Mere coolet ko 3 saal ho gye hai, mera bhi swing kaam nahi karta. Ab maine off kar dia hai swing. Ye sirf vguard customer care wale karwa sakte hai wo bhi technician ghar ayega. Kafi mehnga padega repair karana kam se kam 1500,2000 maan ke chalo aap.
Ye baat sahi bol rahe hai, ye sab new cooler ek hi tarah se banaye jate hai, ye problem sabhi new model cooler me rahegi hi.. Swing pani ki vajah se sabke jaam honge hi ek na ek din nahi to oil dalte rehna padega samay samay par.. Jitna advance technology hogi utna hi repair complicated hota jayega.. purane type ke cooler simple they aur repair bhi asan tha..
jab peeche wali window katayenge to bilkul saamne , jaale ne neeche hi lagi hoti hai. but wo motor market me milti hi nahi hai.. uske lie vguard theek karne wale hi la sakte hai..
Cooler ko kholne se wapas band karne me 1 ghante se oopar lag jata hai. Video edit karke chhoti karni hoti hai to kafi part katega hi. Vaise jaise pad bahar aaye they pad vaise hi wapas andar jate hai. Bahar nikalne ki video to dekhi hogi aapne. Bus usko hi follow karo.
Pani ki girne ki awaz zada hai to shayad pani honeycomb pads ke side se direct neeche gir raha hoga. Ek bar andar se check karlo , ya to pani ka drain block ho raha hoga jisse pani honeycomb pads ke oopar nikalta hai , ya fir honey comb sahi se fit nahi honge. Vaise thodi bahot avaz to aati hi hai, but zada hai to ye sab check karlo.
Iske 2 reason ho sakte hai , 1st - cooler barabar level pe nahi hoga, uske type vagera aap dekh lo barabar surface pe hone chahiye.. 2nd- andar pani sahi se distribute nahi ho raha hai. Ek bar isko sahi level pe chala ke dekhiye nahi to customer care se engineer bulwa lijiye. Koi chhoti moti dikkat hogi.
Maine kabi aisa socha to nahi hai but agar aisa hua to 1st option customer care se pata karunga ki kahi local shop pe mil jaye to. 2nd local harware repair wale se pata karna padega. Last option m-seal se permanent block kar sakte hai.
Dekho suggestion dene ke lie hote hai , baki depend karta hai poochne wale ki zarurat pe. Apko nahi pasand nahi aya to iska matlab ye to nahi ki kisi ke lie kaam ka nahi.. ho sakta hai kisi ko aur option na mile to last wala hi try karna pade.
@@rahulindiaentertainment okay sahi bola aapne..... Waise mera kaam ho gya Papa ne idea lgaya Sprit ki chhoti bottle ki ander vali cap... fitt ho gya ✌
Uske honeycomb pad theek se fit nahi honge shayad. Aap customer care call karke bulwa lo mechanic. Khud mat kholo abhi to new hi hai. zada bada issue nahi ha vaise.
Cooler ke d Swing ka alag se motor hota hai. Thoda oil dalke dekhlo ho sakta hai dust se jam ho gye ho. Nahi to agar 2 year poore nahi hue to warrenty me repair ho jayega. Use this link to register complaint www.vguard.in/home/register-complaint
Apka experience ho sakta hai kharab raha hoga but mai 3 saal se use kar raha hu. Abhi tak badia chal raha hai. Cooling bhi zabardast hai. Last year pump kharab hua tha rs.150 me change ho gya. Koi badi baat nahi hai.
Tq bro aap ka video dekh mai bhi pannel khol ker saaf ker paya
Thank you video dekhne ke lie. 🙏🙏
Vvv. Gud information bhai...
Thank you
Wow nice information mera v same yahi model hain kl pura saaf karunga
Great !! Its my 3rd season still working great.
Most welcome! If you like the video and info provided , please do subscribe to my channel and press like button to support my channel. Thank you.
Sir v guard aikido wala air cooler acha hai kya sir?? Mai bi Lena chahta hun.. ple tell me
Thank you so much ❤🎉
You’re welcome 😊
Thanks for the video ...
Helped a lot
Recently brought....
Glad it helped.
Bahut accha laga
Most welcome 🙏
Ye new scam hai, isko bhi dekhiye aur alert rahe. ruclips.net/video/YpniEfaPLBA/видео.html
Is coller ka swing motor khrb ho gya hai use kese replace kre .??
Mere coolet ko 3 saal ho gye hai, mera bhi swing kaam nahi karta. Ab maine off kar dia hai swing. Ye sirf vguard customer care wale karwa sakte hai wo bhi technician ghar ayega. Kafi mehnga padega repair karana kam se kam 1500,2000 maan ke chalo aap.
Mera bhi same situation hai, technician kuch jyada hi bata Raha hai , aur khud se repair nai ho payega, isse acha hai ki koi le hi na
Ye baat sahi bol rahe hai, ye sab new cooler ek hi tarah se banaye jate hai, ye problem sabhi new model cooler me rahegi hi.. Swing pani ki vajah se sabke jaam honge hi ek na ek din nahi to oil dalte rehna padega samay samay par.. Jitna advance technology hogi utna hi repair complicated hota jayega.. purane type ke cooler simple they aur repair bhi asan tha..
