25-30 lakh mein middle. Class ke liye A1 ghar ban jaega bhai aur usme bhi contractor ka b acha khasa bach jayga 😂 35 lakh m to double story bana dun main khud
Ek sqft ka Rs 1400 to 1500 lagta hai material+labour cost. Waise bhi joriye ga to 35 se 36 lacks lagega. 2500 sqft house × rs1400 (labour+material)= 35 lacks
Nice information
Is this cost of fully furnished?
25-30 lakh mein middle. Class ke liye A1 ghar ban jaega bhai aur usme bhi contractor ka b acha khasa bach jayga 😂 35 lakh m to double story bana dun main khud
4500 sqft m kitns cost ayega
2500sqrf high quality design me banane me kul kitna kharcha aayega
40 se 45 lacks tak.
मेरे यहाँ 3000 sqrf घर लास्टर दरवाजा टाइल लगा कर 17 से 18 लाख मे बन जाता है सर मैं छत्तीसगढ़ से हु 😅😊 आप बहुत ज्यादा बता रहे हो खर्चा
Bhai mera ghar 2300 sq ka hai 30 lakh lga rha kyuki aacha bna rhe
@@ayushtiwari5787 rmc ready mix concrete Aur flyash brick se Achha ghar ban jata hai saste me
@@ayushtiwari5787single ja double flour
kitne din ki validity rehti he building ki
Mai v cg se hu ...apne koun se city me ghar bnaya ....ya village me bnwaya hai sir
Sir Bihar ke Saharsa se hain....600 sq ft me kitna lagega ground floor 1 room+hall+kitchen+bathroom ?
1 my dear friend 600 sqft per video banaya hu jakar dekhiye mere channel per. Channel name "CivilAnishRaj"
😊
Dus talla ka rate hai kya bhai
Kamare kitane he esame
15 se 20 lakh tak comission hoga sir ji
Bhaia 2500 sq ft 1st floor banane me kitna lagega approx bta dijiye 🙏
Rs 42 lacks
Oukat se jayda bate bol rha beta tu
Bhai mera bhi ghar bana h 2500sq me approx 56 lakh lag gya h aur aap 34-36 lakh bata rahe ho
Hai bhai mujhe pata hai ek achha Ghar banane mein kam se kam paisa jya lagta hi hai. Aaj ke hisab se Rs 1800 / sqft lagega.
Yani 45 lacks lagega.
Bhai apka 2500sq mein complete means ( plumber , electric, floor ,paint etc) ke sath 56 lakh kharch aya hai .
Nhi Bhai Bina plumber electric tiles ke Bina ek bhi kaam ke itna Paisa lag gaya
Plot ka rate se bee sath lgaa rakha ha kya😂
Single flour ja double
First floor ka kharch batao 500 sqft ka
Jyada details mein jankari chahiye to mere channel per jakar dekhiye 👉500 sqft house construction cost in 2023 by CivilAnishRaj sarch kijiye
Kabhi ghar banaye ho
H
😂😂
Darane wali video.
Ek sqft ka Rs 1400 to 1500 lagta hai material+labour cost.
Waise bhi joriye ga to 35 se 36 lacks lagega.
2500 sqft house × rs1400 (labour+material)= 35 lacks
Kamare kitane he esme
First floor ka kharch batao 500 sqft ka
First floor ka kharch batao 500 sqft ka pllz
7 lacks to 8 lacks tak ground floor . Waise kis state se h aap.