Beta ,mein drop year mein hun.10th mein 95% thi,last year 91.8 percentile ,and jee advance bhi diya with 58 numbers.Yeh faltu ki ek bhi startegy kaam nhi ayegi sunle meri baat,Fatafat jake eduniti se quick video se chapter dekh.Almost jitne ho sake chapter ke formula yaad kar.upar upar se fatafat chapter pad.Mains mein bas formula based question aate hai .Meine ese hi pichli saaal mains mein physics mein hi 60 score kiya tha .!!!!
@@JeeAspirant-d5j sakshi vora all organic reagent.Bas ek baar yad kalre ,mains seede product diye hote hai bas more accurately identify hi toh karne hai..
Bro same situation here 5 chapter bhi ache se nahi kia hu 15 days left dekhte hai atleast 85+ percentile aajaye bas tumhare bhi aajye bhai bas acha ho.
Bhai dekh tension mat le proper plan bna drop year me kaise krna hai kitni jaldi syllabus complete karna hai , agar aapka 10-20% syllabus hi complete hua hai to i don't think so aapko ab jee me focus karna chahiye kyuki 3 months me ap kar to paoge jee lekin i don't think so us hisab se marks aayega jitna aap drop lekar 1 year ka acche se syllabus complete karo phir proper pyqs mock test in sab me jyada marks aayenge compared to abhi dhai 3 months me isliye abhi 1 month full potential se boards de de usme 95+ percentage la thoda motivation bhi milega uske baad 15 march se start karna syllabus aur oct tak end kar next year and then 3 momths bas revision pyqs modk test deke jee fod dena , bhai mai demotivate nhi kar rha ki aap nhi kar paoge in 3 months me but jitna in 3 months me kar paoge usse kai better aap drop leke kar skte ho usme acche se revision mocj test ka time milega abhi boards me acche marks la lo and then jaldi se start karke jaldi se end kar dena aur phir fod dena jee .. Mai ye isliye bol rha taki aap Bhut jyada tension na lo kyunki bhut log galat kadam utha lete hai aur by chance boards nahi hua to khtm hai phir..Btw I'm also in kota
dropper here 1 attempt nhi huwa tha 2 me mains clear hogya drop lene ka decision bhi leliya aur boards me 73 aaye regret hota h boards ka padh lena tha improvement me bethunga is bari.
Bhai mere to tere se bhe bure halat hai pure 2 saal procrastination se bita air pure saal koee test nahee diya aur aaj sorf rivison ke video dekh raha hoo pyq ke sath air na hee pyq solve kar raha hoo mujh lagta hai mere 90 number aa jayenge😂 ab 2 maonth me mains 2 pel dunga
bhai abhi jee chod boards ki prep start kar aur early drop le kahi aise na ho boards bhi na ho paye (not demotivating but reality check , check board sample paper and see how many question u can do and only 38 days left for boards) , ma bhi yahi kar rha hu , bhai soch 14 lakhs student de rha ha jee atleast 2 lakh students to hoga jinka 80% syllabus se jayda ho rhka ha toh unse jyada rank kaise aa skti ha (sometime accepting your defeat and starting again is the best idea) , aur ek plan bana abhi sa like boards ki tayari bhi kar aur side by side jee prep from zero(matlab starting to kara he hoga like FOM , UNIT AND DIMENSION , MOLE) starting ma revise kariyo , boards par jyada dhyan diyo aur thoda time badd jab main syllabus start hoga like (NLM, COMPOND ANGLES, PERIODIC TABLE, CHEMICAL BONDING) tab tak tera 12 board ki prep ho jaye and you can focus on jee so alteast you can end your whole syllabus by november , agar soch rha ha ki jee mains 2 ke baad start karega to bohot late ho jayega, online dekh liyo jo dropper batch hota wo jyada tar January ma khtam hota ha , aur offline wala jyada dhyan nahi deta ya toh syllabus rush karwata ha mera ek dost ha allen ma wo dropper ha uske saath bhi yahi hua , ye isliya bol rha hu