AMMAR IQBAL @ANDAAZ E BAYAN AUR- DUBAI 2019 ||

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • 00:00 Introduction
    00:27 Thak Gye Ho To Thakan Chod Ke Ja Sakte Ho
    Tum Mujhe Waqi'atan (Sach Me) Chod Ke Ja Sakte Ho
    02:03 Rang-o-Ras Ki Hawas Aur Bass
    Mas'ala Dastaras Aur Bass
    03:22 Aqs Kitne Utar Gaye Mujhme
    Phir Na Jane Kidhar Gaye Mujhme
    04:54 Mujhse Banta Hua Tu, Tujhko Banata Hua Main
    Geet Hota Hua Tu, Geet Sunata Hua Main
    06:00 Jahal Ko Aagahi Banate Huye
    Jal Gaya Roshni Banate Huye
    08:23 Yu'n Hi Be-Balo Par Khade Huye Hain
    Hum Qafas Tod Kar Khade Huye Hain
    10:00 Kaise Mumkin Hai Bane Rehna, Na Hona Matti
    Aakhirish Hota Hai Matti Ka Khilona Matti
    10:51 Roshnayi Se Jal Gaye Mere Haath
    Likhte Likhte Pighal Gaye Mere haath
    11:31 Khud-parasti Se Ishq Ho Gaya Hai
    Ye Kaisi Hasti Se Ishq Ho Gaya Hai
    12:25 Chand Ke Gird Ajab Rang Ka Haala Hua Hai
    Aap Ko Soch Ke Socho'n Me Ujala Hua Hai
    13:10 Wo Paikar-e-Jamal Hai, Kamaal Hai
    Wo Husn Be-Misaal Hai, Kamaal Hai
    14:37 Jo Bachi Hai Guzar Du, Accha
    Zindagi Tujhpe Vaar Du, Accha
    15:48 Baat Main Sarsari Nahi Karta
    Aur Wazahat Kabhi Nahi Karta
    16:59 Tere Khayal Ko Tujhsa Banake Jagta Hu
    Main So Bhi Jao To Khwabo'n Me Ja Ke Jagta Hu
    17:53 Tu Mil Gaya To Teri Tamanna Tamam Shudd
    Al-qissa Mukhtasar Ki Ye Qissa Tamam Shudd
    18:36 Isi Faqeer Ki Gaflat Se Aagahi Li Hai
    Mere Charag Se Suraj Ne Roshni Li Hai
    19:29 Dhadakano'n Ki Sada Buland Karo
    Har Sama'at Ko Dardmand Karo
    20:01 Is Aaine Me Mera Khuda Hai
    Ye Khudpasandi Ki Inteha Hai
    21:23 Azab Safar Hai,
    Main Apni Mutthi Se Ret Ban Kar Fisal Raha Hu,
    Wo Ret Daaman Me Bhar Rahi Hai
    22:13 Jaa Ke Andhi Pujaran Ko Paigham De
    Uska Mantar Gaya, Devta Mar Gaya
    #ammariqbalpoetry #shairi #urdupoetryworld #urdupoetrylovers #urdushairi #urdupoetry #urduliterature #shayar #joun #jounelia #johnelia #sadlines #tehzeebhafipoetry #writer #writers #poets #andazebayanaur #dubai #mushaira

Комментарии • 1