Even mein bhi voh journey dekhna chahta hu. Bachpan mein nani ke ghar ke liye ahmedabad se howrah ke liye end to end journey karta tha. Aksar train late ho jati thi par maza bahut aata tha. Last time jab travel kiya tha usme tab usme blue icf coaches lagte the
@@OmAgr-2025 ohh 🥺. Voh din bhi kya din the. Ahmedabad se 12 baje chadte the. 12 baje ke vajah se next day ho jata tha toh hamesha tension mein rehte the date ko lekar. Aadhi raat 2 baje ke around Vadodara aata tha. Vaha hamesha neend khul jaati thi passengers ke chadne par. Subah mein uthkar brush karne ke baad voh chai mein duboh kar parle g khane ka maza aaj kal ke bacche na samjhe. Voh icf rakes ke chalne ka shor alag hi khushi pradaan karta tha. Sham ko Nagpur ki voh diamond crossing la intezar rehta tha hamesha. Fir raat mein Raipur aata tha toh neend hamesha khul jaati thi. Logo ki bag lagti thi agar side lower berth par sote the toh. Fir subah mein hamesha koi unscheduled halt par train rukti thi. Ha, WB mein enter karte hi train passenger train ban jati thi. Har thodi der mein ruk ruk kar chalti thi. Subah mein Tatanagar ka intezaar rehta tha. Bachpan toh yeh janne mein beet gaya ki Tatanagar Jharkhand mein hain ya WB. Khair train mein Jhal muri wale bhaiya Tatanagar se train mein chadte the. Unki muri ka swaad aaj bhi zuban par ache se chada hua hain. Fir major halt hota tha Kharagpur. Vaha se ham log idli aur vade lete the. Voh bhi bahut tasty hua karte the uss time mein. Iss station tak aate aate train aksar 2 se 3 ghanta late ho jati thi. Par bangal ki hariyali compensate kar deti thi. Uss time mein internet oa chalan nhi tha toh hamesha ham log bogie ke attendant se puchte the ki bhaiya train kyu late ho gayi hain. Voh din bhi kya din the. Khair fir train Howrah ke pass mein ek Satragachi ka naam ka station hain. Train hamesha vaha rukh jana karti thi. Attendant bhaiya se puchte the toh kehte the ki aage line khali nhi hain, Rajdhani ko priority di ja rahi hain. Train kam se kam 30 minute toh rukhti hi rukhti thi. Fir signal milne par thodi der dodti thi aur Howrah ke outer mein fir slow ho jati thi. Ham sab bhagwan se yahi maangte the ki kahi yaha bhi na rukh jaye. Voh Howrah ke outer pe icf coaches slow speed mein chalte hue aur local se parallel run karte hue aur shor machate hue aaj bhi yaad aate hain. Voh din aaj bhi bahut yaad aate hain🥺
shreyansh bhai wo jo apke train ke sath jo parallel departure le rhi hai na ujjain jn se wo hai dahod-bhopal passenger uska rake sharing hai bhoapl-indore-bhopal intercity ke sath wo bhopal jake bhopal-indore intercity banke wapas indore jaegi
Memu train ka bi blog banao jaise Ratlam se indore Ratlam se chitorgarh Ratlam se udaipur Ratlam se Kota/ mathura Ka bi blog bi banaye 4 platform se site me Jo cafe ac khula he uska bi blog banana kabi Satya gyankosh ke sath
Ujjain m 2 no. Pr Nagda Indore passenger khdi thi aur vo 8 no platform se ujjain bhopal passenger aage nikli thi jisko is gaadi ne aage overtake bhi kiya
@Shreyansh Jain - can you please cover all Samprak kranti express trains from End to end ....& Also State express trains like Kerala express , karnataka express & hnnn especially Karnataka all 3 Samprak kranti express .end to end
Bhai ko sachkhand Mila hoga Bhopal se jhansi ke liye 2:35 pe 12:10 pe Itarsi se nikalta hai or 2:35 pe bpl arival hai sachkhand ka or 1:50 pe cr Raj bhi tha lekin us se nahi Gaye honge sachkhand ko hi prefer Kiya hoga 😅😅
Very nice vlog, aapka voice bahot accha hai ,i think u should take Mangala express frm Bhopal which is at around 3 am which will go at around 6.45 am to veerangana laxmibai jn
Bhai shreyansh apne paise waste kr diya apple ka earphone le kr Apko new launch JBL TUNE 310C type c earphone lena chahiye superb sound quality + best mic quality
Shreyansh Bhai aap ,satya bhai ,Sandeep Bhai bahut sahi rail vlogs daalte ho being a rail fan bahut maza aata hai dekh ke 🙌🙌
Asli maja to random travel karne mei hi aata hai❤❤❤
I want an end to end journey in 12834 Howrah - Ahmedabad SF express
