aap or details me jankari le sakte hai....
सर हमने सुना है की माइक्रो राजा को पूरा के साथ डालने से वह निष्क्रिय हो जाता है तो रिजल्ट नहीं मिलता मेरा एक सवाल यह है कि क्या माइक्रो राजा व ट्राइकोडरमा साथ में चला सकते हैं
Super video sir ji ❤❤
Makki ki fasal mai sead ka sath mix kar ka daal sakta ha kya
Sir uriya khatar sathe naki sakhay
बहुत अच्छी जानकारी आपणे दी है,ये शारपड जमीन चोपण जमीन मे अच्छा काम करता होगा.
❤️
Jaberdast rijalt he
Wah saras ❤
Good information sir
Thanks bro...apki help mili thi
Ganna buai karte time dal sakta h kya
Hanji bilkul daal sakte hai
V.nice product
Bhai shab kya phli urea ke sath hi humic acid + micoraja ko dall de ya fir .... Dusri ke sath dale....
Bhai paheli urea me Mycorrhiza dalo dusri urea me humic acid dalo
Sir dhanuka ke dhanzime g ko fungicides ke sath use kar sakte he kya
Hanji kar sakte hai best hai
1kg micorrhiza me kitne becteria hota h
Mugfli me kitne din me dal sakte he or kya kimat he iski ak akr me kitna dalna chahiye Ripley plz
4kg ki packing aati hai ek acer ki price ₹500-550 ke ass pass ka milega apko
Baki mungfali ke lliye best hai
Sir dap k sath dhaan m cartap ya farterra ya fipronil de sakte h ropai se pahle.
Nahi bhai shuru me dap akeli dali uske 8-10 din bad yeh sab dale urea ke sath
माइको राजा humic acid और tata rally gold में क्या फर्क है
Thanks sir
Sir safed galan hai tamato mai kavach score or syengenta revus or thiophanate methyl mix kar ke lga sakte hai plz ply de dena sir kaisi rahegi dba
Alu m fulab k liye esake sath kya mela kar laga sakte hai
Ret Wale khet m
Iske sath Urea mila ke lagg de best hai...
Khet m Patti sukh rhi h
@@surajx-man3520 Sulphur daal dijiye...
Uria, DAP, K SATH MILA SAKTE H KYA
Ji bhai mila sakte hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet chemical fertilizer me jivanu Margate hai Kya thokte ho
@@gaurishankarbhaithanki648 Koi dikkat nahi hogi...Urea ke sath..!
Company ne saaf saaf likha keval Fungicide ko chodd ke sabb ke sath chlega...Or humne use bhi kiya Result pura milla hai..
Fungicide ke sath bhi Trail lagaya vha bhi Result pura mila...
Company ko bhi bataya Company ne bola hai ki humne Jivano ki matra itni jyda dali hai ki Fungicide ke sath dalne pr kuch jivano mar jate hai magar jo bacche hote hai utne hi zamin ko chaiye hote hai...So, Don't Worry...
Mycore dalne ke turant baad fangisaid ka pryog Kar ke sichai Kar sakte he Kya sir
Hanji kr sakte hai...
Rad sandan me dal skte he?
Hanji bilkul best hai
Sir isko saaf fungicide ke saath milakra urea ke saath top dressing krsakte hye kya or saatth me iron magnesium bhi daal de
Nahi bhai, Koi bhi Mycorrhiza ko fungicide ke sath nahi dalna chaiye kyoki dono me fungus hoti hai vo apas me lad jynegi..
Result bahut kam milega…
So aap Mycore ke sath iron daal sakte ho magar magnesium me bhi sulphur hoti hai
Or sulphur bhi fungicide hoti hai…
Aap you isse hamesha shuru me buwai ke sath DAP ya NPK ke sath dedo uske bad tension free raho
Jabardast growth dekhne ko milegi
@@AgricultureFarmingRanjeet ok sir
Sasro me upyog kar skte hai kya
Hanji kr sakte hai best hai
Mycore ke sath or kya mela kar laga sakte hai
Urea+ zinc+ Mycore
बहुत ही अच्छा रिजल्ट है इसका
Ji bhai
Dhan mein use karne par gehu ko zero drill se bizai karna jaruri hai
Esaa kuch nahi hai bhai
Dhan ma pot Kam a rahi h
Potato ki best khaad kya dalu
Dap bes hai shuru me yeh dal do
Gehu mein first sichai ke baad dena chahiye ya buwai ke samay
Dono time best hai jab marzi de dena chaiye...
