@@Kaaminibhardhwaj1111 to bich me se jod do Mere quartz tube ki wire 2 jagah se tuti thi, 2-4 bar tuti aur alag alag jagah pe tuti. mene 2-4 bar repair kiya...par kuchh time ke baad aapko tube hi badalwana padega. Baad me coil kamjor ho jati he.
Mene bhi sahi krdi. 1.5 hr lage khol k theek krne me fir thodi der me band ho gayi ek or teen plastic ko touch kr rhi to plastic pighal gayi fir se khol k sahi ki dono sahi ho gayi
Sir mere room heater ke 3 rod khrab thee apke video dekh ke mene teeno rod repair kerle
Thank you 🙏
Nice video dost Maine aap ka video dekha or apna heater thik kar liya thanksbro 👍👍
Bahot acche blog bnaya..meine dekhkrr ripaier krr liya 👍👍👍👍👍🏿
Bhai bilkul sahi information di h bhut h acche se bhi samjh aaya h
Sir maine apka video dekhke mera room heater repair kiya👍
Thank you for the video sir.
Very useful video
Sir aapka heater ki wire khn se fuki thi.... agr bich me se kharab ho toh kya kre
@@Kaaminibhardhwaj1111 to bich me se jod do
Mere quartz tube ki wire 2 jagah se tuti thi, 2-4 bar tuti aur alag alag jagah pe tuti.
mene 2-4 bar repair kiya...par kuchh time ke baad aapko tube hi badalwana padega.
Baad me coil kamjor ho jati he.
@@bhawaniexplorer947 thankss sir... pr y jo rod hai shishe ki ye fut toh ni jayegi... hai tohbye kanch ki hi na...
@@Kaaminibhardhwaj1111 tarike se kholo ji uss tube ko...
Nhi tutegi wo.
Agar tut gyi to nayi le lena😁
Mai jaa rhi hu bnana nhi bna toh aap bna doge plz
Indian talented man.all the best.
Mene khud apni rod thik ki h apki video dekh kr sacch me vesa hi hua h jesa apne btaya tha 🙏
Bhut badiya btaya Bhai apne humne bhi repair kr liya
Thank you so much Bhai 👌 👌 100% working .......
Thanks for comment
Sir g maine bhi theek kr liya aapka vidio dekh kr
जय जय सियाराम 🙏🙏🙏🙏🙏 रामू भाईया
बहुत बढ़िया आईडिया सर जी
Very good 👍👍 I will also try.
Thank you for nice video.
Thanks sir very informative video.. 👌👍
Thanks for helping me man🎉
Please share more video. I like your experience
Ok
Bhai aapka Video best hai buth achi jankari de aapne 🙏🔥🙏
Bahut bahut dhanyawad 🙏
Well done👏it works
Good work..... 👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Sir blower room heater coil connection bataye
Belco heat piller ko kaise kholte hai
Plz Do in fevor
Aisa karne se jayada din nahi chalta hai bhai
Is helozan rod ke jahah Heetar ke coil ko kise lagaye ?
Thank you so much...
Heater ko kam garm hone ke liye die Laga sakte hain Dione laga sakte hain Dione kam kitne ampere laga chahiya
Ise replace kr ke halogen tube lga sakte hai kya ??
Very good Vedio Sir
Excellent
Assam
Good job sir
Sir mere pas ek heater rod hai jisme uper ka rod nhi hai vo kharab hai usme spring wala Aapke jaisa system nhi hai use kaise thik kare bataye please
Ramu bhai. series me 100 .w ka bulb sahi h ya 200 .w. ka bulb lgaay . .
Kya Y halogen rod h sir.... Mere pass halogen rod ka heater h... Uski rod theek Kar sakta hu
दोस्तों अगर एलिमेंट की वायर सेंटर से टूट जाए तो कभी ठीक मत करना कोई फायदा नहीं होगा
Waah badhiya pr pata nahi me kr pau ya nahi
Mene bhi sahi krdi. 1.5 hr lage khol k theek krne me fir thodi der me band ho gayi ek or teen plastic ko touch kr rhi to plastic pighal gayi fir se khol k sahi ki dono sahi ho gayi
Aapane jaisa bola main vaise kiya tha aur vah ban bhi gaya lekin 10 minut chalne ke bad FIR kharab ho kya Karen theek kaise karen
Sir mera ko bhe kaam sikhna hai bijli ka
Nice video sir
Bhai isme 1000 watt wala element laga sakte hain?
नहीं
Sir Ander se jali hui nhi h road ki tar fir bhi nhi jal rhi h kya kre
Bhaiya ise heater se nikalna aur fix karna bhi batao
Ok
Very nice
Bhai 1000 wat wale rod ka price Kya hai
Uniqe your ideas 💡
Bhai kanch vala room hiter thik hota h ya nhi jismai kanch ka rod hoti h
Sir ye tube kitne ka hai
Mera heater bar bar rod kharb ho jata h
New rod lagate h or 1 din ke andr hi kharb ho jata h
Koi solution
Aap apna heater jyaada der tak use nhi karein..
Thank you
Bhai yaar mane bhi ese hi kra tha but chla nhi
Purana hone par 🔩 bolt nahi khulta. Jam ho jata hai. Jung ki wajah se. Jor lagane pe pathar toot jata hai.
Bhai rod ke pech nhi Khul rhe wo to jaam he
Ye rod kitne ki aati hai
Dhuaa kiu de rha hh??
Very nice 👍 81
Series kaise banate h ?
Uski video Bani Hui hai jakar dekho
Thanks Sir
Thnx sir
Thanks.
Thanks bro
Bro aadhi jal rahi hai kya kre
कुछ रोड नहीं खुल पाती है उन्हें तोड़ना ही पड़ता है लेकिन फिर बाद में जोड़ना मुश्किल हो जाता है
Yahi rod he nyi lekin beech me nhi jal rahi side me jal rahi he
Ager hamara carbon rod ki rod hi broken ho jae tho kia kera
Toh usko fek de 🤣
nya rod kitne ka milta h
50-100 me
Swing motor how change
Tar bich bich se baar baar tutta hai
Bar bar kat jata hei n
Ripyer karne se jada din nhi chalega
Thanks
Bhai re rod ke andar ka spring baar baar kayi dafa toot jaata
Kya karna chahiye aur kyu tootata hai
Baar baar toot rha hai...
Bakwas hai es road main sapring hai nahi hai
very nice
Purana hone par 🔩 bolt nahi khulta. Jam ho jata hai. Jung ki wajah se. Jor lagane pe pathar toot jata hai.