Even mein bhi voh journey dekhna chahta hu. Bachpan mein nani ke ghar ke liye ahmedabad se howrah ke liye end to end journey karta tha. Aksar train late ho jati thi par maza bahut aata tha. Last time jab travel kiya tha usme tab usme blue icf coaches lagte the
@@virennihalani8550
Soooo luckey u're
Abhi Red LHB coaches lagte hai
@@OmAgr-2025 ohh 🥺. Voh din bhi kya din the. Ahmedabad se 12 baje chadte the. 12 baje ke vajah se next day ho jata tha toh hamesha tension mein rehte the date ko lekar. Aadhi raat 2 baje ke around Vadodara aata tha. Vaha hamesha neend khul jaati thi passengers ke chadne par. Subah mein uthkar brush karne ke baad voh chai mein duboh kar parle g khane ka maza aaj kal ke bacche na samjhe. Voh icf rakes ke chalne ka shor alag hi khushi pradaan karta tha. Sham ko Nagpur ki voh diamond crossing la intezar rehta tha hamesha. Fir raat mein Raipur aata tha toh neend hamesha khul jaati thi. Logo ki bag lagti thi agar side lower berth par sote the toh. Fir subah mein hamesha koi unscheduled halt par train rukti thi. Ha, WB mein enter karte hi train passenger train ban jati thi. Har thodi der mein ruk ruk kar chalti thi. Subah mein Tatanagar ka intezaar rehta tha. Bachpan toh yeh janne mein beet gaya ki Tatanagar Jharkhand mein hain ya WB. Khair train mein Jhal muri wale bhaiya Tatanagar se train mein chadte the. Unki muri ka swaad aaj bhi zuban par ache se chada hua hain. Fir major halt hota tha Kharagpur. Vaha se ham log idli aur vade lete the. Voh bhi bahut tasty hua karte the uss time mein. Iss station tak aate aate train aksar 2 se 3 ghanta late ho jati thi. Par bangal ki hariyali compensate kar deti thi. Uss time mein internet oa chalan nhi tha toh hamesha ham log bogie ke attendant se puchte the ki bhaiya train kyu late ho gayi hain. Voh din bhi kya din the. Khair fir train Howrah ke pass mein ek Satragachi ka naam ka station hain. Train hamesha vaha rukh jana karti thi. Attendant bhaiya se puchte the toh kehte the ki aage line khali nhi hain, Rajdhani ko priority di ja rahi hain. Train kam se kam 30 minute toh rukhti hi rukhti thi. Fir signal milne par thodi der dodti thi aur Howrah ke outer mein fir slow ho jati thi. Ham sab bhagwan se yahi maangte the ki kahi yaha bhi na rukh jaye. Voh Howrah ke outer pe icf coaches slow speed mein chalte hue aur local se parallel run karte hue aur shor machate hue aaj bhi yaad aate hain. Voh din aaj bhi bahut yaad aate hain🥺
@@virennihalani8550 Ya bro I can imagine that how beautiful it would be 🥰🥰
Ahmedabad barauni express mein journey kro
Loved to watch it
A very exciting one...
finally some different content from other vlogger. Thanks for listening the advice. Appreciate your efforts 🙌
13:14 its Aditya birla Company
Outstanding vlog big be ji god bless you ji aap hamesha khush rahe swasth rahe enjoy stay safe 🙏🙏🙏🙏❤😊👍
Azimabad express mein journey kro
Happy journey 🤝
General ticket ही लेना है तो बार-बार काउंटर पर लाइन क्यों लगाना, UTS भी try कर सकते हो.
Vo kya hota h uncle
Most beautiful bhai. Let's continue.❤❤❤
Lavli Beutiful Very Very Nice Gud Tren Jarni Valog
Jai shree mahakaal
Excellent video it takes real efforts to manage and speak in journey.
Suggestion can you move your camera slowly.
Random train journey Nice idea. Nice vlog ❤
Ftf😂❤😂❤😂😂❤😂🎉😢😢🎉😂❤😂🎉🎉❤
Best of luck Bhai ❤😊
shreyansh bhai wo jo apke train ke sath jo parallel departure le rhi hai na ujjain jn se wo hai dahod-bhopal passenger uska rake sharing hai bhoapl-indore-bhopal intercity ke sath wo bhopal jake bhopal-indore intercity banke wapas indore jaegi
Love from Nagda❤
Journey ka date bhi btaya kro please
Bhai ye rack share kya hota hai pls batana
Memu train ka bi blog banao jaise
Ratlam se indore
Ratlam se chitorgarh
Ratlam se udaipur
Ratlam se Kota/ mathura
Ka bi blog bi banaye
4 platform se site me Jo cafe ac khula he uska bi blog banana kabi Satya gyankosh ke sath
Ujjain m 2 no. Pr Nagda Indore passenger khdi thi aur vo 8 no platform se ujjain bhopal passenger aage nikli thi jisko is gaadi ne aage overtake bhi kiya
❤a❤😊
Bhai full journey krte
Sachkhand express train journey kijiye bhai
Sir, Sant Hirdaram Nagar se Rajasthan ke Ramganj Mandi new line ka work progress main hai aur ise saal yaha route complete ho jayega.
