@@tejasgonjare28690Dukaan wala bola ki avi line se charge kijiye baad me solar connection ho jayega bs 2000 ka converter Lena padega ........Aisa hota hai kya sir
@@microtekgyan0.174 Ek baar terminal check kijiye..Acche se fixx kijiye. Agar fir bhi nahi backup de raha to battery Change kijiye warranty mein replace ho jayega.
300ah ki battery ke liye aapko inverter isse jyada watt ka lena padega kyunki aapka load jyada hoga aur charging kam hogi to low battery ho jayegi 😮 Jyada watt me aapko 25amp ki charging mil jayegi 🙃
I’m using the same product with 200 ah Exide invamaster. Excellent inverter.
Yess
Iss modal par fridge bhi chal jayega kya
@@RATHI_GYAN_ yes u can, choose 260 AH tall tubular battery for better back up along with this inverter.
Price kya hi iska?
Kitne watt ka hai?
es inverter pe 2 battery 300 amp पैरेलल me use kr sktr hai??
Ha
Ye inverter light jane k baad aawaj krta hai k nhi
@@mratikulll5257 No
Isme solar connection kr sakte hai kya sir
260 AH ka excide battery use kar sakte hai
@@VirendraKumar-mw3zm Yess
@@VirendraKumar-mw3zm No.. Ye solar Inverter nahi hey
@@tejasgonjare28690Dukaan wala bola ki avi line se charge kijiye baad me solar connection ho jayega bs 2000 ka converter Lena padega ........Aisa hota hai kya sir
Bhai ye lighting main trip karta hia kyaa special Village area min lightings jyada hota hia so
Lightning/Surge current - protection diya gaya hey isme. No Tension
Thik hai bhai but ishka transformer konsa winding hai
@@satyabratdalsinghray688aluminium
Backup mode per cooling fan continue chalta hai kya 😢
Ha.. Kyuki Dc to Ac conversion mein mosfet heat generate karta hey.
Ye inverter 200ah ki 2 battery ke liye kaisa hai?
Chalega.. Lekin aapko - Parallel mein connect karna padega Batteries ko , Kyuki ye single battery inverter hey.
Sir Ye inverter humare 3 bhk ghar ke liye sufficient hoga??
Go for it.. Just use 220Ah- 240Ah Battery Minimum
Sir Microtek 1750 DG mila hai le liye hai 1750 Sw nhi mila 1750 thik hai Sir
Ok
@@tejasgonjare28690 Sir naya bettery 1 mahina pahle liye hai livgarud ka 260Ah ka low ho ja raha hai bar bar 1 Ganta me kiyo
@@microtekgyan0.174 Ek baar terminal check kijiye..Acche se fixx kijiye.
Agar fir bhi nahi backup de raha to battery Change kijiye warranty mein replace ho jayega.
Iss inverter par fridge bhi chal jayega kya bhai
Bilkul
Hello sir ......ye inverter mai kaha se kharid sakta hu
Kya ye 0.75 submersible run kar sakta hai atleast 20 min
Battery par nirbhar karta hey.
Exide inverter jaisa koi nahin only GQP Model with display
isko purchase kaha se kar sakte hain kya aap sir selling karte hain sir And price kya hai..❤
@@microtekgyan0.174Yess But Only in Maharashtra State
live gard 260Ah ka battery hai to better Hoga sir lena. microtek 1750 sw ki Microtek 1550 DG Aacha rahega
@@tejasgonjare28690 price kya hoga Sir today And purchase link Sir
Kya price hai
@@akhileshshakya491 8750
300 Ah me use kr skte h?
300AH me charging time kitna leta h
Ye Chal jayega..aaram se... Its a good inverter
Around 10-12 Hours.
300ah ki battery ke liye aapko inverter isse jyada watt ka lena padega kyunki aapka load jyada hoga aur charging kam hogi to low battery ho jayegi 😮
Jyada watt me aapko 25amp ki charging mil jayegi 🙃
10-12 Hours
iski Qeemat kitni hai ..
Around 8800
Hamare Yahan West Bangal Mein 9000 le raha hai @@tejasgonjare28690
❤❤❤
इसके अंदर का भी दिखावो जरा कॉपर हे या ॲल्युमिनियम कॉईल हें
इस पे लिखा कुछ हे और अंदर दिया दुसरा कुछ हे । इसका एक बार अंदरसे रिव्हयु करना जरा
Size is so big of this inverter
Its a long lasting product 🤘🏻🤘🏻
Hi
Please reply sir
Aap kaha se ho??
Rudrapur Uttarakhand se hu sir
Apki contact number milygi sir
tejas.gonjare@gmail.com
Bhai iska new model aaya aap woh unboxing kare link deta huu aap ko ruclips.net/video/oe7VWrOza08/видео.htmlsi=yus8rY6z_Ka-7bY6
Iska led display mil jayga
Locally kisi inverter repair wale ke paas mil jayega.