ECU me .HEX file create ho jata hai isliye yeh problem hota hai. Aapne jo tarikha dikhai us tarah se ya fir battery ka negetive terminal ko ekbar disconnect karke wapas connect karne se bhi yeh problem solve ho jata hai. Lekin yeh temporary solution hai. Yeh problem doobara bhi aa sakta hai. Best solution: service center me official Bosh tool se dooobara ECU flash karne se yeh problem fix hota hai.
Lekin har bar ye hi karna padta hey....iska fix solution kya hey? Agar bike garam hey to chalu ho jati hey ..varna nahi hoti ...bar bar fuse nikala padta hey..
Bhai Mera bahut bahut dhanyvad mere Bhai bahut bahut bahut bahut bahut bahut bahut jyada dhanyvad tumhara ❤❤❤❤❤😮😮 bhai aisi video tumko banate hi rahana chahie mast mast technic ke sath
Gajab yaar bhai yaar bahut sambhale Tum yaar❤❤❤ Dil se shukriya bhai mere Dil se❤❤❤
Bhai same mere ku bhi aysa problem aya tha lekin allahmdllah apki bath sunke same Kara start hogai Allah apku accha rakhe
Thank you meri jaan Aapke video se chalu hogyi meri bike thank you thank you very much bhai
यही परेशानी हो रही है मेरा CT 100 गाड़ी है बहुत ही अच्छा बात बताये है आप भाई 🙏
Bhai thank you so much
Problem solved 😊
Kal mere sath esa hua video dekh ke sahi kiya nahi to bahut problem hoti raat ho gai thi thanks
Yahi chij to achcha lagta hai bhai
aapki sari videos dekhte hen bhaiya aour hum Kam sikhte hen,🙏naye naye video late rahiyega
Apne jo ignition wala point bola hai bilkul sahi observation hai mere bike me bhi aaj yahin problem huyi thi
Your suggestion is right 💐
Thanqq soo much brother u solved my problem
thank you very much brother..... 😊
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Thanks bro hamari problem solved ho gai
Thanks for information 👍
👍
ECU me .HEX file create ho jata hai isliye yeh problem hota hai.
Aapne jo tarikha dikhai us tarah se ya fir battery ka negetive terminal ko ekbar disconnect karke wapas connect karne se bhi yeh problem solve ho jata hai. Lekin yeh temporary solution hai. Yeh problem doobara bhi aa sakta hai.
Best solution: service center me official Bosh tool se dooobara ECU flash karne se yeh problem fix hota hai.
Good sar ji aap ne sahi batay
@@GKNWorkshop thankyou 🙂
Thank you sooo much bro..
bahut hi badiya jankari sir ji
Right bhai same problem thanks
Bahut achha vidio guru ji
❤❤❤
Thx Paji love u thx thx 🙏
Lekin har bar ye hi karna padta hey....iska fix solution kya hey?
Agar bike garam hey to chalu ho jati hey ..varna nahi hoti ...bar bar fuse nikala padta hey..
Thanks bhaiii ♥️
Sir ct100 bs6 bike roning time me bike off horahai kya video
Aap sahi bataye hai sir
Same problems thi, thik ho gayi
Meri gadi m bhi yahi problem h esa hi karke dekhta hu
Super broo
Bhaiya hamari gadi ese start nahi huee Kya kare
मेरी गाड़ी me भी यही प्रॉब्लम है पर लेकिन बो जा ही नहीं रही है कई बार ऐंसा कर चुके पर जा नहीं रही है इसका कोई our सलूशन हो तो बताओ
per kuch der chale ke bad band ho jati haai sir ji
Thank you
सही बताया भइया
Good job sir ji
ECO Update karne k kitne paise Lagte hai Bhai
Bhai me aise hi 1 year se chala raha tha but ab ECM kharab ho gaya hai pls Bajaj service centre se hi service karye
Bhai meri ct100 achank se rece problem ho gyi h bs6 h race bdi reh rahi h start krye h please btado kya krna h
Mera v ajj Aisa hi prblm hua hain, try karte hai dekhe thik hota hai ki nahi
Bhai me Kiya par start hi nahi ho rahi phir dusre din start hoti hai sensor light bhi nahi dikhati kya karu
Sar yah samasya solve ho sakta hai kya please bataen sar
ECO Update karne k kitne paise Lagte hai Bhai..???
Kuch nhi lagta bhai sarves sentar par
Bhai Meri Platina 100 bs6 hai Yaar ye achank Chalte chalte band ho gayi hai Abhi vo Chalu he nahi ho Rahi hai kya solution kare ?
Thanks sir
Hmesa k liye btaye
Mast sir
Bar bar jehi problem AA Rahi
Agar bar bar ye problem aati rahe to kya kare
Good sar
Thanks
Bajaj bs6 CT 100 me p0650 Kod araha he to keya chek kare
Mil ka lemp on ha bhai usi ka code ha
@@GKNWorkshop mil ka lemp konsh he bhiya
Check engine light aapka meter mein show Karta hai bhai
Par kiyo bhiya aap aghhe se saghate ho bhiy
Thanks 🌹🌹🌹
Sir vapas vesa ho raha he
Nice
Bs4 mein ye problem ayi hai tab kya kare
Ha tab kya kare??
Kyu hundi a Bai je batao
Plyer le k chale
Ye temporary solution hai pramanent solution koi bataao
Service center jakar ECM ko update karaea bhai sirf service center mein hi hoga
Ct 100 hai yhi problem aa rha hai
Ok
same problem
galt thrika ha main problam kya he
ये प्रॉब्लम बार- बार आ रहा है
Service center bike lekar jao bhai aur uska ECM ko update Kara Lo problem solve ho jayegi
Kahna chahiye 🤣🤣🤣
Bhai aapka nabar Dena kam he
Nice video hai sir jii aap number mil sakta hai sir jii bataiye kabhi kabhi kabhi call karenge aapko fault puchenge
Number plz
Thanks bro good job
ECO Update karne k kitne paise Lagte hai Bhai
.
Thanks sir ji
Good bhai
Nice
ECO Update karne k kitne paise Lagte hai Bhai
ECO Update karne k kitne paise Lagte hai Bhai.,.