agar aap rickshaw me jaha obd connect hota hai uska photo bhej denge to hum aapko behtar sujhav de payenge. mechanik tv ke number 9324903583 per bhejiye.
Sar Jo ring Hai vah Markar lagakar dikhaiye aap bahut jaldi bata rahe hain isliye Samajh Mein Nahin a raha hai market lagakar dikhaiye Kaun ring kahan per Rakhna Hai tab detail Maloom Hoga Sar Aisa ringtone assembly fitting Karke 5 Sal chalega Ki Nahin aap detail bataiye marker lagakar main complaint kar raha hun
सर अगर इंजन खोले हैं तो बेरिंग सही है तो पेट्रोल से वॉश करके लगाने पर आवाज करेगी की नहीं अगर आवाज करेगी तो ऐसा क्यों बेरिंग में oil ही लगा रहता है वॉश करने के बात फिर oil में चलती तो सर आवाज क्यों करती sar please batado
bearing ko petrol se wash karne ke liye salah mechanic tv aapko nahi deta, wash karne ke liye aap degreaser ka istemal kar sakte hai. petrol se wash karne per bearing ki balls, race aur cage ki satah dry ho jati hai jisse lubricate karne per bhi wah noise paida kar sakti hai.
Which brand piston use???
Good video sir ❤
Thanks 🙂
Thank you so mnch sir
Most welcome🙏🏼
Most Welcome.
Bs6 auto rickshaw 🛺🛺 konsa acha obd hai v317
agar aap rickshaw me jaha obd connect hota hai uska photo bhej denge to hum aapko behtar sujhav de payenge. mechanik tv ke number 9324903583 per bhejiye.
Issue flashing karne ke liye obd kaun sa lena hai
Issue flashing ki jankari
aftermarket me milne wale kisi bhi scanner se ECU flash nahi kiya ja sakta. sirf service centre ke scanner se hi ECU flash hoga.
Ditelme video banaia sir etani speed me kuchh samajh nahi aaya
Hume khed hai ki aapko yeh video samajh nahi aaya, piston ring ki fitting detail me samajhane ke liye fir se ek detail video upload kiya jayega.
@@mechaniktvhindi ok thanks
Sar Jo ring Hai vah Markar lagakar dikhaiye aap bahut jaldi bata rahe hain isliye Samajh Mein Nahin a raha hai market lagakar dikhaiye Kaun ring kahan per Rakhna Hai tab detail Maloom Hoga Sar Aisa ringtone assembly fitting Karke 5 Sal chalega Ki Nahin aap detail bataiye marker lagakar main complaint kar raha hun
Sar me pichle video me comment Kiya hai ki Pulsar 220 bike ka scissor gear setting ka video banao jaldi se please jis se sound engine ka bast aaye
Dhanyawad, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Sir sab company ka bnao pllzzz
Ji Dhanaywad, aapka sujhav note kiya gaya hai.
Thanks sir kuchh samjh to nhi aaya magar piston ring main lga leta hu aaj tak kyu problem nhi aaya direction sabka change rahta hai ring ka
Hume khed hai ki aapko yeh video samajh nahi aaya, piston ring ki fitting detail me samajhane ke liye fir se ek detail video upload kiya jayega.
@@mechaniktvhindisir hum to cross wise setting krte h pressure bhi thik hota h koi problem nahi aati
Thanks sir
Sir koi senser agar khrab ho Jaye or usko purchase Krna ho to kaha se. Service center k alava
pllzzz
सर अगर इंजन खोले हैं तो बेरिंग सही है तो पेट्रोल से वॉश करके लगाने पर आवाज करेगी की नहीं अगर आवाज करेगी तो ऐसा क्यों बेरिंग में oil ही लगा रहता है वॉश करने के बात फिर oil में चलती तो सर आवाज क्यों करती sar please batado
bearing ko petrol se wash karne ke liye salah mechanic tv aapko nahi deta, wash karne ke liye aap degreaser ka istemal kar sakte hai. petrol se wash karne per bearing ki balls, race aur cage ki satah dry ho jati hai jisse lubricate karne per bhi wah noise paida kar sakti hai.
Petrol se wash karne k baad usme oiling kr do achhe se thode se time ke baad. Fir thik rahega