asadhya rog mei kewal cancer ko hi manyata di gai h notification ke according jvki bahut sari bimari asadhya rog mei aate h...diabetese v asadhya rog mei aati h fir v usko manyata nahi di gai h
Koi problem to nhi hogi na sir ji coz meri puri study Jharkhand me hui hai 10 se Graduation tak..but mei Bihar ka rahne wala hun.. ussi time ye UDID CMO k dwara bana liya tha... Sarkaari job k preparation k aim se .. @@techpressure
Aapko aad hoga ki BPSC ne pita ke yaha ka certificate maanga tha ,pati ke yaha ka nahi. isiliye aapki patni ka grih anumandal hi dena hoga, kyoki aadhaar card me sabhi ka address apne pati ke yaha ka hota hai.
asadhya rog mei kewal cancer ko hi manyata di gai h notification ke according jvki bahut sari bimari asadhya rog mei aate h...diabetese v asadhya rog mei aati h fir v usko manyata nahi di gai h
Nagar panchayat ka option nhi aaya rha h
Married Female teacher may sir teacher ky address my panchayat apna maeky ky dena hai ya husband ka sir
Panchayat or municipality dono select kr skte hai kya
yes
75 % handicapped cirtificate hai muscular distrophy ka isme koe issue nahi na hoga?
no
Patna nagar nigam me hum aate h to kya municipality wala option hum choose kr sakte h na
yes
7:00
mera jharkhand ka UDID ka Civil surgeon ka bana hua hai.... Kya mai upload kar sakta hu.. kya ...
yes
Koi problem to nhi hogi na sir ji coz meri puri study Jharkhand me hui hai 10 se Graduation tak..but mei Bihar ka rahne wala hun.. ussi time ye UDID CMO k dwara bana liya tha... Sarkaari job k preparation k aim se .. @@techpressure
Bacche ki divyangta ka labh mata pita ko mil sakta hai kya
नहीं
Mahila married teacher ko address me apna maike ka degi ya aadhar par jo hoga wahi degi
Maayke ka dena hai
Mahila ka form bhar ke dikhaiye aur medical certificate lagana jaruri hai kya critical illness me
ha , medical certificate lagega
Fill kiya hua sara option change ho gaya hai khud se hi
wait kariye ,2-3 din
@@techpressure bohut tension ho raha hai modify karna hoga ya phir khud hi thik ho jayega😔
पीएमसीएच मेडिकल कॉलेज का मानसिक दिव्यांग सर्टिफिकेट मान्य होगा बच्चे का है।
@@ajaykumarjha4742बिल्कुल मान्य होगा,लेकिन बच्चे के दिव्यागता के आधार पर ट्रांसफर नहीं मिलेगा।
Good👍👍
Bihar me teacher transfer ka koi choice nhi hai
Handicapped ka kya process hai
video me bataya hai
Handicap apna home panchayat option de sakta hai
Wife ke address me apna address dal sakte h jbki vo dusre anumandal ki h
nahi
@@techpressure lekin agar adharcard me husband ke ghr hi bna ho to phir v o aapna hi district dalana padhega
Ya use case husband walaa dlna padegaa