@@AgricultureFarmingRanjeet priority kise de
Hanji suvidha ho to buwai ke time daal dijiye
Nahi to pahela pani dene ke bad to Urea+ zinc+ Sulphur dalna hi hota uske sath + Mycore bhi daal denge...
NYC video.......❤❤❤❤
Suna h dhan ke khet m sulfar dalne se , vo water ko sook lena h , pani ki kami ho jati h khet m ?
@@hukamnanda5654 Sabb Fake hai
Please check on internet 🛜
Then comment me
Bhai Maine
(HURL ka apna power)Mycorrhiza + ferterra ko mix karke dhan ki fasal main prayog kar diya hai.
Mujhe dono ka achcha result mil payega ya nahi
Milega Result bhai
Buss khet me 4-5 din tak halka halka ruka rahe
Humicil kesa is ki apekcha
Best hai koi dikkat nahi hai
Mycore bio fartilizer ko ham DAP ke sath bhi daal sakte hai kya Bhai
Hanji sure bhai hum dalte hai best hai
Isko hum dap main Mila sakate Hain
Hanji mila sakte hai
Sagrika ke sath dal sakte h ky
ji daal sakte hai...
Salfr ke sath chhidhakav kar sakte h
Nahi bhai...
sulfur ke saath de sakte hai kya ?
Nahi Fungicide ke sath ni milana...
Great information sir
Sir esake sath sulpher micro nutrient mila kar gehu me urea ke sath dal sakate hai?
Nahi bro Sulphur vi ek tarah ka Fungicide hai....
Only urea ya fir zinc busss....
भाई ए जैविक है युरिया क्या रसायन नहीं है तो किसी भी खादके साथ ना मिलाए गलत जानकारी के कारन रिझल्ट कमी मिळते है
Wheather its usable wheat seed treatment?
Brother,
Its only used for Top dressing, not for seed treatment...
Yah donon complete 1 1 litre Mein multiplex Aate Hain Bagar banaen direct Chala sakte hain
ye bio stimulant hai to ise ure ya dap ke sathe nahi use karte na ❓
Koi dikkat nahi hai kr sakte hai..company ne saaf saaf bola Fungicide ke sath na kre..
Micro Raja Ko npk khad ke kat ke sath Mila sakte hain kya
ji bhai mila sakte,, isse keval fungicide sath ni milate..
👌👌
सिगल सुपर के साथ भी मिलाकर डाल सकते हैं
Hanji dal sakte hai...
Dhan me kya 1 mhine baad daal skte h
Ji tisri ya akhri urea me daal sakte hai..
Matlab jab bhi dale urea ke sath dale...
@@AgricultureFarmingRanjeet ecomax same hoga
@@RekhaRani-yr4mv ji same hi aa...
Sir dhanzyme g or micore me konsa best result dega
dono best koi sa bhi daal dijiye...
पापूलर के पोधे में अछी गरोथ के कोनसी दवाई और खाद डालनी चाहिए
khad me yehi mycore daal dijiye...or isme thiamethoxam 25% thoda sa mila de jado ke pass ....
Mycore faridabad m 500 rs ka de raha h 4 k.g m , aapke wahan kya rate h ?
@@hukamnanda5654 same hi rate hai
@@AgricultureFarmingRanjeet 1509 ek mahine ka ho gya h lage huye , usme tuurra rog dikh raha h kya karen ?
@@hukamnanda5654 Kya hota hai yeh..?
@@AgricultureFarmingRanjeet turra , matlab jhanda rog, jisme kuch podhe jyada height ke ho jate h
Sir microneutent ke sath dal sakte hai tamato mai
Ji daal sakte hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet sir koi dikkat to nhi hogi result kaisa aata hai sir inska
Plz rply sir
@@anilrajputj8 result jabardast ata hai hamara Practical experience hai....
