Domestic Connection mein B&L Form Upload Nahi karna hai, online hi generate karna hai, Agar Domestic se Alag Connection Lena hai toh Aapko B&L Form Upload karna Hoga. ruclips.net/video/xF1nVmImPwQ/видео.html
H sir mujse bhi BL form manga gaya tha.form nhi hone par 500 rupees mang rhe the. Maine bhi domestic canection ke liye apliye Kiya tha. Or ek efidafit mang rhe the.
Wow kitna easy process hai ek bijli connection lene ke liye 10 step wah koi agr commercial connection lena chahe to sarkaar to ghumati rehe gi itna slow process sarkari kam kachuwa chal
Bhai agar jaise 1 kw bijli bill con connection Liya h aur 2 kilowatt use kr rhe h toh kya unit ke Hissaab se bill ayegaa ya penalty lgegii yeh bataiye plz.
maine new meter connection ke liye apply kiya tha to usme ye Quary aa raha hai *REVIEW LOAD UPLOAD PROPER OCCUPANCY DOCUMENTS AND NOC PAYMENT PROOF OF OLD DUES ON PREMISES* pls bataye hame ki esme kya upload krna hai aur kya likhna hai
Bhai jis ghr pr connection lena h uska house number abhi allot nhi hua to kya new connection ke liye apply kiya ja skta h aur house number me kya likhe
Domestic Connection mein B&L Form Upload Nahi karna hai, online hi generate karna hai, Agar Domestic se Alag Connection Lena hai toh Aapko B&L Form Upload karna Hoga. ruclips.net/video/xF1nVmImPwQ/видео.html
Sir mai 7th step tak aa gya hu par abhi tak bijli vibhag wale mere ghr canection dene nhi aaye hai
Ab mai kya kru??? Plz tell me
H sir mujse bhi BL form manga gaya tha.form nhi hone par 500 rupees mang rhe the. Maine bhi domestic canection ke liye apliye Kiya tha.
Or ek efidafit mang rhe the.
Sir. Meine lite Pole se le liya hai vibhg Vale aye ge to koi samshya to nahi hogi...
Sir, Domestic connection ke lie poora ghr ban ke tayyar hona chahiye kya... Yaa chatt padne ke baad bhi apply kr skte h domestic ke lie?
Bahut acha explain Kiya bhai aur isi tarah ki videos upload kijiye
Baht bahut dhanyavad bhai... Best thanks you.. Very much... Very good....... Mai kreke bahut achha lga.... Thanks you very much
Wow kitna easy process hai ek bijli connection lene ke liye 10 step wah koi agr commercial connection lena chahe to sarkaar to ghumati rehe gi itna slow process sarkari kam kachuwa chal
Like krna banta h ,apne bahut mehnat ki h
Thnku soo much sir
Helpful video 👍🏻
-Thank you so much bhai .........for helping us ........🙏🙏
Bhot bhot shukriya aarif bhai help ke liye
Nyc information sari chij clear h
Bindaas knowledg Bhai
Super duper nice explanation 😮😮
Thanks for bro make this helpful video ❤❤❤
Very informative video.thanks bro
Bhaiya jab meter lagta hai to to Pol par se jo cable Jodte hai uska paisa fir extra dena padta hai kya ya fir meter me include hota hai.
Thanks bro for Knowledge full information
Bhai bahut mehnat ki hai aapne iske liye maine aapka chanel subscribe kar diya hai
Very good mere bhai
Super video bhai
Good job dear bro🎉
thanks Bhai ho gaya
Useful information
बढ़िया जानकारी
very very Thanks
Very nice video bro.... explained beautifully.
Thank you 😊
Very helpful and well explained.
All the best bro 👍🏻
Thank you so much 🙂
Bhaiya jab meter lagta hai to to Pol par se jo cable Jodte hai uska paisa fir extra dena padta hai kya ya fir meter me include hota hai.
Good bhaiya ji
Good Job
Nyc vdo meri jann💙♥️🤭
Nice information
Good guide
thannx useful video
Thanks sir
Thanks bhaiya ❤️
Thankyou
Thanks bhai
Good video
As my home was under construction I took temporary connection.
Kya ye connection permanent me convert ho jayega ya new apply karna padega?
I have same question I ma also in a same situation my house is under construction
bizli wale agar sarve karke chale gye hai to form kab tak aage process hoga next step ke liye please tell me...
House registry ki jagah affidavit upload kar sakte hain kya
Very good information sir
Log in krne ke bad registration krne ka option hi nhi show ho rha h
Thank you sir
thanks
Bhaiya ek baat ye bta dijiye ki comercial lagwana h but area shop ka dalna h ki pure ghr ka
Or bhaiya bina ghush k wo aaye hi nhi check krne
Mere ghar se thoda jyada dur pole hai naye pole ke liye apply krr sakte hai kya
Registration ka matlab connection ho gaya ya abhi kuchh process karana h
Bhai hame connection krana hai April 2024 me please my help
Kya line man ko meter laga pe paisa dena hota hai.. lo charge hai kya vidyut bhi bhag kar taraf se
Aplication bharte samai name galat ho gaya hai to ab kya Karen abhi name kaise sahi karen 118 free bhi pay kar diya hai
Bhai agar jaise 1 kw bijli bill con connection Liya h aur 2 kilowatt use kr rhe h toh kya unit ke Hissaab se bill ayegaa ya penalty lgegii yeh bataiye plz.