One Journey in Mathura - Chapara Superfast Express
22532
bhut sundar bhai
Bahut badhiya mere bhai😅😅
Nice shreyans Bhai Jai shree Ram 🚩🚩🚩🚩
Bhopal aur bina 😂😂😂😂😂
Bhai kitni bar bataoge
Amazing Journey 👍🏻
Bro visit northeast India
Love from Assam 🇮🇳😘
Shreyash bhai app Gandhidham to kamkhiya full journey review plz❤❤
Bahut bhadiya 😊😊 shreyansh bhaiya ji❤❤
Lots of love shreyansh bhai from ratlam ❤😊
Bhai Aap Ahmedabad metro cite ya fir mumbai se He Start kara Karo Ratlam To bahut chhota sa h
Ratlam railway station ya Ratlam junction railway station
Journey in Bhirgu Superfast Express
22427❤🎉❤🎉
Please ❤❤
Travelling randomly Os a good concept. 👍
@Shreyansh Jain - can you please cover all Samprak kranti express trains from End to end ....& Also State express trains like Kerala express , karnataka express & hnnn especially Karnataka all 3 Samprak kranti express .end to end
Bhamania ke sher ko salam ankur from Ujjain
Very nice journey shreyansh bhai ❤❤
Parcel train he ye
Hum daily is se updown karte he
Sab bolo jay shree ram 🥰❤
I am just obsessed with your vlogs❤
Sev or sone ki nagri ratlam
This brother give always smile..😂😂
Love you brother ❣️
Indore patna mein journey kro
official fine jaisa kuch nahi hota... seat kitne mai bikegi ye bheed kitni hai or seat kitni hai ye fix karta hai
Fabulous job ♥️😉
Please do mumbai to Puri train journey
Woww ❤❤ amazing wonderful journey shreyansh bhai 🔥❤️ maza ayega is series m bahot badhiya bhai
Bhai ko sachkhand Mila hoga Bhopal se jhansi ke liye 2:35 pe 12:10 pe Itarsi se nikalta hai or 2:35 pe bpl arival hai sachkhand ka or 1:50 pe cr Raj bhi tha lekin us se nahi Gaye honge sachkhand ko hi prefer Kiya hoga 😅😅
Shreyash Bhai aap 22221 rajdhani me travel karo
Bhai 22815 Bilaspur Ernakulam Superfast Express end to end journey ek baar
Bhai ek baar madgaon hazarat nizamuddin Goa Rajdhani me end to end travel karo
Jamnagar to Bandar humsafar me journey kariye
Nice bolog ❤
❤❤❤❤
Very nice horn in malgadi
First like bhaiya
Bhai आप kabhi pawan express me journey kariye
Very nice vlog, aapka voice bahot accha hai ,i think u should take Mangala express frm Bhopal which is at around 3 am which will go at around 6.45 am to veerangana laxmibai jn
Hello Bhai sahab 😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤
Ek Baar Ahmedabd To mumbai vande bharat ki banao ya
Ahmedabad tejas exp
Sorry Sir, wo thermal power plant nahe hai. Aditya Birla Group ke Grasim Industry hai. One of Asia's largest fibre division.
Please Cover Ranakpur Express end to end ❤️
Vaaah ji vaaay😂
Love from Kolkata
Shreyansh bhai ek bar neral matheran toy train me travel karo
Prit 2
Shreyansh Bhai aapka Home town kaha hai?
Bamnia, MP
Kya bhai comparison q sab ka alag style hai
He is doing well
Nice video 🎉
Shreyansh bhai, satya bhai,sourabh bhai, Sandeep bhai aap 4 log s4 ho, mai bolta hu ek baar chennai gaya journey kro plz
Bhai aapse milna hai kaise kab aur kaha milu batao Bhai pls............
Bilaspur rajdhani me
Nyc
Love you bhai ji jo jo bhai se pyar krta hai like karo ❤
bhaiya train number kya hai tha iska
ESKA EPISODE 2 KAB AAYEGA SREYAANSH 😊
Ujjain Mahakal Bhakt 🙏
20942 gct to Bandra exp m kriye
Hello Bhai I'm Big fan ❤❤
Bhaiya train ka fair bhi bata diya karo🚩🚩🚩
Please travel in train Kolkata to Ahmedabad 19413
intrrior bathao bhai ,aur train speed nhi bathare ap,sathya bhai hamesha bathathe train speed
Ok dost you ❤❤❤❤
12245 hwh smvb duronto exp food review plz highest price 🥺🥺🥺 plz
Hehehe😊
Mai is train 🚆 me Safar Kiya hu😊
15057 travel vlog 😢
श्रेयांस भाई क्या आप के साथ सफर करने को मिलेगा आपसे शिखना चाहता हूं
Patna Lucknow vande Bharat
Bhai shreyansh apne paise waste kr diya apple ka earphone le kr
Apko new launch JBL TUNE 310C type c earphone lena chahiye superb sound quality + best mic quality
Bhai reply kr do
Jai shree ma kal