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks sir
Dhan mein kb use kare ??
jab marzi urea ke sath use kr sakte hai...dhan rupai ke 35-40din se pehle pehel..
Bhai kya iska 1kg ka bhi aata hai
Shyad nahi ata..4kg ka use kiya hai humne...
Maicoraiza best hai ya maicronutrent best hai
Dono best hai...
दोनों साथ मे दो बेस्ट रिजल्ट मिलेगा
Bahut महंगा है🌾🌾
Ji..
ईसमे 0-52-34 दे सकते हे क्या ड्रीप से..
Mycore keval khad ke sath dena hai...drip ke liye dhanuka company ka "dhanzyme gold" dale...best hai...
સરસ
Dap or sulphar ke sath mix kar sakte hai sir plz rply
DAP ke Sulphur mix kar sakte hai..magar Zinc nahi...
@@AgricultureFarmingRanjeet mycoraja milana hai
Mycoraja or magnesiam. Mix karna hai plz rply sir
@@anilrajputj8 yeh only Fungicide ke sath mix nahi kr sakte hai...baki har ek ke sath mix kr sakte hai
@@AgricultureFarmingRanjeet sir mai Dap or magnesiam or mycoraja mix karke lga du koi dikkat to nhi hogi sir plz rply dena
Iska IP kitna hai
6000
इफको सागरिका vs mycore konsa best hai। Sarso me
Starting me Mycore dale agar dubara dalne ki jarurt pade to sagarika daal de...
@@AgricultureFarmingRanjeet ok thanks sar
Kya isya phosphate(16% powder wala) ka shat dal sakte ha in paddy field.
👌👌👌👌Nice Video 👌👌👌👌
Thanks for detail info
Welcome brother
@@AgricultureFarmingRanjeet Brother, Pseudomonous & bascilaus subtitles pe video banao...pls
Sure mere bhai...
@@AgricultureFarmingRanjeet sir kya tricoderma or mycore ko mitti me milla kr ikthha daal skte h kya......tricoderma k bacteria mrrr to nhi jaayenge iske saath milla kr daalne se
Can we use it with fertilizers?
yes brother you can use with fertilizer..
@@AgricultureFarmingRanjeet क्या यह सही है
@@AgricultureFarmingRanjeet ये भाई सून
मेने प्याज के फसल मे 12 32 16
खत
ओर अगर उसके साथ यह mycoriza लिया
ओर डाला
और उसके बाद
अगर मेने पाणी दिया
फिर अगले दिन
प्याज मे खरपतवार नियंत्रक herbiside याने
जो आता है
Dow का गोल और
Dhanuka का targa
स्प्रे किया
तो क्या वह mycoriza मर जयेगा
Sir isko pyaj d.A.P ke sath milakar dal sakte h kya plz reply🙏🙏
Hanji mere bhai dal sakte hai best results hai iske sabjio me...👍👍
DAP ke sath lagane se result better milta hai fasal me
भाई साहब इसकी कीमत क्या है।इसे सिर्फ यूरिया के साथ ही मिलाकर ऊपर से भी दिया जा सकता है।
jiske sath marzi dedo keval fungicide ko chodd ke keemat Rs 500-550 tak milega 4kg
Myhicoraizza aur sagrika ko mila sakte h kya
Ji mila sakte hai....
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks 👍
mycorrhizal gujarat me kahya milta hay
Ji Pesticides ki shop pe milta hai....
🎉🎉
Can it be used after germination for fast growth?
Yes it can be...
Can it be used in hydroponics? And will spraying neem oil kill the fungus?
❤❤❤
Ip काउंट कितना हैं इसका
my core ka price kya hai sir print pe 792 hai????
Brother ₹550-600 tak shop me mill jyega...