2 kilo watt use karne pr penalty toh lagegi hi, aur sath me unit ke hisab se charge bhi lagega
@@AarifQureshiTech thnks ✨️✨️
Bhai, house tax upload krne ki query aayi thi aur Maine upload Kia hai, aur kitna din lgta hai uske baad. Plz bataye bhai
Very good 👍
Abhi Pergant time may kintna lag raha hai
Nice
nice video
Hame agar aata chakki ke liye 10 kg watt ka connection karana hai to wo kis category me aayega commercial me ya industry me ya kisi aur me
Bijli daftar jakar hard kapi ya sine karne ki koi jarurat nahi hai kya
3 saal ho gye Ghar banaye be but bijli nahi mili hamari colony paas nahi hai Jai bolta he colony paas nahi hai Bijli nahi milega please reply
क्या मुझे मीटर केबल अपनी तरफ से देनी पड़ेगी।
ha department sirf meter deta hai
Sir BPL card or widow person ke Ghar ka light connection krwana ho toh kya charge hai lagta hai
maine new meter connection ke liye apply kiya tha to usme ye Quary aa raha hai *REVIEW LOAD UPLOAD PROPER OCCUPANCY DOCUMENTS AND NOC PAYMENT PROOF OF OLD DUES ON PREMISES*
pls bataye hame ki esme kya upload krna hai aur kya likhna hai
Sir hmara flat hai kya meter connection mil jayega
Apply krne k baad hm supply/cable kb start kr skte h....!
Super
Thanks 🙏
Jahan connection lena hai usme ghar ka photo upload hoga ya jahan board hota hai uska? Please bataiye bhaiya
Sir bijli ghar ja kr connection krva le ya ghr se hi krva le
First step me Jo foto upload karna hai vah passport foto hogi ya fir makan ke sath li gai foto please reply
can we choose between smart prepaid meter and postpaid meter ?
भाई केबल तार का चार्ज देना होता है या मीटर के साथ मिलती है
Bhai mai dusre distric se dusre diatric me connection lena chahta hu to parmanent address me laha ka dale
Bhai new connection ke liye apply Kiya tha uske baad sarve bhi ho gaya lekin 3step pe hai uske aage kya hoga
Mene new condition karaya hai or mere pass electricity ka message login I'd Aya hai isko bijli vibhag bale maag rahe hai du ya n du
Thank you
Welcome 😊
Bhai jo iska meter payment ka print power house me dena padega kya
No
भाई क्या जो मीटर लगाने आते हे उन्हे भी पैसे देने होंगे क्या या जो चेक करने आते हे
यदि नही तो हम क्या कर सकते है
नही, केवल ऑनलाइन ही पेमेंट करनी है, जैसा की मैने वीडियो में भी बताया है, अगर कोई पैसे लेता है तो आप उसकी complaint कर सकते हैं, 1912 पर कॉल करके
@@AarifQureshiTech ok thanks bro
Sar Mujhe ruler bijali connection lena hai samarsebal Laga Hai Kitne kevi ka connection Lena hoga
😊
Bhai hamre yha bina paise liye 2 step pass nhi karte... To kya kre ...
Nic❤
Mete prepaid sahi hai ya postpaid metre
Bhai status kaise dekhe uppcl ka batao
Bro correction ho skti hai kya iss form me ?
Bhai light ka pole lagane ke liye. 20 hajar rupee mang rehe h bhai . Kya karna padega
bhai rural area me ghr hai house proof me kya dena hoga..??
Affidavit tahsil se banwana hoga wahi Dena hoga address proof me
It's been 17 days but no update.
Very pathetic service by UPPCL.
That'swhy Privatisation of electricity department is must need.
Connection lene par vibhag ki taraf se kya kya milta hai like cable meter etc.....
Metter and Connection Certificate, Cable khud leni padegi
Bhai agar purana conecshan tha or light kat gayi 15 saal pahla ki baat ha to ab canekction la na ma koi dikkat to nahi hogi
Nhi Bhai kuch nhi hoga
UP mein lambi 10 per rok Laga Diya gaya hai kya
TFR REPORT UPLOD MEI8N KYA UPLOAD KARNA HEIN SIR
Meter ke reading ke name pe chori karte
Sir mere pass ghar agriment nahi h na hi koi proof to usme kya upload kare
house registry photo state scene krke lga skte ya nhi
Yes
1799 + 79 itte hi payment m meter box wire sb included hota hai ye in chizo ka pymnt alg se dena hota hai??
Wire apko purchase krni hogi
Bhai jis ghr pr connection lena h uska house number abhi allot nhi hua to kya new connection ke liye apply kiya ja skta h aur house number me kya likhe
भाई हमें निवेश मित्र में पेट्रोल पंप का कनेक्शन ऑनलाइन करना है इसके बारे में जानकारी दो
Bhai ye bataye kiya gramid bali line se tubel ka connection ka ba sakte hai
Ek video banao
Bhai uttrakhand me bhi same h ya alg process h...agr alg h to kase krna h... please make 1 video on that
Sir apne bpl kiya thaa toh apki payment bas 1799 thi, sir kya aap bta skte ho jo general mei hai unki kya payment hogi
Bhai intup sting not in correct format aa rha hai same apke jaise step follow kiya fir bhi😢
Bhai registery ke sare kagaj upload kare honge kya