kyuki bro one shot se IIT NAHI hota this is harsh reality , nahi to sab full lectures dekhta he kyun . bhai phela mane bhi yahi socha tha ki high weightage and one shot but now i am humbled or you can say reality pata lag chuki ha . BTW u can take the advise if u want to otherwise u wiil regret . BTW DONO ATTEMPT DIYO JISSE KI REALITY PATA LAG JAYE . DON'T BE SCARED EVEN IF U GET LESS MARKS . I AM EXPECTING 30- 40 MARKS (10 % syllabus hua ha bas) BCZ OF BULLSHIT THINGS THAT IS DID IN THESE 2 YEARS AND I AM NOT SCARED TO GIVE (logo ki baato pe dhyan mat diyo ki 2 saal prep ki phir bhi nahi hua ) . I WILL TAKE THE DROP AND NEVER GOING TO REPEAT THE MISTAKE I DID IN MY PAST. ALL THE BEST BTW .... :)
Bhai I am just foccusing on high weightage chapters so that i get some decent score in 1st Attempt And mainly targetting 2nd attempt . and also bhai Boards pr Focus jayada rakhna bhai Kisi bhi situation me boards nhi bigadna chaiye . bas bhai ab bas lag jao ye mt socho kya kru just start bhai kya krna hai sab pta lg jayega All the best bhai
Bhai try karo end tak give up nhi krna hai baaki 2nd attempt pr jayada focus rakho or boards bhi krte rehna hai wrna baat me pta chale na jee hua na boards .
Beta ,mein drop year mein hun.10th mein 95% thi,last year 91.8 percentile ,and jee advance bhi diya with 58 numbers.Yeh faltu ki ek bhi startegy kaam nhi ayegi sunle meri baat,Fatafat jake eduniti se quick video se chapter dekh.Almost jitne ho sake chapter ke formula yaad kar.upar upar se fatafat chapter pad.Mains mein bas formula based question aate hai .Meine ese hi pichli saaal mains mein physics mein hi 60 score kiya tha .!!!!
bhai organic or physical bta do plzz
Han bhai organic ka bta de
Bhale hi chapter nhi pardha ho tab bhi eduniti se kar sakte
@@JeeAspirant-d5j sakshi vora all organic reagent.Bas ek baar yad kalre ,mains seede product diye hote hai bas more accurately identify hi toh karne hai..
@@StudiousCreation haan,ya fir jake minds map series khatam karle pw ki..
Bro same situation here 5 chapter bhi ache se nahi kia hu 15 days left dekhte hai atleast 85+ percentile aajaye bas tumhare bhi aajye bhai bas acha ho.
Bhai dekh tension mat le proper plan bna drop year me kaise krna hai kitni jaldi syllabus complete karna hai , agar aapka 10-20% syllabus hi complete hua hai to i don't think so aapko ab jee me focus karna chahiye kyuki 3 months me ap kar to paoge jee lekin i don't think so us hisab se marks aayega jitna aap drop lekar 1 year ka acche se syllabus complete karo phir proper pyqs mock test in sab me jyada marks aayenge compared to abhi dhai 3 months me isliye abhi 1 month full potential se boards de de usme 95+ percentage la thoda motivation bhi milega uske baad 15 march se start karna syllabus aur oct tak end kar next year and then 3 momths bas revision pyqs modk test deke jee fod dena , bhai mai demotivate nhi kar rha ki aap nhi kar paoge in 3 months me but jitna in 3 months me kar paoge usse kai better aap drop leke kar skte ho usme acche se revision mocj test ka time milega abhi boards me acche marks la lo and then jaldi se start karke jaldi se end kar dena aur phir fod dena jee .. Mai ye isliye bol rha taki aap Bhut jyada tension na lo kyunki bhut log galat kadam utha lete hai aur by chance boards nahi hua to khtm hai phir..Btw I'm also in kota
Bhai tu ne sab sach batya meri bhi same situation hain
Well i am from pw kota vidyapeeth ...
@@Yashwantsharma09 hi
dropper here 1 attempt nhi huwa tha 2 me mains clear hogya drop lene ka decision bhi leliya aur boards me 73 aaye regret hota h boards ka padh lena tha improvement me bethunga is bari.