भाई साहब इसको हम अशोक के पेड़ में डाल सकते है क्या क्यूंकि मेरे अशोक के पेड़ को 2 साल से ज्यादा हो गए लेकिन लम्बाई नहीं बड़ रहे है 🙏🙏🙏🙏
Hanji daal sakte sabse best hai 👍
@@AgricultureFarmingRanjeet ya online available ho jayga kya kyu kee hamra Yaha market main nhi milga ya
@@balrammeena5703 bhai aap dhanuka ki website pe jake order kr sakte hai...
@@AgricultureFarmingRanjeet website bta do sir
@@AgricultureFarmingRanjeet Bhai aap nai site nhi batayi abhi tak ya link send Kar do plz plz 🙏🙏
सर प्याज गाजर मूली टमाटर गोबी मे डाल सकते है
क्या सर पानी का घोल बनाकर बूंद बूंद डालने मे फायदा या डीएपी के साथ डालने मे फायदा है
मात्रा 4 किलो बीघा
जी आप इसे सभी प्रकार की सब्ज़ियाँ में प्रियोग कर सकते है
और इसे आप डीएपी और यूरिया में वी मिला कर डाल सकते है, और इसे आप पानी में घोल बना कर ना डाले और
पानी घोल बनाने के लिए आप मेरे हर विडीओ के नीचे लिंक दिए गए है आप वह से वी ऑर्डर कर सकते हो जो तरल उर्वरक के रूप में मिलते है घोल बनाने के लिए ।
Sir esko sulper or 30.5%+magnesium ka sath mix kar urea ma dal sakta ha ji
Nahi isse Sulphur ke sath na dale...
Matlab Fungicide ko chodd kr baki sab ke sath milakr daal sakte hai...
Bhai job ho to batav isme bsc ag msc horticulture kiya hu
Ji Brother, please share your contact number...
Sar Apne kuch Ripley nahi diya
Kya micoraja ko fertera ya virtako ke sath milakar daal sakte hai
nahi bhai...
मिरचि साठी चालेल का
Ji chlega...
एक किलो का पेक कितने रुपए में मिलेगा
ji abhi to 5kg ki packing me ata hai....
Bro bhout kisaan bol rahe hai yeh university se 50 rs mil taa hai aur kisaan bol rahe is kaa faida only gobar me milaane se hotaa hai pls btaaoo kya yeh true hai
Nahi brother essa kuch nahi hai....
Isko mene detailed me bataya hai aap ek baar video pura dekhe apke sare dought clear ho jyenge....mycore ke bare me...else you can ask me again
@@AgricultureFarmingRanjeet bro app kaa vdo me download kar ke rakha hai but you tuber he btaa rahe hain ke yeh only gobar me mix ho ke +hotaa hai
Esi koi baat nahi brother agar apko or acche se jankari chaiye to mai apko dhanuka company ka number send krta hoon aap or details me jankari le sakte hai....
Bhai kya Mancojeb aur 0 0 50 ko ek saath mila ke use kar sakte hai
Mila sakte hai bro.....
भाई यह खतौली या मुजफ्फरनगर में कहा मिलेगा प्लीज बताओ यार
Yeh har ek Pesticides ki shop pe mil jyega...
Raligold or isme kya farak he
dono best hai koi v priyo kr lijiye...
Orgenic he ya cemical
Organic
👌🏿
Dreep se good milakar chode sakte he kya?
nahi bhai...
@@AgricultureFarmingRanjeet thanks Dada
😎
प्रति एकड़ कीमत ज्यादा है
ji bhai..magar kaam v krta hai...
450
@@bhupendersaman2130 450 m 4 kg
सर हमने सुना है की माइक्रो राजा को पूरा के साथ डालने से वह निष्क्रिय हो जाता है तो रिजल्ट नहीं मिलता मेरा एक सवाल यह है कि क्या माइक्रो राजा व ट्राइकोडरमा साथ में चला सकते हैं
mycore ko urea ke sath daal sakte hai magar kissi chemicals ke sath nahi daal sakte....
or trichoderma ke sath mila ke v daal sakte hai...
बेवकूफ यूरिया में नही मिला सकते इसे
Bhai ji kyo nahi please bataye..or practical krke jarur dekhe ek khet me urea ke sath dale or dusre khet me ese hi...
4 kilo ekad the 10 Oriya 123216.akd