Sir swing motor kaha lagi hoti hai,, usme oil kon sa dena chahiye
jab peeche wali window katayenge to bilkul saamne , jaale ne neeche hi lagi hoti hai. but wo motor market me milti hi nahi hai.. uske lie vguard theek karne wale hi la sakte hai..
Sir aapne oil to bataya hi nahi ki kon sa dena hai
Aapsa sawal bahot achha hai.. but mujhe bhi nahi pata ye to.. Koi Cooler repair karne wala hi bata payega ye.
Honey comb ka size kitna he
No idea .
Dhanyvad sir ji
🙏
Cooler ko khol k saf karna aam logo k liye bhut hi jyada kathin hai. Iske liye bhut jyada samay aur upkaran chahiye.
Ye to sahi baat hai. Thoda mushkil aur time dene wala hsi
Pad ko fit krte time ka video kaha h pura dikho ap
Cooler ko kholne se wapas band karne me 1 ghante se oopar lag jata hai. Video edit karke chhoti karni hoti hai to kafi part katega hi. Vaise jaise pad bahar aaye they pad vaise hi wapas andar jate hai. Bahar nikalne ki video to dekhi hogi aapne. Bus usko hi follow karo.
Mere cooler me paani ke gar garahat ki bahut aawaj aata hai sir kya karu
Please reply
Pani ki girne ki awaz zada hai to shayad pani honeycomb pads ke side se direct neeche gir raha hoga. Ek bar andar se check karlo , ya to pani ka drain block ho raha hoga jisse pani honeycomb pads ke oopar nikalta hai , ya fir honey comb sahi se fit nahi honge. Vaise thodi bahot avaz to aati hi hai, but zada hai to ye sab check karlo.
Ohh sir jee sab jagah q vig nhi raha hai sirf piche ke side ho raha hai or do site se sukha reheta hai
Iske 2 reason ho sakte hai , 1st - cooler barabar level pe nahi hoga, uske type vagera aap dekh lo barabar surface pe hone chahiye.. 2nd- andar pani sahi se distribute nahi ho raha hai. Ek bar isko sahi level pe chala ke dekhiye nahi to customer care se engineer bulwa lijiye. Koi chhoti moti dikkat hogi.
Water out vale hole ka rubber kho jaye to kya kre??
Maine kabi aisa socha to nahi hai but agar aisa hua to 1st option customer care se pata karunga ki kahi local shop pe mil jaye to. 2nd local harware repair wale se pata karna padega. Last option m-seal se permanent block kar sakte hai.
@@rahulindiaentertainment bhai last option to permanent vala bta diye 😂 isko hta do.... Kisi ko suggest mt kr dena
Dekho suggestion dene ke lie hote hai , baki depend karta hai poochne wale ki zarurat pe. Apko nahi pasand nahi aya to iska matlab ye to nahi ki kisi ke lie kaam ka nahi.. ho sakta hai kisi ko aur option na mile to last wala hi try karna pade.
@@rahulindiaentertainment okay sahi bola aapne.....
Waise mera kaam ho gya Papa ne idea lgaya Sprit ki chhoti bottle ki ander vali cap... fitt ho gya ✌
Wahh !! India me talent ki kami nahi hai.
Paani side de thda thda soap karke ground pe nikl rha Hai.. Kya kare.. Naya Hai,, Kal he Liya..!
Uske honeycomb pad theek se fit nahi honge shayad. Aap customer care call karke bulwa lo mechanic. Khud mat kholo abhi to new hi hai. zada bada issue nahi ha vaise.
Thank you... 🙏✅
Ajj hi liya hai
Nice.
Sir cooler ki swing kaam nahi kar rahi kya kare
Cooler ke d
Swing ka alag se motor hota hai. Thoda oil dalke dekhlo ho sakta hai dust se jam ho gye ho. Nahi to agar 2 year poore nahi hue to warrenty me repair ho jayega. Use this link to register complaint www.vguard.in/home/register-complaint
👌👌👌
Thank you
Mjha orginal grass chayeya
Original ka new idea. Vaise cooler pads ka size scale se le lo, amazon pe mil jayege .
Bahut hi jyada ghatiya cooler h kbhi mat lena koi b ese
Apka experience ho sakta hai kharab raha hoga but mai 3 saal se use kar raha hu. Abhi tak badia chal raha hai. Cooling bhi zabardast hai. Last year pump kharab hua tha rs.150 me change ho gya. Koi badi baat nahi hai.
@@rahulindiaentertainment
Hmne b use kiya h tbhi bta rhe h ki Bahut jyada bekar h
ok..
@@rahulindiaentertainment ha mera v pump do baar kharab hua tha ek baar fan ka motar kharaab ho gaya tha 3 saal ho gaya liye hue
Sabse bekaar hai 4 saal se use kr raha hu..... Swing kaam nhi kr raha.... Ek hi taraf hawa fainkta hai.... Cooler bengaa ho gya hai😂
Iss cooler ke side ke window nhi khulte kya?
Nahi, sirf back wali khulti hai