Bhai kya ent ki ginti area se possible nahii hai jai ent chahe jaise rakho uski area to same hogi exm - 9*4*5= 180 ghan inch ye ek ent ki area ho gayi hai agar ab koi bhi 2000 ent rakhega to uske liye total 360000 ghan inch area chaiye to ham kisi bhi jagha ki area naap kar ent gin sakte hai jaise agar area 6*6*6 (feet) ki area mein rakhi hai to 2000 ent ho jayegi
Par aisa hota nhi hai kyoki aaj kl int chhoti bdi aa jaati hai or ento ka dher lgate huye ye gaf bhi chhor dete hai isliye ,,,, is sutra duwara into ki ginti Krna hi thik hai .
Comment Kre, Aur Bataaye..
Aap Site Pr Kis Type Se Count Krte Ho...??
Very nice information sir. Thnx a lot.
Nice ji
Sir g good idea ♥️
Very good 👍
Super sir
Ap Bhai site pe Jake count krna sikhao
1 step is easy
Good
Bhai kya ent ki ginti area se possible nahii hai jai ent chahe jaise rakho uski area to same hogi exm - 9*4*5= 180 ghan inch ye ek ent ki area ho gayi hai agar ab koi bhi 2000 ent rakhega to uske liye total 360000 ghan inch area chaiye to ham kisi bhi jagha ki area naap kar ent gin sakte hai jaise agar area 6*6*6 (feet) ki area mein rakhi hai to 2000 ent ho jayegi
Ha bilkul nikal sakti hai ...leki saari int ki size bilkul same ho or saari int ek dusre se sta kar bina koi gaf diye rakhi gayi ho to nikal jayengi।
Par aisa hota nhi hai kyoki aaj kl int chhoti bdi aa jaati hai or ento ka dher lgate huye ye gaf bhi chhor dete hai isliye ,,,, is sutra duwara into ki ginti Krna hi thik hai .
Nice knowledge video sir
Very nice
Hamare yahan B me ek nahi teen brick hi count Hoti hai,
Mayhar...
Bus sir camera ka frame sahi kariye ..poora material nahi dikh raha
Sir ji LXBXH ME AAP B me TEEN Brick Ko ek Kyun gin rahe hai, clear kare