12th-94%
2023-93%ile
2024-96%ile
Short notes chaheye , 1 hafte mai sab kr lega bas mehnat lagegi
dede bhai
@sanyamsharma134 :) 3 saal ki mehnat hai , ncert , Kota allen notes sabko complie krke banaya hu , to paisa lagega , theek?
@@Grudoes apni mehnat ko value karna chahiye, sahi baat hai. but cannot pay. anyways, wish me luck
Hi bro mujhe chaiye @@Grudoes
@@sanyamsharma134 koi baat nhi
Keep going buddy🙂
Mere bhi practicals aagye beech me🥲
bhai aaj hi to deke aaya hu physics ka practical
Bhai mere to tere se bhe bure halat hai pure 2 saal procrastination se bita air pure saal koee test nahee diya aur aaj sorf rivison ke video dekh raha hoo pyq ke sath air na hee pyq solve kar raha hoo mujh lagta hai mere 90 number aa jayenge😂 ab 2 maonth me mains 2 pel dunga
bhai focus boards pr hi rakhna
bhai abhi jee chod boards ki prep start kar aur early drop le kahi aise na ho boards bhi na ho paye (not demotivating but reality check , check board sample paper and see how many question u can do and only 38 days left for boards) , ma bhi yahi kar rha hu , bhai soch 14 lakhs student de rha ha jee atleast 2 lakh students to hoga jinka 80% syllabus se jayda ho rhka ha toh unse jyada rank kaise aa skti ha (sometime accepting your defeat and starting again is the best idea) , aur ek plan bana abhi sa like boards ki tayari bhi kar aur side by side jee prep from zero(matlab starting to kara he hoga like FOM , UNIT AND DIMENSION , MOLE) starting ma revise kariyo , boards par jyada dhyan diyo aur thoda time badd jab main syllabus start hoga like (NLM, COMPOND ANGLES, PERIODIC TABLE, CHEMICAL BONDING) tab tak tera 12 board ki prep ho jaye and you can focus on jee so alteast you can end your whole syllabus by november , agar soch rha ha ki jee mains 2 ke baad start karega to bohot late ho jayega, online dekh liyo jo dropper batch hota wo jyada tar January ma khtam hota ha , aur offline wala jyada dhyan nahi deta ya toh syllabus rush karwata ha mera ek dost ha allen ma wo dropper ha uske saath bhi yahi hua , ye isliya bol rha hu kyuki bro one shot se IIT NAHI hota this is harsh reality , nahi to sab full lectures dekhta he kyun . bhai phela mane bhi yahi socha tha ki high weightage and one shot but now i am humbled or you can say reality pata lag chuki ha . BTW u can take the advise if u want to otherwise u wiil regret . BTW DONO ATTEMPT DIYO JISSE KI REALITY PATA LAG JAYE . DON'T BE SCARED EVEN IF U GET LESS MARKS . I AM EXPECTING 30- 40 MARKS (10 % syllabus hua ha bas) BCZ OF BULLSHIT THINGS THAT IS DID IN THESE 2 YEARS AND I AM NOT SCARED TO GIVE (logo ki baato pe dhyan mat diyo ki 2 saal prep ki phir bhi nahi hua ) . I WILL TAKE THE DROP AND NEVER GOING TO REPEAT THE MISTAKE I DID IN MY PAST.
ALL THE BEST BTW .... :)
Correct decision,,,,,
hn bhai me bhi boards pr focus krne ki soch raha hu
thanks for your advice
Same situation me hu😔
Bhaiya mere maths me 70 chemistry me 40 aur physics me -2😭 no. aaye the test me
Koi strategy bata do physics ke liye
bhai follow eduniti formula video unko ache se samajh lo ki kaise apply krna h and practice
Pure gold video😂...bhai jee apart joh bhi clg mile content creation me try kro like the story telling skills are great like it was very entertaining .
