G Sir maira bi Yehi fault tha 5 din se pareshan tha Koi bolta inverter kharab hai koi bol rhaa Battery kharb ho gayi hai 2 Mistri ko bi Dikha Diya uhne bi kuch pataa nahi chl payaa inverter bi open kr diya tha cheak kiya par kuch smaaj nahi aaya Aaj Tak kr maine you tube par ye Dali problem Orr apka video dekha 12 min ki video ne sach me Mera Dil khus kr diya
Experience bahut badhiya hai aapka sir mai bhi ek electronics technitian hu sir aap baar baar electrcian bolte ho video me lakin kya ek electrician V4 V5 jaici pcb repair kar sakta hai mujhe lagta hai ki is pcb ko sirf electronics technitian hi repair kar sakta hai mujhe aaj tak koi electrician nahi mila jo aisi pcb repair karta ho esi wajaah se aapke channel ka naam kk kanha electronics hai sir aap electronics technician naam liya kare na ki electrition
Me sabhi se request krunga ki jo bhi sir ki class me join hona cahte hai vo apna adress send kr de kyon ki me bhi sir ki class ka student hu sir bahut achee jankari dete hai class me
Sar Mera Microtek inverter Hai uski fuse chal Jaate Hain bilkul aur dikhaya Bhi Tha to vah Aur Bhi problem usmein batai Nahin Hai Lekin inverter ke fuse HainSar Mera Microtek inverter Hai uski fuse chal Jaate Hain bilkul aur dikhaya Bhi Tha to vah Aur Bhi problem usmein batai Nahin Hai Lekin inverter ke fuse jo hai दो-चार Din Mein vah Jal Jaate Hain To Uska Kya solution hoga Kahin inverter connection jyada hai to is vajah se load ki vajah Se To Nahin please solution De
Ha sir mere pas bhi24x7 ki pcb thi o okk karane ke bad bhi overlode dikahati our. Usaki dusare inverter me jodake dekha to okk chali fir mene apana overlode trangestar ko bataya our jod di pcb magar usake bad hua you ki o 15 din chala bad me mosfet fad di😅
Lod par betrry low ka indicestion de Raha hai or100 Watt ke balb par betrry chaltii he .or dusra invetar lagate he to betrry sahi chaltii he.or koyi problem nahi hoti hai.

last me kya dialogue mara.
pcb
me
hath do kr pad gaye ho ...😀😀😀😀
Sir aap bahut hi piyar se sikhate ho, hum bi aapka DIL se dhanyawaad karte hai, sir whatsapp per component ke catloge or price dalo, thanks brother
Ok
Veri good experience sr kabile tarif
Inverter 11 volt DC par betrry low ka indicestion de Raha he charj betrry bhi turant Khali ho jati he esee candisan me kya folt ho sakta he .
bhai mera nxg 1800 main battery 11.6 pe low ho jata he kaise isko aur thoda kam kar sakte he
Nice video sir ji 🙏
Apka Baht dil Se Sukriya Sirrrr
Sir agar 3 no. Pin me voltage na aye to hoga
10:22 are bhai me sabse pehle pcb me 12volt check karta hu 😂
Sir mujhe microtek 900E2 plus ka kit mill sakta hai kiya kitna price hoga
Me sabhi se request krunga ki jo bhi sir ki class me join hona cahte hai vo apna adress send kr de kyon ki me bhi sir ki class ka student hu sir bahut achee jankari dete hai class me
Is pcb me 3 filter cap ki value kitni hai
Sir बहुत interesting fault था l सार tranfermer को केसे चेक करेंगे उसके ऊपर कुछ बताइए l
Next video dekhunga
Hello sir ek local inverter vipul ka Card h Usme or Usme darect charging a rahi h SCR bhi change kar diye dono fir bhi
Thank guru ji
How much money Smps crike Sukem SoLAR BRAINY Eco Model No 1100
Please inform me
Thanks with regards
Is me cap ki value kitni hai
Good
Sar Mera Microtek inverter Hai uski fuse chal Jaate Hain bilkul aur dikhaya Bhi Tha to vah Aur Bhi problem usmein batai Nahin Hai Lekin inverter ke fuse HainSar Mera Microtek inverter Hai uski fuse chal Jaate Hain bilkul aur dikhaya Bhi Tha to vah Aur Bhi problem usmein batai Nahin Hai Lekin inverter ke fuse jo hai दो-चार Din Mein vah Jal Jaate Hain To Uska Kya solution hoga Kahin inverter connection jyada hai to is vajah se load ki vajah Se To Nahin please solution De
Transformer short hoga overload dikhayega agar baitry wair loog nhi hai to
Sar aap ka adress kahan hai
👌👌🌹GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👌🌹💖😂😆
Mr. Kangaroo bhai sab ap se mujhe kam sikhna hai ap ka mobiel no kaise milega
Nice video ❤❤❤
Very nice
Nice
Ha sir mere pas bhi24x7 ki pcb thi o okk karane ke bad bhi overlode dikahati our. Usaki dusare inverter me jodake dekha to okk chali fir mene apana overlode trangestar ko bataya our jod di pcb magar usake bad hua you ki o 15 din chala bad me mosfet fad di😅
Gjb sir ❤
Card ko bahr nikal rakha hai or ha ye jo bhi aapne btaya hai wo sub kr liya
Thank you sir
Thanks 🙏
Sar agar terminal loose hoga to micro ki pin number 5 per voltage kam hona chahie
Voltage sahi rahega magar ampiar kam ho jayega
Ok sir thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
Good anusaar
Apka repair centre kaha hai
Microtek 2 minut mein Lo ho ja raha hai kya problem hai 1100 ups
Eithna simple fault ko ho bathane ko hamko 12 min video no no class kiku liya bhai😂😂😂😂😂😂
Lod par betrry low ka indicestion de Raha hai or100 Watt ke balb par betrry chaltii he .or dusra invetar lagate he to betrry sahi chaltii he.or koyi problem nahi hoti hai.
Jyada hosiyar hai
Ak minte ki baat ko 15 minte tk le gy pta nhi kitne pagal log h
Hua kaya hai sidha bhi bol sakte the
😅😅
Sir garib ko liye koi class hai free m
Battery cable kharab hai
Lod per battery low batata h
Wrong information
Very nice