XHDATA D-220 vs D-219|fm comparison| fm par kaun radio achchha hai

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 окт 2024

Комментарии • 31

  • @adityaanand4782
    @adityaanand4782 Месяц назад +1

    Best comparison between d220 & d219 radios.detailed and honest review.🎉🌟🌟👍👍

  • @ChamanLal-hu6tk
    @ChamanLal-hu6tk Месяц назад +2

    भाई जी, मैने D 220 रेडियो लिया था। पर यह सैल बहुत जल्दी खत्म हो जाते है । 15 दिन ही चलते है।

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@ChamanLal-hu6tk Jee bilkul sahi kaha aapne...
      Rechargeable battery ek option hai...
      Dusra option hai Duracell ka ULTRA ALKALINE BATTERIES.

  • @nitinredkar6670
    @nitinredkar6670 Месяц назад +1

    Sir plz sw aur mw ki bhi compare test kijiyega kyu ke mein jaha rehta hu waha fm nahi ata sirf 2 hi fm stations hi ate hai aur mein yeh D220 lena soch raha hu,mere pass D219 hai

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@nitinredkar6670
      Ok sw aur mw comparison bhi aa jaayega...
      Parantu MW aur SW ke liye aap d-220 kyun lena chahte hain ..jab you have d-219 already..D-219 sw aur mw ke liye apne aap mein ek strong radio hai .
      No need to buy d-220.

    • @nitinredkar6670
      @nitinredkar6670 Месяц назад +1

      Uska reception shayad isse jyada ho isliye soch raha tha ke D220 lene

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@nitinredkar6670
      Maine all ready sw aur mw comparison ka video banaya hua hai..unhen is video ke description mein daal diya abhi..wahan se aap dekh sakte hain...
      But Mere anusar d219 is better on SW and mw...

    • @nitinredkar6670
      @nitinredkar6670 Месяц назад

      @@anandgoswami3055 ok sir thanks 😊

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@nitinredkar6670
      D219 is the best for sw & mw
      ...... Haan DSP chip based radio, battery jyada suck karte hain.. so use rechargeable batteries on it...or with any DSP based radio...

  • @Filmycinema02
    @Filmycinema02 20 дней назад +1

    Me b lene ki soch raha hu 219 ko

  • @rd6318
    @rd6318 Месяц назад +1

    Ultimate comparison. Issey behtar nahi ho sakta. Lekin lagta hai ki apka d219 mein koi issue hai. Main dono use kar raha hoon. D219 indoors mein reception d220 se behtar hai. Koi khar khar awaz nahi hai. Outdoor mein dono same hai. D220 ki sound mein bass thoda zyada hai. Return period hai toh change kar lijiye.

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@rd6318
      THANK YOU 😊 🙏
      oh....but return window is closed now... 😭

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@rd6318 Ye Xhdata wale...ab kya bolun main inko....

    • @rd6318
      @rd6318 Месяц назад

      Xhdata se direct contact kijiye. Boliye ki aap unke products ko promote karte hain. Itna toh aapka hak banta hai.

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@rd6318
      Jee koshish karunga.. thank you 😊

  • @abhaygiri4086
    @abhaygiri4086 Месяц назад

    Sabse achha kon h dono me

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@abhaygiri4086
      Yadi aapki prathmikta fm hai to donon mein se koi ek le len..yadi mw aur sw bhi achchhi chahiye to aap D-219 ke sath jaa sakte hain...👍

  • @Filmycinema02
    @Filmycinema02 20 дней назад +1

    Halka ki phone me radio ha par is me jada maja ha

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  20 дней назад

      @@Filmycinema02
      Bilkul Radio par hi Radio ka aanand aata haim

  • @hagripadri5563
    @hagripadri5563 Месяц назад +1

    Aapke pas defective radio d 219 hai

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@hagripadri5563
      Achchha 😲...but kaise,..medium evam short waves to bahut achchhe hain iske ....

  • @sourav6770
    @sourav6770 Месяц назад

    Sir mera D219 main haath rakhne se reception accha hota hai bohot but hatane se thora reception weak ho jata hai kya karna chaiye sir thora guide kijiye😢😢

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@sourav6770 Don't worry my dear,,,aapke area me radio signal ka strength weak hai . Radio mein koi problem nahin hai.
      Bas iske antenna ki lambai badhani hogi...ya to ek 4 mm ka electric wire lijiye..iske ek sire ko chhilkar coper wire open kar lijiye..umeth dijiye ki khule nahin..ab ise antenna ke ek sire se spring ki tarah lapet dijiye..dusre sire ko uper kahin uunchi jagah nail se bandh dijiye...
      Dusra upaay ki ek hard copper wire(yadi mile to, nahin to kapre sukhane Wale wire ) ko le kar special modified fm antenna bana kar antenna ki lambai kam se kam 30 inch kar den...
      Hope ki problem samapt ho jaayega.
      Radio ke sthan ko badal badal kar dekhen. Har station ke signal alag dishaon se aate hain..Jahan behtar signal mile radio wahan rakh kar bajayen..

    • @sourav6770
      @sourav6770 Месяц назад +1

      @@anandgoswami3055 thank you sir video aa raha hai na sir eagerly waiting for your videos

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  Месяц назад

      @@sourav6770
      Abhi usi video ke editing par work kar raha hoon.. video jaroor aayega .👍

    • @anandgoswami3055
      @anandgoswami3055  29 дней назад

      @@sourav6770 Video upload kar diya hai maine..😊👍🚩📻🚩

    • @sourav6770
      @sourav6770 29 дней назад +1

      @@anandgoswami3055 thank you sir very much 🙏🙏🙏🙏🙏