I will try my best
Bhai tu itna chill kaise hai 😭😭 mera 80 percent syllabus hogya 2 bar revision karungi fir bhi dar lagra tu itna chill kaise hai
Pta nhi behen , me Every situation me Happy rehta hu
hii bhai tu mere trh hi lagra bhai btw tu kota mei hain abhi bhi kya tu tension na le saath me krte hain bhai
hn bhai yhi hu . ok bhai saath me krte h
OnlY consistency
same bhai, 11th full barbaad aur 12th bhi barbaad hi hogyi hai. Jaise taise krke taiyari krunga fir boards krunga aur last me 2nd attempt
@shouryaxo hlo
MERA TOH SYLLABUS DONE HAI PAR REVISISON NAHI HUA HAI.
Bhai phele board dekh lo fir april attempt pa focus kar lena
Best of luck bhai
same to you bhai
Lessgo bhai
Same situation kota m rhkr barbaad ho chuke h bro. Kuch bhi n ho paa rha 😭😭😭
bhai jee brief ke 2hr wale lecture dekhe ya fir 5-6hr wale?
5-6 hours wale bhai
@@AD1TYA-18 OKOK
seeing this video from manit bhopal hostel
Good josh
U look like facttechz
Aree bhai 😂👍
@vintageAditya-m7o haina ???
@anshuuullll bhai ab me kya btau? btw thank you bhai
@AD1TYA-18 best of luck bhai 😭 God bless u
Agms wale ho.. Na tum... I know.... 🙂
hnnn bhai
Bhai physics mai vinay uppal ke one shot kar le aur eduniti se question kar le jitne ho sake
hn bhai kr lo shi rahega pr question practice pr jayada focus karna
He look like badsha😂
Aree bhai 😂
Waise Brown rang maine likha Hai .....😂😂
YoYo Honey Singh 🤘🔥❤️
Bhai tera weight kitna ha ?
bhai isse jee nhi niklega
Bhaiya ek saal m ho skta h kya exam clear
hn bhai , ho sakta h bus distract mat hona or blindly follow your teachers
Bhai pehchana unacademy gd 1 batch
areee Hnnn bhai , Kya haal hai
@AD1TYA-18 badiya tum batao
Second dropper hu kya tm v
12th me hu bhai
Drop lele me bhi le raha hun
Acha bhai , dekhta hu
abhi to poora try krunga uske baad dekhte h
Mat leeee, m bhi Kota hi hu.
Same bhai mai bhi drop lene ki soch rha 😢😅
@@AD1TYA-18 mat liye chote bhai , as a dropper ... You can clear easily by just focusing on simpler things ( basics )and PYQ's ...
@@Vaibhav-r7l buddy any tips for saving drop year kyuki is baar mushkil lag raha he
Coaching?
Unacademy liya tha offline ab PW se kr rha hu online
bhai tu radhe radhe kar
okk bhai
Date ayaa ghaya bhai kya kar raha ho
hn bhai ,
@AD1TYA-18 kya haal bhai mera bahut bura haal hai tum apna bataya kasia chala rha hai padhi
@AD1TYA-18 or abhi kya kar raha ho or kya karna chaiya
Bhai I am just foccusing on high weightage chapters so that i get some decent score in 1st Attempt And mainly targetting 2nd attempt .
and also bhai Boards pr Focus jayada rakhna bhai
Kisi bhi situation me boards nhi bigadna chaiye .
bas bhai ab bas lag jao ye mt socho kya kru just start bhai kya krna hai sab pta lg jayega
All the best bhai
@@AD1TYA-18 ok bhai and best the best 👍
same situation h
Bhaiya can you give some tips for class 12th board exam?
BHai Focus on NCERT & DO Boards PYQ
Same haal h bhai
Bhai try karo end tak give up nhi krna hai baaki 2nd attempt pr jayada focus rakho or boards bhi krte rehna hai wrna baat me pta chale na jee hua na boards .
@ hn bhai wohi abhi 1st attempt ko mocks ke tarha dete hai aur 2nd attempt atleast 97+ percentile laaynge taaki koi avg college mil sake
@@JEEsucks. bilkul , aur ek baat khu... apna score dono attempts ka jrur btana aake iss video pe (-dropper with 98.02%ile with boards)
@@Vaibhav-r7l thek agaya to bta dunga wrna bhai himmat na hogi
Bhai mar na mat yarr
Areee bhai in sb ke baare me nhi sochta hu