Mere documents details में मेरे मायके का पता है जो कि ग्राम पंचायत का है.... जबकि मेरा ससुराल नगर निगम मे हैं.. तो क्या दोनों ऑप्शन मेरे द्वारा नहीं भरा जा सकता.... प्लीज आप बताएँ 🙏
Sir mera ghar gaya me oh nagar nigam me h to usme to sadar gaya me dalna h to 10 option kase chune or agar mera ghalr nagar nigam m h to panchayat dalna zruri h
Mera सक्षमता admit card me hi online krte time mere name ka ek letter गलत ho gya tha counseling hi nhi ho paya ।आवेदन jma kr diye Kya mera transfer wala form bhara ja skta hai
Sir ham East Champaran me hain posted aur ghar hai Gaya district to Gaya me 4 anumandal hai to de sakte Hain home anumandal chhod ke aur 3 anumandal please reply sir..
कहने का मतलब है पति के अनुमंडल के पंचायत मे देना अनिवार्य है, वह ससुराल को छोड दूसरे पंचायत मे रहना चाहती है, पति के अनुमंडल वाले पंचायत मे नहीं जाना चाहती. कोई दिक्कत भी होगा
Superb🎉🎉
Thank you
Allotted jila me hi hoga ya ya dusra jila bhi chun skte hai
Bihar ke koe v jila me
Super 🎉❤🎉
Sir jila v change kr sakte h mahila log ka...jo mila h wo third option h to pehla option dal salte h ? Ya jo alloted h uska hi sb dalna h?
Yes
AAP log kuchh v change kar sakte hai
Jila Change kijiye ga to waha ka panchayat daliye ga
Mahila koi v 2 district choose kar sakti hai ya 1 hi district ka 10 panchayat choose karna hoga
Kar Sakti hai.
Sir 10 m se 7 nager nikay aur 3 panchayat fill kr skte hai..?? Yaa sirf Panchayat ya Nager nikay hi bharna h...???
Yes
Kya yas h clear kreye
Bpsc teacher wale jo dusre district me h
Ek option h panchayat/nagar local body ye samajh me nahi aa raha h kisko kya choose karana h
Mere documents details में मेरे मायके का पता है जो कि ग्राम पंचायत का है.... जबकि मेरा ससुराल नगर निगम मे हैं.. तो क्या दोनों ऑप्शन मेरे द्वारा नहीं भरा जा सकता.... प्लीज आप बताएँ 🙏
Chunane ke liye AAP dono dal sakte hai koe dikkat nhi hai
As per notification nhi..
Choice dalne se pahle aap se aapka sasural aur maike ka detail le le rha h aur choice ke option se dono ko hata de rha h
Bhagalpur me Barari - Municipality me Sabour block me nagar nigam sab me hai , pin code or unit code nahi hai kaise choose karen?
Chhunanne ke liye kewal nam Aa raha hai .
Kya sakshamta 2 wale form apply kar sakte hain
Nhi Sir
OM Hari Jai NIOS Deled please help us sir please
Koe dikkat nhi hai sab thik hai ....yeshe yese hawa hamesha aate rahata hai
Sir mera ghar gaya me oh nagar nigam me h to usme to sadar gaya me dalna h to 10 option kase chune or agar mera ghalr nagar nigam m h to panchayat dalna zruri h
10 option पंचायत और नगर निगम दोनों दे सकते हैं आप
Mahila 2 block ka panchayat choose kr skti h ki nhi
Yes kar sakti hai
Mera सक्षमता admit card me hi online krte time mere name ka ek letter गलत ho gya tha counseling hi nhi ho paya ।आवेदन jma kr diye
Kya mera transfer wala form bhara ja skta hai
Form dal dijiye dala jayega
Sir ham East Champaran me hain posted aur ghar hai Gaya district to Gaya me 4 anumandal hai to de sakte Hain home anumandal chhod ke aur 3 anumandal please reply sir..
Yes 3 Anumandal de sakte hai
@@Onlineboardstudy 10 anumandal nahi choose nahi sakte Hain sir please reply sir..
*SIR ESHIKSHAKOSH ME ADDRESS ME SPELLING ERROR H KAISE SAHI HOGA*
Jila se
Jo mahila Example Madhepura nagar nikay ke ek ward m ghar h , tou kya wo Madhepura ke dusare ward ka school select kar sakti h
Yes
Sir hm nagar nigam me posted h aur mera grih jila sasaram h to kya nagar nigam me dal sakte kyuki option me dikha h
Yes
Grih jila sasaram nhi rohtaas
Agar posting zila Mera parmanent address nahi hai to option me dal sakate hai
Jo Aapka Aapna Adress h wah daliye
Sir Nagar Nigam wale ward de sakte hain?
Yes option me jo Aayega use de sakte hai
Kya found meet Wala bhi bhar sakta hai
Yes
sir mera panchayat galat hai or sab ditels sahi hai kya karen
Mera bhi panchyat galat hai
Khan se thik hoga
Sir dautful walo ka bhi aawedan ho raha hai
Yes
Sir Nagar Nigam mein aaega vah ward sankhya dega na
Nhi
To phir sir ussse related video banaaiye sir
good ❤
Thanks 😊
Agar kisi panchayat m 7 hi panchayat ho to keya Kiya jayega
Submit nhi hoga
Koe dusre BRC ke panchayat dal de use anumandal me
Udid card primary health centre valid kyu nhi de rha hai
Only civil sergean
Sir teacher transfer par click karte hi kuch nahin dikh raha hai
Usake bad left side me 3 line hoga us par click kare
Jis anumandal me hai wo uska grih anumandal ho jayega
Mahila ka kewal....
Hm avi banka me hai mera anumadal bhagalpur hai to kya hm bhagalpur select kar sakte hai
Daut ful Wala bhi bar sakta hai
Yes
Otp kitni bar aa skta h
Jitana bat chahe Aap
पति पत्नी शिक्षक है तो क्या करे
Tb usame option hai use bhariye ga to fayada hoga
पति पत्नी है, पति अ नुमंडल भर देगा, पत्नी अपने ही अनुमंडल में आसपास के पंचायत दे सकती है या नहीं, नियम क्या कहते है
Patani Panchayat de sakti hai. Jabki pati Anumandal
कहने का मतलब है पति के अनुमंडल के पंचायत मे देना अनिवार्य है, वह ससुराल को छोड दूसरे पंचायत मे रहना चाहती है, पति के अनुमंडल वाले पंचायत मे नहीं जाना चाहती. कोई दिक्कत भी होगा
OTP IS NOT COMING
Morning me kijiye ga to ho jayega
Bpsc teacher wale jo dusre district me h
Ek option h panchayat/nagar local body ye samajh me nahi aa raha h kisko kya choose karana h
AAP kaun se teacher hai yadi Aapka school Panchyat me hai to Panchayat Dale
@@Onlineboardstudyस्कूल पंचायत और सारा जानकारी ओटीपी डालते ही खुद ले लेता है उसमें फिर से डालने का आवश्यकता कहां है। कृपया स्पष्ट करें।
@@Onlineboardstudy home district me panchayat/local body option h
@@Onlineboardstudy mai bpsc tre2 teacher h